People who are crazy enough to think they can change the world are the ones who do. -Apple
Your subscription could not be saved. Please try again.
Your subscription to raagabox has been successful.

A sample of other songs in raagabox lyrics * 6 *

Sharabi Aankhein
Music: R.D.Burman
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Madhosh/Sharabi-Ankhen-Gulabi-Chehra/Og09ZEddeVc
Video:
sharabi aankhe gulabi chehara
sharabi aankhe gulabi chehara kaisa lage mera dil ruba
dil mera dilruba dil mera dilruba
gulabi chehra sabhi ne dekha dekha nahi magar dil mera
dil mera dilruba dil mera dilruba
gulabi chehra

ye julpe kya lage, jaise chav dhale
meri chale to is chaav me bita du sari jindagi
ha ye najar yaar ka ghar, are pagle
yaar ye alag duniya mere ghar ki hogi aur bhi
gulabi chehra sabhi ne dekha dekha nahi magar dil mera
gulabi chehra

ye badan, kya saran, kya kehne
tumse milu to kuch yaad na aaye, chahat ke siwa
ha ye baahen, pyar chahe
ae diwane in baho ka aur bhi hoga kya chahat ke siva
gulabi chehra sabhi ne dekha dekha nahi magar dil mera
gulabi chehra

ye kamar, ha magar, na meri jaan
yu hi to log bekar nahi bharte aahe subah sham
aa jalima, dilruba o nadan
jaan dilruba ke alava bhi to hoga mera koi naam
sharabi aankhe gulabi chehara kaisa lage mera dil ruba
dil mera dilruba dil mera dilruba
gulabi chehra sabhi ne dekha dekha nahi magar dil mera
dilruba dil mera, dilruba gulabi chehra, gulabi chehra
Kisne Dekha Hai Kal
Music: R.D.Burman
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Heeralaal-Pannalaal/Kisne-Dek
Video:
are kisne dekha hai kal kisko kal ka hai dar
aaj dilwalo luto matwalo jindgi ka najar har har har
are kisne dekha hai kal kisko kal ka hai dar
aaj dilwalo luto matwalo jindgi ka najar har har har
ho aaja mere pyar aaja dekh aise na sata
ab to raha nahi jaaye aaja aaja aaja
aa mere gale se lag ja
ho aaja mere pyar aaja dekh aise na sata
ab to raha nahi jaaye aaja aaja aaja
aa mere gale se lag ja

hai suni tere bin jiwan ki dagar
tham le meri bahe mere hamsafar
hai suni tere bin jiwan ki dagar
tham le meri bahe mere hamsafar
are kisne dekha hai kal kisko kal ka hai dar
aaj dilwalo luto matwalo jindgi ka najar har har har

ho aaja mere pyar aaja dekh aise na sata
ab to raha nahi jaaye aaja aaja aaja
aa mere gale se lag ja

aankhon ki tamanna hai ye janeja
dekhu pahle tujhko fir sara jaha
aankhon ki tamanna hai ye janeja
dekhu pahle tujhko fir sara jaha
are kisne dekha hai kal kisko kal ka hai dar
aaj dilwalo luto matwalo jindgi ka najar har har har
Phirse Chamke Tim Tim Taare
Lyricist: Sandeep Khare
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Dashavatar/Phir-Se-Chamke-Tim
tim tim tim tim tim tim tim tim tim tim tim tim tim tim
phir se chamke tim tim tare phir se chamke tim tim tare
phir rato ko chand mila mit gaye badal
tham gaya toofan fir se ambar khula khula o ha o ha
phir se chamke tim tim tare phir rato ko chand mila
mit gaye badal tham gaya toofan fir se ambar khula khula

o ha o ha indardhanu ke rang churakar phul kai khil aaye hai
indardhanu ke ran churakar phul kai khil aaye hai
fir se mehki pyari pyari hirno ke par nikle hai
bahar chayi hai dharti par aur har dil hai khila khila o ha o ha
phir se chamke tim tim tare phir se chamke tim tim tare
phir rato ko chand mila mit gaye badal tham gaya toofan
fir se ambar khula khula o ha o ha o ha o ha o ha
o maajhi teri naiyaa se chhuta kinaara
Singer: R.D.Burman
Music: R.D.Burman
Lyricist: Anand Bakshi
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Aar-Paar/O-Majhi-Teri-Naiya-S
o maajhi teri naiyaa se chhuta kinaara
o maajhi teri naiyaa se chhuta kinaara
kaha le chali samay ki dhaara kaha le chali samay ki dhaara
bichhad gaye sab tere apane ujad gaye sab sundar sapane
bichhad gaye sab tere apane ujad gaye sab sundar sapane
o maajhi tera khel bigad gaya saara
kaha le chali samay ki dhaara kaha le chali samay ki dhaara

ho dosh na de tu in maujo ko
kuch mat bol tu sab logo ko
ho dosh na de tu in maujo ko
kuch mat bol tu sab logo ko
o maajhi tujhe tere nasibo ne maara
kaha le chali samay ki dhaara
kaha le chali samay ki dhaara

patwaaro ko tod gaye hai
bich bhanwar woh chhod gaye hai
patwaaro ko tod gaye hai
bich bhanwar wo chhod gaye hai
o maajhi tune jisako bhi paar utaara
kaha le chali samay ki dhaara
kaha le chali samay ki dhaara
o maajhi teri naiyaa se chhuta kinaara
kaha le chali samay ki dhaara
kaha le chali samay ki dhaara
Dukki Pe Dukki Ho
Music: R.D.Burman
Lyricist: Gulshan Bawra
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Satte-Pe-Satta/Dukki-Pe-Dukki
Dukki pe dukki ho
Ya satte pe satta
Dukki pe dukki ho
Ya satte pe satta
Gaur se dekha jaye toh bus hai
Patte pe patta
Koi faraq nahin albatta
Koi faraq nahin albatta
Koi faraq nahin albatta
Koi faraq nahin albatta

