hum to kharab hue sanam teri matwali aankho se milke
hum to kharab hue sanam teri matwali aankho se milke
hum to kharab hue
tham ke dil jab khud ko sambhala aur bhi kuch hum bahake
tham ke dil jab khud ko sambhala aur bhi kuch hum bahake
pi nahi phir bhi ishq me tere phirte hai mahake mahake
mast sharab hue mast sharab hue sanam
teri matwali aankho se milke hum to kharab hue sanam
teri matwali aankho se milke hum to kharab hue
aankh se teri aankh mili to darde jigar ne sataya
aankh se teri aankh mili to darde jigar ne sataya
chhav palak ki dekhi to zalim dil ne sulag ke jalaya
bade betab hue bade betab hue sanam
teri matwali aankho se milke hum to kharab hue sanam
teri matwali aankho se milke hum to kharab hue
humsa na hoga duniya me koi sun lo hajar fasane
humsa na hoga duniya me koi sun lo hajar fasane
pahle bala ko gujre hai aashiq phir bhi tumhare diwane
sabka jawab hue sabka jawab hue sanam
teri matwali aankho se milke hum to kharab hue sanam
teri matwali aankho se milke hum to kharab hue
hamko pyas lagi hai jo bhi badal hoga wo janega
hamko pyas lagi hai jo bhi badal hoga wo janega
aur tarh ke pyas hmari aur tarh ka spna
apni nazar kuch aur hi hai aur nazriya apna
aasu hai ham ya moti aaj hoga jaane ja
ham ko pyas lagi hai jo bhi badal hoga wo janega
ham ko pyas lagi hai jo bhi badal hoga wo janega
jal ki pyas nahi hai apni pyas hai angin mukde
ham hai panchi pream dagar ke pith pe lade dukhde
ham ko pyas lagi hai jo bhi badal hoga wo janega
ham ko pyas lagi hai jo bhi badal hoga wo janega
dur hoti ja rahi hain kalpana
pass aati ja rahi hain zindagi
pass aati ja rahi hain zindagi
dur hoti ja rahi hain kalpana
pass aati ja rahi hain zindagi
pass aati ja rahi hain zindagi
chand to aakash me hain mere sath
swapan ke vrig jaal me hain mere sath
uth raha tufan sa ghar me yaha
dagmagati ja rahi hain zindagi
pass aati ja rahi hain zindagi
aaj aasha thi nahi viswaas bhi
aaj dharti thi nahi aakash bhi
chhed de sangeet nav nirman ka
gungunati ja rahi hain zindagi
pass aati ja rahi hain zindagi
ye mausam ye khuli hawa
jhum ke chal aur jhum ke gaa
aaj ka din hai tera aaj holiday
joliday holiday ho joliday
ye mausam ye khuli hawa
jhum ke chal aur jhum ke gaa
aaj ka din hai tera aaj holiday
holiday joliday joliday holiday holiday joliday joliday
udte baadal gaate jharne us par sath jawani ka
udte baadal gaate jharne us par sath jawani ka
aaj murade puri kar le mausam hai manmani ka
jhum rahi hai fiza aaj holiday
holiday joliday joliday holiday holiday joliday joliday
ye mausam ye khuli hawa
jhum ke chal aur jhum ke gaa
aaj ka din hai tera aaj holiday
holiday joliday joliday holiday holiday joliday joliday
aaj ke din kya nata apna banjar khushk kitabo se
aaj ke din kya nata apna banjar khushk kitabo se
aaj ke din shakho se lipte khele surkh gulabo se
aaj chahak le jara aaj holiday
holiday joliday joliday holiday holiday joliday joliday
ye mausam ye khuli hawa
jhum ke chal aur jhum ke gaa
aaj ka din hai tera aaj holiday
holiday joliday joliday holiday holiday joliday joliday
saanso ke khushbu ko pakde najro ki aawaz sune
saanso ke khushbu ko pakde najro ki aawaz sune
kisi ko apna bhed bataye
kisi se uska raaz sune
aaj maaf hai khata aaj holiday
holiday joliday joliday holiday holiday joliday joliday
ye mausam ye khuli hawa
jhum ke chal aur jhum ke gaa
aaj ka din hai tera aaj holiday
