People who are crazy enough to think they can change the world are the ones who do. -Apple
Your subscription could not be saved. Please try again.
Your subscription to raagabox has been successful.

A sample of other songs in raagabox lyrics * 3 *

Dum Dum Ander Bole Yaar
Music: Ram Sampath
Tag: other
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Coke-Studio-@-MTV-Season-3:-Episode-2/Dum-Dum-Andar/MQAqYBVVV
Video:
dam dam andar bole yaar
har dam andar bole yaar
dam dam andar bole yaar
har dam andar bole yaar
yaar mane naa bulu bolu
mere andar bole yaar
dam dam andar bole yaar
har dam andar bole yaar
dam dam andar bole yaar
har dam andar bole yaar

ghar ke andar bole yaar
ghar ke andar dole yaar
aa ghar ke andar bole yaar
ghar ke andar dole yaar
chhat ke upar naache yaar
mandir mashjid bole yaar
dam dam andar bole yaar
har dam andar bole yaar
dam dam andar bole yaar
har dam andar bole yaar

hamne yaar di naukari kar li
kar li pyar di naukari kar li
hamne yaar di naukari kar li
ha hay kar li pyar di naukari kar li
uske dwaar pe jaa baite hain
wo khole na khole dwaar
dam dam andar bole yaar
har dam andar bole yaar
dam dam andar bole yaar
har dam andar bole yaar

lau laagi aisi lau laagi
firti haun main bhagi bhagi
lau laagi aisi lau laagi
firti haun main bhagi bhagi
main taulne ko raazi raazi
koi taraju taule yaar
dam dam andar bole yaar
har dam andar bole yaar
dam dam andar bole yaar
har dam andar bole bole bole yaar
Pet Hai Ya Black Hole
Music: Tapas Relia
Lyricist: Satish Mutatkar
Tag: Hindi
mann mein kahin ho lagan sada rahe jo dhyan magan
mitha phal payega wahin bujhegi usiki antar agan
dudh ki nadi dahi ka dariya chatpat sara gatt karliyan
koi to do bhed khol pet hai ya back hole
dudh ki nadi dahi ka dariya chatpat sara karliyan
koi to do bhed khol pet hai ya back hole

uff laddu halwa khir malayi subah se bane kadhayi
han dusara kya nahin koi kam bhais bhi mange rokda dam
yun to ban jayega dhol pet hai ya back hole
dudh ki nadi dahi ka dariya chatpat sara gatt karliyan
koi to do bhed khol pet hai ya back hole
dudh ki nadi dahi ka dariya chatpat sara gatt karliyan
koi to do bhed khol pet hai ya back hole
pet hai ya back hole pet hai ya back hole
pet hai ya back hole pet hai ya back hole
pet hai ya back hole pet hai ya back hole
pet hai ya back hole pet hai ya back hole

jibh macha rahi hai dhum chehra phir bhi hai masum
ghar bhar ko khub nachaya sar saron ka chakraya
bhage har koi gol gol pet hai ya back hole
dudh ki nadi dahi ka dariya chatpat sara gatt karliyan
koi to do bhed khol pet hai ya back hole

khate hi khate ja ruko na khate ja
khake phir tum so jao uthke phir se tum khao khate hi khate jao
ho khali handi khali kadayi khali mithayi
ho bekar hai dibbe ka dhakkan andar bacha nahin hai makhkhan
ab kya khayenge to bol pet hai ya back hole
dudh ki nadi dahi ka dariya chatpat sara gatt karliyan
koi to do bhed khol pet hai ya back hole
dudh ki nadi dahi ka dariya chatpat sara gatt karliyan
koi to do bhed khol pet hai ya back hole
dudh ki nadi dahi ka dariya chatpat sara gatt karliyan
koi to do bhed khol pet hai ya back hole
pet hai ya back hole












Aasmaan Ko Chhukar Dekho
Music: Tapas Relia
Lyricist: Satish Mutatkar
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Hanuman-Returns/Aasman-Ko-Chu
aasmaan ko chhukar dekha, taaron ki gali sawaari
chaand par bhi naache hum, ki tufaano se yaari
aasmaan ko chhukar dekha, taaron ki gali sawaari
chaand par bhi naache hum, ki tufaano se yaari
aasmaan ko chhukar dekha, taaron ki gali sawaari
chaand par bhi naache hum, ki tufaano se yaari
kya karoon aur kya nahi, baat kisi se kahi nahin
mauj masti ki aadat meri bachpan se gayi nahin

paagalpan yeh kaisa hai, ki jaisa taisa hai
soch ki najakat hai, thodi si shararat hain
tedha yeh saamaa kyun, aafat mein jaan kyun hai
mach raha bawaal kyun hai, ulta yeh dimaag kyun hain
aasmaan ko chukar dekha, taaron ki gali sawaari
chaand par bhi naache hum, ki tufaano se yaari

ye ye ye aankh micholi, chor daaku bhoot kohli
bum bum bajrang bali, mahabali mahabali
khalbali hi khalbali dekho hai ho chali
dharti saagar taare hi pyaare
aasmaan ko chhukar dekha, taaron ki gali sawaari
chaand par bhi naache hum, ki tufaano se yaari
kya karoon aur kya nahin baat kisi se kahi nahi
mauj masti ki aadat meri bachpan se gayi nahi
aasmaan ko chhukar dekha, taaron ki gali sawaari
chaand par bhi naache hum, ki tufaano se yaari