Cha rahi kaali
Ghata jiya mora lehraaye hai
Cha rahi kaali ghata
Chaa rahi kaali
Ghata jiya mora lehraaye hai
Chaa rahi kaali ghata
Sun ri koyal baawri tu
Sun ri koyal baanwari tu
Kyun malhaar gaaye hai
Sha rahi kali ghata jiya mora lehraaye hai
Suno na suno na
Dil ki to zubaan naheen
Magar yeh bolta hai tumse jo
Puchh lo, puchho na
Puchh lo, puchho na
Yeh dhadkano mein kya chhupa raha hai
Aa ke khud hi jaan lo
Main kaise karoon bayaan
Ke darmiyaan hijaab hain
Kih meri peehu-peehu mein
Dard be-hisaab hain (x2)
Ay papeeha aa idhar main bhi saraapa dard hoon
Aam par kyoon jam raha hai main bhi to aisi zard hoon
Aye papeeha aa idhar
Main bhi saraapa dard hoon
Aam par kyoon jam raha hai
Main bhi to aisi zard hoon
Farq itna hai kih us mein
Farq itna hai kih us mein
Ras hai mujh mein haaye hai
Cha rahi kali ghata
Saare aazaaron se ba?h kar
Ishq ka aazaar hai
Aafaton men jaan o dil ka daalna bekaar hai
Bewafa se dil laga kar
Be-wafa se dil laga kar kya koyi phal paaye hai
Chha rahi..
Aye papeeha
Chup khuda ke waaste tu ho zara
Raat aadhi ho chuki hai
Ab tujhe kya ho gaya (x2)
Teri pi pi se papeeha..
Teri pi pi se papeeha pi mujhe yaad aaye hai
Chha rahi kaali ghata
Jeeya mora lehraaye hai
Main kaise karoon bayaan kih darmiyaan hijaab hain
Keh meri peehu peehu men dard be-hisaab hain (x3)
Main kaise karoon bayaan kih darmiyaan hijaab hain