holiday joliday joliday holiday holiday joliday joliday
holiday joliday joliday holiday holiday joliday joliday
holiday holiday joliday joliday
amma ek roti de baba ek roti de
amma ek roti de baba ek roti de
bhukhe bache mang rahe hai
kabse hath pasar ke
amma ek roti de baba ek roti de
ek nahi to adhi dede adha pet hi bhar lenge
ek nahi to adhi dede adha pet hi bhar lenge
rukhi sukhi jo bhi milegi
khake gujara kar lenge
sab khate hai or hum kab se
khade hai man ko mar ke
amma ek roti de baba ek roti de
dudh malai na mange laddu peda na mange
dudh malai na mange laddu peda na mange
roti ka tukda dilwado rupya paisa na mange
chota sa ye pet hamara sabse kahe pukar ke
amma ek roti de baba ek roti de
tune or tere bacho ne jo bhi jutha choda hai
tune or tere bacho ne jo bhi jutha choda hai
pas bulakr dede hamko
bahut ho chahe thoda hai
kuch to de do yu hi na lauta dena dutkar ke
amma ek roti de baba ek roti de
bhukhe bache mang rahe hai
kabse hath pasar ke
amma ek roti de baba ek roti de
pawan basanti san san sanke khan
khan khan har ghunghru khanke
pawan basanti san san sanke khan
khan khan har ghunghru khanke
nash nash me arundat bole sakhi payal cham cham bole
sakhi payal cham cham bole
chal chalu to achra dhalke chal chalu to achra dhalke
pag pag yauwan gagri chalke man lahraye tan dole
man lahraye tan dole sakhi payal cham cham bole
sakhi payal cham cham bole
nabh tak gunje tan rasili dunia lage rang rangili
nabh tak gunje tan rasili dunia lage rang rangili
man udne ko par dole sakhi payal cham cham bole
sakhi payal cham cham bole
khak me mila to kya phul fir bhi phul hai
khak me mila to kya phul fir bhi phul hai
gum se har manna admi ki bhul hai
gum se har manna admi ki bhul hai
khak me mila to kya phul fir bhi phul hai
aandhiyo me na jale to wo charag hi nahi
aandhiyo me na jale to wo charag hi nahi
bahar hi me jo khile wo bag bag hi nahi
uljhane na ho agar to jindagi fizul hai
khak me mila to kya phul fir bhi phul hai
paw kat gaye to kya hausle jawan hai
paw kat gaye to kya hausle jawan hai
ummid pe hi to khade jami or asman hai
ye bekashi ye bebasi raste ki dhul hai
khak me mila to kya phul fir bhi phul hai
muskurake kat de ranj or gum ke raste
muskurake kat de ranj or gum ke raste
intzar me khadi khushi hai tere waste
intzar me khadi khushi hai tere waste
usi ki hai ye jindagi gum jise kubul hai
khak me mila to kya phul fir bhi phul hai
khak me mila to kya phul fir bhi phul hai
gum se har manna admi ki bhul hai
gum se har manna admi ki bhul hai
khak me mila to kya phul fir bhi phul hai
nandlal gopal daya karke rakh jakar apne dwar mujhe
nandlala gopal daya karke rakh jakar apne dwar mujhe
dhan daulat or kisi ko de dhan daulat or kisi ko de
bas de de apna pyar mujhe nandlala gopal daya karke
rakh jakar apne dwar mujhe nandlala gopal daya karke
tan man ka na chahe hosh rahe
tan man ka na chahe hosh rahe
tera nam bisre bhule se tere dhyan me itna kho jau
tere dhyan me itna kho jau pagal samjhe sansar mujhe
nandlala gopal daya karke
main nirdhan gokul or mathura main nirdhan gokul or mathura
tere darshan ko to jan saku jab apne man me jhaku main
jab apne man me jhaku main ho jaye didar mujhe
nandlala gopal daya karke rakh jakar apne dwar mujhe
dhan daulat or kisi ko de bas de de apna pyar mujhe
nandlala gopal daya karke
bahi jaiyo na rani bahi jaiyo na bahi jayio na
raja ki taliya me rahi jayio na rahi jaiyo na
