kya khabar thi yu tamanna khak me mil jayegi
kya khabar thi yu tamanna khak me mil jayegi
hum to samjhe the mohabbat raas hamko aayegi
hum to samjhe the mohabbat raas hamko aayegi
ashk aankho me machal kar
kah rahe hai baar baar
dil ki dhadkan dard bankar har ghadi tadpayegi
kya khabar thi yu tamanna khak me mil jayegi
gum se dhokha koi na hoga is jaha me gum gujar
gum se dhokha koi na hoga is jaha me gum gujar
jindagi ko har kadam par maut bhi thukrayegi
raat rone me kategi din katega yaad me
raat rone me kategi din katega yaad me
ye judai bewafai umar bhar tadpayegi
kya khabar thi yu tamanna khak me mil jayegi
ae ji mohabbat kisko kahte hai
mohabbat kaisi hoti hai
kisi par marne walo ki
tabiyat kaisi hoti hai
aji humse pucchiye
kiski ko dekh ke dil ka kisi pe aa jana
najar me aake zara dil se dil ka takrana
khushi se dil ki umango ka khil ke lahrana
magar jo baat hai dil ki use na kah pana
kisi ki shokh nigaho ka jhuk ke sharmana
inhi adao se banta hai ik afsana
mohabbat isko kahte hai
mohabbat aisi hoti hai
mohabbat isko kahte hai
mohabbat aisi hoti hai
jigar me haye
jigar me ui
jigar me dard uthta hai
tamanna dil me roti hai
tamanna dil me roti hai
tamanna dil me roti hai
mohabbat isko kahte hai
mohabbat aisi hoti hai
najar se dil ke ishare kalam karte hai
ye teer wo hai jo chupke se kaam karte hai
aji hasino ka sab ehatram karte hai
gurur wale bhi inko salam karte hai
magar jo marke mohabbat me naam karte hai
wo husn walo ko apna gulam karte hai
mohabbat isko kahte hai
mohabbat aisi hoti hai
mohabbat isko kahte hai
mohabbat aisi hoti hai
jigar me haye
jigar me ui
jigar me dard uthta hai
tamanna dil me roti hai
tamanna dil me roti hai
tamanna dil me roti hai
mohabbat isko kahte hai
mohabbat aisi hoti hai
najro me saikado armaan jaag uthte hai
jigar me dard ke paikane jaag uthte hai
kisi ke pyar ke ehsaan jaag uthte hai
naye fasane ke unwaan jaag uthte hai
kayamato ke ye saman jaag uthte hai
hazzaro aur bhi tufan jaag uthte hai
mohabbat isko kahte hai
mohabbat aisi hoti hai
mohabbat isko kahte hai
mohabbat aisi hoti hai
jigar me haye
jigar me ui
jigar me dard uthta hai
tamanna dil me roti hai
tamanna dil me roti hai
tamanna dil me roti hai
mohabbat isko kahte hai
mohabbat aisi hoti hai
kisi hasin ka didar ho hi jata hai
najar ka dil pe zara war ho hi jata hai
lade migahe to ikraar ho hi jata hai
najar mile to zara pyar ho hi jata hai
najar se pyar ka ijhaar ho hi jata hai
nasha ye aisa hai sarkar ho hi jata hai
mohabbat isko kahte hai
mohabbat aisi hoti hai
mohabbat isko kahte hai
mohabbat aisi hoti hai
jigar me haye
jigar me ui
jigar me dard uthta hai
tamanna dil me roti hai
tamanna dil me roti hai
tamanna dil me roti hai
mohabbat isko kahte hai
mohabbat aisi hoti hai
mohabbat isko kahte hai
mohabbat aisi hoti hai
ghunghat hatayi ke najre milai ke
balma se kah dungi baat
chori chori chupke chupke
balma se keh dungi baat
ghunghat hatayi ke najare milai ke
balma se kah dungi baat
baar baar leke angdayi
baar baar leke angdayi
mai khud hi hasi khud hi sarmayi
khud hi hasi khud hi sarmayi
kahne ko aurat ki jaat
o yahi chori chori chupke chupke
balma se kah dungi baat
ghunghat hatayi ke najare milai ke
balma se kah dungi baat
