hun barsaat ke mausam me
hun tanhaai ke aalam me
barsaat ke mausam me tanhaai ke aalam me
mai ghar se nikal aayaa botal bhi uthaa laayaa
abi zindaa hun to ji lene do ji lene do
bhari barsaat me pi lene do
abi zindaa hun to ji lene do ji lene do
bhari barsaat me pi lene do
hun barsaat ke mausam me
hun tanhaai ke aalam me
barsaat ke mausam me tanhaai ke aalam me
mai ghar se nikal aayaa botal bhi uthaa laayaa
abi zindaa hun to ji lene do ji lene do
bhari barsaat me pi lene do
abi zindaa hun to ji lene do ji lene do
bhari barsaat me pi lene do
mujhe tukado me nahi jinaa hai
katraa katraa to nahi pinaa hai
ho mujhe tukado me nahi jinaa hai
katraa katraa to nahi pinaa hai
ho aaj paimaane hataa do yaaro
haan saaraa maikhana pilaa do yaaro
maikado me to piyaa kartaa hun
maikado me to piyaa kartaa hun
chalati raaho me to pi lene do
abi zindaa hun to ji lene do ji lene do
bhari barsaat me pi lene do
aaj ki sham badi bojhal hai
aaj ki raat badi katil hai
ho aaj ki sham badi bojhal hai
aaj ki raat badi katil hai
ho aaj ki sham dhalegi kaisi
han aaj ki rat kategi kaise
aag se aag bujhegi dil ki
aag se aag bujhegi dil ki
mujhe ye aag bhi pee lene do
abi zindaa hun to ji lene do ji lene do
bhari barsaat me pi lene do
hun barsaat ke mausam me hun tanhaai ke aalam me
barsaat ke mausam me
zindagi meri hai toota hua sheesha koi
zindagi meri hai toota hua sheesha koi
kaash mil jaye mujhe aaj masiha koi
zindagi meri hai toota hua sheesha koi
ladkhdane lage ukhadi hui saanso ke chiraag
ladkhdane lage ukhadi hui saanso ke chiraag
haye kis waqt mila banke ujala koi
kaash mil jaye mujhe aaj masiha koi
aaj na baccho maango khana
aaj sunati hun main gaana
kal chaand se jaakar laaungi
chaandi ki roti
tum sab ko khilaaungi
chaandi ki roti
agla jhule pagla jhule
saawan maas karela jhule
agla jhule pagla jhule
saawan maas karela jhule
agla jhule pagla jhule
saawan maas karela jhule
ek tha chuha teen baras ka
rehta tha vo jungle me
ek din apne bil se nikla
haathi dekha jungle me
chuhe ko maalum nahi tha
iska naam hai haathi
haathi ko samjha usne
apna hi koi saathi
haathi ko puchha usne bhai
tum ho budhe kitne
haathi sund utha kar bola
main hun haathi teen baras ka
par tum ho kaun
sharm ka mara soch me duba chuha bola
hun to main bhi hathi aur jhuth nahi main kehta hun
lekin bachpan hi se pyaare
main bimaar sa rehta hun
agla jhule pagla jhule
saawan maas karela jhule
ek bhayanak sher tha baccho apni
gufa me tha baitha
natkhat se khargosh ne jaakar
uske kaan me bola
ab jungle me aa pahucha hai
jungle ka asli raja
vo kehta hai aap bajaao
sarkas me ja kar baja
ye sunkar sher ko gussa aaya
aur khargosh se bola
dikhaao mujhe kaha hai vo
sher ko apne saath liya
ek kuyen pe le aaya
aur kaha vo dekho ye hai asli raja aaya
sher ne paani me jhaanka to dekha apna saya
sachmuch usne samjha are
ye to dusra raja aaya
aage pichhe kuch na dekha
taan ke muchhe kuda
asli raja ke dhokhe me
kuyen me ja duba
khargosh ki chalaaki pe khush the
saare jungle waasi
jhum jhum ke naach rahe the
gaate bheem palasi
mohe aaj na dekho na dekho
aaj na dekho harjaai
main ghar pe chunariya bhul aai
main ghar pe chunariya bhul aai
mohe aaj na dekho harjaai
main ghar pe chunariya bhul aai
main ghar pe chunariya bhul aai
muaa baadal mohe taade
pi ankhiyo me ankhiyaan gaade
muaa baadal mohe taade
pi ankhiyo me ankhiyaan gaade
main to jobanwa se sharmaai
main ghar pe chunariya bhul aai
main ghar pe chunariya bhul aai
mohe aaj na dekho harjaai
main ghar pe chunariya bhul aai
main ghar pe chunariya bhul aai
araj gujaarun sun re kalaai
araj gujaarun sun re kalaai
aaj na lena haay angdaayi
aaj na lena haay angdaayi
main to aaj firun re ghabraao
main ghar pe chunariya bhul aai
main ghar pe chunariya bhul aai
mohe aaj na dekho harjaai
main ghar pe chunariya bhul aai
main ghar pe chunariya bhul aai
laaun kaha se ab main chunariya
dur hai gaanv band bajariya
laaun kaha se ab main chunariya
dur hai gaanv band bajariya
