Yeh Zamana Tha Begana
Tujhe Jaana To Yeh Jaana
Koi Laakhon Mein Mila Hai Apna
Maine Tere Hi Sahare Naye Dhoondhe Yeh Kinare
Tu Begano Mein Laga Hai Apna
Teri Unchi Hai Udane Tere Hathon Mein Zamane
Yaara Tera Tu Bana Hai Apna
Yeh Zamana Tha Begana
Tujhe Jaana To Yeh Jaana
Koi Laakhon Mein Mila Hai Apna
Oh Tauba Tauba Mere Yaara Tu Hai Agg Lagdi
Oh Dekho Dekhe Jag Sara Tu Hai Agg Lagdi
Oh Naya Rang Hai Tumhara Tu Hai Agg Lagdi
Nayan Se Nayan Lage Re
Oh Tauba Tauba Mere Yaara Tu Hai Agg Lagdi
Oh Dekho Dekhe Jag Sara Tu Hai Agg Lagdi
Oh Naya Rang Hai Tumhara Tu Hai Agg Lagdi
Nayan Se Nayan Lage Re
Ho Aisa Lage Ke Main Hawaon Se Bhi Halki Hu
Apne Paimane Se Main Thodi Thodi Chalki Hu
Pagli Si Bann Ke Jhoomu Main Dekho Yun
Pehli Pehli Jaise Bahaar Tu Tujhse Teri Yaari Lage
Mehki Mehki Koi Sawer Tu Behki Behki Payari Lage
Yeh Zamana Tha Begana
Tujhe Jaana To Yeh Jaana
Koi Laakhon Mein Mila Hai Apna
Oh Tauba Tauba Mere Yaara Tu Hai Agg Lagdi
Oh Dekho Dekhe Jag Sara Tu Hai Agg Lagdi
Oh Naya Rang Hai Tumhara Tu Hai Agg Lagdi
Nayan Se Nayan Lage Re
Oh mere yaar ka photo chapa jo ik paper mein hain
Toh har chalne ko saare maholle bahr mein hain
Are apna veeru aisa jo star bana
Toh jhumta abse jashan tu mere yaar bana
Oh begaani shaadi mein abdullah deewana
Isko toh jab dekho karta hain koi hungama
Begaani shaadi mein abdullah deewana
Isko toh jab dekho karta hain koi hungama
Is baat ko leke kyu tu karta hain batangad re
Star Hai Tu
Dildaar hain tu
Oh mera yaar hain tu
Mat kriye gadbad re

Mere ko tha pata tujh mein hain koi baat
Tere sang selfie lu zara haath mein dede haath
Yaar ki selfie toh maine dil mein hain rehti yaar
Yeh dosti apni hain bhali Baaki sab bekar
Oh Begaani shaadi mein abdullah deewana
Pagal kyun hum hain yu
Ab toh hain tune jana
Is baat ko leke kyu tu karta hain batangad re
Hoye duniya se hatke
Hum tum jo bhatke
Toh sidhe khatke
Are ban ke dhakad re
Begaani shaadi mein abdullah deewana
Isko toh jab dekho karta hain koi hungama
Begaani shaadi mein abdullah deewana
Isko toh jab dekho karta hain koi hungama…
Rag Rag mein Baheta Lava Yaad ka
Gussa hain ya Gam hain Kya Pata
Jo hain Namumkin Wahi karna Hain Ik Din
Ab toh yahi hain intehaan tera
Hain Jo Gum Tera
Dil mein Hi Chupa
Apni takat usse tu bana
Aage deewar hain
Chalna Duswaar Hain
Ek thokar mein usko gira
Toofaan
Parvat ko todh de
Toofaan
Dariya ko modh de
Toofaan
Sooraj nichod de
Toofaan
Oh ho oh..
Dil mein koi aag phir se jaagi hain
Thal main soya rahu aankhe malta hain
Ik jid aapna rasta dhund rahi hain
Toofaan jo tham sa gaya tha
Phir Chalta Hain
Toofaan
Parvat ko todh de
Toofaan
Dariya ko modh de
Toofaan
Sooraj nichod de
Toofaan
Oh ho oh..
Patthar ke hain sab raaste
Parwah nahin..
Dhundhle hain chehre khwaab ke
Parwah nahin..
Chhalni hai seena rehne do
Ab jo bhi ho parwah nahin..
