pardesi pardesi pardesi, pardesi pardesi pardesi
pardesi pardesi aaya chahat ka sandesa laya
pardesi pardesi aaya chahat ka sandesa laya
dhadkane laga hai dil mera
mujhko sambhalo tum jara jara, mujhko sambhalo tum jara
pardesi pardesi aaya chahat ka sandesa laya
dhadkane laga hai dil mera
mujhko sambhalo tum jara, mujhko sambhalo tum jara
tumse juda hoke jane tamnna
pucho na kaise din gujare hai
maine bhi harpal dekha tumhi ko
palko me sapne saware hai
khan khan karke kahti mujhse ye chudiya
ab to sahi na jaye mujhse ye duri
pardesi pardesi aaya chahat ka sandesa laya
pardesi pardesi aaya chahat ka sandesa laya
dhadkane laga hai dil mera
mujhko sambhalo tum jara, mujhko sambhalo tum jara
wada kiya hai to wada nibhana
mujhko kabhi bhi tum bhula na jana
ho paas me aake dur na jana
dekho kabhi ye dil dukhana na
khusbu ban ke saanso me bikhar jaaunga
mang teri mahki chahat se bhar jaunga
pardesi pardesi aaya chahat ka sandesa laya
dhadkane laga hai dil mera
mujhko sambhalo tum jara jara, mujhko sambhalo tum jara
pardesi pardesi aaya chahat ka sandesa laya
dhadkane laga hai dil mera
mujhko sambhalo tum jara, mujhko sambhalo tum jara
mujhko sambhalo tum jara
hariyal jawani mori sukhi sukhi jaaye re
hariyal jawani mori sukhi sukhi jaaye re
saiya anadi mohe paani naa pilaye re
saiya anadi mohe paani naa pilaye re
jeth mahina haay garmi badhaye re
jeth mahina haay garmi badhaye re
pyasi machhaliya ka dil chala jayre
kuaa maa dub jaungi, kuaa maa dub jaungi
kuaa maa dub jaungi, kuaa maa dub jaungi
kuaa maa dub jaungi, kuaa maa dub jaungi
kuaa maa dub jaungi, kuaa maa dub jaungi
hariyal jawani mori sukhi sukhi jaaye re
hariyal jawani mori sukhi sukhi jaaye re
saiya anadi mohe paani naa pilaye re
saiya anadi mohe paani naa pilaye re
jeth mahina haay garmi badhaye re
jeth mahina haay garmi badhaye re
pyasi machhaliya ka dil chala jaye re
kuaa maa dub jaungi, kuaa maa dub jaungi
kuaa maa dub jaungi, kuaa maa dub jaungi
kaise sambhalu mai yeh baali umariya
kaise sambhalu mai yeh baali umariya
dar ke main= ghar ki kewadiya
jaau jaha bhi ghure sab ki najariya
jaau jaha bhi ghure sab ki najariya
mohe bachane aaja more sawariya
mohe bachane aaja more sawariya
pyasi machhaliya ka dil chala jaye re
kuaa maa dub jaungi, kuaa maa dub jaungi
kuaa maa dub jaungi, kuaa maa dub jaungi
mohe pata hai jo tu mohse chhupaye
mohe pata hai jo tu mohse chhupaye
sautan se tu chhupake milane ko jaye
mora akele mai jiya ghabraye
mora akele mai jiya ghabraye
jalpano pe rahem nahi aaye re
jalpano pe rahem nahi aaye re
pyasi machhaliya ka dil chala jaye re
kuaa maa dub jaungi, kuaa maa dub jaungi
kuaa maa dub jaungi, kuaa maa dub jaungi
hariyal jawani mori sukhi sukhi jaaye re
hariyal jawani mori sukhi sukhi jaaye re
saiya anadi mohe paani naa pilaye re
saiya anadi mohe paani naa pilaye re
jeth mahina haay garmi badhaye re
jeth mahina haay garmi badhaye re
pyasi machhaliya ka dil chala jaye re
kuaa maa dub jaungi, kuaa maa dub jaungi
kuaa maa dub jaungi, kuaa maa dub jaungi
kuaa maa dub jaungi, kuaa maa dub jaungi
kuaa maa dub jaungi, kuaa maa dub jaungi
kuaa maa dub jaungi, kuaa maa dub jaungi
kuaa maa dub jaungi, kuaa maa dub jaungi
dekha jo padosan ka chaubara khali
dekha jo padosan ka
dekha jo padosan ka chaubara khali
dheere se, dheere se, dheere se
buddhe ne khatiya bichha li
dheere se buddhe ne khatiya bichha li
dekha jo padosan ka chaubara khali
dekha jo padosan ka
dekha jo padosan ka chaubara khali