har dhadkan me naye tarane
hotho pe hai geet suhane
hotho pe hai geet suhane
naino me kyu barsaat naino me kyu barsaat
o yahi chori chori chupke chupke
balma se kah dungi baat
ghunghat hatayi ke najare milai ke
balma se kah dungi baat
sadiyo ke milan ki pyas bujhao
jane kab sapna ban aao
jane kab sapna ban aao
aankho me katu mai raat
haye aankho me katu mai raat
o yahi chori chori chupke chupke
balma se kah dungi baat
ghunghat hatayi ke najare milai ke
balma se kah dungi baat
chori chori chupke chupke
balma se kah dungi baat
ghunghat hatayi ke najare milai ke
balma se kah dungi baat
saanwariya teri yaad me ro ro marenge hum
aao gale lagaau tumhe ruthe huye sanam
saanwariya teri yaad me ro ro marenge hum
aao gale lagaau tumhe ruthe huye sanam
ho o o saanwariya teri yaad me
raate kate teri yaad me, aansu bahe teri yaad me
raate kate teri yaad me, aansu bahe teri yaad me
aa bhi ja piya ab naa sata, virah basti phir se basa
saanwariya teri yaad me ro ro marenge hum
aao gale lagaau tumhe ruthe huye sanam
ho o o saanwariya teri yaad me
biti bahaaro ki yaad ho tum, khoyi ummido ki yaad ho tum
biti bahaaro ki yaad ho tum, khoyi ummido ki yaad ho tum
itana na kar piya mujhpe sitam
maarega mujhko judaayi ka gum
saanwariya teri yaad me ro ro marenge hum
aao gale lagaau tumhe ruthe huye sanam
ho o o saanwariya teri yaad me
tum jo agar na aaoge, luta hua ghar jalaaoge
tum jo agar na aaoge, luta hua ghar jalaaoge
teri kasam tere sar ki kasam
kar doge duniya meri khatam
saanwariya teri yaad me ro ro marenge hum
aao gale lagaau tumhe ruthe huye sanam
ho o o saanwariya teri yaad me
aao tujhe mai pyar karu phir, pyar karu aur pyar karu
aao tujhe mai pyar karu phir, pyar karu aur pyar karu
aao tujhe mai
tu hi hai meri jindagi ka sahaara
dobati huyi naiya ka kinaara
tu hi meri manjil tu hi mera saahil
bhatke huye ek raahi ka mandir
aao tujhe mai pyar karu phir, pyar karu aur pyar karu
aao tujhe mai
ghatati nahi hai ab ye kaali kaali raate
aati hai yaad mujhe pyari pyari baate
tu hi mera meet hai jindagi ka geet hai
suni suni raaho me haath mera thaam le
aao tujhe mai pyar karu phir, pyar karu aur pyar karu
aao tujhe mai
khwaabo ki duniya jo humne banayi thi
phulo se sawaari thi aur taaro se sajaayi thi
tujhe mujhse pyar tha umar bhar ka saath tha
paanv padu mai tere jana na chhod ke
aao tujhe mai pyar karu phir, pyar karu aur pyar karu
aao tujhe mai pyar karu phir, pyar karu aur pyar karu
aao tujhe mai
gore gore mukhde pe ha ha til kala kala
are maar dala are maar dala
are maar dala are maar dala
mithi mithi baaten aur dil kala kala
are maar dala are maar dala
are maar dale are maar dala
are maar dale dala are maar dala
gore gore mukhde pe ha ha til kala kala
gore gore mukhde pe ha ha til kala kala
ye mast najar uth gayi jidhar
sab ne dil tham liya ki tera naam liya
hosh baaki na raha koi sakhi na raha
jaam par jaam chale chand taro pe chale
phul armaa ke khile aaj do dil jo mile
jab huye mil ke juda, aayi hai dil ki sadaa
are maar dala are maar dala
are maar dala are maar dala
are maar dala are maar dala
are maar dala are maar dala
mithi mithi baaten aur dil kala kala
mithi mithi baaten aur dil kala kala
ae mere jadugaro baat matlab ki karo
