A man should look for what is, and not for what he thinks should be -Albert Einstein
Your subscription could not be saved. Please try again.
Your subscription to raagabox has been successful.

A sample of other songs in raagabox lyrics * 1 *

Raja Ji Hai Baali Umariya
Singer: Sonu Kakkar
Music: Nikhil-Vinay
Lyricist: Sunil Jogi
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Bad-Friend/Raja-Ji/SCkGRQJ2fF
raja ji hai baali umariya
pakdo na mori najuk kalai
teri gali me bhul se aai
pakdo na mori najuk kalai
teri gali me bhule se aai
na chal sakungi main ye dagariya
chhodo bhi mori patli kamariya
raja ji hai baali umariya
raja ji hai baali umariya
raja ji hai baali umariya
raja ji hai baali umariya
pakdo na mori najuk kalai
teri gali me bhule se aai
na chal sakungi main ye dagariya
chhodo bhi mori patli kamariya
raja ji hai baali umariya
raja ji hai baali umariya
raja ji hai baali umariya
raja ji hai baali umariya

gore badan ko aise na dekho
shishe ke ghar pe patthar na fenko
gore badan ko aise na dekho
shishe ke ghar pe patthar na fenko
maaro na dil pe tirchhi nazariya
maaro na dil pe tirchhi nazariya
raja ji hai baali umariya
raja ji hai baali umariya
raja ji hai baali umariya
raja ji hai baali umariya

kaise main kar lun milne ka wada
na jane kya ho tera irada
hay kaise main kar lun milne ka wada
na jane kya ho tera irada
kholungi na main dil ki kibadiya
kholungi na main dil ki kibadiya
raja ji hai baali umariya
raja ji hai baali umariya
raja ji hai baali umariya
raja ji hai baali umariya
pakdo na mori najuk kalai
teri gali me bhule se aai
na chal sakungi main ye dagariya
chhodo bhi mori patli kamariya
raja ji hai baali umariya
raja ji hai baali umariya
raja ji hai baali umariya
raja ji hai baali umariya