People who are crazy enough to think they can change the world are the ones who do. -Apple
Your subscription could not be saved. Please try again.
Your subscription to raagabox has been successful.

A sample of other songs in raagabox lyrics * 5 *

Chalo Sakhi Sautan Ke Ghar
Lyricist: Traditional
Tag: hindi
Audio: https://music.youtube.com/watch?v=6EX3iR7ZdKg
Video:
Chalo Sakhi Sautan Ke Ghar Jai Hain
Chalo Sakhi Sautan Ke Ghar Jai Hain
Chalo Sakhi Sautan Ke Ghar Jai Hain
Sautan Ke Ghar Jai Hain
Chalo Sakhi Sautan Ke Ghar Jai Hain

Yeh Joban Anjuli Ko Paani
Yeh Joban Anjuli Ko Paani

Yeh Joban Anjuli Ko Paani
Samay Rahe Pachhtai Hain
Chalo Sakhi Sautan Ke Ghar Jai Hain

Dhondhi Ke Prabhu Raas Bas Kar
Tan Ki Tapat Bujhayi Hain
Chalo Sakhi Sautan Ke Ghar Jai Hain
Chalo Sakhi Sautan Ke Ghar Jai Hain

Chalo Sakhi Sautan Ke Ghar Jai Hain
Chalo Sakhi Sautan Ke Ghar Jai Hain
Chalo Sakhi Sautan Ke Ghar Jai Hain
Hum Dekhenge
Lyricist: Faiz Ahmed Faiz
Tag: hindi
Audio: https://www.jiosaavn.com/song/hum-dekhenge/OyIpawBZVUk
Video:
Hum dekhenge, hum dekhenge
Hum dekhenge, hum dekhenge

Hum dekhenge, hum dekhenge
Lazim hai ke hum bhi dekhenge
Hum dekhenge

Woh din ke jiska wada hai
Jo lauh-e-azal mein likha hai
Hum dekhenge

Lazim hai ke hum bhi dekhenge
Hum dekhenge

Jab zulm-o-sitam ke koh-e-garan
Rooi ki tarha udd jayenge
Hum mehkoomon ke paaon tale
Yeh dharti dhad dhad dhadkegi

Aur ahl-e-hakam ke sar upar
Jab bijli kad kad kadkegi
Hum dekhenge

Jab arz-e-khuda ke kaabe se
Sab but uthwaye jayenge
Hum ahl-e-safa mardood-e-haram
Masnad pe bethaye jayenge

Sab taaj uchhale jayenge
Sab takht giraye jayenge
Hum dekhenge

Bas naam rahega allah ka
Jo gayab bhi hai hazir bhi
Jo manzar bhi hai nazir bhi
Uthega anal-haq ka nara

Utthega anal-haq ka nara
Jo main bhi hoon aur tum bhi ho
Aur raaj karegi khalq-e-khuda
Jo main bhi hoon aur tum bhi ho
Hum dekhenge

Hum dekhenge, hum dekhenge
Hum dekhenge
Main Teri Ho Gayi
Music: Millind Gaba
Lyricist: Millind Gaba
Tag: hindi
Audio: https://www.jiosaavn.com/song/main-teri-ho-gayi/QRg0Zy5BAmY
Video:
Mainu Teri Banke Rehna
Teri Hoon Bas Yaara
Na Chahun Chand Sitare
Maahi Sabse Pyara

Jahan Kahega Wahan Reh Lungi
Hass Hass Ke Sab Kuch Seh Lungi
Jahan Kahega Wahan Reh Lungi
Hass Hass Ke Sab Kuch Seh Lungi

Maahiya Yeh Waada Kar

Ve Main Teri Ho Gayi Aa
Mujhe Door Na Kari
Ve Main Teri Ho Gayi Aa
Mujhe Door Na Kari

Yeh Dor Mohabbat Ki
Kamjor Na Kari

Kadmon Mein Duniya Yeh Saari Rakh Doon
Tere Aage Jaan Har Vaari Rakh Doon
Teri Meri Jodi Ki Nishani Rakh Doon
Ishq Yeh Apni Zubani Rakh Doon

Tere Kol Kol Aake
Apna Tujhe Bana Ke
Ab Mujhko Yaara Koyi Na Fikar

Maahiya Yeh Waada Kar

Ve Main Tera Ho Gaya
Mujhe Door Na Kari
Ve Main Tera Ho Gaya
Mujhe Door Na Kari

Yeh Dor Mohabbat Ki
Kamjor Na Kari

Ve Main Teri Ho Gayi Aa
Mujhe Door Na Kari
Ve Main Teri Ho Gayi Aa
Mujhe Door Na Kari

