People who are crazy enough to think they can change the world are the ones who do. -Apple
Your subscription could not be saved. Please try again.
Your subscription to raagabox has been successful.

A sample of other songs in raagabox lyrics * 10 *

O Naadaan Parindey
Music: A.R.Rehman
Lyricist: Irshad Kamil
Album: Rockstar
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Rockstar/Nadaan-Parindey/J1sx
O nadaan parindey ghar aaja
O nadaan parindey ghar aaja
O nadaan parindey ghar aaja
Ghar aaja, ghar aaja, ghar aaja aa ..

Kyun desh-videsh phire maara
Kyun haal-vihaal thaka haara
Kyun desh-videsh phire maara
Tu raat-biraat ka banjara
O nadaan parindey ghar aaja
Ghar aaja, ghar aaja, ghar aaja aa ..
Nadaan parindey ghar aaja
Sau dard badan pe phaile hain, har karam ke kapde maile hain

Kaate chahe jitna, paro se hawaon ko
Khud se naa bach paayega tu
Todh aasmano ko, phook de jahaano ko
Khud ko chhupa naa payega tu
Koi bhi le rasta, tu hai tu le hasta
Apne hi ghar aayega tu

O nadaan
O nadaan parindey ghar aaja
Ghar aaja, ghar aaja ghar aaja aa ..
Nadaan parindey ghar aaja
Nadaan parindey ghar aaja
Nadaan parindey ghar aaja
Nadaan parindey ghar aaja

Kaga re kaga re mori itni araz tose chun chun khaiyo maans
Kaga re kaga re mori itni araz tose chun chun khaiyo maans
Arajiya re khaiyon na tu naina morey
Khaiyon na tu naina morey
Piya ke milan ki aas
Khaiyon na tu naina morey, khaiyon na tu naina mohe
Piya ke milan ki aas

O nadaan
O nadaan parindey ghar aaja
Ghar aaja, ghar aaja, ghar aaja aa ..

Nadaan parindey ghar aaja.
Saadda Haq
Music: A.R.Rehman
Lyricist: Irshad Kamil
Album: Rockstar
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Rockstar/Saadda-Haq-Featuring
Tum logon ki, iss duniya mein
Har kadam pe, insaan galat
Main sahi samaj ke jo bhi kahoon
Tum kehte ho galat, main galat hoon phir kaun sahi
Phir kaun sahi
Marzi se jeene ki bhi main
Kya tum sabko main arzi doon
Matlab ki tum sabka mujhpe
Mujhse bhi zyada haq hai
Saadda haq, aithe rakh

Saadda haq, aithe rakh
Na na na ..
Saadda haq, aithe rakh

Hey inn gadaaron mein ya udhaaron mein
Tum mere jeenay ki aadat ka kyun gott rahe dum
Besaleeqa main, uss gali ka main
Na jis mein haya, na jis mein sharam
Mann bole ke ras mein jeenay ka harjaana duniya dushman
Sab begaana inhe aag lagaana
Mann bole mann bole, mann se jeena ya marr jaana

Saadda haq, aithe rakh
Na na na ..

O eco-friendly, nature ke rakshak, main bhi hoon nature
Rivaazon se, samaajhon se kyon
Tu kaate mujhe, kyun baante mujhse iss tarah
Kyun sach ka sabak sikhaaye, jab sach sunn bhi na paaye
Sach koi bole toh tu niyam kanoon bataaye
Tera darr, tera pyaar, teri waah, tu hi rakh
Rakh saali
Saadda haq, aithe rakh
Aithe aithe rakh
Saadda haq, aithe rakh.
Aur Ho
Music: A.R.Rehman
Lyricist: Irshad Kamil
Album: Rockstar
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Rockstar/Aur-Ho/RUVeficFb2U
Meri bebasi ka bayaan hai, bas chal raha na iss ghadi
Meri bebasi ka bayaan hai, bas chal raha na iss ghadi
Ras hasrat ka nichod doon
Kas baahon mein aa todh doon
Chahoon kya jaanu naa
Chheen loon chhod doon
Iss lamhe kya kar jaaun
Iss lamhe kya kar jaaun
Iss lamhe ko kar doon main jo mujhe chain mile aaraam mile
Aur ho aur ho saans ka shor ho aanch ki ore badhe
Aur ho aur ho saans ka shor ho taap ki ore chadhe
Aur ho aur ho aur mile hum more bhi jal jaaye
Tujhe pehli baar main milta hoon har dafaa
Meri bebasi ka bayaan hai

