Adhoori sikayate tere mere waqt ki,
Kuch pal ki jo khayishe,
Hai bikhari ret si..
Lakeero mein tera jo rehta pal mera,
Tham jata agar zara tera jahan khuda.
To zinda hota mein,
To zinda hota mein ,
Haan zinda hota mein,
To zinda hota mein.
Farebi najakat mein,
Tere chehre ki hansi mein,
Haan yuhi tere baat mein,
Jhootla le zindagi,
Nazaron mein jo sama rehta tu agar zara,
Kajal ki chhao se mein neend leta chura.
To zinda hota mein,
To zinda hota mein,
Haan zinda hota mein,
To zinda hota mein.
Rakh ki barishon mein,
Waqt ki saazish mein, main ye hara,
Main ye hara, main ye hara..
Khel dil da hua hai ye jaya sara..
Adhoori sikayate tere mere waqt ki,
Kuch pal ki jo khayishein,
Hai bikhari ret si..
Lakeero mein tera jo rehta pal mera,
Tham jata agar zara tera jahan khuda
Adhoori shikayatein tere mere waqt ki,
Kuch pal ki jo khwaishein,
Hai bikhari ret si..
Lakeeron mein tera jo rehta pal mera,
Tham jata agar zara tera jahaan khuda.
To zinda hota mein,
To zinda hota mein,
Haan.. Zinda hota mein,
To zinda hota mein.
Farebi najakat mein,
Tere chehre ki hansi mein ,
Haan yuhi tere baat mein,
Jhootla le zindagi,
Nazaron mein jo sama rehta tu agar zara,
Kajal ki chao se mein neend leta chura.
To zinda hota mein,
To zinda hota mein,
Haan.. Zinda hota mein,
To zinda hota mein.
Rakh ki barishon mein,
Waqt ki saazish mein, main ye hara,
Main ye hara, main ye hara..
Khel dil da hua hai ye jaya sara..
Adhoori shikayatein tere mere waqt ki
Kuch pal ki jo khayishein
Hai bikhari ret si..
Lakeeron mein tera jo rehta pal mera
Tham jata agar zara tera jahan khuda..
Tu hi hai saason mein,
Tu hi hai khabon mein,
Meri hi yaadon mein,
Sama hai tu mujhmein abhi kaisi raaton mein,
Inhe samet lun ya kho dun iss pal mein,