aapse mujhe aapse aapse mujhe aapse
maniye na maniye pyar ho hi gaya
maniye na maniye pyar ho hi gaya
aapse mujhe aapse
aaj apna dil aisa diwana hua
aaj apna dil aisa diwana hua
dunia me dunia se begana hua
kyu hua kaise hua kuch nahi hai pata
aapse mujhe aapse aapse mujhe aapse
maniye na maniye pyar ho hi gaya
aapse mujhe aapse
kaise mai kadmo ko sambhalti chalu
kaise mai kadmo ko sambhalti chalu
kyu na aaj dil ko mai uchalti chalu
bekhudi hi bekhudi pyar ki jindagi
aapse mujhe aapse aapse mujhe aapse
maniye na maniye pyar ho hi gaya
aapse mujhe aapse
na ro tu yaha aise pagla kahi ka
mushibat ko apne gale se laga le
tere gam ki duniya tujhe de gaye hai
yaha se vaha root kar jane wale
ae mere dil yaha tu akela nahi
aur bhi hai bahut gam ke mare huye
ae mere dil yaha tu akela nahi
aur bhi hai bahut gam ke mare huye
ae mere dil yaha tu akela nahi
har kadam par yaha aur har mod par
gam ki ek dastaa kah rahi har najar
kah rahi har najar
kitani bechainiya rah ke khamosh bhi
de rahi hai sada bin pukare huye
ae mere dil yaha tu akela nahi
pyar jisne kiya usko pagal kaha
apni duniya me ye julm hota raha
julm hota raha
saikado baar ye khel khela gaya
saikado baar aise najaare huye
ae mere dil yaha tu akela nahi
aur bhi hai bahut gam ke mare huye
aise insan maine dekhe kayi
maut jinke liye jindagi ban gayi
jinki aaho se hai gunjati ye fiza
jinke aanshu gagan ke sitare huye
ae mere dil yaha tu akela nahi
aur bhi hai bahut gam ke mare huye
ae mere dil yaha tu akela nahi
dhire dhire sang mere gaao o babu ji
dhire dhire sang mere gaao
o ghadi ghadi hansi na udao
o babu ji dhire dhire sang mere gaao
main dehati panchhi babu
shahri geet na janu
sidhi sadhi boli meri
o sidhi sadhi boli meri
main sangeet na janu na janu
main sangeet na janu na janu
raag rang mujhe na sikhao
o babu ji dhire dhire sang mere gaao
kali kali pe mandlana ye
kali kali pe mandlana ye
jhuthi preet tumhari tumhari
jhuthi preet tumhari
mere man ko bhaye nahi
o mere man ko bhaye nahi
aisi reet tumhari tumhari
aisi reet tumhari tumhari
dil kisi ek se lagao
o babu ji dhire dhire sang mere gaao
aaya kaun surila dekhu
aaya kaun surila dekhu
aaya kaun surila
bhola bhala pardesi hu
are bhola bhala pardesi hu
mera naam rangila rangila
o mera naam rangila
mere man ko bhaye raja
mere man ko bhaye raja
tera geet rasila rasila
tera geet rasila rasila
daya karo mujhe na banao
o babu ji dhire dhire sang mere gaao
o ghadi ghadi hansi na udao o babu ji
ghadi ghadi hansi na udao o babu ji
dhire dhire sang mere gaao o babu ji
dhire dhire sang mere gaao
dil me basa le apna bana le
hame apna bana le
dil me basa le
char din ki abhi zindagi hain jawa
dil me basa le apna bana le
hame apna bana le
dil me basa le
tum par bhaorsa kaise kare ham
kaise kare ham
kaahe jawani me aahe bhare ham
lut gaye saikdo pyar ke karwa
dil me basa le apna bana le
hame apna bana le
dil me basa le
wada raha ye tumse hamara
tumse hamara
chhutega hamse na daman tumhara
chhod kar hum tumhe jayenge ab kaha
dil me basa le apna bana le
hame apna bana le
dil me basa le
mushkil bahut hain pyar ki raahe
pyar ki raahe
manjil milegi hame dil se jo chahe
kare aabad hum pyar ka ek jaha
dil me basa le apna bana le
hame apna bana le
dil me basa le
dil aaj mera gane laga geet pyar ke
dil aaj mera
dil aaj mera gane laga geet pyar ke
lo dhire dhire aa hi gaye din bahar ke
ha din bahar ke
dil aaj mera gane laga geet pyar ke
sawan ki kali kali ghata ghir ke aa gayi
