Jai Hanuman Gyan Guna Sagar
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Hanuman/Jay-Hanuman/RzIRbhlmD
jai hanumaan, jai hanumaan, jai hanumaan
dariya me deep stambh tum, andhkar me jyoti tum
dariya me deep stambh tum, andhkar me jyoti tum
nirash man ki asha tum, nirash man ki asha tum
bhatke ko raah dikhao tum
dubti saans aas tum, gyan ki bujhaao pyas tum
jai hanuman gyan gun sagar, jai kapis tihu lok ujaagar
jai hanuman gyan gun sagar, jai kapis tihu lok ujaagar
nadiya jaisi chanchalta, gagan ke jaisi akhandta
chandrprakash ki shitalta
nadiya jaisi chanchalta, gagan ke jaisi akhandta
chandrprakash ki shitalta
parvat jaisi nichhalta, narm dhup si komalta
tere guno ki kya seema
jai hanuman gyan gun sagar, jai kapis tihu lok ujaagar
jai hanuman gyan gun sagar, jai kapis tihu lok ujaagar
ghor andhera dur savera kaal chakra kaa kaisa phera
kaal chakra kaa kaisa phera
ghor andhera dur savera kaal chakra kaa kaisa phera
kaal chakra kaa kaisa phera
din hin ko aasra teraa, din hin ko aasra teraa
sath mujhe hai bas tera, sankatmochan tu meraa
moksha marg tu hi meraa
jai hanuman gyan gun sagar, jai kapis tihu lok ujaagar
jai hanuman gyan gun sagar, jai kapis tihu lok ujaagar
dariya me deep stambh tum, andhkar me jyoti tum
nirash man ki asha tum, bhatke ko raah dikhao tum
dubti saans aas tum, gyan ki bujhaao pyas tum
jai hanuman gyan gun sagar, jai kapis tihu lok ujaagar
jai hanuman gyan gun sagar, jai kapis tihu lok ujaagar
jai hanuman gyan gun sagar, jai kapis tihu lok ujaagar
jai hanuman gyan gun sagar, jai kapis tihu lok ujaagar
Mahabali Maha Rudra
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Hanuman/Mahabali-Maharudra/Ex
parakram se gunje tribhuvan dharati patal dusht bhanjan
jal sagar kare parajay krandan trikal nirantar lok vandan
mahabali maha rudra maha vajra shauryavan veer hanuman
jai hanuman gyan guna sagar jai kipis tihun lok ujgar
ramdoot atulit bal dhama anjani putra pavansut nama
parakram se gunje tribhuvan dharati patal dusht bhanjan
jal sagar kare parajay krandan trikal nirantar lok vandan
mahabali maha rudra maha vajra shauryavan veer hanuman
chehre se chalakti namrata ankho me shant chit ki chaya
tum terenani terena
chehre se chalakti namrata ankho me shant chit ki chaya
uper hai subha ki lali disha sindurlipi kaya
mahabali maha rudra maha vajra shauryavan veer hanuman
mahebir bikram bajrangi kumati nivar sumati ke sangi
kanchan baran biraj subesa kanan kundal kunchit kesa
hath bajra aur dhvaja birjai kandhe moonj janeu sage
shankar suvna kesari nandan tej pratap maha jag vandan
vikat samay nikat jo aaye pratham vahi smaran aa jaye
vikat samay nikat jo aaye pratham vahi smaran aa jaye
har vipda woh dur kare sankat mochan tabhi kahalaye
mahabali maha rudra maha vajra shauryavan veer hanuman
shakti ki nayi paribhasha virat vikrami rup anhokha
shakti ki nayi paribhasha virat vikrami rup anhokha
shakti ki nayi paribhasha virat vikrami rup anhokha
mahabali maha rudra maha vajra shauryavan veer hanuman
parakram se gunje tribhuvan dharati patal dusht bhanjan
jal sagar kare parajay krandan trikal nirantar lok vandan
Hanuman Chalisa
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Hanuman/Hanuman-Chalisa/Hg45Y
