chal chal khi akele me
o sathi chal chal khi akele me
mohe dar lage kho na jaye mele me
chal chal khi akele me
o sathi chal chal khi akele me
sathi re sathi re o sathi re sathi re
kitna pyara ye bachpan hai
nirmal jaise neel gagan hai
ho kitna pyara ye bachpan hai
nirmal jaise neel gagan hai
aa chhu le par chhu le baaldon ko chhu le
aa chhu le par chhu le baaldo ko chhu le
hume rehna nahi jag ke jhamele me
chal chal kahi akele me
o sathi chal chal kahi akele me
sathi re sathi re o sathi re sathi re
udte hai bin pankh gubare
lagte hai ye pyare pyare
udte hai bin pankh gubare
lagte hai ye pyare pyare
kaske dor pakdhana hath se jaye udh na
kaske dor pakdana hath se jaye udh na
kahin anjani bheed ke rele me
chal chal khi akele me
o sathi chal chal khi akele me
sathi re sathi re o sathi re sathi re
kal ke sapne hai aankho me
phool mehkte hai sanso me
ho kal ke sapne hai aankho me
phool mehkte hai sanso me
kal to sapna laage tu mohe apna lage
kal to sapna lage tu mohe apna lage
sang chalna hai duniya ke mele me
chal chal kahi akele me
o sathi chal chal khi akele me
sathi re sathi re o sathi re sathi re
mohe dar laage kho na jaye mele me
chal chal kahi akele me
dar laage kho na jaye mele me
chal chal kahi akele me
o sathi chal chal kahi akele me
sathi re sathi re o sathi re sathi re
sathi re sathi re o sathi re sathi re
chal chal kahi akele me o sathi
chal chal kahi akele me mohe dar laage kho na jaye
dar lage kho na jaye mele me chal chal kahi akele me
o sathi chal chal kahi akele me
sathi re sathi re o sathi re sathi re
kitna pyara ye bachpan hai nirmal jaise neel gagan hai
kitna pyara ye bachpan hai nirmal jaise neel gagan hai
aa jhule par jhule badlo ko chu le
aa jhule par jhule badlo ko chu le
hume rahna nahi jag ke jhamele me
chal chal kahi akele me o sathi chal chal kahi akele me
udte hai bin pankh gubbare lagte hai ye pyare pyare
udte hai bin pankh gubbare lagte hai ye pyare pyare
kas ke dor pakadna hath se jaye ud na
kas ke dor pakadna hath se jaye ud na
kahi anjani bhid ke rele me chal chal kahi akele me
o sathi chal chal kahi akele me
kal ke sapne hai aankho me phool mahkate hai sanso me
kal ke sapne hai aankho me phool mahkate hai sanso me
kal ka sapna laage tu mohe apna laage
kal ka sapna laage tu mohe apna laage
sang chalna hai duniya ke mele me
chal chal kahi akele me o sathi chal chal kahi akele me
sathi re sathi re o sathi re sathi re
ye mat janiyo tum bichude mohe chain
jaise ban ki lakdi sulagti ho din rain
kajre ki bati asuwan ke tel me
aali mai har gayi ankhiyan ke khel me
kajre ki bati asuwan ke tel me
aali mai har gayi ankhiyan ke khel me
kajre ki bati
chanchal se naino me kajal ko aanj kar
bikhri in palko me rajni ko bandh kar
sinduri aachal me taro ko tak kar
adhro ke pyalo me chumban ko dhal kar
atka kar sabke man preet ki gulel me
mari na jau kahi apne hi is khel me
sapne hi tut gaye is tal mel me
aali mai har gayi ankhiyan ke khel me
kajre ki bati
tan ki surahi me yowan ki hala
chitwan me madhoshi ango me jwala
chal chal chalke jo madira ka pyala
gori tu lage hai puri madhushala
nasha hi nasha hai in anguri bel me
pyala or madira in dono ke mel me
nasha hi nasha hai in anguri bel me
virah ke phul hai jiwan ki bel me
aali mai har gayi ankhiyan ke khel me
kajre ki bati
jiske liye sabko choda, usi ne mere dil ko toda
jiske liye sabko choda, usi ne mere dil ko toda
wo bewafa, wo bewafa kisi or ke sajan ki saheli ho gayi
tujhse pyara koi mila, choda tujhe to kyu hai gila
tujhse pyara koi mila, choda tujhe to kyu hai gila
mai bewafa ha mai bewafa kisi or ke sajan ki saheli ho gayi
