Rag rag mein josh ki boonde
Boondo mein jeet hi goonje
Iss gunj se gir jayega
Aaasman bhi kadmo mein
Rag rag mein josh ki boonde
Boondo mein jeet hi goonje
Iss gunj se gir jayega
Aasman bhi kadmo mein
Roko na sapno ke tufano ko
Roko na jazbo ki udano ko
Roko na aankho ke nisano ko
Aag jaise barsa de irade
Jigra hai jigra hai
Jigra hai jigra hai
Jigre se niklengi chingariya
Jigra hai jigra hai
Jigra hai jigra hai
Jigre se niklengi chingariya
Jispe hai haq apna
Chheen ke le jayenge
Ab na chodenge, na chodenge
Jispe hai haq apna
Chheen ke le jayenge
Ab na chodenge, na chodenge
Jeetenge ye humse
Dekh rahe jo khawb
Ab hum todenge hum todenge
Ab ayenge na baz hum
Mitti mein mila de aaj hum
Ye sar pe tere goorur hai jo chhaya
Ab ayenge na baz hum
Mitti mein mila de aaj hum
Ye sar pe tere goorur hai jo chhaya
Roko na sapno ke tufano ko
Roko na jazbo ki udano ko
Roko na aankho ke nisano ko
Aag jaise barsa de irade
Jigra hai jigra hai
Jigra hai jigra hai
Jigre se niklengi chingariya
Jigra hai jigra hai
Jigra hai jigra hai
Jigre se niklengi chingariya
Rag rag mein josh ki boonde
Boondo mein jeet hi goonje
Iss gunj se gir jayega
Aasman bhi kadmo mein
Roko na sapno ke tufano ko
Roko na jazbo ki udano ko
Roko na aankho ke nisano ko
Jigra hai jigra hai
Jigra hai jigra hai
Jigre se niklengi chingariya.
insaan hi fitrat se hareya
manmarji ki hain bimariyaa
nafrat me upaje hai sariya
bajar dil barbaad kyaariyan
tu vansh dahsat hain yun, tansuna dahsat hain
ranjash ki dhup se tu haath sekna
kyun rutha sa rahta hain
kis aag me bahta hain
ujali tasvir pe, rang laal fek na
kyun marghat ban gaya, teri pahchan ki
tuta insaan hi, kyun marghat ban gaya ho
lihaja tera bigada hain kyun
marhale tu sabse ja le aa
tu apno se ukhda hain kyun
shak sikayate jahar bhi mita le aa
kyun har galti ko dohara na
chhod chhad ke sab soch bichar ke
tu kar le pyaar
jurm to magega jurmana
waqt shabd hain chal khud ko sudhar
khata takraar
tu vansh dahsat hain yun, tansuna dahsat hain
ranjash ki dhup se kyu haath sekna
kyun rutha sa rahta hain
kis aag me bahta hain
ujali tasvir pe, rang laal fek na
kyun marghat ban gaya, teri pahchan ki
tuta insaan hi, kyun marghat ban gaya ho
pathar waali soch mita de
har gunahi mom se pichlane aa
paap ka parcham noch hata de
har gwahi neg se bacha le aa
sun o safai kar le man ki
bhul chuk ko maafi se maar
sanak devdar
ban bharpai kar li man ki
rom rom sara karj utaar
sil de jara
tu vansh dahsat hain yun, tansuna dahsat hain
ranjash ki dhup se kyu haath sekna
kyun rutha sa rahta hain
kis aag me bahta hain
ujali tasvir pe, rang laal fek na
kyun marghat ban gaya, teri pahchan ki
tuta insaan hi, kyun marghat ban gaya he
kyun marghat ban gaya, teri pahchan ki
tuta insaan hi, kyun marghat ban gaya he
patthar ke hain sab raaste, parwah nahi
dhundhle hain chehre khwaab ke, parwah nahi
chhalni hai sina rehne do, ab jo bhi ho parwah nahi
sanki hua jaata hai dil, mann ki kiye jaata hai dil
kadke betahasha ye, bijli hua jaata hai dil
sanki hua jaata hai dil, mann ki kiye jaata hai dil
kadke betahasha ye, bijli hua jaata hai dil
baadal me dhundhe hausle, pagla gaye hain hausle
gir jaaye ya ude, ab tute ya jude, parwah nahi
parwah nahi hey yeah, parwah nahi yeah
parwah nahi yeah
jhuthe hai ya sachche hai, sapne aakhir sapne hai
saare taare tumhi rakh lo, saare jugnu toh mere hai
