jindagi mehek jaati hai, har najar behek jaati hai
na jaane kis bagiya ka phul hai tu mere pyaare
aa ra ru aa ra ru aa raa ru aa ra ru
jindagi mehek jaati hai, har najar behek jaati hai
na jaane kis bagiya ka phul hai tu mere pyaare
aa ra ru aa ra ru aa ra ru aa ra ru
tujhe paas paake mujhako yaad aaya koyi apana
meri aankhon mein basa tha tere jaisa koyi sapana
tujhe paas paake mujhako yaad aaya koyi apana
meri aankhon mein basa tha tere jaisa koyi sapana
mere andhiyare mann mein chamkaye tune tare
aa ra ru aa ra ru aa ra ru aa ra ru
o o o o
jamin pe rahu ya falak par tere aas paas hu main
duwaao ka saaya bankar tere saath saath hoon main
saare jag mein na samaaye aankho mein hai pyaar itana
tanaha hu main bhi utana tanaha hai tu jitana
tera mera dard ka rishta deta hai dil ko sahaare
aa ra ru aa ra ru aa ra ru aa ra ru
jindagi mehek jaati hai, har najar behek jaati hai
na jaane kis bagiya ka phul hai tu mere pyaare
aa ra ru aa ra ru aa ra ru aa ra ru
mm mmm hmm mm mm hmm
lal gulabi lal gulabi phulo se bhari
hari bhari udhe chunari dharti sundar lage kaisi
nil gagan pario jaisi niharo niharo
lal gulabi phulo se bhari hari bhari ude chunari
dharti ka amber se amber ka dharti se
kaisa adbhut nata rey kaisa adbhut nata rey
mile ka dono sandesha to bhej par
koi kisi tak na aata rey nata rey kaisa adbhut nata rey
madhur milan ke sapne sanjoye
rahte hai dono khoye khoye niharo niharo lal gulabi
lal gulabi phulo se bhari hari bhari ude chunari
dharti sundar lage kaisi inder dhnush ki sobha jaisi
niharo niharo lal gulabi lal gulabi phulo se bhari
hari bhari ude chunari
bulbul hai chati hai kajari man hare hai
dil ke bol suhane dharti pe charo or tarane hai
oye sadiyo se dete hai jo sab ko khushiya
vo anmol khazane hai nagamo ke vo anmol khazane hai
panihari panghat par jaye ghar jana bhul hi jaye
niharo niharo lal gulabi lal gulabi phulo se bhari
hari bhari udhe chunari
milane ka aakarshan tan tak hi rahta hai
jab tak mil nahi pate hai jab tak mil nahi pate hai
hey suraj ki kirano se khilate jo phulva
pal me hi murjha jate hai murjha jate hai
dur hi dur se kar lo nazara amar rahega prem tumhara
niharo niharo lal gulabi lal gulabi phulo se bhari
hari bhari udhe chunari
dhire dhire subha hui jag uthi zindagi
dhire dhire subha hui jag uthi zindagi
panchhi chale amber ko amber ko amber ko amber ko
maajhi chale sagar ko sagar ko sagar ko
pyar ka naam jiwan hai manzil hai pritam ki gali
dub ke suraj fir nikla sare jaha ko nur mila
dil ke daware tumko pukare ek nayi zindagi
dub ke suraj fir nikala sare jaha ko nur mila
dil ke daware tumko pukare ek nayi zindagi
pyar ka naam jiwan hai manzil hai pritam ki gali
dhire dhire subha hui jag uthi zindagi
kirno se daman bhar lo prit se tum tan man bhar lo
jis me jitni pyas jagi utni hi prit mili
kirno se daman bhar lo prit se tum tan man bhar lo
jis me jitni pyas jagi utni hi prit mili
pyar ka naam jiwan hai manzil hai pritam ki gali
dhire dhire subha hui jag uthi zindagi
panchhi chale amber ko maajhi chale sagar ko
pyar ka naam jiwan hai manzil hai pritam ki gali
kya kahu kya na kahu
mere din se puchho
meri raat se puchho
kuch nahi kuch bhi nahi
chand se suraj se