ho ghata ghir ke aa gayi
aankho me dekhiye ye masti si cha gayi
aji masti si cha gayi
kahta hai phul phul se bulbul se pukare ke
lo dhire dhire aa hi gaye din bahar ke
ha din bahar ke
dil aaj mera gane laga geet pyar ke
dil aaj mera gane laga geet pyar ke
aye dil mere na ho tu abhi
tu itna bekarar itna bekarar
rahna hai tujko banke
kisi ke gale ka har ho gale ka har
do char din hai or abhi tere intzar ke
dil aaj mera gane laga geet pyar ke
dil aaj mera gane laga geet pyar ke
pahlu me aaj dil mera aise machal gaya
aise machal gaya
jaise kisi ka teer chale kaleje pe chal gaya
dil pe chal gaya lo tar tar baje
dil ke sitar ke aji dil ke sitar ke
dil aaj mera gane laga geet pyar ke
dil aaj mera
dil aaj mera gane laga geet pyar ke
lo dhire dhire aa hi gaye din bahar ke
ha din bahar ke aaye din bahar ke
aaye din bahar ke
matwale naino wale
o matwale naino wale
kaahe ham par jadu dale
kaahe ham par jadu dale
jadu dale
matwale naino wale
o matwale naino wale
teri adaaye dil ko jalaye
kaise aag bujhaye
o aankh jara tu mila le, mila le
matwale naino wale
o matwale naino wale
khel nahi hai dil ka lagana
karke pyar nibhana
ho kon rog ye pale
matwale naino wale
o matwale naino wale
raat suhani hain ye purani
tune haye na jani
ho sab hain dekhe bhale
matwale naino wale
o matwale naino wale
kaahe ham par jadu dale
kaahe ham par jadu dale
jadu dale
matwale naino wale
o matwale naino wale
naadan na ban aye matwale
kyo husan pe yu diwana hain
are kuchh hath nahi aane wala
pachhatana hi pachhatana hain
kuchh hath nahi aane wala
pachatana hi pachatana hani
aa aa aa aa
chhedna yu rah chalte
gair ko achcha nahi
khopadi par pair ke
juti na pad jaye kahi
mane na mane teri marji
par kam mera samjhana hai
kuch hath nahi aane wala
pachatana hi pachatana hain
aa aa aa aa
teri tirchhi najar ko
dekhate hain dekhne wale
samjhe, ha samjh gaye samjh gaye bola
kahi aisa na ho
pad jaye teri jaan ke lale
hain kam bura in kamo ko
anjam kachari thana hai
kuch hath nahi aane wala
pachatana hi pachatana hain
gale padne ki aadat
husn walo ko nahi bhati
mohabbat aap hoti hai
mohabbat ki nahi jaati
kya baat hain bandhu
ye pyar najar ka dhokha hain
ye dil ko fakat bahlana hai
kuch hath nahi aane wala
pachatana hi pachatana hain
naram naram ye garam garam
ye hai naram naram ye hai garam garam
ye hai chane gagan ke tare chane gagan ke tare
do paise ki chiz me dekho
lakho gun hai pyare lakho gun hai pyare
bache khaye budhe khaye khaye race ke ghode
ye khaye race ke ghode do muthi jo roz chabaye
sabki gardan tode lala ji seth ji babu ji sabki gardan tode
chane khilakar jise ladai wo kabhi na bazi hare
wo kabhi na bazi hare do paise ki chiz me dekho
lakho gun hai pyare lakho gun hai pyare
suitat butat dhan walo ka pura sauk kare
ye pura sauk kare nirdhan dukhio majduro ka
jis din pet bhare kadar chane ki jane wo
jo tadpe bukh ke mare tadpe bukh ke mare
do paise ki chiz me dekho
lakho gun hai pyare lakho gun hai pyare
chane batane bech ke dekho bane hai sahukar
hum bane hai sahukar yad rakho ye bat ke
mehnat jati nahi bekar jeet usi ki hai dunia me
jo himmat na hare jo himmat na hare
do paise ki chiz me dekho
lakho gun hai pyare lakho gun hai pyare
ye hai naram naram ye hai garam garam
ye hai chane gagan ke tare chane gagan ke tare
do paise ki chiz me dekho
lakho gun hai pyare lakho gun hai pyare
sun sun meri kahani
mushkil hai jan bachani
sun sun meri kahani
are mushkil hai jan bachani
