ruh ko zarurat hai pyar ki
ruh ko zarurat hai pyar ki
pyar ko zarurat hai yar ki
ho pyar ko zarurat hai yar ki
ruh ko zarurat hai pyar ki
ruh ko zarurat hai pyar ki
pyar ko zarurat hai yar ki
pyar ko zarurat hai yar ki
aaye jawani ka ye dariya
dubenge diwane
sama jab tak duniya me hai
jinda hai parwane
aaye jawani ka ye dariya
dubenge diwane
sama jab tak duniya me hai
jinda hai parwane
hushn ko jarurat shringar ki
ishk ko jarurat didar ki
ruh ko zarurat hai pyar ki
ruh ko zarurat hai pyar ki
pyar ko zarurat hai yar ki
ho pyar ko zarurat hai yar ki
nam jawani ka matlab
yun dhum macha ke jina
lahro ke sang khele jaise
shahil aur shafina
nam jawani ka matlab
yun dhum macha ke jina
lahro ke sang khele jaise
shahil aur shafina
jit ko jarurat hai har ki
sharm ko jarurat hai rukhsar ki
ruh ko zarurat hai pyar ki
ruh ko zarurat hai pyar ki
pyar ko zarurat hai yar ki
ho pyar ko zarurat hai yar ki
gau main tarane naye jhum ke sada
chahe ye jamana kahe kuch bhi to kya
gau main tarane naye jhum ke sada
chahe ye jamana kahe kuch bhi to kya
har dil me tufan utha dun
agar tu sath ho
kal ki khabar kisko yahan
gate raho nagame jawa
jaanu nahi main ye afsana
jara tu hi mujhe samjhana
main ye kahun agar tu sath ho
gau main tarane naye jhum ke sada
chahe ye jamana kahe kuch bhi to kya
gau main tarane naye jhum ke sada
chahe ye jamana kahe kuch bhi to kya
har dil me tufan utha dun
agar tu sath ho
tu hai hansi main hun jawan
hoga na fir aisa sama
han khoye koye jo hum rahte hai
ise jayada chahat kahte hai
main ye kahun agar tu sath ho
gau main tarane naye jhum ke sada
chahe ye jamana kahe kuch bhi to kya
gau main tarane naye jhum ke sada
chahe ye jamana kahe kuch bhi to kya
har dil me tufan utha dun
agar tu sath ho
aanchal ki chaanv me khuli hawaao me
dhundho dhundho pyar milega tumhe gaanvo
aanchal ki chaanv me khuli hawaao me
dhundho dhundho pyar milega tumhe gaanvo
dil jaha sabkuch waha
dhundho dhundho pyar milega tumhe gaanvo
aanchal ki chaanv me khuli hawaao me
dhundho dhundho pyar milega tumhe gaanvo
milega tumhe gaanvo
ek baar jo aaye yaha par bar bar aayega
to itna bholapan apnapan aur kaha paayega
saada hai jeevan man sabka paawan
mamta bichhi hai raaho me
dil jaha sabkuch waha
dhundho dhundho pyar milega tumhe gaanvo
aanchal ki chaanv me khuli hawaao me
dhundho dhundho pyar milega tumhe gaanvo
milega tumhe gaanvo
chalti nadi ka paani jaise aise khile jawaani
o har aangan me chhanke paayal dole rup ki raani
saada hai jeevan man sabka paawan
mamta bichhi hai raaho me
saada hai jeevan man sabka paawan
mamta bichhi hai raaho me
dil jaha sabkuch waha
dhundho dhundho pyar milega tumhe gaanvo
aanchal ki chaanv me khuli hawaao me
dhundho dhundho pyar milega tumhe gaanvo
aanchal ki chaanv me khuli hawaao me
dhundho dhundho pyar milega tumhe gaanvo
milega tumhe gaanvo, milega tumhe gaanvo
milega tumhe gaanvo
mujhe puchne ka ye haq to nahi hai
magar jane kyu puchna chahti hu
mujhe puchne ka ye haq to nahi hai
magar jane kyu puchna chahti hu
magar jane kyu puchna chahti hu
ye dil kisliye tumko chahne laga hai
tera hath kyu thamna chahti hu
tera hath kyu thamna chahti hu
mujhe puchne ka
juda hoke tumse kai baar soch ke
tumko pata apna kyu na bataye
khafa hoke sabse akele me baithi
akele me dil ko tu hi yaad aaya
mujhe puchne ka ye haq to nahi hai
magar jane kyu puchna chahti hu
ye dil kisliye tumko chahne laga hai
tera hath kyu thamna chahti hu
mujhe puchne ka
tumhe itna apna samjhne lagi hu
ki khud ko bhula ke chali ja rahi hu
mai ruk kar kisi mod par sochti hu
kaha se chali thi kaha ja rahi hu
mujhe puchne ka ye haq to nahi hai