gardish me saiyaro se
itna hi kah mujhse mohabbat ki hai
tum na jano kitne sawalo se ghira hu
mai na janu kitne khayalo se bhara hu
kuch nahi kuch bhi nahi
itna hi kah mujhse mohabbat ki hai
zindagi ki doriya bandhi kaha kaha
kon kaise tut jaye jane kya jaha
dil me mere saikado tanhaiya chhupi
ajnabi, ajnabi chahne walo se ghira hu
kuch nahi kuch bhi nahi
itna hi kah mujhse mohabbat ki hai
uljhi huyi dor se bandho na zindagi
khel na sholo se nahi koi dillagi
kahne ko to hotho pe aave hayat hai
duniya ke diye
duniya ke diye zahar ke pyalo se bhara hu
tum na jano kitne sawalo se ghira hu
chand se suraj se
gardish me saiyaro se
itna hi kah mujhse mohabbat ki hai
kya kahu kya na kahu
mere din se puchho
meri raat se puchho
zindagi ke is safar ki kon si manzil hai ye
zindagi ke is safar ki kon si manzil hai ye
dubta mai ja raha hu jispe wo sahil hai ye
zindagi ke is safar ki kon si manzil hai ye
yaad karne bhulne ki bat bhi koi nahi
yaad karne bhulne ki bat bhi koi nahi
mai akela bhi nahi aur sath bhi koi nahi
har taraf tanhaiya hai naam ki mehfil hai ye
zindagi ke is safar ki kon si manzil hai ye
dubta mai ja raha hu jispe wo sahil hai ye
ek taraf dil ek taraf mai gam ki ye parchhaiya
ek taraf dil ek taraf mai gam ki ye parchhaiya
sath dil ka du to hoti hai badi ruswaiya
faisle ka waqt hai ye par faisla mushkil hai ye
zindagi ke is safar ki kon si manzil hai ye
dubta mai ja raha hu jispe wo sahil hai ye
zindagi ke is safar ki kon si manzil hai ye
o bhanvare ae ae ae dekho hum deewano ko masti me mastano ko
apni hi dhun me chale hai duniya se kya lena hai
o bhanvare ae ae ae dekho hum deewano ko masti me mastano ko
apni hi dhun me chale hai duniya se kya lena hai
o bhanvare
deewangi ka saath hai hairangi ki baat hai
rawangi kaha ki hai kaho na
mudne lage hai raaste judane lage hai raaste
dekho hamare vaaste chalo na
bhanvare ae ae ae dekho hum deewano ko masti me mastano ko
kaisi suhani shaam hai bas pal do pal aaram hai
phir kitne saare kaam hai apna rakhwala raam hai
bhanvare ae ae ae dekho hum deewano ko
rukte chalte hi aa jayegi manzil humse bachke na jayegi
jaise dariyao ko kinare milte hai chanda ko sitare
aankho ko milte hai jaise nazaare
kaliyo ko milte hai bhanvare ye pyare
kashti ko milte hai paani ke dhaare naazuk dilo ko sahare
baago ko milati hai jaise bahare payenge hum bhi thikane
jab hum chale hai saath saath ab sochne ki kyaa hai baat
chal chal ke raste hum ko hi pukare
o bhanvare ae ae ae dekho hum deewano ko deewano ko
masti me mastano ko mastano ko
apni hi dhun me chale hai chale hai
duniya se kya lena hai kya lena hai
bhanvare bhanvare dekho hum deewano ko deewano ko
masti me mastano ko mastano ko
pyar karle karle pyar gori ye gora rang kacha hai utar jayega
ye gora rang kacha hai utar jayega mere rup ka rang kacha hai
par pyar ka rang sacha hai sacha rang kaise utar jayega
ye sacha rang kaise utar jayega pyar karle karle pyar gori
ye gora rang kacha hai utar jayega
husn hai wo pani ki dhara husn hai wo pani ki dhara
rok paya na jislo kinara kya hasi dilo ka bharosha
aise chanchal ke jaise wo paya nam jiska pyar wo hota hai ek bar
aaye to na jaye dil pe pyar ki bahar mausam nahi jo gujar jayega
