Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Aar-Paar/Gali-Gali-Shor-Hai/J
gali gali shor hai, kya hai kya hai sethiya chor hai, ha ha chor hai
gali gali shor hai, sethiya chor hai gali gali shor hai, sethiya chor hai
upar se kuchh aur hai, andar se kuchh aur hai
muh mein raam ka naam parantu, ulate saare kaam parantu
muh mein raam ka naam ye parantu ulate saare kaam

isne kitno ka ghar luta, kitno ka dil toda

tang kisine todi iski, haay langada kar chhod a
aara ra ra ra ra
gali gali shor hai, sethiya chor hai gali gali shor hai, sethiya chor hai
upar se kuchh aur hai, andar se kuchh aur hai
muh mein raam ka naam parantu, ulate saare kaam parantu
muh mein raam ka naam ye parantu ulate saare kaam
aati jaati ladki se ye khele aankh matakka

sab kehate hai sach kehate hai ye badmaash hai pakka
gali gali shor hai, sethiya chor hai gali gali shor hai, sethiya chor hai
upar se kuchh aur hai, andar se kuchh aur hai
muh mein raam ka naam parantu, ulate saare kaam parantu
muh mein raam ka naam ye parantu ulate saare kaam
kaale lakshan kaali surat, kaala isaka dhanda
iski gardan mein daalenge hum phaansi ka phanda
likhta kuchh hai deta kuchh hai, leta kuchh hai yaaro
bich sadak mein nanga karke isko goli maaro
gali gali shor hai, sethiya chor hai gali gali shor hai, sethiya chor hai
upar se kuchh aur hai, andar se kuchh aur hai
muh mein raam ka naam parantu, ulate saare kaam parantu
muh mein raam ka naam ye parantu ulate saare kaam
gali gali shor hai, sethiya chor hai gali gali shor hai, sethiya chor hai
upar se kuchh aur hai, andar se kuchh aur hai
muh mein raam ka naam parantu, ulate saare kaam parantu
muh mein raam ka naam ye parantu ulate saare kaam
muh mein raam ka naam, ulate saare kaam parantu
muh mein raam ka naam o kintu, ulate saare kaam