dheere se, dheere se, dheere se
buddhe ne khatiya bichha li
dheere se buddhe ne khatiya bichha li
dar dar ka maara tha
buddha kanwara tha
chup ke se soya tha
sapno mein khoya tha
aahat jo aati thi, usko jagaati thi
karvat badalta tha, khud hi machalta tha
darta tha aake na de mujhko gaali
darta tha aake
darta tha aake na de mujhko gaali
dheere se, dheere se, dheere se
buddhe ne khatiya bichha li
dheere se buddhe ne khatiya bichha li
taaro ki baaraat dhalne lagi raat
aayi na wo paas badhati gayi pyaas
kaccha khiladi tha wo to anaadi tha
kaisa tha deewana ye bhi nahi jaana
ek hath se to bajegi na taali
ek hath se to
ek hath se to bajegi na taali
dheere se, dheere se, dheere se
buddhe ne khatiya bichha li
dheere se buddhe ne khatiya bichha li
dekha jo padosan ka chaubara khali
dekha jo padosan ka
dekha jo padosan ka chaubara khali
dheere se, dheere se, dheere se
buddhe ne khatiya bichha li
dheere se buddhe ne khatiya bichha li
ye na jaeebo na jaeebo na jaeebo raja
na jaeebo na jaeebo na jaeebo
angurwali bagiyan na jaeebo raja
ha angurwali bagiyan na jaeebo raja
angurwali bagiyan na jaeebo raja
na jaeebo na jaeebo na jaeebo
angurwali bagiyan na jaeebo raja
angurwali bagiyan na jaeebo raja
huee bagiyan me sasur ji ka pehra
hui bagiyan hui bagiyan me sasur ji ka pehra
mein baar baar ghughuta na kholwo raja
mein baar baar ghughuta na kholwo raja
hui bagiyan mein dewar ji ka pehra
hui bagiyan hui bagiyan me dewar ji ka pehra
mein baar baar aankhiya na maarwo raja
mein baar baar aankhiya na maarwo raja
angurwali bagiyan
hui bagiyan mein saeeya ji ka pehra
hui bagiyan hui bagiyan me dewar ji ka pehra
mein baar baar sejiya na jadwo raja
mein baar baar sejiya na jadwo raja
angur wali bagiyan na jaeebo na jaeebo raja
angur wali bagiyan na jaeebo raja
angur wali bagiyan na jaeebo raja
ae ae come on come on
everybody sing and enjoy
aauch aagaya re
jhumri talaiya se
pahunchi nainital mein
jhumri talaiya se
pahunchi nainital mein
khabar mili milega
wo mujhko bhopal mein
munda koi na fasa
yaar itne saal mein
saal mein saal mein saal mein
jhumri talaiya se
pahunchi nainital mein
khabar mili milega
wo mujhko bhopal mein
are gore gore gal gal pe
kala kala til haye
shayar pe likhe shayari
aashiq dede dil are waah
in aankho ki neende leke are waah re
in aankho ki neende leke
mera chain chura ke
na jaane wo katil mera
kaha chhupa hai jaake
main to dubi rehti hu
uske khayal mein
main to dubi rehti hu
uske khayal mein
khabar mili milega
wo mujhko bhopal mein
munda koi na fasa
yara itne saal mein
saal mein haye saal mein saal mein
are jhumri talaiya se
pahunchi nainital mein
khabar mili milega
wo mujhko bhopal mein
o meri jaan ka dushman ban gaya
mera yeh joban
koi na suljhaye aake
meri yeh uljhan
uske pyar mein pagal hoke
uske pyar mein pagal hoke
ban gayi main deewani
aise hi na dhal jaaye
meri bharpur jawani
pana hai pana use
to har haal mein
are pana hai pana use
to har haal mein
khabar mili milega
wo mujhko bhopal mein
munda koi na fasa
yaro itne saal mein
saal mein haye saal mein saal mein
jhumri talaiya se
pahunchi nainital mein
khabar mili milega
wo mujhko bhopal mein
dil pe waar hota hai, phir ikraar hota hai
tanhai mein rote hain, jinko pyar hota hai
aisi waisi baat nahin, choti moti baat nahin
yeh toh mohabbat hai, yahi ibadat hai
aisi waisi baat nahin, choti moti baat nahin
yeh toh mohabbat hai, yahi ibaadat hai
aankhon ke raste se dil mein utarkar dil kho jata hai
nind ud jaati hai pyar ho jaata hai
