waqt nahi hai pyaar ka, waqt nahi ikraar ka

our calls in, our sms, are meant for just business
hume fursat hai kahan
we are working girls, we are working girls
we are working girls
24/7 there are on the work coz we are working girls
we are working girls, we are working girls
waqt nahi hai pyaar ka, waqt nahi ikraar ka
umeedon se zyada hai hausla mein dum
hum chahe to rakh de sitaron pe kadam
umeedon se zyada hai hausla mein dum
hum chahe to rakh de sitaron pe kadam
hey oh, agar hum thaan le
hey oh, agar hum thaan le
hey oh, toh apne saamne jhuka de jahan
we are working girls, we are working girls
we are working girls
24/7 there are on the work coz we are working girls
mann mein jaag uthi hai ab khwaishien nayi
manzilon se aagey hai manzilein kayi

hey oh, ke hum denge badal
hey oh, ke hum denge badal
hey oh, woh aane wala kal woh aane wala kal
hoga suraj kal nahi we are working girls
we are working girls, we are working girls
24/7 there are on the work coz we are working girls
aawaj koi kehati hai ha, koi najar phir aaye na kyun
jane kaha se aahat hai, aayine me koi hai

surat adhuri hai ab kuchh hi duri hai
rat phir darr ki mari, jane hai kiski baari
sehami hui sanse kaapti darr se saari
koi pas jaise mere aane laga hai
dikhata nahi koi yeh par chhu raha hai
yeh rat gehari hai, ab kuchh hi duri hai
aawaj koi kehati hai ha, koi najar phir aaye na kyun
jane kaha se aahat hai, aayine me koi hai
aawaj koi kehati hai ha, koi najar phir aaye na kyun
jane kaha se aahat hai, aayine me koi hai
surat adhuri hai ab kuchh hi duri hai
dekhe hamko jaise andekhi koi aankhe
har pal lagta hai ki chhupke koi jhanke
koi hath jaise halke se chhu raha hai
jinda nahi koi phir kyun dikh raha hai
yeh pal aakhari hai, ab kuchh hi duri hai
aawaj koi kehati hai ha, koi najar phir aaye na kyun
jane kaha se aahat hai aayine me koi hai