Sanki hua jaata hai dil
Mann ki kiye jaata hai dil
Kadke betahasha ye
Bijli hua jaata hai dil
Sanki hua jaata hai dil
Mann ki kiye jaata hai dil
Kadke betahasha ye
Bijli hua jaata hai dil
Baadal mein dhoondhe hausle
Pagla gaye hain hausle
Gir jaaye ya udey
Ab toote ya jude, parwah nahin..
Parwah nahin..hey..yeah..
Parwah nahin..yeah..
Parwah nahin..yeah…
Jhoothe hain ya sachche hain
Sapne aakhir sapne hain
Saare taare tumhi rakh lo
Saare jugnu toh mere hain
Jhoothe hain ya sachche hain
Sapne aakhir sapne hain
Saare taare tumhi rakh lo
Saare jugnu toh mere hain
Roke ruke na dil jale
Pagla gaye hain hausle
Ziddi hain dhadkane
Ab bigde ya bane, parwah nahin..
Wo..parwah nahin..
Ho..parwah nahin..
Yeah..parwah nahin..yeah…
Saanson mein jo bhatti hai
Woh raat aur din dehakti hai
Paani-waani toh dhoka hai
Yeh aag aag se bujhti hai
Saanson mein jo bhatti hai
Woh raat aur din dehakti hai
Paani-waani toh dhoka hai
Yeh aag aag se bujhti hai
Aaye toh aaye zalzale
Pagla gaye hain hausle
Sholon pe hum chale
Ab pighle ya jale, parwah nahin!
Wo..parwah nahin..
Wo..parwah nahin..
Wo..parwah nahin..
Wo..parwah nahin..o..
Dankila gaake dankila gaake
Udd gayi tataiyo
Aisa dasare mann mein basare
Jhoom main tathaiya
Dankila gaake dankila gaake
Udd gayi tataiyo
Aisa dasare mann mein basare
Jhoom main tathaiya
Kya hoga iss chot ka
Arey dhundho koi tootka
Are phuko koi mantar vantar
Jaadu tona re
Zahreeli si kasak hai
Chaskeeli si chasak hai
Mann bhula sab dheme dheme
Sona bona re
Dankila dankila dankila tathaiya
Pishela re
Dankila dankila dankila tathaiya
Pishela re
Dankila dankila dankila tathaiya
Pishela re
Dankila dankila dankila tathaiya
Jaaye prem ki gali mein jo bhi jaaye
Sud bud khoye dag magaye dag magaye
Woh loote na ghar ko aaye re
Arey peele jo bhi peele prem vish ka pyala
Dole dole woh bane nirala
Woh jule woh jaise ki moti mala re
Prem ki iss dank ki toh shaan ajab re
Jisko bhi lage uski toh hai taan gajab re
O das ne de das ne de aane de tataiyaan
Dankila dankila dankila tathaiya
Pishela re
Dankila dankila dankila tathaiya
Pishela re
Dankila dankila dankila tathaiya
Pishela re
Dankila dankila dankila tathaiya
Dankila gaake dankila gaake
Udd gayi tataiyo
Aisa dasare mann mein basare
Jhoom main tathaiya
Dankila gaake dankila gaake
Udd gayi tataiyo
Aisa dasare mann mein basare
Jhoom main tathaiya
Kya hoga iss chot ka
Arey dhundho koi tootka
Are phuko koi mantar vantar
Jaadu tona re
Zahreeli si kasak hai
Chaskeeli si chasak hai
Mann bhula sab dheme dheme
Sona bona re
Dankila dankila dankila tathaiya
Pishela re
Dankila dankila dankila tathaiya
Pishela re
Dankila dankila dankila tathaiya
Pishela re
Dankila dankila dankila tathaiya..