ek to jawani duije ched jaye bahta pani aayio aayio
bahi jaiyo na rani bahi jaiyo na bahi jayio na
raja ki taliya me rahi jayio na rahi jaiyo na
ek to jawani duije ched jaye bahta pani aayio aayio
bahi jaiyo na rani bahi jaiyo na
koi na daud ke baho ko tham le gahre me jana nahi
fas jaye na kisi man ki machariya lat bikhrana nahi
tohe jo dekhe ho tohe jo dekhe pani mare lahariya
hame bulaiyo na bahi jaiyo na rani bahi jaiyo na
bahi jayio na raja ki taliya me rahi jayio na
rahi jaiyo na ek to jawani duije ched jaye bahta pani
aayio aayio bahi jaiyo na rani bahi jaiyo na
is par bawri soche hai kya khadi raja base us par
mali pani me to sunti hai dur se har sawri ye pukar
fir mai akeli fir mai akeli dol jau bhawar me
to shor machaiyo na bahi jaiyo na rani bahi jaiyo na
bahi jayio na raja ki taliya me rahi jayio na
rahi jaiyo na ek to jawani duije ched jaye bahta pani
aayio aayio bahi jaiyo na rani bahi jaiyo na
bahi jayio na raja ki taliya me rahi jayio na
rahi jaiyo na ek to jawani duije ched jaye bahta pani
aayio aayio bahi jaiyo na rani bahi jaiyo na
o julm ho gaya gajab ho gaya o kya ho gaya
ho gayi nind parayi
huyi jawani gayi badh me bipda lekar aayi
kal jo silwaya tha joda are kal jo silwaya tha joda
aaj vo pad gaya tang dharji naap jo lene aaya
dekh ke rah gaya dang
rama kahe o rama kahe main itni jawan ho gayi
o rama kahe main itni jawan ho gayi
acho acho ki najar beiman ho gayi
acho acho ki najar beiman ho gayi
o rama kahe main itni jawan ho gayi
o rama kahe mai itni jawan ho gayi
ha pehle ghar aati thi dhoban ab aata hai dhodi
bulwata hai koi na koi na koi kapda ras ka lobhi
pehle ghar aati thi dhoban ab aata hai dhodi
bulwata hai koi na koi na koi kapda ras ka lobhi
isi bahane misrit bate dhale do do phere
kaha se paida ho gaye itne chahane wale mere
badi muskil me, o badi muskil me nanhi si jaan ho gayi
rama kahe main itni jawan ho gayi
ache acho ki najar beiman ho gayi
rama kahe main itni jawan ho gayi
baat hai kal raat ke meri gaiya ho gayi chori
rapat likhane gayi mai thane ghar se dhodi dhodi
mai rapat likhati jau fariyad hal sunati jau
mai rapat likhati jau fariyad hal sunati jau
lekin thanedar mua mere muh ko bit bit take
ungli se kabhi much marode ungli se kalam muh me dale
are aah are aah aah
bola gaiya gayi to gayi mai
bans manga ke dunga darwaje pe
hathi goda mai bandwaye dunga
sari duniya ki lambi juban ho gayi
o sari duniya ki lambi juban ho gayi
rama kahe main itni jawan ho gayi
ache acho ki najar beiman ho gayi
rama kahe main itni jawan ho gayi
hum tumhare tum hamare dil se dil ye pukare
i love you i love you i love you i love you
hum tumhare tum hamare dil se dil ye pukare
i love you i love you i love you i love you
pyar hi hai safar pyar hi rahgujar
pyar hi hai safar pyar hi rahgujar
bekhudi me chale pyar ke humsafar
badh chale hai dil ke mare dil se dil ye pukare
i love you i love you i love you i love you
pyar hi hausla pyar hi walbala
pyar hi hausla pyar hi walbala
pyar hi rahgar agar pyar hi kafila
manjilo ke isare dil se dil ye pukare
i love you i love you i love you i love you
hari hari mehandi ki pattiya lal hatheli hai
bol ri sajni bol jara ye kya paheli ha kya farmaya hai
hari hari mehandi ki pattiya lal hatheli hai
bol ri sajni bol jara ye kya paheli are ye rang hai dil ka
jara chalka chaklka kuch gahra gahra halka halka
hath mera lal hai jo apni misal hai