aisi waisi baat nahi, choti moti baat nahin
yeh toh mohabbat hai, yahi ibadat hai
kabhi yeh pyar hai resham kabhi khushbu
kabhi mausam kabhi shola kabhi shabnam
kahin sargam kahin sangam kahin pritam kahin hamdam
isise tum isise hum
chahat ke rishte ka jo naam rakh do wahin ho jata hai
aankhon ke raste se dil mein utarkar dil kho jata hai
nind ud jati hai pyaar ho jata hai
aisi waisi baat nahin, chhoti moti baat nahin
yeh toh mohabbat hai, yahi ibadat hai
dhadak uthata hai chum chum
jubaan chup chup najar gumsum
yeh chahat ki nishaani hai
ise aankhein sunati hai ise aankhein samajhati hai
yeh aankhon ki kahani hai
baahon ki raahon mein koi dewana jab kho jata hai
aankhon ke raste se dil mein utarkar dil kho jata hai
nind ud jati hai pyaar ho jata hai
aisi waisi baat nahin, choti moti baat nahin
yeh toh mohabbat hai, yahi ibadat hai
aankhon ke raste se dil mein utarkar dil kho jaata hai
nind ud jaati hai pyar ho jaata hai
dil pe waar hota hai, phir ikraar hota hai
tanhai mein rote hain, jinako pyar hota hai
ae puchho na puchho kasla
aala re aala maja aala
puchho na puchho kasla
aala re aala maja aala
mil gayi chabhi khul gaya pyare
mil gayi chabhi khul gaya pyare
kismat ka wo band taala
aah puchho na puchho kasla
aala re aala maja aala
hey kya pyar leke basti me aaya
kya pyar leke basti me aaya
yaar mera dilwala
are puchho na puchho kasla
aala re aala maja aala
wuyi wuyi wuyi wuyi wuyi
wuyi wuyi wuyi wuyi
hai aaj ka din kuch khas yaaro
ab sari khushiya ho hai pass yaaro
hai aaj ka din kuch khas yaaro
ab sari khushiya hai pass yaaro
apan hai dil ke bindas yaaro
dil me rahe na kuch pyas yaaro
baaho me aake gale lagake
takra pyala se pyala
ae puchho na puchho kasla
aala re aala maja aala
wuyi wuyi wuyi wuyi wuyi
wuyi wuyi wuyi wuyi
main pyasi dil pyasa
dil ki ye pyas bujhe na
dil ko jo tadpaye
uspe koi jor chale na
are dil se dil milne do
dil me koi pyas rahe na
tarse na ab koi
ab koi dard sahe na
rangin raate phir laut aayi
are rangin raate phir laut aayi
mausam hua matwala
puchho na puchho kasla
aala re aala maja aala
wuyi wuyi wuyi wuyi wuyi
wuyi wuyi wuyi wuyi
do dil hai jeena do din ki hasti
hasti wahi hai jisme ho masti
do dil hai jeena do din ki hasti
hasti wahi hai jisme ho masti
basti pe barsi ye kaisi masti
masti me jhume ye sari basti
apun ko toke apun ko roke
rokega ab kaun shala
ae hey puchho na puchho kasla
aala re aala maja aala
puchho na puchho kasla
aala re aala maja aala
mil gayi chabhi khul gaya pyare
mil gayi chabhi khul gaya pyare
kismat ka wo band taala
puchho na puchho kasla
aala re aala maja aala
puchho na puchho kasla
aala re aala maja aala
mar gayi main to mar gayi re
mar gayi ye to mar gayi re
angoori badan mera
aankh mastaniya
angoori badan mera
aankh mastaniya
har koi mujhse puchhe
meri prem kahaniya
mar gayi main to mar gayi re
mar gayi ye to mar gayi re
angoori badan mera
aankh mastaniya
angoori badan mera
aankh mastaniya
har koi mujhse puchhe
meri prem kahaniya
mar gayi main to mar gayi re
mar gayi ye to mar gayi re
meri chaal sharabi vargi
mere gore gore gal
meri nagin vargi zulfen
hai umar hai athara saal
meri chaal sharabi vargi
mere gore gore gal
meri nagin vargi zulfen
hai umar hai athara saal
har deewana mange mujhse
pyar ki nishaniya
mar gayi main to mar gayi re
mar gayi ye to mar gayi re
angoori badan mera
aankh mastaniya
angoori badan mera
aankh mastaniya
har koi mujhse puchhe
meri prem kahaniya
mar gayi main to mar gayi re
mar gayi ye to mar gayi re