Rag rag mein josh ki boonde
Boondo mein jeet hi goonje
Iss gunj se gir jayega
Aaasman bhi kadmo mein
Rag rag mein josh ki boonde
Boondo mein jeet hi goonje
Iss gunj se gir jayega
Aasman bhi kadmo mein
Roko na sapno ke tufano ko
Roko na jazbo ki udano ko
Roko na aankho ke nisano ko
Aag jaise barsa de irade
Jigra hai jigra hai
Jigra hai jigra hai
Jigre se niklengi chingariya
Jigra hai jigra hai
Jigra hai jigra hai
Jigre se niklengi chingariya
Jispe hai haq apna
Chheen ke le jayenge
Ab na chodenge, na chodenge
Jispe hai haq apna
Chheen ke le jayenge
Ab na chodenge, na chodenge
Jeetenge ye humse
Dekh rahe jo khawb
Ab hum todenge hum todenge
Ab ayenge na baz hum
Mitti mein mila de aaj hum
Ye sar pe tere goorur hai jo chhaya
Ab ayenge na baz hum
Mitti mein mila de aaj hum
Ye sar pe tere goorur hai jo chhaya
Roko na sapno ke tufano ko
Roko na jazbo ki udano ko
Roko na aankho ke nisano ko
Aag jaise barsa de irade
Jigra hai jigra hai
Jigra hai jigra hai
Jigre se niklengi chingariya
Jigra hai jigra hai
Jigra hai jigra hai
Jigre se niklengi chingariya
Rag rag mein josh ki boonde
Boondo mein jeet hi goonje
Iss gunj se gir jayega
Aasman bhi kadmo mein
Roko na sapno ke tufano ko
Roko na jazbo ki udano ko
Roko na aankho ke nisano ko
Jigra hai jigra hai
Jigra hai jigra hai
Jigre se niklengi chingariya.
insaan hi fitrat se hareya
manmarji ki hain bimariyaa
nafrat me upaje hai sariya
bajar dil barbaad kyaariyan
tu vansh dahsat hain yun, tansuna dahsat hain
ranjash ki dhup se tu haath sekna
kyun rutha sa rahta hain
kis aag me bahta hain
ujali tasvir pe, rang laal fek na
kyun marghat ban gaya, teri pahchan ki
tuta insaan hi, kyun marghat ban gaya ho
lihaja tera bigada hain kyun
marhale tu sabse ja le aa
tu apno se ukhda hain kyun
shak sikayate jahar bhi mita le aa
kyun har galti ko dohara na
chhod chhad ke sab soch bichar ke
tu kar le pyaar
jurm to magega jurmana
waqt shabd hain chal khud ko sudhar
khata takraar
tu vansh dahsat hain yun, tansuna dahsat hain
ranjash ki dhup se kyu haath sekna
kyun rutha sa rahta hain
kis aag me bahta hain
ujali tasvir pe, rang laal fek na
kyun marghat ban gaya, teri pahchan ki
tuta insaan hi, kyun marghat ban gaya ho
pathar waali soch mita de
har gunahi mom se pichlane aa
paap ka parcham noch hata de
har gwahi neg se bacha le aa
sun o safai kar le man ki
bhul chuk ko maafi se maar
sanak devdar
ban bharpai kar li man ki
rom rom sara karj utaar
sil de jara
tu vansh dahsat hain yun, tansuna dahsat hain
ranjash ki dhup se kyu haath sekna
kyun rutha sa rahta hain
kis aag me bahta hain
ujali tasvir pe, rang laal fek na
kyun marghat ban gaya, teri pahchan ki
tuta insaan hi, kyun marghat ban gaya he
kyun marghat ban gaya, teri pahchan ki
tuta insaan hi, kyun marghat ban gaya he
jaago jaago jaago jaago
koi rivaaj roke, rukna nahi
rito ke rasm ke aage jhukna nahi
utho aur tod daalo zanjir tum
mita do aur phir se likho takdir tum
koi rivaaj roke, rukna nahi
rito ke rasm ke aage jhukna nahi
utho aur tod daalo zanjir tum
mita do aur phir se likho takdir tum
sab jaan jaaye tumko, pehchan jaaye tumko
haa maan jaaye tumko hey hey jaago re
sab jaan jaaye tumko, pehchan jaaye tumko
haa maan jaaye tumko hey yeah
jaago jaago jaago jaago
tum koi gun me kam ho, ye jhut hai
adhikaar kam paao toh ye loot hai
jeena barabari se hi, ab hai tumhe
dikhana saari duniya ko hai, ab ye tumhe
sab jaan jaaye tumko, pehchan jaaye tumko
haa maan jaaye tumko hey hey jaago ri
sab jaan jaaye tumko, pehchan jaaye tumko
haa maan jaaye tumko hey
jaago jaago jaago jaago
teri zindagi teri hai jaise tu jiye
aaj har khushi duniya me hai tere liye
hai abhi raat to gham kya mitne ko hai andhera
hai hum saath to ek din laayenge savera yeah
jaago jaago jaago jaago jaago jaago jaago jaago