pyar ka kamal hai ye pyar ka kamal hai
hum tum dono do hai lekin ek bat batlao na
do din mil ke ek bane ye raz hai kya samjhao na
hum tum dono do hai lekin ek bat batlao na
do din mil ke ek bane ye raz hai kya samjhao na
tumko pakar samjh gaya mai raz ye thoda thoda
do hote hai hans magar kahlata hai ek joda are ye rang hai dil ka
jara chalka chaklka kuch gahra gahra halka halka
galo pe gulal hai jo hotho pe sawal hai
pyar ka kamal hai ye pyar ka kamal hai
tum bago ka phul gulabi mai matwala bhawra re
kon si hai wo chiz jisne hum dono ko bandha re
tum bago ka phul gulabi mai matwala bhawra re
kon si hai wo chiz jisne hum dono ko bandha re
tumne meri khusbu payi maine tera sangeet
isi tarah bas hote hote ho gayi apni prit
are ye rang hai dil ka jara chalka chalka
kuch gahra gahra halka halka
bolo kya khyal hai jo dhadkano me tal hai
pyar ka kamal hai ye pyar ka kamal hai
pyar ka kamal hai ye pyar ka kamal hai
aaj meri didi ki sagai ho gayi
didi meri aaj to parai ho gayi
ha re ha aaj meri didi ki sagai ho gayi
didi meri aaj to parai ho gayi
kal barat ayegi doli sath layegi
didi jija ji ke sang pardesh jayegi
chaye naino me rang sapno ke
ji na lage re bich apno ke
aajnabi jaise hum koi takti hai
kitni badli si ab ye lagti hai
gharwalo se jaise ladayi ho gayi
kal barat ayegi doli sath layegi
didi jija ji ke sang pardesh jayegi
mathe pe bindiya aankho me kajra
kano me jhumke balo me gajra
hatho me mehandi chudiya kangana
kitni sajti hai aaj to bahna
sundarta me pahle se sawai ho gayi
didi meri aaj to parai ho gayi
kal barat ayegi doli sath layegi
didi jija ji ke sang pardesh jayegi
jija ji ne kya kismat payi hai
ye pari unke hisse aayi hai
muskuraye to phul khilte hai
aankh uthaye to dip jalte hai
saste saste me humse thagai ho gayi
didi meri aaj to parai ho gayi
kal barat ayegi doli sath layegi
didi jija ji ke sang pardesh jayegi
baba maa bhaiya choti bahna re
bahuji or sakhiya ghar ka angana re
bhul mat jana piya ke ghar jake
babul ki galiya yad rakhna re
maf karna humse jo thigayi ho gayi
didi meri aaj to parai ho gayi
kal barat ayegi doli sath layegi
didi jija ji ke sang pardesh jayegi
ha re ha aaj meri didi ki sagai ho gayi
didi meri aaj to parai ho gayi
kal barat ayegi doli sath layegi
didi jija ji ke sang pardesh jayegi
kayi ghato ka paani piya raha fir bhi to pyasa jiya
kayi ghato ka paani piya raha fir bhi to pyasa jiya
ghat ghat ka paani pikar aate hai diwane
kayi ghato ka paani piya raha fir bhi to pyasa jiya
kayi ghato ka paani piya raha fir bhi to pyasa jiya
rangin raaho pe chalte hai ye
pee pee ke girte sambhalte hai ye
rangin raaho pe chalte hai ye
pee pee ke girte sambhalte hai ye
gore badan pe fisalte hai ye
har raat dilbar badalte hai ye
yaha waha idhar udhar yaha waha idhar udhar
shaam kya hai raat kya hai sholo me jalte hai ye
jal jal bujh gayi shama hazaro jale na ye parwaane
kayi ghato ka paani piya raha fir bhi to pyasa jiya
kayi ghato ka paani piya raha fir bhi to pyasa jiya
daste hai julfo ke saaye inhe hontho ki laali jalaye inhe
daste hai julfo ke saaye inhe hontho ki laali jalaye inhe
aankho ki masti sulaye inhe baaho ki narmi jagaye inhe
raat gayi baat gayi raat gayi baat gayi
shart yahi laag gayi tab chain aaye inhe
inki pyaas bujhegi kaise ye to raam hi jaane
kayi ghato ka paani piya raha fir bhi to pyasa jiya
kayi ghato ka paani piya raha fir bhi to pyasa jiya