aankh pyaari hai to kya julf kali hai to kya
husan sabkuch hi nahi ishk hai sabse hasi
sach hai ulfat ki kasam, bewafa ho tum ho sanam
ab khushamat na kao kuch khuda se bhi daro
pyaar jab tumne kiya dil ghabrake kaha
are maar dala are maar dala
are maar dala are maar dala
are maar dala are maar dala
gore gore mukhde pe ha ha til kala kala
gore gore mukhde pe ha ha til kala kala
tumhaaraa dil mere dil ke baraabar ho nahi sakataa
tumhaaraa dil mere dil ke baraabar ho nahi sakataa
vo shishaa ho nahi sakataa ye patthar ho nahi sakataa
ham haal-e-dil sunaayege suniye ki na suniye
ham haal-e-dil sunaayege suniye ki na suniye
sau baar muskuraayege suniye ki na suniye
suniye ki na suniye
ham haal-e-dil sunaayege
rahegaa ishq teraa khaaq me milaa ke mujhe
hue hai ibtadaa-e-raj itahaa ke mujhe
ham haal-e-dil sunaayege suniye ki na suniye
sau baar muskuraayege suniye ki na suniye
suniye ki na suniye
ham haal-e-dil sunaayege
ajab hai aah meri naam hai meraa
tamaam shahar jalaa doge kyaa jalaa ke mujhe
ham haal-e-dil sunaayege suniye ki na suniye
sau baar muskuraayege suniye ki na suniye
suniye ki na suniye
ham haal-e-dil sunaayege suniye ki na suniye
ham haal-e-dil sunaayege
mujhako apane gale lagaa lo, ai mere hamaraahi
tujhako kyaa batalaau mai
ke tumase kitanaa pyaar hai
jab tum mujhase dur rahate ho
jiyaa meraa ghabaraataa hai
nid aankho se ud jaati hai
chaand agan barasaataa hai
dono pahalu jal jaate hai
aag me aag lagaataa hai
jaise tadape bin jal machhali
pyaar mujhe tadapaataa hai, pyaar mujhe tadapaataa hai
is uljhan se mujhako bachaalo, ai mere hamarahi
tujhako kyaa batalaau mai
jin raaho par hansake chalo tum
phul vahaa khil jaate hai
dam lene ko jahaa ruko tum
madhushaale ban jaate hai
tumako chhukar pavan jhakore
khushabu lekar jaate hai
lekin ham to dekhe surat
dil thaame rah jaate hai, dil thaame rah jaate hai
dil se dil ke taar milaa lo, ai mere hamarahi
tujhako kyaa batalaau mai
kabhi tanhaiyo me yu humari yaad aayegi
kabhi tanhaiyo me yu humari yaad aayegi
andhere chha rahe honge, ke bijli kaundh jayegi
kabhi tanhaiyo me yu
kabhi tanhaiyo me yu humari yaad aayegi
kabhi tanhaiyo me yu humari yaad aayegi
andhere chha rahe honge, ke bijli kaundh jayegi
andhere chha rahe honge
ye bijli rakh kar jayegi tere pyar ki duniya
ye bijli rakh kar jayegi tere pyar ki duniya
na phir tu ji sakega aur na tujhko maut aayegi
kabhi tanhaiyo me yu humari yaad aayegi
andhere chha rahe honge, ke bijli kaundh jayegi
kabhi tanhaiyo me yu
tune teri nazar ne to kafir bana diya
mujhe kafir bana diya
has kar rula diya kabhi rokar hasa diya
kabhi rokar hasa diya
tune teri nazar ne to
kadmo ki aahate hai baharo ke badshah
baharo ke badshah
kadmo ki aahate hai baharo ke badshah
baharo ke badshah
viran ghar ko aapne jannat bana diya
tune teri nazar ne
din tha bujha bujha
badi der chehek uthi hai yad
badi der chehek uthi hai yad
din tha bujha bujha
badi der chehek uthi hai yad
badi der chehek uthi hai yad
laila keh kar mujhe majnu bana diya
mujhe majnu bana diya
tune teri nazar
mai bhi man bhi arsh bhi sab jhumne lage
sab jhumne lage
mai bhi man bhi arsh bhi sab jhumne lage
sab jhumne lage
nashe bhari najar se kaho kya sila diya
kaho kya sila diya
tune teri nazar ne