sab jaan jaaye tumko, pehchan jaaye tumko
haa maan jaaye tumko hey
dont wory about a thing now coz i will be right by your side
i will be right by your side
dont wory about a thing now coz i will be holding you tight
i will be holding you tight
dont wory about a thing now coz i will be right by your side
i will be right by your side
dont wory about a thing now coz i will be holding you,holding you
holding you tight
kal jo khushi pe gire hon ghum
gadi bhar ke liye na kho haunsla
sang sang tu aur main main aur tu aur hum
ho agar jo safar mein to dar hai kya
payro pe yun, parr se laga ke
gayro se door udh jayenge main aur tu
oo oo oo khushi ke sang chale
tu oo oo
khuli ho raah toh jahan bhi hum mile manzil ho shuru oo oo
oo oo oo khushi ke sang chale
tu oo oo
khuli ho raah toh jahaan bhi hum mile manzil ho shuru oo oo
dont wory about a thing now coz i will be right by your side
i will be right by your side
dont wory about a thing now coz i will be holding you tight
i will be holding you tight
dont wory about a thing now coz i will be right by your side
i will be right by your side
dont wory about a thing now coz i will be holding you holding you
holding you tight
sapne tere kahin chhupe chhupe se ho
rahon mein jo kadam ruke ruke se ho
khwahisho ko mein chutkiyo mein asal bana doonga
taro se aagey aasmanon pe phir saja doonga
maine zindagi mein sare jo bhi ghum hain sambhale
teri hasi pe nazar kar doon
oo oo oo khushi ke sang chale
tu oo oo
khuli ho raah toh jahan bhi hum mile manzil ho shuru oo oo
oo oo oo khushi ke sang chale
tu oo oo
khuli ho raah toh jahan bhi hum mile manzil ho shuru oo oo
dont wory about a thing now coz i will be right by your side
i will be right by your side
dont wory about a thing now coz i will be holding you tight
i will be holding you tight
dont wory about a thing now coz i will be right by your side
i will be right by your side
dont wory about a thing now coz i will be holding you holding you
holding you tight
kal kal jo khushi pe gire hon
ghum ghum ghadi bhar ke liye na kho haunsla
sang sang tu aur main main aur tu aur hum hum
ho agar jo safar mein toh darr hai kya
payro pe yun par se laga ke
gayro se door udh jayenge main aur tu
oo oo oo khushi ke sang chale
tu oo oo
khuli ho raah toh jahan bhi hum mile manzil ho shuru oo oo
oo oo oo khushi ke sang chale
tu oo oo
khuli ho raah toh jahan bhi hum mile manzil ho shuru oo oo
dont wory about a thing now coz i will be right by your side
i will be right by your side
dont wory about a thing now coz i will be holding you tight
i will be holding you tight
dont wory about a thing now coz i will be right by your side
i will be right by your side
dont wory about a thing now coz i will be holding you holding you
holding you tight
aaj aise chakkar chalaayenge
hum saare sanki ho jaayenge
sone na denge saari raat hum
good morning karke hi jaayenge
pyaar se, yaar se
dil se dil milayenge
music volume kam hua toh
zor se hum chillayenge
pyaar se, yaar se
dil se dil milayenge
music volume kam hua toh
zor se hum chillayenge
no feeling sad baby no feeling sad
no feeling sad kudiye no feeling sad
kyunki, tonight the party is going mad
tonight the party is going mad
tonight the party is going mad
tonight the party is going mad
aaj aise chakkar chalaayenge
hum saare sanki ho jaayenge
sone na denge saari raat hum
good morning karke hi jaayenge
a b c d e f g
g se nikla gana ji
tension mein hain mom and dad
tonight the party is goin
a b c d e f g
take is easy urvashi
let me take you to my bed
tonight the party is going mad
tonight the party is going mad
tonight the party is going mad
tonight the party is going mad
mad mad mad
chhode ye duniya daari
duniya hai atyaachari
maaregi maaregi maaregi baari baari
chhode ye duniya daari