ghat ghat ka paani pikar aate hai diwane
kayi ghato ka paani piya raha fir bhi to pyasa jiya
kayi ghato ka paani piya raha fir bhi to pyasa jiya
aa mere sathi tujhko bula rahi hai
ye pyasi pyasi bahe
ye pyari pyari rahe
aa mere sathi tujhko bula rahi hai
ye pyasi pyasi bahe
ye pyari pyari rahe
aa mere sathi
ye gaya waqt to phir nahi aayega
pyar ki pyas hai bar bar aayega
aa mere sathi tujhko bula rahi hai
ye pyasi pyasi bahe
ye pyari pyari rahe
aa mere sathi
aas par jina mai ab nahi chahta
sabar kar dhire chal
sang hai rashata
aaj mere sathi tujhko bula rahi hai
ye pyasi pyasi bahe
ye pyari pyari rahe
aa mere sathi
itihas agar likhna chaho
itihas agar likhna chaho azadi ke majnun se
itihas agar likhna chaho azadi ke majnun se
to sincho apni dharti ko veero tum apne khun se
har har har mahadev alla hu akabar
har har har mahadev alla hu akabar
apas me ladna chhodo bedbhav ka sar todo
apas me ladna chhodo bedbhav ka sar todo
vatan pe aafat ayi hai to taar dil ka dil se jodo
taar dil ka dil se jodo
agar bandhana chahe koi julm bhare kanun se
julm bare kanun se
to sincho apni dharti ko veero tum apne khun se
har har har mahadev alla hu akabar
har har har mahadev alla hu akabar
hame na abla samjhe koi ham bharat ki nari hai
ham bharat ki nari hai
komal komal phul nahi ham jwala hai chingari hai
hum jwala hai chingari hai
chhod do payal ki jhankar hath me lo tikhi talwar
hata do gunghat ka singar bano ranchandi ka avtar
hey ambe jagdambe hey ambe jagdambe
hey ambe jagdambe hey ambe jagdambe
taar dil ka dil se jodo
agar jo chaho vatan hamara hansta rahe sakun se
hansta rahe sakun se
to sincho apni dharti ko veero tum apne khun se
har har har mahadev alla hu akabar
har har har mahadev alla hu akabar
itihas agar likhna chaho azadi ke majnun se
to sincho apni dharti ko veero tum apne khun se
har har har mahadev alla hu akabar
har har har mahadev alla hu akabar
har har har mahadev alla hu akabar
har har har mahadev alla hu akabar
ankho me surma dal ke jab ayegi dulahaniya
ankho me surma dal kejab ayegi dulahaniya
dulhe ke dil me pyar ki haay bajegi paijaniya
dulhe ke dil me pyar ki hay bajegi paijaniya
rah na sakegi jab dulhe ke
dil me dil ki baat
rah na sakegi jab dulhe ke
dil me dil ki baat
chupke chupke, chupke chupke
pichhe se ghunghat pe rakhega haath
chupke chupke pichhe se
ghunghat pe rakhega haath
hay ghunghat pe rakhega haath
gori ke, gori ke
gori ke gore gaal pe
ji halegi nathaniya
ankho me surma dal ke
jab ayegi dulahaniya
dulhe ke dil me pyar ki
hay bajegi paijaniya
champarangi ang pe shringar lage nika
champarangi ang pe shringar lage nika
ye gora gora, ye gora mukhda dekhke
chanda bhi lage fika
ye gora mukhda dekhke chanda bhi lage fika
hay chanda bhi lage fika
mathe ka, mahte ka
mathe ka tika dekhke jal jayegi shotaniya
ankho me surma dal ke jab ayegi dulahaniya
dulhe ke dil me pyar ki hay bajegi paijaniya
mubarak ho tumhe pyare mubarak din ka ye aana
tumhi kah do tumhe kya du bhala mai aaj najrana
mubarak ho tumhe pyare mubarak din ka ye aana
najar karti hu dil apna na isko aaj thukrana
mubarak ho
aaj meri har adaa me pyar ka andaj hai
kya batau dil me mere kaun sa ek raaj hai
aaj meri har adaa me pyar ka andaj hai
kya batau dil me mere kaun sa ek raaj hai
sun le jara tujhpe hua sun le jara tujhpe hua
dil ye diwana
mubarak ho tumhe pyare mubarak din ka ye aana
tumhi kah do tumhe kya du bhala mai aaj najrana