jhuthe hai ya sachche hai, sapne aakhir sapne hai
saare taare tumhi rakh lo, saare jugnu toh mere hai
roke ruke na dil jale, pagla gaye hain hausle
ziddi hain dhadkane, ab bigde ya bane, parwah nahi
wo parwah nahi, ho parwah nahi yeah, parwah nahi yeah
saanso me jo bhatti hai, wo raat aur din dehakti hai
paani waani toh dhoka hai, yeh aag aag se bujhti hai
saanso me jo bhatti hai, wo raat aur din dehakti hai
paani waani toh dhoka hai, yeh aag aag se bujhti hai
aaye toh aaye zalzale, pagla gaye hain hausle
sholo pe hum chale, ab pighle ya jale, parwah nahi
wo parwah nahi, wo parwah nahi, wo parwah nahi o
dil sunta hai teri sada, aa ru ba ru ab to zara
bechain si meri zindagi sunn kar teri yeh dastaan
jeena mera aasan kar, tu mil ke yeh ehsaan kar
kahin kho gaya chaino sukun tere dard ko ab jaan kar
jaaniya o jaaniya bas roye dil mera
aasu palko pe nahi hai bewajah
dil hai gum sada jaaniya
tujhe pa liya ya kho diya iss baat par dil ro diya
ke chaah kar tu naa aa sake, tu waqt hai guzra hua
tujhe rakh liya in yaado ne ik phool sa kitabo me
iss dil me tu rahega sada aur mehkega inn sanso me
rato me tu jal jata hai, chehre me tu dhal jata hai
tara hai tu mujh me toota sa
nindo me se jaga deta hai, palko ko bhigo deta hai
dariya hai tu mujh me dooba sa
har waqt khwabo ki tarah tu aata raha
jaaniya o jaaniya din kya raat kya
aahat ho koi lagta hai sada ke tu hai waha jaaniya
jaaniya o jaaniya bas roye dil mera
aasu palko pe nahi hai bewajah
dil hai gum sada jaaniya
tu hi, ha wo gair hai, jo ke apna laga
mangu, teri khair mai, ab to apni jaga
mai to karu rab se dua, mujhe de de har gham tera
meri khushiyo ka vaasta, mujhe de de har gham tera
teri in hatho ki lakire
tu mila mere inn haatho ki lakiro se ha, milti hai sabhi
kaise na milti tu ab mujhe
jo lika meri kismat me nasibo me, tu to hai wahi
tu hi, ha woh dard hai, jo sukoon hai mera
mai to karu rab se dua, mujhe de de har gham tera
meri khushiyo ka vaasta, mujhe de de har gham tera
tu hi hai sanso ka humsafar
ya hai zindagi jo jine ko kehti hai ha, tu hi hai wahi
khushi jo cha gayi ghamo par
ab to har kahi jo raunak si rehti hai, tu hi hai wahi
tu hai, ha woh pyar mai, jis ka hu rasta
mai to karu rab se dua, mujhe de de har gham tera
meri khushiyon ka vaasta, mujhe de de har gham tera
mai to karu rab se dua, mujhe de de har gham tera
meri khushiyo ka vaasta, mujhe de de har gham tera
hasina tu kamina main, hasina tu kamina main
hai mausam tu mahina main hasina tu kamina main
hasina tu kamina main, hasina tu kamina main
hai mausam tu mahina main hasina tu kamina main
dekhu main jidhar har ik mod par nazar aaye keemti nagina
ek pe magar theharta kidhar tu aisa casnova kamina
o itna bura bhi nahi hai kamina agar pehchan le jo tu
hasina tu kamina main, hasina tu kamina main
hai mausam tu mahina main hasina tu kamina main
hasina tu kamina main, hasina tu kamina main
hai mausam tu mahina main hasina tu kamina main
o manmaniya o beimaniya teri khata hai, haseeno ko pata hai
dont you know, dont you know
phir bhi dil apna deewano se uljhaana
hasino ki adaa hai mujhe bhi pataa hai
dont you know, dont you know
jabhi ha tu tabhi na main, jabhi ha tu tabhi na main
kamina tu hasina main, kamina tu hasina main
ye nazdikiya ye badmaashiya jo soche dil tera, nahi ho payega
dont you know, dont you know
jo taareef me do baate karu bhala sa dil tera pighal hi jayega