Tujhe chhen loon ya chhod doon
Tujhe maang loon ya mod doon
Iss lamhe kya kar jaaun
Iss lamhe kya kar doon main jo mujhe chain mile aaram mile

Aur ho aur ho saans ka shor ho aanch ki ore badhe
Aur ho aur ho saans ka shor ho taap ki ore chadhe
Aur ho aur ho aur mile hum more bhi jal jaaye

Le le le .., jiya jiya .. piya piya .. hey ..

Main hasrat mein ek uljhi dor hua
Suljha de ho ho
Main dastak hoon tu bandh kiwaado sa
Khul ja re ho
O bebasi mann mein basi aa jeete jeete jee le sapna

Aur ho aur ho saans ka shor ho aanch ki ore badhe
Aur ho aur ho aur mile hum more bhi jal jaaye

Ruke se naa ruke
Yeh naa thake
Aandhi si jo chale, inn saanson ki
Pata bhi naa chale, kahaan pe kya jale
Hai darr se, tann-mann ki, sihran se
Hasrat ki, sulgan se
Bhadke aur shola shola jale bujhe dhuaan dhuaan oh
Dhuaan dhuaan lagey mujhe dhuaan dhuaan oh

Meri bebasi ka bayaan hai
Meri bebasi ka bayaan hai
Meri bebasi ka bayaan hai.
Tum Ko
Music: A.R.Rehman
Lyricist: Irshad Kamil
Album: Rockstar
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Rockstar/Tum-Ko/HAIlay5dQUs
Tum ko, paa hi liya, maine yun
Jaise main hoon
Ehsaas tera, paas main tere hoon

Tum ko, paa hi liya, paa hi liya
Maine yun

Tum ko

Jahan mein, jahan pe bhi
Seene se lagaale
Main toh hui, ab tere hawaale
Aa aa ..
Bandeshein na rahi
Ab yahan pe, tum ho

Tum ko, paa hi liya, paa hi liya
Maine yun
Jaise main hoon
Ehsaas tera, paas main tere hoon
Aa aa ..

Tum ho, tabhi toh
Kahin bhi, ab naa dhoondna mujhe
Main har jagah, milungi ab tujhe

Tum ko, paa hi liya, paa hi liya
Maine yun
Tu jaaniyaan, main jaanu yeh
Saath main tere hoon
Aa aa ..

Tum ko, paa hi liya, paa hi liya
Maine yun, tu jaaniya, main jaanu saath main tere hoon.
Shahar Mein
Music: A.R.Rehman
Lyricist: Irshad Kamil
Album: Rockstar
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Rockstar/Sheher-Mein/KDJeYxpC
Sheher mein hoon main tere, aake mujhe mil toh leDena na tu kuch magar, aake mera dil toh tu lele jaana

Dil to tu leke jaata - kya baat hai, take

Sheher mein hoon main tere, aake mujhe mil toh le
Dena na tu kuch magar, aake mera dil toh tu lele jaana
Sheher mein

Cut cut, dhun thodi chhoot rahi hai
Ta ra ra - thoo, ta ra ra - thaa, ta ra ra - thoo, phir se sun lena

Sheher mein hoon main tere, aake mujhe mil toh le
Dena na tu kuch magar, aake mera dil toh tu lele jaana

