Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Aanchal/Paise-Ka-Kajaal/MVBfX
paise ka kajal daike na lo hamri jan
paise ka kajal daike na lo hamri jan
lahko ki hamari jan babua
dhiki naki dhiki naki, dhiki naki dhiki naki na
naina hai chanchal kaise na marenge ban
naina hai chanchal kaise na marenge ban
hum ho gaye hai jawan babua
dhiki naki dhiki naki, dhiki naki dhiki naki na
mele me bhi hum akele hai, tum hamare sang aao na
are fir jate jate ye challa, nishani me de jao na
challa mera na mahanga pade, lut jaoge khade hi khade
bachaye tujhe ram
naina hai chanchal kaise na marenge ban
hum ho gaye hai jawan babua
dhiki naki dhiki naki, dhiki naki dhiki naki na
jiwan se jaoge tum saiya, jo hamse najar mil gayi
najar mil gayi
ho kitni dafa hamne kajal se, yahi churi chal gayi
churi chal gayi
are hum dilwale bhi dikhlayege, dekhna tumhe le jayege
bachaye tumhe ram
paise ka kajal daike na lo hamri jan
lahko ki hamari jan babua
dhiki naki dhiki naki, dhiki naki dhiki naki na
mai is aachal ko chodu to, jag me raha kya mera
raha kya mera,
are dunia ko malum hai kya, jo tumse hai nata mera hai
nata mera
sab hai jhutha tarana tera, harjai kya hai thikana tera
sikhaye tujhe ram
dhiki naki dhiki naki, dhiki naki dhiki naki na
paise ka kajal daike na lo hamri jan
paise ka kajal daike na lo hamri jan
lahko ki hamari jan babua
dhiki naki dhiki naki, dhiki naki dhiki naki na