mubarak ho
tumhi meri jindgi ke jagte arman ho
mai tumhari kaun hu sajan khud hi tum pahchan lo
tumhi meri jindgi ke jagte arman ho
tumpe piya chhod diya tumpe piya chhod diya kisko apnana
mubarak ho tumhe pyare mubarak din ka ye aana
tumhi kah do tumhe kya du bhala mai aaj najrana
mubarak ho tumhe pyare mubarak din ka ye aana
najar karti hu dil apna na isko aaj thukrana
mubarak ho
chalo mauj me lagan leke pyar ki
payal bahar ke bandh ke cham cham
chalo mauj me lagan leke pyar ki
payal bahar ke bandh ke cham cham
chalo mauj me lagan leke pyar ki
payal bahar ke bandh ke cham cham
chute nahi are vo japani hasina sang tera
jaisa tere sine me waisa hai dil mera
chute nahi are vo japani hasina sang tera
jaisa tere sine me waisa hai dil mera
sang mere tu bhi aaja pyar liye yu hi chalege hum
chalo mauj me lagan leke pyar ki
payal bahar ke bandh ke cham cham
chalo mauj me lagan leke pyar ki
payal bahar ke bandh ke cham cham
hum tere mere dil me aa gayi matwali
rang tera jaise hasino ki lat kali kali
hum tere mere dil me aa gayi matwali
rang tera jaise hasino ki lat kali kali
teri khushi meri khushi hum tera pyar tera hum
chalo mauj me lagan leke pyar ki
payal bahar ke bandh ke cham cham
chalo mauj me lagan leke pyar ki
payal bahar ke bandh ke cham cham
purab se aaye hai chal ke masti
duba hua suraj nikala tumhare basti me
purab se aaye hai chal ke masti
duba hua suraj nikala tumhare basti me
humse pyar vahi hai har dam
chalo mauj me lagan leke pyar ki
payal bahar ke bandh ke cham cham
chalo mauj me lagan leke pyar ki
payal bahar ke bandh ke cham cham
jai kailash pati jai jai
jai kailash pati
jitna gun hum gaaye
jitna gun hum gaaye
utna hai kam tere
jai kailash pati
jai jai jai kailash pati
jai jai jai kailash pati
hey pralayankar bhim bhayankar
hey pralayankar bhim bhayankar
abhyankar daata, abhyankar daata
hey dukhbhanjan alakhniranjan
daya karo devta
daya karo devta
karo anupmppa prabhu ji
karo anupmppa prabhu ji
baadlo karam gati
jai kailash pati
jai jai jai kailash pati
jai jai jai kailash pati
hey tripurari trishul dhari
hey tripurari trishul dhari
nir vikar yogi
nir vikar yogi
ye to kaho chinta se humari
mukti kab hogi
mukti kab hogi
aisa karo kuch prabhu ji
aisa karo kuch prabhu ji
jagat ki ho pragati
jai kailash pati
jai jai jai kailash pati
jai jai jai kailash pati
jitna gun hum gaaye
jitna gun hum gaaye
utna hai kam tere
jai kailash pati
jai jai jai kailash pati
jai jai jai kailash pati
o naag raja re
o naag raja re mere paas aaja
o naag raja re mere paas aaja
ek nanhi munni bacchi tere darwaje pe aayi
bol re dayalu bol re
kya tu banega mera bhai
o naag raja re mere paas aaja
main na janu tera thikana
warna daud ke aati
hath jod ke baandh ke rakhi
teri behan ban jati
ab tu hi bata
ab tu hi bata
kis tarah sajau raja teri kalai
bol re dayalu bol re
kya tu banega mera bhai
o naag raja re mere paas aaja
kai dino se main to hui hu
bin khaiwat ki naiya
pahle mere babul bichhade
baad me chal di maiya
ab koi na mera
ab koi na mera
duniya sari lage mujhko parai
bol re dayalu bol re
kya tu banega mera bhai
o naag raja re mere paas aaja re
o naag raja aaja
o naag raja aaja
o naag raja aaja
o naag raja aaja
ho teri amar ho gayi aasha
ho aasha aasha
aasha teri amar ho gayi aasha
are aaj kisi ki aankh me padh li
tune prem ki bhasha
o teri amar ho gayi aasha
kal tak jo lagte the paraye