jai hanuman gyan gun sagar
jai kapis tihu lok ujagar
ram dut atulit bal dhama
anjani putar pawan sut nama
parakaram se gunje tirubhuvan
dharti paatal dusht bhanjan
jal sagar kare parajai karandan
trikaal nirantar lok wandan
mahabali maha rudra
mahabal sa shauryavan veer hanuman
mahabali maha rudra
mahabal sa shauryavan veer hanuman
chehre se jhalakti namrta
aankho me shant chit ki chhaya
chehre se jhalakti namrta
aankho me shant chit ki chhaya
mukh pe hai subah ki lali
visha sindur liti kaya
mahabali maha rudra
mahabal sa shauryavan veer hanuman
mahabali maha rudra
mahabal sa shauryavan veer hanuman
maha veer vikram bajrangi
kumti niwar sumati ke sangi
kachan varan viraj suwesha
kanan kundal kunchit kesha
hath vajr or dhwaja viraje
kandhe kunj janeu saaje
shankar suwan keshri nandan
tej partap maha jag bandan
vikat samay nikat jo aaye
pratham wahi samarn aa jaye
vikat samay nikat jo aaye
pratham wahi samarn aa jaye
har vipda wo dur kare
sankat mocha tabhi kahlaye
mahabali maha rudra
mahabal sa shauryavan veer hanuman
mahabali maha rudra
mahabal sa shauryavan veer hanuman
shakti ki nayi paribhasha
virat vikarmi rup anokha
shakti ki nayi paribhasha
virat vikarmi rup anokha
laye uthaye drongiri
or jag dekhe leela nyari
mahabali maha rudra
mahabal sa shauryavan veer hanuman
mahabali maha rudra
mahabal sa shauryavan veer hanuman
mahabali maha rudra
mahabal sa shauryavan veer hanuman
mahabali maha rudra
mahabal sa shauryavan veer hanuman
Akadam Bakadam Dekho Yeh Tikadam
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Hanuman/Akdam-Bakdam/NA8DZw1z
akadam bakadam dekho yeh tikadam
jadu ki takat bolo kis me dum
hawa se tej naa bijli se kam chukar dekhe aasman ham
darte ho kyun sab me ho naa idhar
chote hath par takat hai jabar
darte ho kyun sab me ho naa idhar
chote hath par takat hai jabar
raksh bhi kya lenge takkar gir jayenge khake chakker
akadam bakadam dekho yeh tikadam
jadu ki takat bolo kis me dum
hawa se tej naa bijli se kam chukar dekhe aasman ham
chalo kare inn taro ki shair
dono ke sar pe mere hain do pair
chalo kare inn taro ki shair naa rahegi dushmano ki khair
upar niche aage pichhe hai koyi lega mujse bair
akadam bakadam dekho yeh
tikadam jadu ki takat bolo kis me dum
hawa se tej naa bijli se kam chukar dekhe aasman ham
akadam bakadam dekho yeh
tikadam jadu ki takat bolo kis me dum
hawa se tej naa bijli se kam chukar dekhe aasman ham
akadam bakadam dekho yeh
tikadam jadu ki takat bolo kis me dum
hawa se tej naa bijli se kam chukar dekhe aasman ham
Jai Bajrangbali
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Hanuman/Jay-Bajrangbali/SAcfd
dekho kamal ye asli bajrangbali
jai bajrangbali
dar gaye sare nakli ha bajrangbali
jai bajrangbali
dekho ye kamal asli bajrang
jai bajrangbali
dar gaye sare nakli bajrangbali
takat ki pahchan asli bajrang
jai bajrangbali
nahi karishma ye nakli bajrangbali
hey parwat uthaya kisne
samunder ko langha kisne
bolo bolo are bol na
parwat uthaya kisne
samunder ko langha kisne
ek second me lanka jali
mahabali hai wo asli bajrang
jai bajrangbali
dar gaye sare nakli bajrangbali
takat ki pahchan asli bajrang
jai bajrangbali