Dukki pe dukki ho
Ya satte pe satta
Dukki pe dukki ho
Ya satte pe satta
Gaur se dekha jaye toh bus hai
Patte pe patta
Koi faraq nahin albatta
Koi faraq nahin albatta
Koi faraq nahin albatta
Koi faraq nahin albatta

Tu mere dil ka raja hai ya tere dil ki main rani
Tu mere dil ka raja hai ya tere dil ki main rani

Aaan�tu meri baho me aa
Main teri bahon me hoon
Pyar to hoga jani
Banegi badi kahani
Koi faraq nahin albatta
Koi faraq nahin albatta
Koi faraq nahin albatta
Koi faraq nahin albatta

Dukki pe dukki ho
Ya satte pe satta
Dukki pe dukki ho
Ya satte pe satta
Gaur se dekha jaye toh bus hai
Patte pe patta
Koi faraq nahin albatta
Koi faraq nahin albatta
Koi faraq nahin albatta
Koi faraq nahin albatta

Ho ho ho han han han
Ho ho ho ho ho ho

Kismat me jinki milna hai
Woh kis tarah bhi mil jaye
Kismat me jinki milna hai
Woh kis tarah bhi mil jaye

Aaan�purab se pachchim ki ye
Uttar se dakshin ki ye
Mil jati hai ye rekha yain
Lakhon pahere lagayen
Koi faraq nahin albatta
Koi faraq nahin albatta
Koi faraq nahin albatta
Koi faraq nahin albatta

Dukki pe dukki ho
Ya satte pe satta
Dukki pe dukki ho
Ya satte pe satta
Gaur se dekha jaye toh bus hai
Patte pe patta
Koi faraq nahin albatta
Koi faraq nahin albatta
Koi faraq nahin albatta
Koi faraq nahin albatta

Dono ka ek matalab hai
Dil dede ya to dil lele
Dono ka ek matalab hai
Dil dege ya to dil lene
Sadiyon se hota hai jo
Aakhir to wohi hoga
Labate hai pyar ki neme
Jayenge sabhi akele
Koi faraq nahin albatta
Koi faraq nahin albatta
Koi faraq nahin albatta
Koi faraq nahin albatta

Dukki pe dukki ho
Ya satte pe satta
Dukki pe dukki ho
Ya satte pe satta
Gaur se dekha jaye toh bus hai
Patte pe patta
Koi faraq nahin albatta
Koi faraq nahin albatta
Koi faraq nahin albatta
Koi faraq nahin albatta.
Aapke kamre mein koi rehta hai
Music: R.D.Burman
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Yaadon-Ki-Baaraat/Ap-Ke-Kamre
Aapke kamre mein koi rehta hai ta ra ra ra
Hum nahin kehte, zamana kehta hai ta ra ra ra
Aapke kamre mein koi rehta hai ta ra ra ra
Hum nahin kehte, zamana kehta hai ta ra ra ra
Aapke kamre mein koi rehta hai

Hum aaj udhar se nikale to, bade intazam se
Gira raha tha koi parda, haye sare-shaam se
Udhar aap ki photo se, saji deewaar pe
Padaa hua tha ek saya, bade aaraam se
Aapke kamre mein koi rehta hai

Magar jo ek din main guzri, gali mein sarkaar ki
Tabhi se chalti hai dil pe, haye talwaar si
Dabi dabi halki halki, hasi ki tanaav mein
Machal rahi thi chudi bhi, haye chankaar si
Yeh na samjho koi gafil rehta hai

Ta ra ra ra
Hum nahin kehte, zamana kehta hai
La la la la aapke
Na na aapke
Na na na
Aapke kamre mein koi rehta hai

Agar main kahu jo dekha, nahi tha woh koi kwaab
Padaa tha table pe chasma, woh kiska janaab
Gore gale mein woh muffler, tha kis hasin ka
Zara haath dil pe rakh ke, humen dijiye jawaab
Aapke kamre mein koi rehta hai

Dil mil gaye to hum khil gaye
Ke dil dil mile jahan mein kabhu kabhu
Are haan haan, are haan haan
Are haan haan, are wah wah

Dil mil gaye to hum khil gaye
Ke dil dil mile jahan mein kabhu kabhu
Are haan haan, are haan haan
Are haan haan, are wah wah

Yaaro ke liya haa
Hai meri dua haa
Aa jaaye woh din, gale milke beete jawani
Tumko bhi mile haa
Din bahaar ka haa
Raat bahaar ki, yunhi jhoome yeh zindagani

Dil mil gaye to hum khil gaye
Ke dil dil mile jahan mein kabhu kabhu
Are haan haan, are haan haan
Are haan haan, are wah wah

Dum maro dum
Meet jaaye gum
Bolo subah sham
Hare krishna hare ram

Hare krishna hare ram
Hare krishna hare ram.