Naazaan ho kaise na haram
Jisne dekha tha ali
Saare hi jahaanon ne kaha
Waliyon ka tu hi wali,
Jaane tu raaz-i kaainaat
Tu jaane har baat
Hai maula tu ali maula,
Man kunto maula (x3)
Man kunto maula fa-haaza ali-yun maula.
Man kunto maula (x2)
Tu hai kih jis ko nabi ka gharaanah mila
Noor-e khuda se munawwar thikaanah mila
Maula ne maula kaha gawaahi mili
Kaisa zindah tujhe zamaanah mila,
Ho yahan bhi wahan bhi
Jo bhi hai haidari bole ya ali
Sab ka hai yaqeen
Dil jo dhadke to naara lage ya ali,
Man kunto maula
Maula maula maula (x2)
Man kunto maula (x2)
Husn-e haqq waaqif-e asraar-e jali yaad aaya
Markaz-i faqr do ‘aalam ka wali yaad aaya
Jab kabhi maah-e rajab sahn-e haram se guzra
Jab kabhi maah-e rajab sahn-e haram se guzra
Muskaraate hue kaabe ko ali yaad aaya
Man kunto maula
Maula maula
Man kunto maula
Maula
Man kunto maula
Maula maula
Fa-haaza ‘ali-yun maula Fa-haaza ‘ali-yun maula
Man kunto maula
Man kunto maula fa-haaza ali-yun maula.
Maula ali maula (x5)
Maula ali maula (x5)
Khusro nijaam ud-din ke dar par
Khusro nijaam
Nizamuddin auliya, khusrau
Khusro nijaam ud-din ke
Nizamuddin auliya, khusrau
Khusro nijaam ud-din ke dar par
Gaayen qaul qalbaanah re
Gaayen qaul qalbaanah re
Gaayen qaul qalbaanah re
Man kunto maula
Maula
rakh sar tera haath faqira, raaho ka tu hi wazira
karde pathar bhi heera ho
rakh sar tera haath faqira, raaho ka tu hi wazira
karde pathar bhi heera ho
chhu ke hatho ki laqeere badli tune taqdeere
tu hai koi peer faqira ho
ho shan me shaan me chalengi tope, top wo sarkari hogi
ho shan me shaan me chalengi tope, top wo sarkari hogi
arey dekhna ek din naam ki apne daak ticket jaari hogi
daak ticket jaari hogi, hey
tu hi tu kalam bhi syahi bhi hai tu
harf bhi, likhai bhi hai tu
tu hi hukum bhi tu hakim bhi tu
meherban tu zaalim bhi tu
maalik bhi mulazim bhi hai tu
sazaa bhi rihayi bhi tu, khoobi bhi burai bhi tu
khuda bhi khudai bhi hai tu
hey hey
sooraj ke sath jab aayenge khari khasta ban maska, ho
chanda ji ko bhi lagayenge cutting chai ka chaska
aasmaan ki shelf se tare hum utarenge
bana ke lalten unhe darwaze pe tangenge
aankho pe khwabo ke chashme chadha lo
duniya chamatkari hogi
aankho pe khwabo ke chashme chadha lo
duniya chamatkari hogi
arey dekhna ek din naam ki apne daak ticket jari hogi
rakh sar tera haath faqira, raaho ka tu hi wazira
karde pathar bhi heera ho, daak ticket jaari hogi
chhu ke hatho ki laqeere badli tune taqdeere
tu hai koi peer faqira ho, daak ticket jari hogi hoy
Zindaa Hai Toh Pyaala pura bhar le..
Kanchaa Phoote Choora kaanch kar le..
Zindagi ka yeh ghada re
Ek saans mein chadha re
Hichkiyon mein kya hai marna
Poora mar le……
Koyla kaala hai
Chatanon ne pala hai
Andar kala baahar kala
Par sachaa hai saala.. (2 times)
Zindaa Hai Toh Pyaala pura bhar le..
Kanchaa Phoote Choora kaanch kar le..
Kanchaa Phoote Choora kaanch kar le..
Uljhe kyun pairon mein yeh khwaab
Kadmon se resham kheench de
Peeche kuch na aage ka hisaab
Is pal ki kyaari seench de…
Aag zubaan pe rakh ke
Phir chot ke honth bhigaayenge
Ghaav gungunaayenge
Tere dard geet bann jaayenge…
Zindaa Hai Toh Pyaala pura bhar le..
Kanchaa Phoote Choora kaanch kar le..
Zindagi ka yeh ghada re
Ek saans mein chadha re
Hichkiyon mein kya hai marna
Pura mar le……
Koyla kaala hai
Chatanon ne pala hai
Andar kala baahar kala
Par sachaa hai saala.. (repeats 4 times)
Zindaa