nahi nahi karishma ye nakli bajrangbali
sabse solid gada kiski
ye magic punchh bhala kiski
sahi hai tell me bol na
sabse solid gada jiski
ye magic punchh bhi hai uski
roj nayi ada jiski hey
chamatkar har baar asli bajrang
jai bajrangbali
dar gaye sare nakli bajrangbali
takat ki pahchan asli bajrang
jai bajrangbali
nahi karishma ye nakli jai bajrangbali
rup badalta rang dekho
bhaage bhut bedhang dekho
bhaage bhut bedhang dekho
rup badalta rang dekho
bhaage bhut bedhang dekho
gali gali me naam dekho
hey har dil ka raja asli bajrangbali bajrangbali
dar gaye sare nakli ha bajrangbali
takat ki pahchan asli bajrang
bajrang bajrang bajrangbali
nahi karishma ye nakli jai bajrangbali
Hanuman Chalisa-1
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Hanuman-Returns/Hanuman-Chali
shri guru charan saroj raj nij mane mukure sudhaari
varnao raghuvar vimal jasu jo daayaku phal chaari
budhihin tanu janike sumirau pavan kumaram
bal budhi vidya dehu mohe harahu kalesa bikaar
jai hanuman gyan gun saagar
jai kapis tihun lok ujaagar
ram doot atulit bal dhaama
anjani-putra pavan sut naama
mahavir vikram bajrangi
kumati nivaar sumati ke sangi
kanchan varan viraaj subesa
kaanan kundal kunchit kesaa
haath vajra aur dhuvaje viraaje
kandhe moonj janehu saaje
shankar suvan kesrinandan
tej prataap maha jag vandan
vidyavaan guni ati chaatur
raam kaaj karibe ko aatur
prabhu charitra sunibe ko rasiya
raam lakhan sita man basiya
sukshma roop dhari siyahi dikhaava
vikat roop dhari lanka jalaava
bhima roop dhari asur sanghaare
ramachandra ke kaaj sanvaare
laaye sanjivan lakhan jiyaaye
shri raghuvir harashi ur laaye
raghupati kinhi bahut badhaayi
tum mam priye bharathi sam bhaai
sahas badan tumharo yash gaave
as kahi shripati kanth lagaave
sankadik brahmadi muneesa
naarad saarad sahit aheesa
yam kuber digpal jahan te
kavi kovid kahi sake kahan te
tum upkaar sugreevahin keenha
ram milaay rajpad deenha
tumharo mantra vibheeshan maana
lankeshwar bhay sub jag jaana
yug sahastra jo jan par bhaanu
leelyo tahi madhur phal jaanu
prabhu mudrika meli mukh maahee
jaladhi langhi gaye achraj naahee
durgaam kaaj jagat ke jete
sugam anugraha tumhre tete
ram dware tum rakhvaare
hoat na agya binu paisare
sub sukh lahai tumhari sarna
tum rakshak kaahu ko darna
aapan tej samhaaro aapai
teenhon lok haank te kanpai
bhoot pisaach nikat nahin aavai
mahaavir jab naam sunavai
naase rog harai sab peera
japat nirantar hanumant beera
sankat se hanuman chudavai
mann karam vachan dyan jo lavai
sab par raam tapasvee raaja
tinke kaaj sakal tum saaja
aur manorath jo koi lavai
sohi amit jeevan phal pavai
charon yug partap tumhaara
hai persidh jagat ujiyaara
saadhu sant ke tum rakhwaare
asur nikandan ram dulhaare
ashtasidhi nav nidhi ke dhaata
us var deen janki maata
raam rasaayan tumhare paasa
sada raho raghupati ke daasa
tumhare bhajan raam ko pavai
janam janam ke dukh bisravai
anth kaal raghuvir pur jayee
jahaan janam haribakht kahayee
aur devta chit na dharehi
hanumanth se hi sarve sukh karehi
sankat kate mite sab peera
jo sumirai hanumat balbeera
jai jai jai hanuman gosahin
kripa karahu gurudev ki nyahin
jo sat baar paath kare koyi
chutehi bandhi maha sukh hoyi
jo yah padhe hanuman chalisa