zu zuzu zu zu zuzu
zu zuzu zu zu zuzu
itrake main jisko dekhu
uski to qayamat aaye
main jisko karu ishare
bas wo mera ho jaaye
itrake main jisko dekhu
uski to qayamat aaye
main jisko karu ishare
bas wo mera ho jaaye
mast jawani dekh ke mange
chhore nishaniya
mar gayi main to mar gayi re
mar gayi ye to mar gayi re
angoori badan mera
aankh mastaniya
angoori badan mera
aankh mastaniya
har koi mujhse puchhe
meri prem kahaniya
mar gayi main to mar gayi re
mar gayi ye to mar gayi re
teri baali hai umar uspe rup ka asar
aaye haye hoye hoye
teri baali hai umar uspe rup ka asar
tere gal tanduri teri chaal sharabi
teri lachke kamariya lachak machak
teri lachke kamariya lachak machak
haye chadti jawani latak jhatak
aaye haye hoye hoye
koi aahe bhare haye
koi aahe bhare koi khaye kasme
koi chal de tod ke sari rasme
aaye haye hoye hoye
har koi mujhse puchhe
rabba prem kahaniya
mar gayi main to mar gayi re
mar gayi ye to mar gayi re
angoori badan mera
aankh mastaniya
angoori badan mera
aankh mastaniya
har koi mujhse puchhe
meri prem kahaniya
mar gayi main to mar gayi re
mar gayi ye to mar gayi re
angoori badan mera
aankh mastaniya
angoori badan mera
aankh mastaniya
har koi mujhse puchhe
meri prem kahaniya
mar gayi main to mar gayi re
mar gayi main to mar gayi re
mar gayi ye to mar gayi re
mar gayi ye to mar gayi re
mere sanwre sanwariya o mere sanwre sanwariya
mujhpe sautan kyu ji laye
mere sanwre sanwariya o mere sanwre sanwariya
mujhpe sautan kyu ji laye
mai kya langdi bingadi thi kya mai langdi bigandi thi
mai kya langdi bingadi thi kya mai langdi bigandi thi
mera kad sarika utha o mera kad sarika utha
mujhpe sautan kyu ji laye
mere sanwre sanwariya mujhpe sautan kyu ji laye
meri bekhabar gharwali o meri bekhabar ghar wali
har din mayake tu kyu jaye
meri bekhabar gharwali o meri bekhabar ghar wali
har din mayake tu kyu jaye
mai kya jogi bhogi tha kya mai jogi bhogi tha
mai kya jogi bhogi tha kya mai jogi bhogi tha
meri nind uda ke rani meri nind uda ke rani
mujhko aise kyu tadpaye meri bekhabar ghar wali
har din mayake tu kyu jaye
mere balma hajai kyu sautan se nain ladaye
o mere balma hajai kyu sautan se nain ladaye
kya mai bhaingi vaingi thi mai kya baingi vaingi thi
kya mai bhaingi vaingi thi mai kya baingi vaingi thi
mere nainva kajrare o mere nainva kajrare
kyu sautan se nain ladaye
mere sanwre sanwariya mujhpe sautan kyu ji laye
meri dil jali chandaniya mujhpe kyu tujhko shak aaye
meri dil jali chandaniya mujhpe kyu tujhko shak aaye
mai kya aera gaira tha kya mai aera gaira tha
mai kya aera gaira tha kya mai aera gaira tha
kahe bewajh meri rani tu mujhpe ilzam lagaye
meri bekhabar ghar walihar din mayake tu kyu jaye
mere sanwre sanwariya mujhpe sautan kyu ji laye
mere pran pyar pritam kyu sautan ko ang lagaye
mere pran pyar pritam kyu sautan ko ang lagaye
mai kya tuntun jaisi thi kya mai tuntun jaisi thi
mai kya tuntun jaisi thi kya mai tuntun jaisi thi
meri kamni si kaya o meri kamni si kaya
kyu sautan ko ang lagaye
mere sanwre sanwariya mujhpe sautan kyu ji laye
meri chand si dulhaniya aise aansu kyu chhalkaye
meri chand si dulhaniya aise aansu kyu chhalkaye
tera tha mai tera hu tera tha mai tera hu
gori ek siva bas tere koi aur na man ko bhaye
gori ek siva bas tere koi aur na man ko bhaye
mere sanwre sanwariya o mere sanwre sanwariya
teri sautan mai na lau meri bekhabar ghar wali
o meri bekhabar ghar wali har din mayake mai na jau
teri sautan mai na lau har din mayake mai na jau