duniya hai atyaachari
maaregi baari baari
meri meri baari baari
logon ke taane baane sunke
apne kaan pak gaye
kismat to bhaage aage
pichhe phir bhi lag gaye
pyaar se, yaar se
dil se dil milayenge
music volume kam hua toh
zor se hum chillayenge
no feeling sad baby no feeling sad
no feeling sad kudiye no feeling sad
kyunki, tonight the party is going
tonight the party is going
tonight the party is going
tonight the party is going mad
tonight the party is going mad
tonight the party is going mad
tonight the party is going mad
tonight the party is going mad
tonight the party is going mad
tonight the party is going mad
tonight the party is going mad
tonight the party is going mad
patthar ke hain sab raaste, parwah nahi
dhundhle hain chehre khwaab ke, parwah nahi
chhalni hai sina rehne do, ab jo bhi ho parwah nahi
sanki hua jaata hai dil, mann ki kiye jaata hai dil
kadke betahasha ye, bijli hua jaata hai dil
sanki hua jaata hai dil, mann ki kiye jaata hai dil
kadke betahasha ye, bijli hua jaata hai dil
baadal me dhundhe hausle, pagla gaye hain hausle
gir jaaye ya ude, ab tute ya jude, parwah nahi
parwah nahi hey yeah, parwah nahi yeah
parwah nahi yeah
jhuthe hai ya sachche hai, sapne aakhir sapne hai
saare taare tumhi rakh lo, saare jugnu toh mere hai
jhuthe hai ya sachche hai, sapne aakhir sapne hai
saare taare tumhi rakh lo, saare jugnu toh mere hai
roke ruke na dil jale, pagla gaye hain hausle
ziddi hain dhadkane, ab bigde ya bane, parwah nahi
wo parwah nahi, ho parwah nahi yeah, parwah nahi yeah
saanso me jo bhatti hai, wo raat aur din dehakti hai
paani waani toh dhoka hai, yeh aag aag se bujhti hai
saanso me jo bhatti hai, wo raat aur din dehakti hai
paani waani toh dhoka hai, yeh aag aag se bujhti hai
aaye toh aaye zalzale, pagla gaye hain hausle
sholo pe hum chale, ab pighle ya jale, parwah nahi
wo parwah nahi, wo parwah nahi, wo parwah nahi o
dil sunta hai teri sada, aa ru ba ru ab to zara
bechain si meri zindagi sunn kar teri yeh dastaan
jeena mera aasan kar, tu mil ke yeh ehsaan kar
kahin kho gaya chaino sukun tere dard ko ab jaan kar
jaaniya o jaaniya bas roye dil mera
aasu palko pe nahi hai bewajah
dil hai gum sada jaaniya
tujhe pa liya ya kho diya iss baat par dil ro diya
ke chaah kar tu naa aa sake, tu waqt hai guzra hua
tujhe rakh liya in yaado ne ik phool sa kitabo me
iss dil me tu rahega sada aur mehkega inn sanso me
rato me tu jal jata hai, chehre me tu dhal jata hai
tara hai tu mujh me toota sa
nindo me se jaga deta hai, palko ko bhigo deta hai
dariya hai tu mujh me dooba sa
har waqt khwabo ki tarah tu aata raha
jaaniya o jaaniya din kya raat kya
aahat ho koi lagta hai sada ke tu hai waha jaaniya
jaaniya o jaaniya bas roye dil mera
aasu palko pe nahi hai bewajah
dil hai gum sada jaaniya
tu hi, ha wo gair hai, jo ke apna laga
mangu, teri khair mai, ab to apni jaga
mai to karu rab se dua, mujhe de de har gham tera
meri khushiyo ka vaasta, mujhe de de har gham tera
teri in hatho ki lakire
tu mila mere inn haatho ki lakiro se ha, milti hai sabhi
kaise na milti tu ab mujhe
jo lika meri kismat me nasibo me, tu to hai wahi
tu hi, ha woh dard hai, jo sukoon hai mera
mai to karu rab se dua, mujhe de de har gham tera
meri khushiyo ka vaasta, mujhe de de har gham tera
tu hi hai sanso ka humsafar
ya hai zindagi jo jine ko kehti hai ha, tu hi hai wahi
khushi jo cha gayi ghamo par
ab to har kahi jo raunak si rehti hai, tu hi hai wahi
tu hai, ha woh pyar mai, jis ka hu rasta
mai to karu rab se dua, mujhe de de har gham tera
meri khushiyon ka vaasta, mujhe de de har gham tera
mai to karu rab se dua, mujhe de de har gham tera
meri khushiyo ka vaasta, mujhe de de har gham tera
hasina tu kamina main, hasina tu kamina main
hai mausam tu mahina main hasina tu kamina main
