People who are crazy enough to think they can change the world are the ones who do. -Apple
Your subscription could not be saved. Please try again.
Your subscription to raagabox has been successful.

A sample of other songs in raagabox lyrics * 1 *

maiya ki nathnaiya,
Singer: Shaily
Lyricist: Praveen Dutta
Album: Aadi Shakthi
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Aadi-Shakti/Maiya-Ki-Nathania
jai jai maa maa maa meri maiya
jai jai maa maa maa meri maiya
jai jai maa maa maa meri maiya
jai jai maa maa maa meri maiya

maiya ki nathnaiya, maiya ki
maiya ki nathnaiya, maiya ki
maiya ki nathnaiya, maiya ki
maiya ki nathnaiya, maiya ki
nath rahi sara sansaar, nathnaiya maiya ki
?mano pirali muhaas, nathnaiya maiya ki
maiya ki nathnaiya, maiya ki
maiya ki nathnaiya, maiya ki

chandi ki naahi, taambe ki naahi
chandi ki naahi, taambe ki naahi
sone ki naahi, rupaye ki naahi
sone ki naahi, rupaye ki naahi
mamta ka uphaar
mamta ka uphaar, nathnaiya maiya ki
maiya ki nathnaiya, maiya ki
maiya ki nathnaiya, maiya ki

ye nath hai sansaar ki shobha
ye nath hai sansaar ki shobha
pawan aachar vichaar ki shobha
pawan aachar vichaar ki shobha
naari ka satkar, shrishti ka avtaar
nathnaiya maiya ki
maiya ki nathnaiya, maiya ki
maiya ki nathnaiya, maiya ki

aas beaaso ki hai nathnaiya
aas beaaso ki hai nathnaiya
naath anaatho ki hai nathnaiya
naath anaatho ki hai nathnaiya
sab pe kare upkaar
sab pe kare upkaar
nathnaiya maiya ki
maiya ki nathnaiya, maiya ki
maiya ki nathnaiya, maiya ki