jiske liye sabko choda, usi ne mere dil ko toda
dekho kya khush hoke payal ko jhankare
jal ke rah jaye dil aise kare ishare
dekho kya khus hoke payal ko jhankare
jal ke rah jaye dil aise kare ishare
aage mere sitamgar gair ke dil me baske
kaisi besharmi se bat kare has has ke
kaise kahu kya ho gaya, kal mera dil thi jo dilruba
kaise kahu kya ho gaya, kal mera dil thi jo dilruba
wo bewafa, wo bewafa kisi or ke sajan ki saheli ho gayi
tujhse pyara koi mila, choda tujhe to kyu hai gila
mai tu hu ek titli udne firne wali
kaise rahungi baithi ek hi dil ki dali
mai tu hu ek titli udne firne wali
kaise rahungi baithi ek hi dil ki dali
jab ik se ik badhke hai pyar ke najare
fir kyu na lahrau, kyu na karu ishare
kaisi sharam kaisi haya, jab se mila hai sathi naya
kaisi sharam kaisi haya, jab se mila hai sathi naya
mai bewafa ho mai bewafa kisi or ke sajan ki saheli ho gayi
jiske liye sabko choda, usi ne mere dil ko toda
pyar nasha hai aisa jispe cha jata hai
aas pas bhi usko kam hi najar aata hai
pyar nasha hai aisa jispe cha jata hai
aas pas bhi usko kam hi najar aata hai
mana ke mere dil me pyari is ek ladki
aan basi hai fir se banke shama mere ghar ki
chaha use to kya hua, isme kisi ka jata hai kya
chaha use to kya hua, isme kisi ka jata hai kya
wo bewafa ha mai bewafa kisi or ke sajan ki saheli ho gayi
tum akele to kuch bhi nahi
hum akele to kuch bhi nahi
mile do dil to ho mile do dil to ho
mile do dil to jamaana badal jaaye
tum akele to kuch bhi nahi
hum akele to kuch bhi nahi
mile do dil to ho mile do dil to ho
mile do dil to jamaana badal jaaye
tum akele to kuch bhi nahi
hum akele to kuch bhi nahi
gharwaalo se anban ho duniya chaahe dushman ho
gharwaalo se anban ho duniya chaahe dushman ho
parwaah nahi koi humko kisi ki
haatho me apne jo yaaro ka daaman ho
o dil ko hoti hai dil ki khabar
dil ko hoti hai dil ki khabar
aap badle nishana badal jaaye
aap badle nishana badal jaaye
tum akele to kuch bhi nahi
hum akele to kuch bhi nahi
gum khushiyo me dhalte hai patthar bhi pighate hai
gum khushiyo me dhalte hai patthar bhi pighate hai
naamumkin ho jaaye mumkin
do matwaale dil jab milke chalte hai
jab bhi hontho ki surkhi mile
jab bhi hontho ki surkhi mile
jindagi ka fasaana badal jaaye
jindagi ka fasaana badal jaaye
tum akele to kuch bhi nahi
hum akele to kuch bhi nahi
mile do dil to ho mile do dil to ho
mile do dil to jamaana badal jaaye
tum akele to kuch bhi nahi
hum akele to kuch bhi nahi
jab jab apna mel huwa toh dil yahi pukara
jab jab apna mel huwa toh dil yahi pukara
janam janam tak tut sake na kabhi sath hamara
jab jab apna mel huwa toh dil yahi pukara
tere gam ko gale laga ke ho apni khushiya mai tujape luta du
gar thoda sa too muskara de ho toh virane me kaliya khila du
ho sharmata hai kaliyo ko bhi yeh bairi rup tumhara
jab jab apna mel huwa toh dil yahi pukara
chhed ke apne pyar ka nagma ho tere dil me tarane jaga du
teri aankh ke aansu le ke ho naye chand-sitare bana du
ho nil gagan par dip jale hain jara dekho najara
jab jab apna mel huwa toh dil yahi pukara
lakh janam ke armano ka ho koi rangin fasana bana du
lekar aag tere galo ki ho gore gore kanval mai khila du
ho dil kahata hai aaj milega nadiya se kinara
jab jab apna mel huwa toh dil yahi pukara
jab jab apna mel huwa toh dil yahi pukara
janam janam tak tut sake na kabhi sath hamara
jab-jab apna mel huwa toh dil yahi pukara
pyara lage pyara lage pyara lage pyara lage
pyar ki raho ka pyara safar pyara safar pyara safar
pyara lage pyara lage raat aur din ka ye milan
pyar ki raho ka pyara safar pyara safar pyara safar
ye jami mil rahi hai dekh lo aasma se
