O Ri Akhiyaan Teri Batiya Kaise Main Samjhaun
Andhi Ratiyon Ko Main Kaise Bhor Talak Lejaun
Dopahar Mein Din Hai Dooba Mann Ko Kya Batlaun
Khwaab Ka Dhaaga Hai Uljha Kaise Main Suljhaun
Ret Jaise Haath Mein Se Fer Gir Tu Sa Hai
Saansein Si Thi Saath Mere Aur Woh Kho Gaya Sa Hai
Mujhse Tu Kho Gaya Sa Hai
Ret Ki Tarah Gir Gaya Sa Hai
O Ri Akhiyaan Tori Batiya Kaise Main Samjhaun
Andhi Ratiyon Ko Main Kaise Bhor Tak Lejaun
Aankh Mein Se Aansu Banke Khwaab Chan Mein Bujha Sa Hai
Roshni Thi Jis Jagah Pe Ab Wahan Pe Dhuaan Sa Hai
Khwaab Chan Mein Bujha Sa Hai Aankh Mein Ab Dhuaan Sa Hai
O Ri Akhiyaan Teri Batiya Kaise Main Samjhaun
Andhi Ratiyon Ko Main Kaise Bhor Talak Lejaun
Dopahar Mein Dooba Hai Din Mann Ko Kya Batlaun
Khwaab Ka Dhaaga Hai Uljha Kaise Main Suljhaun
Aasmaan Bhi Hai Pareshan Aur Zameen Bhi Pareshan Hai
Rut Yeh Kaisi Hai Ke Jisme Har Koi Hi Pareshan Hai
Aasmaan Bhi Hai Pareshan
Aasmaan Bhi Hai Pareshan Aur Zameen Bhi Pareshan Hai
Swapna Hai Sab Keh Ke Kaise Sach Ko Main Jhut Laun
O Ri Akhiyaan Teri Batiya Kaise Main Samjhaun
Andhi Ratiyon Ko Main Kaise Bhor Talak Lejaun
Dopahar Mein Dooba Hai Din Mann Ko Kya Batlaun
Khwaab Ka Dhaaga Hai Uljha Kaise Main Suljhaun
Bewajah hai fizaa mein
Rask yahan hai
Roota hai chupke kyun
Sach bejubaan hai
Teri nazar mein
Ek sabhi dil
Ishwar allah tere jahaan mein
Nafrat kyun hai?
Jung hai kyun?
Tera dil toh itna bada hai
Insaan ka dil tang hai kyun?
Allah..
Kadam kadam par
Sarhad kyun hai?
Saari jameen jo teri hai
Suraj ki fere karti hai
Phir kyun itni andheri hai?
Is duniya ke daaman par
Insaan ke lahoo ka rang hai kyun?
Gunj rahi hai kitni cheenkhein
Pyar ki batein kaun sune?
Tutt rahe hai kitne sapne
Inke tukde kaun chune
Dil ke darwajo par taale
Taalo par ye jung hai kyun?
1 Star2 Stars3 Stars4 Stars5 Stars (2 votes, average: 4.50 out of 5)
Saiyyan ne pyar maanga
Dil ka karar maanga
Sautan ko nakdi di
Humse udhar maanga
Chor ki dadhi thi
Dadhi mein timka tha
Saiyyan bedardi to
Ghode sa hinka tha
Pakdi kalayi thi
Ankhiyan dabayi thi
Saiyyan miyan hamre lagte the
Bhenge se, bhenge se.
Bhenge, bhenge, bhenge se
Main boli thenge se
Main boli thenge se
Main boli thenge se
Main boli thenge se
Main boli thenge se
Main boli thenge se
Saiyyan ne hath maanga
Do pal ka sath maanga
Hum thode sharmaye
Kuch aisa raat maanga
Dekha mein bhole the
Par mann ke dole the
Yeh mughal-e-azam ho
To hum bhi sholay the
Unne jo chheda tha
Humne khadeda tha
Chipki thi unki nazrein humre
Lehnge se, lehnge se
Lehnge, lehnge, lehnge se
Main boli thenge se
Main boli thenge se
Main boli thenge se
Main boli thenge se
Main boli thenge se
Main boli thenge se
Begum se humne jo
Thoda sa pyar manga
Badle mein begum ne
Meena bazaar maanga
Sone ka baala ho
Motiyan ki mala ho
Heere ki jhunni ho
Chandi ka jhala ho
Taare dupatte pe
Sab kuch tha batte pe
Yun shauk begum bola ke the
Mehange se, mehange se
Mehange, mehange, mehange se
Main bola thenge se
Main bola thenge se
Main bola thenge se
Main bola thenge se
Main bola thenge se
Main bola thenge se.