Yeh Dor Mohabbat Ki
Kamjor Na Kari

Main Tera Ho Gaya
Mujhe Door Na Kari
Main Tera Ho Gaya
Mujhe Door Na Kari.
Kuch Bhi Na Socho
Music: A.R.Rehman
Lyricist: Mehboob
Album: Bombay
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Bombay-OST/Kuch-Bhi-Na-Socho/
Kuchh bhi no socho khush hoke bolo
Gulla gulla hulla gulla
Aane waala ayega roke na ruk paayega
Gulla gulla hulla gulla

Dil hua hai deewana jhoom utha hai mastaana
Gulla gulla hulla gulla
Jaane kya kya kar jaana kaisi dhoom macha jaana
Gulla gulla hulla gulla
Dil hua hai deewana jhoom utha hai mastaana
Gulla gulla hulla gulla
Jaane kya kya kar jaana kaisi dhoom macha jaana
Gulla gulla hulla gulla
Kal ka kyon sochein bhala hum
Aao aaj mein hi chalo jeelein zara hum
Oopar waala jab ek hai sabka
Ek hoke phir ye gaale zara hum

Gulla gulla hulla gulla
Gulla gulla hulla gulla
Jeena uska jeena jo jeene bhi de
Aayein hain duniya mein to iska maza bhi lele
Jeena uska jeena jo jeene bhi de
Aayein hain duniya mein to iska maza bhi lele
Deewano dilon mein to aao hum bhi rahein
Apne khuda ko chalo pyaar se hum tum manaayein

Dil hua hai deewana jhoom utha hai mastaana
Gulla gulla hulla gulla
Jaane kya kya kar jaana kaisi dhoom macha jaana
Kal ka kyon sochein bhala hum
Aao aaj mein hi chalo jeelein zara hum
Oopar waala jab ek hai sabka
Ek hoke phir ye gaale zara hum
Gulla gulla
Gulla gulla


Chaahe kuchh bhi ho sada muskuraayein
Dil mein umang ho aur masti mein hum naache gaayein
Dil mein umang ho aur masti mein hum naache gaayein
Haathon ko milaake aasmaan ko chhoolein
Apne armaanon ko chaand taaron se sajaayein

Gulla gulla hulla gulla
Gulla gulla hulla gulla
Gulla gulla hulla gulla
Gulla gulla hulla gulla

Jeena uska jeena jo jeene bhi de
Deewano dilon mein to aao hum bhi rahein
Chaahe kuchh bhi ho sada muskuraayein
Haathon ko milaake aasmaan ko chhoolein
Apne armaanon ko chaand taaron se sajaayein

Dil hua hai deewana jhoom utha hai mastaana
Jaane kya kya kar jaana kaisi dhoom macha jaana
Dil hua hai deewana jhoom utha hai mastaana
Jaane kya kya kar jaana kaisi dhoom macha jaana
Andamaina prema rani cheyyi tagilite
Music: A.R.Rehman
Lyricist: Rajashri
Album: Premikudu
Tag: Telugu
Audio: https://www.saavn.com/s/song/telugu/Premikudu/Andamaina-Premaran
Andamaina prema rani cheyyi tagilite
sattu reku kuda swarnamele
andamaina prema rani leta buggapai
chinna motima kuda mutyamele
chemata neere manchi gandham
oora chuupe moksha maargam
vayasula sangeetame
uhuu..bhumike bhupalame(2)
sanesa saregare sanesanepane
sanesa sagamamapamagaresa
sanesa saregarene sanepanesanesa
sagamamama mapa magaresa

Andamaina prema rani uttaralalo
pichiratalaina kavitalaunule
premakepudu manasulona bhedamundade
engilaina amrutammule
gundu malli okka rupai
ne koppulona cherite koti rupayalu
peechu mitai ardarupai
nuvu koriki iste dani viluva
laksharupayalu(andamaina)

Prema epudu muhurtalu chusukodule
rahu kalam kuda kalisi vachule
prema koraku hamsa rayabaramelane
kaki cheta kuda kaburu chalule
prema jyothi aaripode
prema bandham ennadu vidipode
idi nammaranidi kanekadu
ee satyam evariki teliyalede
aakasam bhumi marina marule
kani prema nityame
aadi janta padina paatale
inka vinipinchule
prema tappu matani
evvaraina cheppina
nuvvu badulu cheppu manasuto
prema mulla bata kadu vellavachu
andaru nuvvu vellu nirbhayamga