hoye siddhi sakhi gaureesa
tulsidaas sada hari chera
keejai das hrdaye mein dera
pavantnai sankat harana mangal murti roopa
ram lakhan sita sahita hrdaye basahu sur bhoopa
Aasmaan Ko Chhukar Dekho
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Hanuman-Returns/Aasman-Ko-Chu
aasmaan ko chhukar dekha, taaron ki gali sawaari
chaand par bhi naache hum, ki tufaano se yaari
aasmaan ko chhukar dekha, taaron ki gali sawaari
chaand par bhi naache hum, ki tufaano se yaari
aasmaan ko chhukar dekha, taaron ki gali sawaari
chaand par bhi naache hum, ki tufaano se yaari
kya karoon aur kya nahi, baat kisi se kahi nahin
mauj masti ki aadat meri bachpan se gayi nahin
paagalpan yeh kaisa hai, ki jaisa taisa hai
soch ki najakat hai, thodi si shararat hain
tedha yeh saamaa kyun, aafat mein jaan kyun hai
mach raha bawaal kyun hai, ulta yeh dimaag kyun hain
aasmaan ko chukar dekha, taaron ki gali sawaari
chaand par bhi naache hum, ki tufaano se yaari
ye ye ye aankh micholi, chor daaku bhoot kohli
bum bum bajrang bali, mahabali mahabali
khalbali hi khalbali dekho hai ho chali
dharti saagar taare hi pyaare
aasmaan ko chhukar dekha, taaron ki gali sawaari
chaand par bhi naache hum, ki tufaano se yaari
kya karoon aur kya nahin baat kisi se kahi nahi
mauj masti ki aadat meri bachpan se gayi nahi
aasmaan ko chhukar dekha, taaron ki gali sawaari
chaand par bhi naache hum, ki tufaano se yaari
Dhaam Dhoom Dhadaam
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Hanuman-Returns/Dhishum-Dhish
dham dhum dhadam dhishum dhishum
akal ke dushmn gadhe ki dum
dham dhum dhadam dhishum dhishum
akal ke dushmn gadhe ki dhum
marenge sare bari bari kha le jhapd ho ja gum
dham dhum dhadam dhishum dhishum
akal ke dushmn gadhe ki dhum
marenge sare bari bari kha le jhapd ho ja gum
ped se latak upar se patak ped se latak
upar se patak
todo ye tangdi ho jaye langdi
khale tu ghusa laat aur bukka karega
fight dunga ik tight
jhum barabar jhum kha le jhapd ho ja gum
dham dhum dhadam dhishum dhishum
akal ke dushmn gadhe ki dhum
marenge sare bari bari kha le jhapd ho ja gum
dham dhum dhadam dhishum dhishum
akal ke dushmn gadhe ki dhoom
marenge sare bari bari kha le jhapd ho ja gum
fokat ka ye dum dekh lenge hum
fokat ka ye dum dekh lenge hum
bakbak jyada aur kaam kam
kahe ki akad chal kaan pakad
murga ban ja chhat pe chadh ja
wahi baith ke ghoom khaa le jhapd ho ja gum
dham dhum dhadam dhishum dhishum
akal ke dushmn gadhe ki dhum
marenge sare baari bari kha le jhapd ho ja gum
dham dhum dhadam dhishum dhishum
akal ke dushmn gadhe ki dhum
marenge sare bari baari kha le jhapd ho ja gum
inse kya darna inko hai marna
inse kya darna inko hai marna
bas me nahi hai mujhse bachna
chhota hi sahi takat hai wahi
bahut bhi dare chor kya kare
machaunga mai dhum kha le jhapd ho ja gum
dham dhum dhadam dhishum dhishum
akal ke dushmn gadhe ki dhum
marenge sare bari bari kha le jhapd ho ja gum
dham dhum dhadam dhishum dhishum
akal ke dushmn gadhe ki dhum
marenge sare bari bari kha le jhapd ho ja gum
Pet Hai Ya Black Hole
mann mein kahin ho lagan sada rahe jo dhyan magan
mitha phal payega wahin bujhegi usiki antar agan
dudh ki nadi dahi ka dariya chatpat sara gatt karliyan