teri sautan mai na lau har din mayake mai na jau
babu daroga ji haye
kaun kusur pe hamka kahat ho chor
babu daroga ji re
hum hai nagariya me jaise ke panwa me mor
babu daroga ji ha
babu daroga ji hamka to dekho
ankhiya milao jara
ha ankhiya milao jara
bak bak na kar dekh warna
khila dunga thane ki tujhko hawa
are bak bak na kar dekh warna
khila dunga thane ki tujhko hawa, ja
babu daroga ji humpe daya karo
hum hai bade kamjor
babu daroga ji ha
tumri vardi dekh ke ye dil
dhadkat hai pal pal, ari chal chal
gali ma aawat ho tum jaise aaye koi raja
are ja ja
par tum aise bedardi ho
ho garmi ho ya sardi ho
tum karte ho julm
dekh sudhar jaao tum ab bhi
nahi to bheja firega jab bhi
kar denge sidha hum
babu daroga ji chanda ho tum
aur hum sab hai tumri chakor
babu daroga ji haye
kaun kusur pe hamka kahat ho chor
babu daroga ji
hum hai nagariya me jaise ke panwa me mor
babu daroga ji haye
lal garara lal garara, lal garara lal garara
lal garara lal garara
mare ye sare sare param par pyare pyare
mare ye sare sare param par pyare pyare
jhum jhum ke ghum ghum ke isne sabko mara
iski chandi ki cham cham pe sabka dil hain haara
jhum jhum ke ghum ghum ke isne sabko mara
iski chandi ki cham cham pe sabka dil hain haara
le le sabki jaan garara lal garara lal garara
mera lal garara lal garara
lal garara lal garara
dekho dekho dhak dhak karne do
auro par ai has bemaan
nazaro se maare mere dil pe vo baan
kaise main batau mera haal kya
ye dekho baniya ki rani raja isko bacha lo
iske bahke kadam hain zara isko sambhalo
lal garara lal garara
tadap tadap ke machal machal ke bite ab din sara
ishq zahar ka dil pe chadh ke utre nahi dobara
le le sabki jaan garara lal garara lal garara
mera lal garara lal garara
lal garara lal garara
kali kali aankhe meri kamar ko
lakho main karodo dilo ka armaan
mujhpe fida hain yara sara hindustan
nakhre hain mere to kamaal
o teri chadhti umar hain tujhko kuch na khabar hain
zara khud ko chupa le tujhpe sabki nazar hain
lal garara lal garara
dil kisi ke hath na laga o diljani dildara
jiski garmi se udataa hain masti ka angara
le le sabki jaan garara lal garara lal garara
mera lal garara lal garara
mare ye sare sare param par pyare pyare
mare ye sare sare param par pyare pyare
lal garara tera lal garara, lal garara haay
chanchal chudiya khanka ke
mehandi hatho me racha ke
chanchal hudiya khanka ke
mehandi hatho me racha ke
jhumar mathe pe saja ke ghunghta laaj ka gira ke
maike ki gali chhod ke tujhe jana hoga
tujhe jana hoga tujhe jana hoga
tujhe jana hoga
chanchal hudiya khanka ke
mehandi hatho me racha ke
jhumar mathe pe saja ke ghunghta laaj ka gira ke
maike ki gali chhod ke tujhe jana hoga
tujhe jana hoga tujhe jana hoga
tujhe jana hoga
lao sakkhi lao joda suhag ka
laado ko saja de hum pyar se
pairo me laga de haldi mahavar
mukhda chamka de singaar se
phoolo si jawani pe wo lalchaenge
o dekhege to dulhe raja lut jayenge
chnda ki bindiya chamka ke balo me gajra mehka ke
jhumar mathe pe saja ke ghunghta laaj ka gira ke
maike ki gali chhod ke tujhe jana hoga
tujhe jana hoga tujhe jana hoga
tujhe jana hoga
panchi pardesi har ladki bahna
kisi ko hamesha yaha rahna nahi
dharti ke jaise har dard sehna
kisi se kabhi kuch kehna nahi
saaye me piya ke ab jeena marna
o maika walo ka sar na neecha karna
sapne palko me basa ke saiyan ji ka dil chura ke
jhumar mathe pe saja ke ghunghta laaj ka gira ke
maike ki gali chhod ke tujhe jana hoga
tujhe jana hoga tujhe jana hoga
tujhe jana hoga