aise do dil milenge dur dono jaha se
aa gale mil ke dono ho aa gale mil ke dono
raat ki baho se jaye gujar jaye gujar
pyara lage pyara lage raat aur din ka ye milan
pyar ki raho ka pyara safar pyara safar pyara safar
lout ke ja raha hai har koi aashiya ko
neend si aa rahi hai har thake karva ko
soi soi hawa ka ho soi soi hawa ka
hone lga dekho hum pe asar hum pe asar
pyara lage pyara lage raat aur din ka ye milan
pyar ki raho ka pyara safar pyara safar pyara safar
pyara lage pyara lage raat aur din ka ye milan
pyar ki raho ka pyara safar pyara safar pyara safar
budhe teri chal budhe
jhumti jhuma jhum re budhe
budhe teri chal budhe
jhumti jhuma jhum re budhe
budhe ka pet dekho
maa pyare ka pet dekho
pyare ka pet dekho
ha munne ka pet dekho
mote ka pet dekho
ha pyare ka pet dekho
ha budhe ka pet dekho
chaval ka bora dekho
chaval ka bora haye haye
budhi teri chal budhi
jhumti jhuma jhum re budhi
budhi teri chal budhi
jhumti jhuma jhum re budhi
budhi ki chal dekho
ha pyari ki chal dekho
pyari ki chal dekho
ha dubli ki chal dekho
pyari ki chal dekho
ha dubli ki chal dekho
ha lambi ki chal dekho
ganne ka jhad dekho
ganne ka jhad haye haye
budhe teri chal budhe
jhumti jhuma jhum re budhe
budhe teri chal budhe
jhumti jhuma jhum re budhe
ho jawani
jawani diwani hai ho ho hoye hoye
jawani diwani hai ye umar suhani hai
hai ajab iski ada bepiye chhaye nasha
o maan gaye teri kasam yahi do din hai sanam
jab talak hum hai jawa sari duniya hai jawa
jaha ye nasha gaya pyar ka maza gaya
mai hansi tum bhi jawa
aa chal kho jaye waha
mohabbat ka maza hai naujawano
naujawani me
ye shola bujh gaya to kya
raha fir zindagani me
suna teri bat suna
jhumti jhuma jhum re suna
suna teri bat suna
jhumti jhuma jhum re suna
munna ke hatha dekho
maa pyari ke paira dekho
pyari ke paira dekho
ha munne ke danta dekho
munne ke danta dekho
ha pyari ke danta dekho
ha sona ke danta dekho
lahsun ki pothiya dekho
lahsun ki pothiya haye haye
budhe teri chal budhe
jhumti jhuma jhum re budhe
budhe teri chal budhe
jhumti jhuma jhum re budhe
ho mohabbat karke dekhi umar me bis baras ki
umar me tees baras ki
magar ye chalis ka pyar
hai yahi sadabahar
maan gayi teri kasam tune sach kaha kasam allah
jawani anadi hai
budapa khiladi hai
wo maza pakke phl me wo kaha kache phl me
zamana aaye dekhe
mohabbat humse sikhe
ladakpan ki mohabbat jhuth bebuniyad hoti hai
ke sachi aashiqi chalis baras ke baad hoti hai
budhe teri chal budhe
jhumti jhuma jhum re budhe
budhe teri chal budhe
jhumti jhuma jhum re budhe
budhe ka pet dekho
maa pyare ka pet dekho
pyare ka pet dekho
ha munne ka pet dekho
mote ka pet dekho
ha pyare ka pet dekho
ha budhe ka pet dekho
chaval ka bora dekho
chaval ka bora haye haye
suna teri bat suna
jhumti jhuma jhum re suna
budhe teri chal budhe
jhumti jhuma jhum re budhe
suna teri bat suna
jhumti jhuma jhum re suna
budhe teri chal budhe
jhumti jhuma jhum re budhe
ghadi milan ki aayi aayi tu chhuti lekar aaja
pyar ki been baje na akele tu zara sath nibha ja
pyar ki been baje na akele tu zara sath nibha ja
ajab mushibat aayi aayi yaha to sun mere raja
ek sath kai sur bajte hai band ho kaise bata ja
ek sath kai sur bajte hai band ho kaise bata ja
ghadi milan ki aayi
aaja re juju aaja munne ko sula ja
lal palang par moti hira tino baba so ja
aaja re juju aaja
jab byah kiya to darna kya jani bolo
mai to nahi bolu nahi bolungi
ho sang nahi dolu nahi dolungi
ho mat dol upar wala dekhta hai
toda jisne dil ka shivala dekhta hai
dekhe ye durga mayi mayi hua badan mera khasa
isi fikar me ki ye trimurti phir na bajane lage baja