hasina tu kamina main, hasina tu kamina main
hai mausam tu mahina main hasina tu kamina main
dekhu main jidhar har ik mod par nazar aaye keemti nagina
ek pe magar theharta kidhar tu aisa casnova kamina
o itna bura bhi nahi hai kamina agar pehchan le jo tu
hasina tu kamina main, hasina tu kamina main
hai mausam tu mahina main hasina tu kamina main
hasina tu kamina main, hasina tu kamina main
hai mausam tu mahina main hasina tu kamina main
o manmaniya o beimaniya teri khata hai, haseeno ko pata hai
dont you know, dont you know
phir bhi dil apna deewano se uljhaana
hasino ki adaa hai mujhe bhi pataa hai
dont you know, dont you know
jabhi ha tu tabhi na main, jabhi ha tu tabhi na main
kamina tu hasina main, kamina tu hasina main
ye nazdikiya ye badmaashiya jo soche dil tera, nahi ho payega
dont you know, dont you know
jo taareef me do baate karu bhala sa dil tera pighal hi jayega
dont you know, dont you know
hasina tu kamina main, hasina tu kamina main
hai mausam tu mahina main hasina tu kamina main
dekhu main jidhar har ik mod par nazar aaye keemti nagina
ek pe magar theharta kidhar tu aisa casnova kamina
o itna bura bhi nahi hai kamina agar pehchan le jo tu
hasina tu kamina main, hasina tu kamina main
hai mausam tu mahina main hasina tu kamina main
hasina tu kamina main, hasina tu kamina main
hai mausam tu mahina main hasina tu kamina main
na raha kahi yado ka karva
mit chuka yuhi khone ka har nishan
kyu bhuli inhe jami kyu bhula ye asma
na jane ye kho gaye kaha
rang khvabo ke jinke khun se range
raste naye junun se bane
kyu bhuli inhe jami kyu bhula ye asma
na jane ye kho gaye kaha
rang khvabo ke jinke khun se range
sitare bhi jinko na de sake panha
kahani ye unki jinhe bhule do jahan
hamne kar diya jinhe dhua
mangana nahi bas dena hai jinki juban
lut kar jinhe hamne bandha hai ye jaha
jo bhuli inhe jami jo bhula ye asma
na kahna inhe ye ham insan
sitare bhi jinko na de sake panha
kahani ye unki jinhe bhule do jahan
hamne kar diya jinhe dhua
sitare bhi jinko na de sake panha
kahani ye unki jinhe bhule do jahan
hamne kar diya jinhe dhua
kyu hamne kar diya inhe dhua
kyu hamne kar diya inhe dhua kyu hamne kar diya
munda thoda offbeat hai
par kudiya de naal bahut sweet hai
munda thoda offbeat hai
par kudiya de naal bahut sweet hai
dhongi sa ye bada dhith hai, viral ho gaya ye tweet
par phool wool karne me cool, tu badi tez katari hai
shagan teri ki, lagan teri ki humne kar di taiyari hai
nachde ne saare ral-mil ke, aaj hil-dul ke
le saare ke saare nazare
nachde ne saare ral-mil ke, aaj hil-dul ke
le saare ke saare nazare
khasma nu khaane, hadipa hadipa hadipa hadipa
hallu bade karaar, karam na laalu bade karaar aa ha
chadh chadh ke chaubaar karam naal
sweetu aaja maar aa ha
hallu bade karaar, karam na laalu bade karaar aa ha
chadh chadh ke chaubaar karam naal
sweetu aaja maar aa ha
chak de, munde plenty mere layi ho gaye senti
o tere layi ho gaye senti, tere layi ho gaye senti
tere liye main set hu iss baat ki guarantee
par phool wool karne me cool, tu badi tez katari hai
sehra bandh ke, kood-faand tujhe le jaana is baari hai
nachde ne saare ral-mil ke, aaj hil-dul ke
le saare ke saare nazare
nachde ne saare ral-mil ke, aaj hil-dul ke
le saare ke saare nazare, khasma nu khaane
zor-zor se shor-wor kar dj gaan bajaane aa
ruthde ruthde jija fuffad, humne saare manane ha
zor-zor se shor-wor kar dj gaan bajaane aa
ruthde ruthde jija fuffad, humne saare manane ha
par phool wool karne me cool, tu badi tez katari hai
shagan teri ki, lagan teri ki humne kardi taiyari hai
nachde ne saare, nachde ne saare
nachde ne saare ral-mil ke, aaj hil-dul ke
le saare ke saare nazare
nachde ne saare ral-mil ke, aaj hil-dul ke
le saare ke saare nazare, nachde ne saare
nachde ne saare, khasma nu khaane