tara rampam gana sargam
bhul gaye hum bhul gaye hum
sari tigdam sari tigdam
chakkar hai chakkar hai
aane lage aane lage aane lage
yad aa gayi aaj nani
meri nani thi kani o nani meri nani
sun sun meri kahani
mushkil hai jan bachani
aaye haskar rah gaye faskar
jaye kaise jaye kaise
yaha se bachkar yaha se bachkar
mushkil me mushkil me aise ghire
aise ghire aise ghire
bahta hai aankho se pani
ho pani haye pani ho pani ho pani
sun sun meri kahani
mushkil hai jan bachani
sun sun meri kahani
mushkil hai jan bachani
lage karejwa teer sakhi sun bansuriya
lage karejwa teer
lage karejwa teer sakhi sun bansuriya
lage karejwa teer
main to ho gayi bavari
main to ho gayi bavari
man se nikle hay ri hay ri
tadpan lagi savari
tadpan lagi savari
khud bisraye khud bisraye
khud bisraye
lage karejwa teer sakhi sun bansuriya
lage karejwa teer
bansi jo bajaye dodi dodi jaye
bana hai albela
hoye mera man gaye ak nahi aaye
kaisa jhmela o lala kaisa jhmela
o lala kaisa jhmela
dekhe nahi sune nahi ha
are dekhe nahi sune nahi
man ki mere peer
man ki mere peer
lage karejwa teer sakhi sun bansuriya
lage karejwa teer
khoti teri preet hai
khoti teri preet hai
apni apni reet hai, reet hai
tu graj ka meet hai
tu graj ka meet hai
lage karejwa teer sakhi sun bansuriya
lage karejwa teer
tujh me hu mai mujh me hai tu phulo me basi hai jaise khushbu
tujh me hu mai mujh me hai tu phulo me basi hai jaise khushbu
pyar me rivaj tute na kabhi hatho me hai piya meri aabaru
pyar me rivaj tute na kabhi hatho me hai piya meri aabaru
ae mere sanam zindagi meri aise hai mohabbat baharo ke bina
ae mere sanam zindagi meri aise hai mohabbat baharo ke bina
raat ke samaye dur badi hu jaise koi aasama sitaro ke bina
raat ke samaye dur badi hu jaise koi aasama sitaro ke bina
tujh me hu mai mujh me hai tu phulo me basi hai jaise khushbu
ye hasi fiza or ye hawa dono me chhupi hai mere dil ki sada
ye hasi fiza or ye hawa dono me chhupi hai mere dil ki sada
kash ki ho tujhe jaye kabhi jhumate nazaro se baharo ka pata
kash ki ho tujhe jaye kabhi jhumate nazaro se baharo ka pata
pyar me rivaj tute na kabhi hatho me hai piya meri aabaru
aa jao jara pyar ka nasha aankho me gori hamari yaad to rahe
aa jao jara pyar ka nasha aankho me gori hamari yaad to rahe
dekho ji abhi aage na badho thoda thoda dunia ka rivaj to rahe
dekho ji abhi aage na badho thoda thoda dunia ka rivaj to rahe
tujh me hu mai mujh me hai tu phulo me basi hai jaise khushbu
pyar me rivaj tute na kabhi hatho me hai piya meri aabaru
aa, kahna mera aaj maan le
dushman zamana hai jaan le
tu hai nigaho me pyar ki raaho me
dhokha na khana mere dilruba
aa, kahna mera aaj maan le
dushman zamana hai jaan le
tu hai nigaho me pyar ki raaho me
dhokha na khana mere dilruba
duniya ki najre badli huyi hai
dil me chhupa lu aa tujhe
duniya ki najre badli huyi hai
dil me chhupa lu aa tujhe
jhuthe nazare hai jhuthe ishare hai
jhuthi bahare hai sun jara
aa, kahna mera aaj maan le
dushman zamana hai jaan le
tu hai nigaho me pyar ki raaho me
dhokha na khana mere dilruba
duniya khiladi tu hai anadi
fans na jana jaal me
duniya khiladi tu hai anadi
fans na jana jaal me
jo tujhko ghere hai chor lutere hai
dushman ye tere hai laut ja
aa, kahna mera aaj maan le
dushman zamana hai jaan le
tu hai nigaho me pyar ki raaho me
dhokha na khana mere dilruba
aa, kahna mera aaj maan le
dushman zamana hai jaan le
tu hai nigaho me pyar ki raaho me
dhokha na khana mere dilruba