People who are crazy enough to think they can change the world are the ones who do. -Apple
Your subscription could not be saved. Please try again.
Your subscription to raagabox has been successful.

A sample of other songs in raagabox lyrics * 3 *

maiya ki nathnaiya,
Singer: Shaily
Lyricist: Praveen Dutta
Album: Aadi Shakthi
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Aadi-Shakti/Maiya-Ki-Nathania
jai jai maa maa maa meri maiya
jai jai maa maa maa meri maiya
jai jai maa maa maa meri maiya
jai jai maa maa maa meri maiya

maiya ki nathnaiya, maiya ki
maiya ki nathnaiya, maiya ki
maiya ki nathnaiya, maiya ki
maiya ki nathnaiya, maiya ki
nath rahi sara sansaar, nathnaiya maiya ki
?mano pirali muhaas, nathnaiya maiya ki
maiya ki nathnaiya, maiya ki
maiya ki nathnaiya, maiya ki

chandi ki naahi, taambe ki naahi
chandi ki naahi, taambe ki naahi
sone ki naahi, rupaye ki naahi
sone ki naahi, rupaye ki naahi
mamta ka uphaar
mamta ka uphaar, nathnaiya maiya ki
maiya ki nathnaiya, maiya ki
maiya ki nathnaiya, maiya ki

ye nath hai sansaar ki shobha
ye nath hai sansaar ki shobha
pawan aachar vichaar ki shobha
pawan aachar vichaar ki shobha
naari ka satkar, shrishti ka avtaar
nathnaiya maiya ki
maiya ki nathnaiya, maiya ki
maiya ki nathnaiya, maiya ki

aas beaaso ki hai nathnaiya
aas beaaso ki hai nathnaiya
naath anaatho ki hai nathnaiya
naath anaatho ki hai nathnaiya
sab pe kare upkaar
sab pe kare upkaar
nathnaiya maiya ki
maiya ki nathnaiya, maiya ki
maiya ki nathnaiya, maiya ki
ghanghor andhero mey
Singer: Shaily
Lyricist: Praveen Dutta
Album: Aadi Shakthi
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Aadi-Shakti/Ghanghor-Andheron
ghanghor andhero me, ye jivan beete maa
ghanghor andhero me, ye jivan beete maa
kab tak main aur jeeyu, ye aansu peete maa

ghanghor andhero me, ye jivan beete maa
ghanghor andhero me, ye jivan beete maa
kab tak main aur jeeyu, ye aansu peete maa
kab tak main aur jeeyu, ye aansu peete maa
mujhe darshan do, mujhe apna lo
mujhe darshan do, mujhe apna lo
na modo reete maa
ghanghor andhero me, ye jivan beete maa
ghanghor andhero me, ye jivan beete maa

tujh bin na koi mera, daala ghamo ne ghera
tujh bin na koi mera, daala ghamo ne ghera
bas ek sahara hai tera, hath pakad lo mera
har din ek ek saal lage, ye jivan jeete maa
ghanghor andhero me, ye jivan beete maa
ghanghor andhero me, ye jivan beete maa

tu mamta ka saagar, karuna ki tu gaagar
tu mamta ka saagar, karuna ki tu gaagar
apni daya se kar do maa
mere sukho ko ujagar
aur jeeyu kaise ab zakhmo ko seete maa
ghanghor andhero me, ye jivan beete maa
ghanghor andhero me, ye jivan beete maa
kab tak main aur jeeyu, ye aansu peete maa
kab tak main aur jeeyu, ye aansu peete maa
mujhe darshan do, mujhe apna lo
mujhe darshan do, mujhe apna lo
na modo reete maa
ghanghor andhero me, ye jivan beete maa
ghanghor andhero me, ye jivan beete maa
Ye Sachha Darbar
Singer: Shaily, Sanjay
Lyricist: Praveen Dutta
Album: Aadi Shakthi
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Aadi-Shakti/Ye-Sachcha-Darbar
ye sachha darbar
yaha se khali koi na jaye
ye sachha darbar
yaha se khali koi na jaye
bin maange milti hai murade
daman jo failaye
bin maange milti hai murade
daman jo failaye
ye sachha darbar

man ke mail hata do
man se maa ka darshan hoga
dar dar ka jo bana bhikhari
wo na kabhi nirdhan hoga
man ke mail hata do
man se maa ka darshan hoga
dar dar ka jo bana bhikhari
wo na kabhi nirdhan hoga
maa ki najar pade to kankar bhi heera ban jaye
maa ki najar pade to kankar bhi heera ban jaye
bin maange milti hai murade
daman jo failaye
bin maange milti hai murade
daman jo failaye
ye sachha darbar

jyoti rup me shakti baithi
agar is par vishwas karo
mushkil manjil aasa hogi
jo dil se ardaas karo
jyoti rup me shakti baithi
agar is par vishwas karo
mushkil manjil aasa hogi
jo dil se ardaas karo
is dar ka jo bana bhikhari
wo raja kahlaye
is dar ka jo bana bhikhari
wo raja kahlaye
bin maange milti hai murade
daman jo failaye
bin maange milti hai murade
daman jo failaye
ye sachha darbar

wo na kabhi maayus milega
wo maa ka matwala hai
usko bhi na maa bakshegi
jo bhi man ka kala hai
wo na kabhi maayus milega
wo maa ka matwala hai
usko bhi na maa bakshegi
jo bhi man ka kala hai
maata jaani jaan hai bande
tu kya yaha chhupaye
maata jaani jaan hai bande
tu kya yaha chhupaye
bin maange milti hai murade
daman jo failaye
bin maange milti hai murade
daman jo failaye
ye sachha darbar
yaha se khali koi na jaye
bin maange milti hai murade
daman jo failaye
bin maange milti hai murade
daman jo failaye