main to in galiyan me kyu aai
main ghar pe chunariya bhul aai
main ghar pe chunariya bhul aai
mohe aaj na dekho harjaai
main ghar pe chunariya bhul aai
main ghar pe chunariya bhul aai
ho ho
ishk se gahara koi na dariya
dub gya jo uska pata kya
laila jane majnu jane
heer ye jane ranjha jane
tu kya jane diwane ye baate tu kya jane
tu kya jane diwane ye baate tu kya jane
ho ho
chhod ke kutiya van van ghume
aashik bhi jogi hote hai
ye jakhamo ki od ke chadar
kanto ki sej pe sote hai
varakh jane mulla jane
alla jane moula jane
tu kya jane diwane ye baate tu kya jane
tu kya jane diwane ye baate tu kya jane
ho ho
ishk se mahanga koi na souda
koun kharide dard paraya
phir bhi gaaye yaar fakira
ishk hai pyare naam khuda ka
heer hi jane farhad ye jane
sohani jane mahival ye jane
tu kya jane diwane ye baate tu kya jane
tu kya jane diwane ye baate tu kya jane
kaafile aa gaye fir bhi kai barso se
kaafile aa gaye fir bhi kai barso se
jaane ek mod pe kyu baitha tanha koi
kaash mil jaaye mujhe aaj masiha koi
kaise ro ro ke pighalte hai gunaaho ke pahad
kaise ro ro ke pighalte hai gunaaho ke pahad
aake dekhe to sahi ye bhi najara koi
jindagi meri hai tuta hua shisha koi
kaash mil jaaye mujhe aaj masiha koi
jindagi meri hai tuta hua shisha koi
kaash mil jaaye mujhe aaj masiha koi
ham to yu apni zindagi se mile
ham to yu apni zindagi se mile
ajnabee jaisi ajnabee se mile
ham to yu apni zindagi se mile
ajnabee jaisi ajnabee se mile
har vafa ek julm ho gaya
har vafa ek julm ho gaya
dost kuchh aisi berukhi se mile
ham to yu apni zindagi se mile
ajnabee jaisi ajnabee se mile
phul hi phul hamne mange the
phul hi phul hamne mange the
daag hi daag zindagi se mile
ham to yu apni zindagi se mile
ajnabee jaisi ajnabee se mile
jis tarah aap hamse milte hain
jis tarah aap hamse milte hain
aadmi yu na aadmi se mile
ham to yu apni zindagi se mile
ajnabee jaisi ajnabee se mile
Rone waalon se kaho
Rone waalon se kaho unka bhi rona ro lein
Rone waalon se kaho unka bhi rona ro lein
Rona ro lein…
Jin ko majboori-e
Jin ko majboori-e haalaat ne rone na diya
Warna kya baat thi kis baat ne rone na diya
Ishq mein ghairat-e jazbaat ne
Rone na diya… Rone na diya…
Warna kya baat thi kis baat ne
Tell the ones who weep…
Tell the ones who weep to weep also on behalf of those
Tell the ones who weep to weep also on behalf of those
… to weep also on behalf of those
The cruel constraints…
The cruel constraints of whose circumstances kept them from weeping
Otherwise, we had every reason to weep, for what else was there to keep us from weeping?
In the path of love, it is the lover’s sense of honour that
Kept us from weeping
Otherwise, we had every reason to weep, for what else was there…
Aap kehte the ke rone se na badlenge naseeb
Aap kehte the ke rone se na badlenge naseeb
Badlenge naseeb
‘umr bhar aap ki is baat ne rone nah diya
Warna kya baat thi kis baat ne rone na diya
You used to say that tears have no power to change one’s fate
You used to say that tears have no power to change one’s fate
…change one’s fate
All our life, these words of yours kept us from weeping
Otherwise, we had every reason to weep, for what else was there to keep us from weeping?
Ishq mein ghairat-e jazbaat ne
In the path of love, it is the lover’s sense of honour that…
I don’t wanna say goodbye
Oh, let me cry, let me cry, let me cry
Don’t you know how it makes me feel?
Oh, such wounds will never ever heal
We are dying in slow motion
What a way to end an emotion
A reality we never ever realised
Just let me say what I wanna say, or the pain won’t go away
You’re the only one, and I’m the lonely one
Tujh se mil kar humein
Rona tha bohat rona tha
Bohat rona tha
Tangi-e waqt-e mulaaqaat ne rone naa diya
Warna kya baat thi kis baat ne
We had meant to weep, weep a lot, upon meeting you
…weep a lot…
But the brevity of our meeting kept us from weeping
Otherwise, we had every reason to weep,
For what else was there…