mili hai kisise najar dhire dhire, shuru jindagi ho gayi dhire dhire
mili hai kisise najar dhire dhire, shuru jindagi ho gayi dhire dhire
wafa ke naye gul khilayenge, naya aashiya ham banayenge
mehkane lagega safar dhire dhire, shuru jindagi ho gayi dhire dhire
wafa ke naye gul khilayenge, naya aashiya ham banayenge
mehkane lagega safar dhire dhire, shuru jindagi ho gayi dhire dhire
tera pyar yara hai mera sahara, mujhe iss janam me mila hai dobara
meri roshini ke diye jal rahe hain, naya pyar le karke ham mil rahe hain
tera mera mera tera dil hai ek sa
tera mera mera tera dil hai ek sa
uthi hai jigar me leher dhire dhire, shuru jindagi ho gayi dhire dhire
mili hai kisise najar dhire dhire, shuru jindagi ho gayi dhire dhire
yeh jo ho raha hai mujhe lag raha hai
jindagi kaa meri faisla ho raha hai
kahan se chale the kahan aa gaye hain
jahan phir jamin aasman mil rahe hain
teri baahe teri sanse aur kya chahiye
teri baahe teri sanse aur kya chaahiye
banegi kahani amer dhire dhire, shuru jindagi ho gayi dhire dhire
mili hai kisise najar dhire dhire, shuru jindagi ho gayi dhire dhire
wafa ke naye gul khilayenge, naya aashiya ham banayenge
mehakne lagega safar dhire dhire, shuru jindagi ho gayi dhire dhire
mili hai kisise najar dhire dhire, shuru jindagi ho gayi dhire dhire
raja ji hai baali umariya
pakdo na mori najuk kalai
teri gali me bhul se aai
pakdo na mori najuk kalai
teri gali me bhule se aai
na chal sakungi main ye dagariya
chhodo bhi mori patli kamariya
raja ji hai baali umariya
raja ji hai baali umariya
raja ji hai baali umariya
raja ji hai baali umariya
pakdo na mori najuk kalai
teri gali me bhule se aai
na chal sakungi main ye dagariya
chhodo bhi mori patli kamariya
raja ji hai baali umariya
raja ji hai baali umariya
raja ji hai baali umariya
raja ji hai baali umariya
gore badan ko aise na dekho
shishe ke ghar pe patthar na fenko
gore badan ko aise na dekho
shishe ke ghar pe patthar na fenko
maaro na dil pe tirchhi nazariya
maaro na dil pe tirchhi nazariya
raja ji hai baali umariya
raja ji hai baali umariya
raja ji hai baali umariya
raja ji hai baali umariya
kaise main kar lun milne ka wada
na jane kya ho tera irada
hay kaise main kar lun milne ka wada
na jane kya ho tera irada
kholungi na main dil ki kibadiya
kholungi na main dil ki kibadiya
raja ji hai baali umariya
raja ji hai baali umariya
raja ji hai baali umariya
raja ji hai baali umariya
pakdo na mori najuk kalai
teri gali me bhule se aai
na chal sakungi main ye dagariya
chhodo bhi mori patli kamariya
raja ji hai baali umariya
raja ji hai baali umariya
raja ji hai baali umariya
raja ji hai baali umariya
aaj dil mein tere haule se kho jayenge
aaj dil mein tere haule se kho jayenge
dekhna kya phir nazara hoga
ye zami gagan hamara hoga
dekhna kya phir nazara hoga
ye zami gagan hamara hoga
aaj dil mein tere haule se kho jayenge
aaj dil mein tere haule se kho jayenge
aaye nazar kuch kahin na, humko tere siwa
aaye nazar kuch kahin na, humko tere siwa
dard hi khud bane ho, khud hi bane ho dawa
are na jaa re, na jaa re
na jaa re na jaa
kash ab raat din baaho mein tere kate haay
kash ab raat din baaho mein tere kate
samne tum hi tum ho, aur kuch bhi nahin
samne tum hi tum ho, aur kuch bhi nahin
faisla tum karo ye
kya hai galat kya sahi
are aaja re, aaja re, aaja re aaja
baat itni si hai jina nahin tere bin
baat itni si hai jina nahin tere bin
dekhna kya phir nazara hoga
ye zami gagan hamara hoga
dekhna kya phir nazara hoga
ye zami gagan hamara hoga
aaj dil mein tere haule se kho jayenge
aaj dil mein tere haule se kho jayenge
aath kadam kabhi aage chalke tu ghoda ban jana samjhe
ek kadam phir peechhe hatke hil hil kar ke aana samjhe
aath kadam kabhi aage chalke tu ghoda ban jana samjhe
