sajan mera uss par hai, milane ko dil bekarar hai
sajan mera uss par hai, milane ko dil bekarar hai
mausam bhi aa pahuncha shehnayi ka
abb hamako dar kaisa tanhayi ka
mausam bhi aa pahuncha shehnayi ka
abb hamako dar kaisa tanhayi ka
jivan ko jiska intjar hai, ane hi wali woh bahar hai
jivan ko jiska intjar hai, ane hi wali woh bahar hai
sajan mera uss par hai, milane ko dil bekarar hai
jinaki chahat mein akhiya tarasi hai
jinase milane ko baraso barasi hai
jinaki chahat mein akhiya tarasi hai
jinase milane ko baraso barasi hai
honewala unak deedar hai, unako bhi mera intjar hai
honewala unak deedar hai, unako bhi mera intjar hai
sajan mera uss par hai, milane ko dil bekarar hai
ghunghat mera jab uthayenge, ik duje me hum kho jayenge
ghunghat mera jab uthayenge, ik duje me hum kho jayenge
kadamon me unake hi sansar hai, yeh toh janmo janmo ka pyar hai
kadamon me unake hi sansar hai, yeh toh janmo janmo ka pyar hai
sajan mera uss par hai, milane ko dil bekarar hai
aa aa aa aa aa
aa aa aa aa
ujale apni yadon ke hamaare saath rehane do
na jaane kis gali mein jindagi ki shaam ho jaaye
tere dar ko chhod chale
tere dar ko chhod chale
tere dar ko chhod chale
apna dil hum tod chale
apna dil hum tod chale
seema sarhad ko pyaar ne kab mana
dil ko sab apane koi na begaana
kuchh ko kami thi tere bina, suni suni jindagi thi tere bina
aaj mehmaan tera, ghar tera aaj mera
musafir ko pata kya kal kahan ho basera
karu khidmat main teri din woh maalik dikhaaye
meri mehmaan banake mere ghar tu bhi aaye
rahe tu salaamat hum toh chale
apna dil hum tod chale
apna dil hum tod chale
jaano dil dekar hum pyaar nibhaayenge
ek ishare par hum daude aayenge
aisi ghadi phir mile na mile, waqt-ai-bida hai lag ja gale
chale lekar najr mein hansi tere najaare
jindagi kaant lenge, tere yaadon ke sahaare
lutaane ko sabhi kuchh teri raahon mein nikale
tamanna hai mera dum teri baahon mein nikale
haafiz khuda tera hum toh chale
hum toh chale, hum toh chale
hum toh chale, hum toh chale
hum toh chale, hum toh chale
hum toh chale, hum toh chale
pati parmeshwar ke siva
mujhko na parmeshwar chahiye
pati parmeshwar ke siva
mujhko na parmeshwar chahiye
mai suhagan rahu o mai suhagan rahu
sat janmo talak mujhe mera hi var chahiye
pati parmeshwar ke siva
mujhko na parmeshwar chahiye
pati parmeshwar ke siva
mujhko na parmeshwar chahiye
yaad hai sabko sati savitari
jake yamraj se wo ladi thi
yaad hai sabko sati savitari
jake yamraj se wo ladi thi
boli mahima sati ki bata do
paran mere pati ke lauta do
mai suhagan rahu o mai suhagan rahu
sat janmo talak mujhe mera hi var chahiye
pati parmeshwar ke siva
mujhko na parmeshwar chahiye
pati parmeshwar ke siva
mujhko na parmeshwar chahiye
tu dayalu hai mai bhikharan hu
apne priyatam ki mai pujaran hu
tu dayalu hai mai bhikharan hu
apne priyatam ki mai pujaran hu
maine rakha hai vart us sati ka
kuch na bigdega mere pati ka
mai suhagan rahu o mai suhagan rahu
sat janmo talak mujhe mera hi var chahiye
pati parmeshwar ke siva
mujhko na parmeshwar chahiye
pati parmeshwar ke siva