ye mausam nahi jo gujar jayega pyar karle karle pyar gori
ye gora rang kacha hai utar jayega
mai najar hu tum roshni ho mai najar hu tum roshni ho
mere pyar ki tum jindagi ho jindagi me chha jane wale
tum hi pahle tum hi aakhiri ho
koi chail chabila jane kab tujh par cha jaye
aaj us par aaye kal us par aa jaye man banjara jane kidhar jayega
pyar karle karle pyar gori ye gora rang kacha hai utar jayega
ye gora rang kacha hai utar jayega mere rup ka rang kacha hai
par pyar ka rang sacha hai sacha rang kaise utar jayega
ye sacha rang kaise utar jayega
aa gaya diwana aa gaya diwana
tujhko le jane ko aa gaya diwana
sare bazar ab jalwa tera nilam na hoga
aa gaya diwana aa gaya diwana
tujhko le jane ko aa gaya diwana
aa gaya diwana
labo rukhsar ki surkhi na ab koi churayega
labo rukhsar ki surkhi na ab koi churayega
sitara ab na palko par kisi ki jhilmilayega
badal dunga mai ye rasme
jaha tak hai mere bas me
kisi bhi husan wale ka ye ab anzam na hoga
aa gaya diwana aa gaya diwana
hua hu aaj is kabil khuda ki meharbani se
hua hu aaj iska dil khuda ki meharbani se
kisi ko khelne na dunga ab teri jawani se
yahi mera irada hai yahi tumse bhi wada hai
hasino ki tizarat ka diwa jab aam na hoga
aa gaya diwana aa gaya diwana
tujhko le jane ko aa gaya diwana
sare bajar ab tere jalwa nila mna hoga
aa gaya diwana aa gaya diwana
mai alibaba mai alibaba alibaba hai mera nam
mai alibaba alibaba hai mera nam
albela albela mastana har gum se begana hu
dunia ki nigaho me sayad mai diwana hu
aashik bhi matwala hu husan ka mai rakhwala hu
mai ladakpan se yaro aisa hi dilwaala hu
kanto se bhi le sakta hu phulo jaise kam
mai alibaba alibaba hai mera nam
mai alibaba alibaba hai mera nam
apno se apno se bhi pyar karu gairo se bhi pyar karu
pyar meri mahbuba hai jis par dil nisar karu
pyar se achi chiz koi is dunia me nahi bani
pyar ko sajda karne se milti hai dil ko khushi
pyar se milne wale mujhko lagte hai gulfab
mai alibaba alibaba hai mera nam
mai alibaba alibaba hai mera nam
dunia se dunia se nirala hai jine ka andaz mera
phul se lekar pathar tak har koi humraz mera
dusman se bhi gale milu apni dhun me bade chalu
kuch bhi kehta rahe koi dil jo mane wahi karu
oro ke dukh lekar mujhko milta hai aram
mai alibaba alibaba hai mera nam
mai alibaba alibaba hai mera nam
asslaam waalekum waalekum salaam
asslaam waalekum waalekum salaam mai alibaba
mai alibaba alibaba hai mera nam
mai alibaba alibaba hai mera nam
o ram rahim me antar naahi
ram rahim me antar naahi
o ram rahim me antar naahi
ram rahim me antar naahi
ek hai wo hum sabka sai
ek hai wo hum sabka sai
ek hai wo
ek hai wo hum sabka sai
ram rahim me antar naahi
o ram rahim me antar naahi
apne prabhu ka naam liye ja
apne khuda ko yaad kiye ja
apne prabhu ka naam liye ja
apne khuda ko yaad kiye ja
sara jag
sara jag jiski parchhai
ram rahim me antar naahi
o ram rahim me antar naahi
s g m g s g m
s g m g s g m
g ma pa ni dh m ma pa
g ma pa ni dh m ma pa
p sa ni dh pa p sa ni dh pa
p sa ni dh pa m ga re sa
sa ni re sa ga re m ga re sa
sa re ga ma g ma dha g ma ni sa
jivan ko sangeet bana le
har gham ko ek geet bana le
jivan ko sangeet bana le