ek kadam phir peechhe hatke hil hil kar ke aana samjhe
jab uchhlega puri taan ke dungi tujhe kai phatke
aao khele ham sab milke khel anokhe sabse chupke
chori chori chupke chupke
barish chalke jab aayegi banke mor mai tab dolungi
idhar udhar kabhi yaha wahan mainya mainya mai bolungi
barish chalke jab aayegi banke mor mai tab dolungi
idhar udhar kabhi yaha wahan mainya mainya mai bolungi
taal pe mere taal hi dena hamjoli tu banke
aao khele ham sab milke khel anokhe sabse chupke
chori chori chupke chupke kabhi aage kabhi pichhe
aao khele ham sab milke khel anokhe sabse chupke
chori chori chupke chupke
jaadu sa chal gaya, dil se dil mil gaya
jaadu sa chal gaya, dil se dil mil gaya
pyar ka ye chhane laga
mujhko nasha, mujhko nasha
jaadu sa chal gaya, dil se dil mil gaya
jaadu sa chal gaya, dil se dil mil gaya
pyar ka ye chhane laga
mujhpe nasha, mujhpe nasha
jaadu sa chal gaya
kitani suni suni thi dil ki galiya
bas kaante the nahin thi kaliya
kitani suni suni thi dil ki galiya
bas kaante the nahin thi kaliya
mere sanam meri kasam
pass aao na
baitho yaha jaane bhi do
sharmaao na
jaadu sa chal gaya, dil se dil mil gaya
jaadu sa chal gaya, dil se dil mil gaya
pyar ka ye chhane laga
mujhpe nasha, mujhpe nasha
jaadu sa chal gaya
kal tak jo lagta tha mujhko ek sapna
banke jeevan mein aaya wo mere apna
kal tak jo lagta tha mujhko ek sapna
banke jeevan mein aaya wo mere apna
ye jo hua hona hi tha ek din yaha
mera jahan mujhko pata basna hi tha
jaadu sa chal gaya, dil se dil mil gaya
jaadu sa chal gaya, dil se dil mil gaya
pyar ka ye chhane laga
mujhko nasha, mujhko nasha
jaadu sa chal gaya, dil se dil mil gaya
jaadu sa chal gaya, dil se dil mil gaya
pyar ka ye chhane laga
mujhpe nasha, mujhpe nasha
jaadu sa chal gaya
maine hay kya kya na kiya kya na kiya kya na kiya
maine hay kya kya na kiya kya na kiya kya na kiya
maine hay kya kya na kiya kya na kiya kya na kiya
maine hay kya kya na kiya kya na kiya kya na kiya
koi kahe naram naram koi kahe garam garam
koi kahe tu ek bharam koi kahe
hasin karaa hasin karaa hasin karaa
maine hay kya kya na kiya kya na kiya kya na kiya
maine hay kya kya na kiya kya na kiya kya na kiya
kaise tanha raat kategi kaise tanha raat kategi
kya pata kya pata kya pata
kiske sang baat banegi kiske sang baat banegi
kya pata kya pata kya pata
bewafa sun jara bewafa sun jara
koi kahe naram naram koi kahe garam garam
koi kahe tu ek bharam koi kahe
hasin karaa hasin karaa hasin karaa
halka sa surur cha raha halka sa surur cha raha
hai yaha hai yaha hai yaha
mere sang rup ka nasha mere sang rup ka nasha
hai yaha hai yaha hai yaha
aa bhi ja balma aa bhi ja balma
koi kahe naram naram koi kahe garam garam
koi kahe tu ek bharam koi kahe
hasin karaa hasin karaa hasin karaa
maine hay kya kya na kiya kya na kiya kya na kiya
maine hay kya kya na kiya kya na kiya kya na kiya
koi kahe naram naram koi kahe garam garam
koi kahe tu ek bharam koi kahe
hasin karaa hasin karaa hasin karaa
maine hay kya kya na kiya kya na kiya kya na kiya
maine hay kya kya na kiya kya na kiya kya na kiya
mile ho jo tum mujhse khushi chalki hai dil se
chaya hai sanam mere yaha suhana sama
mile ho jo tum mujhse khushi chalki hai dil se
chaya hai sanam mere yaha suhana sama
mile ho jo tum mujhse
mahfil ka nasha hai ya hai tumhara jadu
tera ye rup bankar ke dhup mujhpar hai cha gya
ho bahke aise hum khud pe nahi hai kabu
yara tumhara andaj pyara dil ko lubha gya
huye ho jo tum meri najar kar rahi fere
chaya hai sanam mere yaha suhana sama
mile ho jo tum mujhse
khwabo ke aasma se aai ho tum jami pe
rishte ye dil ke mahke hai milke aane laga maja
sabki kyu nigahe hum pe jam gai hai
tum paas aaye lab muskaye hansane lagi fija
bani hai jo ye duri dilo ki ye majburi