isi fikar me ki ye trimurti phir na bajane lage baja
ghadi milan ki aayi
chali aa re tu sabko nind ki goli deke
dil ke tukde ko goli dega re
arey aisa nahi hoga nahi hoga re
na ho to mai bechara kya karunga
tere pyar ke aansu pike so rahunga
aayi balam ji aayi sona abhi na mere raja
rahungi tere bin kaise akeli tu meri duniya basa ja
rahungi tere bin kaise akeli tu meri duniya basa ja
ghadi milan ki aayi aayi tu chhuti lekar aaja
pyar ki been baje na akele tu zara sath nibha ja
pyar ki been baje na akele tu zara sath nibha ja
ghadi milan ki aayi aayi
pyar kiya hai pyar nibhana kasme wade bhul na jana
pyar kiya hai pyar nibhana kasme wade bhul na jana
dushman ho chahe sara jamana
dushman ho chahe sara jamana
kasme wade bhul na jana pyar kiya hai pyar nibhana
kasme wade bhul na jana
mere jiwan ka ek sapna hai
har janam ka ye dastur bane
sahnayi baje jab angana me
meri mang ka tu sindur bane
ha hai mere bhi dil me bat yahi
har jiwan me har bar banu
tera rup saje jab dulhan sa us rup ka mai singar banu
preet ki aisi jyot jalana preet ki aisi jyot jalana
kasme wade bhul na jana pyar kiya hai pyar nibhana
kasme wade bhul na jana
sanso ka rishta kuch aisa ho
ek pal bhi juda na ho paye
jo masti ka rang cha jaye ek duje me hum kho jaye
chahat ke humko pankh lage or aisi ek parwaz mile
hum chalke basaye dunia kahi
jaha dharti se aakash mile
gaye sada khushiyo ka tarana
gaye sada khushiyo ka tarana
kasme wade bhul na jana pyar kiya hai pyar nibhana
kasme wade bhul na jana kasme wade bhul na jana
ek tha kaanha ek thi radha
aaj o geet sunao na
un dono ki prem kahani
ham nache tum gao na
pandit gyani aur pujari
kya sadhu kya sanyasi
sab kahte hai jhuth hame tum
sachchi baat batao na
kya sach hain kya jhuth hain
are kya sach hain kya jhuth hain, ye hamse na puchho
apni aatma se puchho, apne raam se puchho
kya sach hain kya jhuth hain, ye hamse na puchho
apni aatma se puchho, apne raam se puchho
apni aatma se puchho, apne raam se puchho
are kya sach hain kya jhuth hain, ye hamse na puchho
tan se lagta kunwar kanhaiya
man se lagta jogi hain
koi kahe bahrupiya usko
koi kahe wo dhongi hain
jaisi jiski najar hain, vaisa dikhta bala jogi hain
na bahrupiya na wo dhongi
wo to prem ka rogi hain
aaye hay prem rog kisko kahte hain
itna to bolo, bolo itana to bolo
apni aatma se puchho, apne raam se puchho
apni aatma se puchho, apne raam se puchho
are kya sach hain kya jhuth hain
kaun use baandhe hain jispe
chalta nahi hain kisi ka rob
in hatho me dor hain uski
jiske hath me sabki dor
jo sabko bandhe hain us par
chalta sirf dilo ka jor
ek taraf rakhi ka bandhan
ek taraf mamta ki dor
ek tisra karm ka bandhan, uski baat kaho
ho uski baat kaho
apni aatma se puchho, apne raam se puchho
apni aatma se puchho, apne raam se puchho
are kya sach hain kya jhuth hain
puchh liya hain apne dil se
dil me aakar chor chhupa
bhed hamara jaan liya par
apna dil na khol saka
uske dil me sabki mohabbat
dil na kisi ka tod saka
bolna chaha tha sach sach par
pyar kiye na bol saka
dil to ho jhutha hain sari, duniya se kah do
kah do duniya se kah do
apni aatma se puchho, apne raam se puchho
apni aatma se puchho, apne raam se puchho
are kya sach hain kya jhuth hain
wo sabka rakhwala hain fir
chor use kyun kahte hain
badnami bhi karte hain
aur uske bina na rahte hain
usne churaya hain dil sabka
log to sach hi kahte hain
jaha pe apna dil rahta ho
vahi to ham sab rahte hain
kaha pe uska dil laga
aur kiske chor hain wo bolo
kiske chor hain wo
apni aatma se puchho, apne raam se puchho
apni aatma se puchho, apne raam se puchho
are kya sach hain kya jhuth hain