har gham ko ek geet bana le
kaahe ko ankhiya bhar aayi
ram rahim me antar naahi
ram rahim me antar naahi
dur khada hai tu kis dar se
maang le kuch daata ke ghar se
dur khada hai tu kis dar se
maang le kuch daata ke ghar se
sabne murade man ki payi
ram rahim me antar naahi
ek hai wo hum sabka sai
ram rahim me antar naahi
ram rahim me antar naahi
chand akela, chand akela jaye sakhi ri
chand akela jaye sakhi ri kahe akela jaye sakhi ri
man mora ghabaraye ri sakhi ri, sakhi ri o sakhi ri
chand akela jaye sakhi ri kahe chand akela
wo bairagi wo manbhavan
wo bairagi wo manbhavan kab ayega more angan
itana toh batalaye ri sakhi ri, sakhi ri o sakhi ri
chand akela jaye sakhi ri kahe chand akela
ang ang mein holi dehake
ang ang mein holi dehake man mein bela chameli mehake
ye rut kya kahalaye ri bhabhi ri, bhabhi ri o bhabhi ri
chand akela, chand akela, chand akela
zindagi ko sanvarana hoga dil me suraj utarana hoga
dil me suraj utarana hoga
zindagi raat nahi raat ki tasavir nahin
zindagi sirf kisi zulf ki zanjeer nahin
zindagi bas koi bigadi hui taqadir nahin
zindagi ko nikharana hoga
zindagi ko samwarna hoga dil me suraj utarana hoga
zindagi dhup nahi saya-e-divar bhi hai
zindagi zar nahi zindagi diladar bhi hai
zindagi pyar bhi hai pyar ka ikarar bhi hai
zindagi ko ubharana hoga
zindagi ko sanvarana hoga dil me suraj utarana hoga
koi gata mai so jata, koi gata mai so jata
koi gata
sasriti ke vistrit sagar par, sapano ki nauka ke andar
sukh dukh ki laharo me uth gir, bahata jata, mai so jata
koi gata mai so jata, koi gata
ankho me bharkar pyar amar, ashish hatheli me bhar kar
koi mera sar godi me rakh, sahalata, mai so jata
koi gata mai so jata, koi gata
mere jivan ka karajal, mere jivan ka halahal
mere jivan ka karajal, mere jivan ka halahal
koi apane sar me mathmaykar barsata, me so jata
koi gata mai so jata, koi gata mai so jata
mai so jata, mai so jata, koi gata mai so jata
jiwan path pe ek rath ke do pahiye ban chalate jayen
jiwan path pe ek rath ke do pahiye ban chalate jayen
prit ke bandhan me bandha ke ham dono ek
nagar ayen jiwan path pe rath ke do pahiye ban
chalate jayen
jabse tera pyar paya hai chhayi hai masti nigaho me
jabse tera pyar paya hai chhayi hai masti nigaho me
sukh mil gaya swarg kaa mujhko sukh mil gaya swarg
kaa mujhko
ake sajan teri bahon me ake sajan teri bahon me
janam janam ke sathi ham har janam me yuhi muskaye
prit ke bandhan me jiwan path pe rath ke do pahiye ban
chalate jayen
ruthe agar too kabhi mujhse puja se apani mana lu mai
ruthe agar too kabhi mujhse puja se apani mana lu mai
jiwan me woh pal naa aaye kabhi jiwan me woh pal naa
aaye kabhi
tujhse kahee dur jau mai tujhse kahee dur jau mai
jidhar jidhar mai dekha karu bas tere hee saye laharaye
prit ke bandhan me jiwan path pe rath ke do pahiye ban
chalate jayen
kal kaa bane sahara jo aya hai ghar me woh apna
kal kaa bane sahara jo aya hai ghar me woh apna
dekha tha milke jo hamne dekha tha milke jo hamne
pura huwa hai woh sapna pura huwa hai woh sapna
dekh ke apani prem nishani badhati jayen ashayen
dekh ke apani prem nishani badhati jayen ashayen
do din ki jawani me bhi ager
do din ki jawani me bhi ager
