Maine manga jo wo paaya na
Main to kisi bhi man ko bhaya na
Ha main kar chala mer zindgi tanhaa
Haa.. maa mujhe baksh de tu wo zindigi
Jis zindigi me thi tu yahin
Aur tha jo khusiyo se bhara wo jahan
Wo sukoon ke pal kahan teri
Khusbuyein thi jahan
Wo sukoon ke pal kahan teri
Khusbuyein thi jahan
Oo tu eak pal ko laut ke aao
Aur mujhko apne passs baitha
Haaye rabba mere rabnuma bas mord de
Haaye rabba mere rabnuma bas mord de
Mere… Meere..
Sisak sisak ke simat rahi hai
Piya meri saanse gum ho rahi
Piya meri saanse gum ho rahi
Sisak sisak ke simat rahi hai
Piya meri saanse gum ho rahi
Mujhko bachane khuda ghar aaya
Kah dunga mora piya tu nahi
Jag saara jaane johan teri main
Eak tuhi hai jo sunta nahi
Ja re ja more jiyaa..
Ja re ja more jiyaa..
Pa-ma-ga-ni
Ja re ja more jiyaa..
Ja re ja more jiyaa..
Pa-ma-ga-ni
Ja re ja more jiyaa..
Ja re ja more jiyaa..
Pa-ma-ga-ni
Aa…
Pa-ma-ga-ni
Aa…
Pa-ma-ga-ni
Aa…
Pa-ma-ga-ni
Aa..
Pa-ma-ga-ni
Aa..
Mujhe ha mohabbat hui hai
Eak aur hasrat hui hai
gustaakhi dil se hui hai
Kya karun
Kuch soojhta hi nahi hai
Jaane ya galat kya sahi hai
Har cheej badli huyi hai
Kya karun
Main tera yun ho gaya
Khud ki to sudh budh hi nahi
Rubaru jo tu nahi
Ho jaye saanse bhi kahin
Wo aaye muskuraye muskurakar ye kaha
Ha chulo khwab mere jinme ho tum rawan
Maine hans ke unko ye bola
Jo na kah saka main tu bola
Tune raaz dil ka jo khola maanlun
Jaane kaisi harkat hui thi
Mere dil me barkat hui thi
Ya khuda ki rahmat hui thi
Kya kahun
Main tera yun ho gaya
Khud ki to sudh budh hi nahi
Rubaru jo tu nahi
Ho jaye saanse bhi kahin
Kar lena tu baat mere dil
Kah dena eak dafa mere dil
Hoon main tanha mahfil wahi hai
Eak wo hi manzil meri hai
Aab tay jo kar maine li hai jeetolun
Chalo maana jo aab yakeen hai
Mujhe ho gayi aashique hai
Par jaan tu naazmi hai
Kya karun
Main tera yun ho gaya
Khud ki to sudh budh hi nahi
Rubaru jo tu nahi
Ho jaye saanse bhi kahin.