Chitthi daali thi aaunga main tere ghar
Mail bhi kiya tha maine teri ID par
(Haye haye lyrics toh dhoom macha dega UP Bihar mein, kya baat hai)
Chitthi daali thi aaunga main tere ghar
Mail bhi kiya tha maine teri ID par

(Ok, take)
Chitthi daali thi aaunga main tere ghar
Mail bhi kiya tha maine teri ID par
Chitthi daali thi aaunga main tere ghar
Mail bhi kiya tha maine teri ID par

(Cut it, tum sunn nahin rahe ho yaar)

Train ka bhi, lodge ka bhi
Aake zara bill toh tu dede jaana
Train ka bhi, lodge ka bhi
Aake zara bill toh tu dede jaana

(Catch mein thoda volume bada de na, take)
Train ka bhi, lodge ka bhi
Aake zara bill toh tu dede jaana
Train ka bhi, lodge ka bhi
Aake zara bill toh tu dede jaana

Aa .. dil toh dete jaana
Iss sheher mein, iss sheher mein
aake mera pyaar toh le jaana
Oo ..

(Aaha ha ha re kya ringtone bani)

Sheher mein hoon main tere, aake mujhe mil toh le
Dena na tu kuch magar, aake mera dil toh tu lele jaana
Chitthi daali thi aaunga main tere ghar
Mail bhi kiya tha maine teri ID par
Chitthi daali thi aaunga main tere ghar
Mail bhi kiya tha maine teri ID par
Train ka bhi, lodge ka bhi
Aake zara bill toh tu dede jaana
Train ka bhi, lodge ka bhi
Aake zara bill toh tu dede jaana

Dil toh tu dede jaana
Faaya Kun
Singer: Mohit Chauhan
Music: A.R.Rehman
Lyricist: Irshad Kamil
Album: Rockstar
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Rockstar/Kun-Faaya-Kun/ExsKdA
Ya Nizamuddin AuliyaYa Nizamuddin Sarkaar
Kadam badha le
Haddon ko mita le
Aaja khaalipan mein pee ka ghar tera
Tere bin khaali aaja khaalipan mein
Tere bin khaali aaja khaalipan mein

Rangreza, rangreza, rangreza, ho rangreza
Kun faaya kun kun faaya kun faaya kun faaya kun faaya kun faaya kun
Kun faaya kun kun faaya kun faaya kun faaya kun faaya kun faaya kun

Jab kahin pe kuch nahin bhi nahin tha
Wahi tha wahi tha wahi tha wahi tha
Jab kahin pe kuch nahin bhi nahin tha
Wahi tha wahi tha wahi tha wahi tha
Woh jo mujh mein samaaya, woh jo tujh mein samaaya
Maula wahin wahi maaya
Woh jo mujh mein samaaya, woh jo tujh mein samaaya
Maula wahi wahi maaya
Kun faaya kun kun faaya kun
Sadaq-Allah-ul-Ali-ul-Azeem

Rangreza rang mera tann mera mann
Le le rangaai chahe tann chahe mann
Rangreza rang mera tann mera mann
Le le rangaai chahe tann chahe mann

Sajra savera mere tan barse
Kajra andhera teri jaan ki lau
Sajra savera mere tan barse
Kajra andhera teri jaan ki lau
Katra mila jo tere dar barse
O maula, maula
Kun faaya kun kun faaya kun faaya kun faaya kun
Kun faaya kun kun faaya kun faaya kun faaya kun faaya kun faaya kun
Kun faaya kun kun faaya kun faaya kun faaya kun faaya kun faaya kun

Jab kahin pe kuch nahin bhi nahin tha
Wahi tha wahi tha wahi tha wahi tha
Jab kahin pe kuch nahin bhi nahin tha
Wahi tha wahi tha wahi tha wahi tha
Kun fayakun kun fayakun
Sadaq-Allah-ul-Ali-ul-Azeem
Sadaqa-Rosooluh-ul-Nabi-ul-Kareem
Salallah hu alayhi wasallam
Salallah hu alayhi wasallam

