Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Bada-Kabutar/Raaz-Ki-Ek-Baat-
raz ki ek bat hai, raz ki ek bat hai
bat ye raz ki ab na rahne do haye
kanpte kanpte hotho se kahne do
aaj na aayegi mujhe duniya ki koi sharam

chhata hai mujh par jab koi nasha
aankhe ho jati hai gulabi
bahki bahki chalti hu, re re
chhata hai mujh par jab koi nasha
aankhe ho jati hai gulabi
bahki bahki chalti hu
chalti hu mai jaise sharabi hoti hu mai
yu jagi jagi
aaj na aayegi mujhe duniya ki koi sharam
kyu raz ki ek bat hai, raz ki ek bat hai
bat ye raz ki ab na rahne do haye
kanpte kanpte hotho se kahne do
aaj na aayegi mujhe duniya ki koi sharam
aaj na aayegi mujhe duniya ki koi sharam
puchhe jab koi ye hal kya sujhe nahi koi bhana
gahri gahri sans lu
puchhe jab koi ye hal kya sujhe nahi koi bhana
gahri gahri sans lu, mai sans lu
dekhe zmana kya ban gayi mai ek fsana
aaj na aayegi mujhe duniya ki koi sharam
kyu raz ki ek bat hai, raz ki ek bat hai
bat ye raz ki ab na rahne do haye
kanpte kanpte hotho se kahne do
aaj na aayegi mujhe duniya ki koi sharam
aaj na aayegi mujhe duniya ki koi sharam
aa re jane jaa mai du ye bata
ha ye mera raz kya hai kab ye kaise kahu

haye kya kahu dil kho gaya hai
tumse mujhe pyar ho gaya, pyar ho gaya