magar jane kyu puchna chahti hu
ye dil kisliye tumko chahne laga hai
tera hath kyu thamna chahti hu
mujhe puchne ka
mohabbat bina zindagi ek saja hai
mohabbat ko duniya bura manti hai
magar itna mai bhi samajhne lagi hu
ye duniya tak sahi janti hai
mujhe puchne ka ye haq to nahi hai
magar jane kyu puchna chahti hu
ye dil kisliye tumko chahne laga hai
tera hath kyu thamna chahti hu
mujhe puchne ka ye haq to nahi hai
idhar bhi ishwar udhar bhi ishwar
idhar bhi ishwar udhar bhi ishwar
jidhar bhi dekho tidhar hai ishwar
yaha vaha jaha taha kidhar nahi hai
re bhakto parmeshwar jai hari jai shri hari
jai hari shri hari jai jai hari
jai hari shri hari jai jai hari
sath rahe par hath na aave chanchal bada vidhata ho ji
ho chanchal bada vidhata ho chanchal bada vidhata
sab ko khilona samjh khiladi pal pal nach nachata ho ji
hoye pal pal nach nachata hoye pal pal nach nachata
arey bada ajab hai uska chakkar mat lena bhai takkar
jai hari jai shri hari jai hari shri hari jai jai hari
jai hari shri hari jai jai hari idhar bhi ishwar udhar bhi ishwar
idhar bhi ishwar udhar bhi ishwar
jidhar bhi dekho tidhar hai ishwar
bhule bhatke jagat ke logo prabhu sharan me jao ho ji
hoye parbhu sharan me jao ho hoye parbhu sharan me jao
nadi ke kinare khade khade mat pyas pyas chilao ho ji
mat pyas pyas chilao mat pyas pyas chilao
udi ja rahi umar ki chhidiya dekho farar farar far
jai hari jai shri hari jai hari shri hari jai jai hari
jai hari shri hari jai jai hari idhar bhi ishwar udhar bhi ishwar
idhar bhi ishwar udhar bhi ishwar jidhar bhi dekho tidhar hai ishwar
yaha vaha jaha taha idhar nahi hai rey bhakto paremeshwar
jai hari jai shri hari jai hari shri hari
jai jai hari jai hari shri hari jai jai hari
jai hari shri hari jai jai hari jai hari shri hari jai jai hari
dilwala jag me daler banega sher sang khelega wo sher banega
dilwala jag me daler banega sher sang khelega wo sher banega
mai jangal ke badshah se yari karu
genda bane ghoda mai sawari karu
dilwala jag me daler banega sher sang khelega wo sher banega
hiran banu mai ghas pe dodu tote ke sang gau
hiran banu mai ghas pe dodu tote ke sang gau
hippo ke bache sang khelu nachu use nachau
hathi ke bache se pyar mai karu uske gale ka har mai banu
dilwala jag me daler banega sher sang khelega wo sher banega
jebra aur ziraf machal kar jhume dhum machaye
jebra aur ziraf machal kar jhume dhum machaye
dekho sher bhi suraj aage kaise shish jhukaye
jaise panchhi udta hai mai bhi udu
dur dur jheel ki sair mai karu
dilwala jag me daler banega sher sang khelega wo sher banega
jangal ki shobha hai janwar dharti ma ko pyare
jangal ki shobha hai janwar dharti ma ko pyare
jine ka adhikar hai inko koi inhe kyu mare
inko na mare koi sabse kahu hath jod jag se mai binti karu
dilwala jag me daler banega sher sang khelega wo sher banega
mai jangal ke badshah se yari karu
genda bane ghoda mai sawari karu
dilwala jag me daler banega sher sang khelega wo sher banega
ki dhola dhol manjira baje re
kali chhint ko ghagharo nidara mare re
ki dhola dhol manjira baje re
kali chhint ko ghagharo nidara mare re
ki dhola dhol manjira baje re
kali chhint ko ghagharo nidara mare re
assi kali ko ghagharo ji kali kali me fer
assi kali ko ghagharo ji kali kali me fer
pair pajawa nishtari lutiya ka ho gaya dher
ki dhola dhol manjira baje re
kali chhint ko ghagharo nidara mare re
ki dhola dhol manjira baje re
kali chhint ko ghagharo nidara mare re
are main dhola ban ghani kahi thi bhagatan ke mat jaye
are main dhola ban ghani kahi thi bhagatan ke mat jaye
sab ko laga de gath kothi rog laga kar aaye
ki dhola dhol manjira baje re