jine ka maja na liya na liya
to fir kya kiya to fir kya kiya
julfo ke saye me tu sanam
har pal ko tu rangi bana
har pal ko tu rangi bana
baho ke jawa ghere me
aa jhum ke tu aa bhi ja
jhum ke tu aa bhi ja
insan fir vo kis kam hai
insan fir vo kis kam hai
jo kabhi diya na liya
to fir kya kiya to fir kya kiya
jine ko yaha jite hai sabhi
par vo jite ji mar gaye
par vo jite ji mar gaye
jo pyar kisi se kar na sake
or duniya se jo lad gaye
or duniya se jo lad gaye
is pyar ko duniya julm kahe
is pyar ko duniya julm kahe
kya bado vo nahi kiya
nahi kiya to fir kya kiya
to fir kya kiya to fir kya kiya
chehro ki tarah har insaa ka hota hai yaha etihaas juda
is aaj ke daur me jivan ke hai mol juda vishwas juda
chehro ki tarah har insaa ka hota hai yaha etihaas juda
is aaj ke daur me jivan ke hai mol juda vishwas juda
ye daur aaj ka daur hai, ye daur aaj ka daur hai
ye daur aaj ka daur, ye daur aaj ka daur
ye daur aaj ka daur hai, ye daur aaj ka daur hai
jaye kaha masum kali ye iska nahi koi rasta
jaye kaha masum kali ye iska nahi koi rasta
chaar dishaye duniya ki lekin is ghar ki do hi disha
chaar dishaye duniya ki lekin is ghar ki do hi disha
pati jo purab patni pashchim dono reh kar paas juda
pati jo purab patni pashchim dono reh kar paas juda
ye daur aaj ka daur hai, ye daur aaj ka daur hai
chehro ki tarah har insaa ka hota hai yaha etihaas juda
is aaj ke daur me jivan ke hai mol juda vishwas juda
ye daur aaj ka daur hai, ye daur aaj ka daur hai
ye daur aaj ka daur, ye daur aaj ka daur
ye daur aaj ka daur hai, ye daur aaj ka daur hai
jisko dekho apne aapse rutha sa lagta hai
jisko dekho apne aapse rutha sa lagta hai
andar hi andar har insaa tuta sa lagta hai
andar hi andar har insaa tuta sa lagta hai
kiske dukh ko samajhe koi sabka hai ehsaas juda
kiske dukh ko samajhe koi sabka hai ehsaas juda
ye daur aaj ka daur hai, ye daur aaj ka daur hai
chehro ki tarah har insaa ka hota hai yaha etihaas juda
is aaj ke daur me jivan ke hai mol juda vishwas juda
ye daur aaj ka daur hai, ye daur aaj ka daur hai
ye daur aaj ka daur, ye daur aaj ka daur
ye daur aaj ka daur hai, ye daur aaj ka daur hai
Gali vaanalo vana neetilo
gali vaanalo vana neetilo padava prayaanam
teeramekkado gamyamemito
teliyadu papam teliyadu papam
gali vaanalo vana neetilo padava prayaanam
teeramekkado gamyamemito
teliyadu papam teliyadu papam
ohoho ohoho ohoho ohoho
itu horu gali ani telusu
atu varada pongu ani telusu
itu horu gali ani telusu
atu varada pongu ani telusu
horu gaalilo varada pongulo
sagalelani telusu
adi joru vana ani telusu
ivi neeti sudulani telusu
joru vaanalo neeti sudulalo
munaka tappadani telusu
ayina padava prayaanam
teeramekkado gamyamemito
teliyadu papam teliyadu papam
ohoho ohoho ohoho ohoho
idi asha nirashala aaraatam
adi cheekati velugula chelagatam
asha jaarina velugu toligina
agadu jeevita poraatam
idi manishi manasula poraatam
adi prema pelli chelagatam
prema shakalamai manasu vikalamai
bratukutunnadoka shavm
ayina padava prayaanam
teeramekkado gamyamemito
teliyadu papam teliyadu papam
gali vaanalo vana neetilo padava pranam
teeramekkado gamyamemito
teliyadu papam teliyadu papam
ohoho ohoho ohoho ohoho