Ho mujhpe karam sarkar tera
Araj tujhe kar de mujhe
Mujhse hi riha
Ab mujhko bhi ho deedar mera
Kar de mujhe mujhse hi riha, mujhse hi riha
Mann ke mere yeh bharam
Kachche mere yeh karam
Leke chale hain kahaan
Main to jaanu hi na
Tu hai mujh mein samaaya kahaan leke mujhe aaya
Main hoon tujh mein samaaya tere peeche chala aaya
Tera hi main ik saaya tune mujhko banaya
Main toh jag ko naa bhaaya
Tune gale se lagaya haan phir tu hi hai khudaya
Sacch tu hi hai khudaya aa
Kun faaya kun kun faaya kun faaya kun faaya kun faaya kun faaya kun
Kun faaya kun kun faaya kun faaya kun faaya kun faaya kun faaya kun

Jab kahin pe kuch nahin bhi nahin tha
Wahi tha wahi tha wahi tha wahi tha
Jab kahin pe kuch nahin bhi nahin tha
Wahi tha wahi tha wahi tha wahi tha
Kun faaya kun kun faaya kun
Sadaq-Allah-ul-Ali-ul-Azeem
Phirse Ud Chala
Singer: Mohit Chauhan
Music: A.R.Rehman
Lyricist: Irshad Kamil
Album: Rockstar
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Rockstar/Phir-Se-Ud-Chala/ExE
Oo .. ho ho ..Phir se ud chala
Ud ke choda hai jahaan neech mein tumhare ab hoon hawale
Door door log baag meelon door yeh vaadiyan

Ghar, dhuaan dhuaan tan har badli chali aati hai choone
Aur koi badli kabhi kahi kar de tan geela yeh hai bina ho
Kisi manzar par main ruka nahin
Kabhi khud se bhi mein mila nahin
Yeh gila toh hai main khafa nahin
Shehar ek se, gaon ek se
Log ek se, naam ek oo ..

Phir se ud chala main
Mitti jaise sapne yeh kitna bhi palkon se jhaado phir aa jaate hain

Itne saare sapne kya kahoon
Kis tarah se maine tode hain chode hain, kyun
Phir saath chale, mujhe le ke ude yeh kyun oo ..

Kabhi daal daal, kabhi paat paat
Mere saath saath, phir dar dar yeh
Kabhi sehera, kabhi saavan
Banu raavan kyun mann manke
Kabhi daal daal, kabhi paat paat
Kabhi din hai raat, kabhi dinmin hai
Kya sach hai, kya maya, hai daata, hai daata

Idhar uudhar, titar bitar
Kya hai pata, hawa liye jaye teri ore
Kheenche teri yaaden teri yaaden teri ore

Rang birange vehmon mein, main udta phirun

Rang birange vehmon mein, main udta phirun
Hawaa Hawaa
Music: A.R.Rehman
Lyricist: Irshad Kamil
Album: Rockstar
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Rockstar/Haawa-Haawa/Qj1YWCZD
Chakri si pairo mein pahiya pahiya aiya aiya ohoAasmaan sarpat ghuma o o
Nahin suna se hum ne toh o o o
Rani ghoome ghoome gore gore pairo se
Chik chik .. jaara, rani phir nau do gyarah
Raat toh kiske aati
Ik din mein joote baarah
Raja ka chadh gaya para
Khabri ko paas pukara
Yeh kya hai maajra, dekho o
Jaati kahaan hai woh
Khabri ne peecha kiya
Rani ko ghar se
Raatoon ko dozakh mein jaate dekha
Haawa haawa - 4 times

