tu koi aur hai janta hai tu
samne is jahan ke ek nakab hai
tu aur hai koi aur hai kyo nahi wo jo hai
tu jahan ke waste khud ko bhul kar
apne hi sath na aise julm kar
khol de wo girahe jo lagaye tujh pe tu
bol de tu koi aur hai chehre jo odhe tune
wo tere kahan hai
samne aa khol de sab
jo hai dil mein bol de ab
samne aa khol de sab
jo hai dil mein bol de ab
tere raste khwab hai tere
tere sath umar bhar chale
o inhe gale laga tu kaun hai bata
o khol de ye girahe
tu koi aur hai teri na hade
aasman hai khayal hai
bemisal hai tu mauj hai
tu raunke chahe jo tu hai wo
Meri bebasi ka bayaan hai, bas chal raha na iss ghadi
Meri bebasi ka bayaan hai, bas chal raha na iss ghadi
Ras hasrat ka nichod doon
Kas baahon mein aa todh doon
Chahoon kya jaanu naa
Chheen loon chhod doon
Iss lamhe kya kar jaaun
Iss lamhe kya kar jaaun
Iss lamhe ko kar doon main jo mujhe chain mile aaraam mile
Aur ho aur ho saans ka shor ho aanch ki ore badhe
Aur ho aur ho saans ka shor ho taap ki ore chadhe
Aur ho aur ho aur mile hum more bhi jal jaaye
Tujhe pehli baar main milta hoon har dafaa
Meri bebasi ka bayaan hai
Tujhe chhen loon ya chhod doon
Tujhe maang loon ya mod doon
Iss lamhe kya kar jaaun
Iss lamhe kya kar doon main jo mujhe chain mile aaram mile
Aur ho aur ho saans ka shor ho aanch ki ore badhe
Aur ho aur ho saans ka shor ho taap ki ore chadhe
Aur ho aur ho aur mile hum more bhi jal jaaye
Le le le .., jiya jiya .. piya piya .. hey ..
Main hasrat mein ek uljhi dor hua
Suljha de ho ho
Main dastak hoon tu bandh kiwaado sa
Khul ja re ho
O bebasi mann mein basi aa jeete jeete jee le sapna
Aur ho aur ho saans ka shor ho aanch ki ore badhe
Aur ho aur ho aur mile hum more bhi jal jaaye
Ruke se naa ruke
Yeh naa thake
Aandhi si jo chale, inn saanson ki
Pata bhi naa chale, kahaan pe kya jale
Hai darr se, tann-mann ki, sihran se
Hasrat ki, sulgan se
Bhadke aur shola shola jale bujhe dhuaan dhuaan oh
Dhuaan dhuaan lagey mujhe dhuaan dhuaan oh
Meri bebasi ka bayaan hai
Meri bebasi ka bayaan hai
Meri bebasi ka bayaan hai.