bane wo tere apne
sach hue tere mansube
aaj tere sab sapne
are ang ang me umang tu bhar le
karle dur nirasha
o teri amar ho gayi aasha
pagli apni maang saja le
chhod ye vesh fika
tere liye ab dur nahi
mangal suhaag ka tika
are ek din tera sajega mandap
bajega dhol aur tasha
o teri amar ho gayi aasha
chal ri chal mandir me gopi
chal ri chal mandir me gopi
lekar pujan thali
waha milega aaj tujhe
waha milega aaj tujhe
tere jivan ka man mali
chal ri chal mandir me gopi
lekar pujan thali
waha milega aaj tujhe
tere jivan ka man mali
are ek din puri karega pritam
teri har abhilasha
o teri amar ho gayi aasha
ho aasha aasha
teri amar ho gayi aasha
are aaj kisi ki aankh me padh li
tune prem ki bhasha
o teri amar ho gayi aasha
o teri amar ho gayi aasha
ab ant ghadi aayi hai meri
ab ant ghadi aayi hai meri
bhaiya mere aao
ae bhai ek bahan ke naate ko nibhao
aao
ae bhai ek bahan ke naate ko nibhao
ab ant ghadi aayi hai meri
bhaiya mere aao
ae bhai ek bahan ke naate ko nibhao
aao
ae bhai ek bahan ke naate ko nibhao
aao maathe pe mere aaj hai maut khadi
aaj hai maut khadi
dekho aakar ke jara
kiski lash hai padi
kiski lash hai padi
main piya ke sang chali
meri doli ko uthao
ae bhai ek bahan ke naate ko nibhao
aao
ae bhai ek bahan ke naate ko nibhao
milna ho to jaldi milo
warna main na milungi
milna ho to jaldi milo
warna main na milungi
warna main na milungi
pal do pal me bhai
prabhu ke ghar chalungi
prabhu ke ghar chalungi
aaj antim waqt hai mera
mujhe gale se lagao
ae bhai ek bahan ke naate ko nibhao
aao
ae bhai ek bahan ke naate ko nibhao
ab ant ghadi aayi hai meri
bhaiya mere aao
ae bhai ek bahan ke naate ko nibhao
aao
ae bhai ek bahan ke naate ko nibhao
he jagat ke maalik raam
tujhko mere laakh parnaam
chithiyaa main likhti patiya
main likhti tere naam
he jagat ke maalik raam
tujhko mere laakh parnaam
chithiyaa main likhti patiya
main likhti tere naam
bachapan se hi main hu abhagan
kisi ke sang na kheli
kisi ke sang na kheli
is lambi chaudi duniya me
is lambi chaudi duniya me
main hu aaj akeli
main hu aaj akeli
hua hain jivan ab sangram
bula le mujhko apne dham
chithiyaa main likhti patiya
main likhti tere naam
ae sharad punam ki raat hai, hey ji re
aaj chandar uga hai aakash
are kanchan warini saheliyo
jara jamkar khelo raas
ho punam ki pyari pyari raat
ho punam ki pyari pyari raat
ho raat ho punam ki pyari pyari raat
meri saajan se hai mulakat
aaj tu mat jana
mat jana, mat jana
o punam ki pyari pyari raat
mat jana
suraj se kahde wo kal nahi nikle
kal nahi nikle ho
o suraj se kahde wo kal nahi nikle
kal nahi chamke gagan me
ho kal nahi chamke gagan me
aaj ki bela hai badi albeli
badi albeli ho
o aaj ki bela hai badi albeli
laakh laakh sapne hai man me
o laakh laakh sapne hai man me
tu hone na dena prabhat
meri saajan se hai mulakat
aaj tu mat jana
mat jana, mat jana
o punam ki pyari pyari raat
mat jana
aaj mujhe pana hai ek janam me
ek janam me ho
ho aaj mujhe pana hai ek janam me
aanand sau sau janam ka
o aanand sau sau janam ka
pahle pahli baar mujhe pyar milega
pyar milega ho
o pahle pahli baar mujhe pyar milega
ek anokhe balam ka
o ek anokhe balam ka
jara kar lu main preetam se baat
meri saajan se hai mulakat
aaj tu mat jana
mat jana, mat jana
o punam ki pyari pyari raat
mat jana
o punam ki pyari pyari raat
meri saajan se hai mulakat
aaj tu mat jana
mat jana, mat jana
o punam ki pyari pyari raat
mat jana