(oh ho)
shole behke (oh ho)
Rani behke (oh ho)
Naach rangeele (oh ho)
Sab zehreele (oh ho)
Khabri chakraaya (oh ho)
Ulte paanv (oh ho)
Ruk gaya toh batlaaya usne
Haawa haawa
Rani haawa
Haawa haawa haawa
Nachi re magan
Thoda mahiya sipaahiya
Oh ho, jo naache dhaaye dhaaye
Ruke na phir paaun paaun paaun
Haawa haawa
Thi na haya
Haawa haawa
Ruke na phir paaun paaun paaun
Raja thall aaya
Door rozaana
Barah jooton ko ghis rani
Kissa hai aisa oo

Haawa haawa, haawa haawa
Paun ruke na, kisi ke roke
Yeh toh chalenge, nach lenge
Yahaan wahaan yaara masti mein

Chidh kar gusse mein bola Raja
Oh Rani, kyun phatki meri pochi
Oh naak kataayi, waat lagaayi
Tune talwaahi meri izzat ki bhajiya (haye maa)
Aaj se tera bandh bahar hai jaana
Yeh sunkar Rani muskaayi boli woh gaana
Sone ki deewarein, mujhe khushi na yeh de paaye
Aye ..
Aazadi de de mujhe mere khuda
Le le tu daulat aur kar de riha
Haawa haawa - 3 times

.. machal ke, roz khul ke
Jo na kiya tha, kiya gande mande bando mein
Thi malang woh, apne rang ghoome phire jhoome naache
Woh gore se paun paun paun
Pa pa paun paun paun ..

Haawa haawa
Oh Rani haawa
Paaun ruke na, kisi ke rokey tokey OK
Yeh toh chalenge, nach lenge
Yahaan wahaan, jahaan tahaan, kahaan kahaan pau
Chiki chiki tara ..
Katiya Karu
Music: A.R.Rehman
Lyricist: Irshad Kamil
Album: Rockstar
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Rockstar/Katiya-Karun/AF8uVy1
Ting ling ling ..
Katiya karun, katiya karun
Tera roo katiya karun
Tera roo tere roo
Tera roo roo roo roo
Saari raati katiya karun
Katiya karun, katiya karun
Saari raati kateya karun
Katiya karun, katiya karun
Saari raati katiya karoon
Saara din sochan vich langda
Tere lai hun jeeyun te marun
Ting ling ling ..

Eh tann mera, charkha hove
Hove ulfat yaar di, chitta roop

Ting ling ling ..

Nachdi phirun, tapdi phirun
Keeli main napdi phirun
Hadh karun, hadh karun
Hadh karoon roo roo roo ..
Yaara bulle luteya karun
Luteya karun luteya karun
Yaara bulle luteya karoon
Mainu darr hun naiyo jag da
Tere lai hun jeeyun te marun

Katta roo, katta roo

Main saari raat katiya katiya karun
Saari raat katiya katiya karun - 4 times
Main saari raat katiya katiya karun
Jo Bhi Main
Singer: Mohit Chauhan
Music: A.R.Rehman
Lyricist: Irshad Kamil
Album: Rockstar
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Rockstar/Jo-Bhi-Main/RzBTSAJa
Ya ya ya .. o yeah yeah .. ya ya .. oo oo ..
Jo bhi main, kehna chahoon
Barbaad karein, alfaz mere, alfaz mere

Oo yeah yeah .. oo oo .. ja ja ja ..

Kabhi mujhe lagey ke jaise, saara hi yeh jahaan hai jadoo
Jo hai bhi aur nahin bhi hai yeh, fiza ghata hawa bahaarein
Mujhe kare ishaare yeh
Kaise kahoon, kahani main inki

Jo bhi main, kehna chahoon
Barbaad karein, alfaz mere, alfaz mere

Oo yeah yeah ..

Maine yeh bhi socha hai aksar
Tu bhi main bhi sabhi hai sheeshe
Khudhi ko hum sabhi main dekhein
Nahin hoon main hoon main toh phir bhi
Sahi galat, tumhara main
Mujhe paana, paana hai khud ko
Jo bhi main, kehna chahoon
Barbaad kare, alfaz mere, alfaz mere