koi to do bhed khol pet hai ya back hole
dudh ki nadi dahi ka dariya chatpat sara karliyan
koi to do bhed khol pet hai ya back hole
uff laddu halwa khir malayi subah se bane kadhayi
han dusara kya nahin koi kam bhais bhi mange rokda dam
yun to ban jayega dhol pet hai ya back hole
dudh ki nadi dahi ka dariya chatpat sara gatt karliyan
koi to do bhed khol pet hai ya back hole
dudh ki nadi dahi ka dariya chatpat sara gatt karliyan
koi to do bhed khol pet hai ya back hole
pet hai ya back hole pet hai ya back hole
pet hai ya back hole pet hai ya back hole
pet hai ya back hole pet hai ya back hole
pet hai ya back hole pet hai ya back hole
jibh macha rahi hai dhum chehra phir bhi hai masum
ghar bhar ko khub nachaya sar saron ka chakraya
bhage har koi gol gol pet hai ya back hole
dudh ki nadi dahi ka dariya chatpat sara gatt karliyan
koi to do bhed khol pet hai ya back hole
khate hi khate ja ruko na khate ja
khake phir tum so jao uthke phir se tum khao khate hi khate jao
ho khali handi khali kadayi khali mithayi
ho bekar hai dibbe ka dhakkan andar bacha nahin hai makhkhan
ab kya khayenge to bol pet hai ya back hole
dudh ki nadi dahi ka dariya chatpat sara gatt karliyan
koi to do bhed khol pet hai ya back hole
dudh ki nadi dahi ka dariya chatpat sara gatt karliyan
koi to do bhed khol pet hai ya back hole
dudh ki nadi dahi ka dariya chatpat sara gatt karliyan
koi to do bhed khol pet hai ya back hole
pet hai ya back hole
Pet Hai Ya Black Hole
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Hanuman-Returns/Blackhole/N1A
mann mein kahin ho lagan sada rahe jo dhyan magan
mitha phal payega wahin bujhegi usiki antar agan
dudh ki nadi dahi ka dariya chatpat sara gatt karliyan
koi to do bhed khol pet hai ya black hole
dudh ki nadi dahi ka dariya chatpat sara karliyan
koi to do bhed khol pet hai ya black hole
uff laddu halwa khir malayi subah se bane kadhayi
han dusara kya nahin koi kam bhais bhi mange rokda dam
yun to ban jayega dhol pet hai ya black hole
dudh ki nadi dahi ka dariya chatpat sara gatt karliyan
koi to do bhed khol pet hai ya black hole
dudh ki nadi dahi ka dariya chatpat sara gatt karliyan
koi to do bhed khol pet hai ya black hole
pet hai ya black hole pet hai ya black hole
pet hai ya black hole pet hai ya black hole
pet hai ya black hole pet hai ya black hole
pet hai ya black hole pet hai ya black hole
jibh macha rahi hai dhum chehra phir bhi hai masum
ghar bhar ko khub nachaya sar saron ka chakraya
bhage har koi gol gol pet hai ya black hole
dudh ki nadi dahi ka dariya chatpat sara gatt karliyan
koi to do bhed khol pet hai ya black hole
khate hi khate ja ruko na khate ja
khake phir tum so jao uthke phir se tum khao khate hi khate jao
ho khali handi khali kadayi khali mithayi
ho bekar hai dibbe ka dhakkan andar bacha nahin hai makhkhan
ab kya khayenge to bol pet hai ya black hole
dudh ki nadi dahi ka dariya chatpat sara gatt karliyan
koi to do bhed khol pet hai ya black hole
dudh ki nadi dahi ka dariya chatpat sara gatt karliyan
koi to do bhed khol pet hai ya black hole
dudh ki nadi dahi ka dariya chatpat sara gatt karliyan
koi to do bhed khol pet hai ya black hole
pet hai ya black hole