kali chhint ko ghagharo nidara mare re
ki dhola dhol manjira baje re
kali chhint ko ghagharo nidara mare re
he jaypur ke bajar me bhi padyo imali tor
he jaypur ke bajar me bhi padyo imali tor
koddi hor uthawan lagi padyo kamar me jor
ki dhola dhol manjira baje re
kali chhint ko ghagharo nidara mare re
ki dhola dhol manjira baje re
kali chhint ko ghagharo nidara mare re
o mammi mujhe gudiya si behna
chahiye jise mujhe bhaiya bhaiya
kehna chahiye o bhaiya kehna chahiye
o mammi mujhe gudiya si behna
chahiye jise mujhe bhaiya bhaiya
kehna chahiye bhaiya kehna chahiye
aage mai bhi hu mammi daddy piche chalenge mammi daddy
o mammi mujhe gudiya si behna
chahiye jise mujhe bhaiya bhaiya
kehna chahiye o bhaiya kehna chahiye
jab tere daddy pardes jayenge
boby tere daddy pardes jayenge
tere liye vaha se khilona layenge
jab tere daddy pardes jayenge
tere liye vaha se khilona layenge
nakli khilona pardes me mile asli behna to is desh me mile
kyo daddy maine thik kaha na you are absoulutly right my son
nakli khilona pardes me mile asli behna to is desh me mile
sada hum sang sang rehna chaiye
jise mujhe bhaiya bhaiya kehna chahiye o bhaiya kehna chahiye
o mammi mujhe gudiya si behna
chahiye jise mujhe bhaiya bhaiya kehna chahiye
munne to jo devi maa ki pooja karega
tabhi tujhe maa se khilona milega
dekho na jab aye vo rakhi wala din
rakhsa mujhe karna meri pyari bahan ki
o mammi mujhe gudiya si behna
chahiye jise mujhe bhaiya bhaiya
kehna chahiye o bhaiya kehna chahiye
aye mere bete, sun mera kehana
chaahe dukh hoye, hasate hi rehana
aye mere bete, sun mera kehana
chaahe dukh hoye, hasate hi rehana
tu mere bete kyun roye, akhiyon ke moti kyun khoye
main tera ghoda main haathi, main tere sukh dukh ka saathi
tera main sahaara hoon, mera tu sahaara hai
jaan se bhi pyaara hai aaja aaja
aye mere bete, sun mera kehana
chaahe dukh hoye, hasate hi rehana
rakhana bharosa usape sada, jisane hai sabako janam diya
kal tera paapa rahe na rahe, abb jo kaha phir kahe na kahe
kaha na bhulaana, tu wahi rakhwaala hai
usiko bulaana tu aaja aaja
aye mere bete, sun mera kehana
chaahe dukh hoye, hasate hi rehana
socha tha kya aur kya laaya, dete huye ji bhar aaya
le yeh baisaakhi le le re, mere abhaage haatho se
isike sahaare chal, chal mere pyaare chal
paapa ke dulhaare chal aaja aaja
aye mere paapa, sun mera kehana
chaahe dukh howe, hasate hi rehana
tera mujhase hai pehle kaa nata koi
yu hee nahee dil lubhata koi
tera mujhase hai pehle kaa nata koi
yu hee nahee dil lubhata koi
jane too ya jane naa, mane too ya mane naa
meraa tujhase hai pehle kaa nata koi
yu hee nahee dil lubhata koi
dekho abhee khona nahee, kabhee juda hona nahee
abb khel me yu hee rahenge ham dono
vada raha yeh iss sham kaa
tera mujhase hai pehle kaa nata koi
yu hee nahee dil lubhata koi
jane too ya jane naa, mane too ya mane naa
tera mujhase hai pehle kaa nata koi
yu hee nahee dil lubhata koi
tera mujhase hai pehle kaa nata koi
yu hee nahee dil lubhata koi
Chalte chalte Jaanedo yaaro
Ninnati kadha Haste haste
Kotthadugu vedham munduki pada
Choti si zindagi sochale
Aanandam unnadi dekhle
Dil gaalipatam la egire daarullo
Chirunavvule chirugallalai veeyaga
Baagundile e haayo mella mellaga
Sometimes khushilu
Sometimes kannillu
Life oka drama queen-u
Em kompa munagado
Light-u teesuko
So what anaali jaanu
Senti feelings-u
Silly gichings-u
Daily chelaku game-u
Nee friends-u undaga
Tension enduku
Neede winnnig-u team-u
One by two cup-u coffee
Galthilu anni maafi
Friendship-e pedda trophy
Crazy life lo
Chirunavvule chirugallalai veeyaga
Baagundile e haayo mella mellaga