tum akele to kuch bhi nahi
hum akele to kuch bhi nahi
mile do dil to ho mile do dil to ho
mile do dil to jamaana badal jaaye
tum akele to kuch bhi nahi
hum akele to kuch bhi nahi
mile do dil to ho mile do dil to ho
mile do dil to jamaana badal jaaye
tum akele to kuch bhi nahi
hum akele to kuch bhi nahi
gharwaalo se anban ho duniya chaahe dushman ho
gharwaalo se anban ho duniya chaahe dushman ho
parwaah nahi koi humko kisi ki
haatho me apne jo yaaro ka daaman ho
o dil ko hoti hai dil ki khabar
dil ko hoti hai dil ki khabar
aap badle nishana badal jaaye
aap badle nishana badal jaaye
tum akele to kuch bhi nahi
hum akele to kuch bhi nahi
gum khushiyo me dhalte hai patthar bhi pighate hai
gum khushiyo me dhalte hai patthar bhi pighate hai
naamumkin ho jaaye mumkin
do matwaale dil jab milke chalte hai
jab bhi hontho ki surkhi mile
jab bhi hontho ki surkhi mile
jindagi ka fasaana badal jaaye
jindagi ka fasaana badal jaaye
tum akele to kuch bhi nahi
hum akele to kuch bhi nahi
mile do dil to ho mile do dil to ho
mile do dil to jamaana badal jaaye
tum akele to kuch bhi nahi
hum akele to kuch bhi nahi