mujhko na parmeshwar chahiye
aaja aa ja aa ja aaja ho aaja
ganga aaja aaja ganga aaja aaja
duniya teri loot na jaaye
koi tera tujhe bulaaye aaja re aaja
ganga aaja aaja ganga aaja aaja
jaan kisi ki jaane ko hai
aaj kayamat aane ko hai
aaj kayamat aane ko hai
pal do pal mein sab kuch tera ho na jaye
duniya teri loot na jaaye
koi tera tujhe bulaaye aaja re aaja
ho ganga aaja aaja ganga aaja aaja
main hoon teri prem deewaani
kam hai jo bhi du kurbaani
kam hai jo bhi du kurbaani
waqt hi tera mera dushman ho na jaaye
duniya teri loot na jaaye
koi tera tujhe bulaaye aaja re aaja
ho ganga aaja aaja ganga aaja aaja
aaja aaja aaja ho aaja ho aaja ho aaja
school khatam college shuru
bachpan gaya masti suru
gana bajana hangama suru
ladki ko aankh marana bhi suru
aadha ticket mera full ho gaya bachpan na jane kahan gul ho gaya
ho ho ho ho ho
dewana ho gaya pagal main ho gaya
dewana ho gaya pagal main ho gaya
na jane na jane kya ho gaya
aadha ticket mera full ho gaya
bachpan na jane kahan gul ho gaya
ho ho ho ho ho ho
nili nili aankhon wali aayegi jarur
julfon ki kali ghata chhayegi jarur
nili nili aankhon wali aayegi jarur
julfon ki kaali ghata chhayegi jarur
usako bulayunga suraj dhale, kahte hai log muskurayegi jarur
aanchal ko khinchegi aankhon ko michegi
honto ko daaton se dabayegi jarur
ik dusare pe ham mar mitenge
ik dusare pe ham mar mitenge
kissa gul-o-bulbul ho gaya re
aadha ticket mera full ho gaya bachpan na jane kahan gul ho gaya
ho ho ho ho ho ho
unse jab najarein main char karunga
pyar karunga main bhut pyar karunga
unse jab najarein main char karunga
pyar karunga main bhut pyar karunga
kehate hai din hai jawani ke do
do se badhake main chaar karunga
bahon mein aayegi woh najani
pyar beshumar baar baar karunga
kamsin haseeno ke aaye paigam
ladakiyon se dil housefull ho gaya
aadha ticket mera full ho gaya bachpan na jane kahan gul ho gaya
dewana ho gaya pagal main ho gaya
dewana ho gaya pagal main ho gaya
na jane na jane kya ho gaya
aadha ticket mera full ho gaya bachpan na jane kahan gul ho gaya
tukada main tere dil ka ae maa tu aake mil ja
tukada main tere dil ka ae maa tu aake mil ja
jaha bhi tu hai sada sukh se rahe yahi hai dua
tukada main tere dil ka ae maa tu aake mil ja
sab ki hai maa kaun mera yaha jo bate gam mera
main besahara hun firta aawara hun ghutata dam mera
sab ki hai maa kaun mera yaha jo bate gam mera
main besahara hun firta aawara hun ghutata dam mera
chhod ke gayi maa jane tu kaha ab laut aa
tukada main tere dil ka ae maa tu aake mil ja
jaha bhi tu hai sada sukh se rahe yahi hai dua
tukada main tere dil ka ae maa tu aake mil ja
dil jab machalta hai aansu nikaltah hai teri yad me
khud ko manata hun hasta hun gata hun rone ke bad me
dil jab machalta hai aansu nikaltah hai teri yad me
khud ko manata hun hasta hun gata hun rone ke bad me
mujhko manane wali sine se lagane wali aa bhi ja
tukada main tere dil ka ae maa tu aake mil ja
jaha bhi tu hai sada sukh se rahe yahi hai dua
tukada main tere dil ka ae maa tu aake mil ja
tukda tu mere dil ka aa dil se aake mil ja
tukda tu mere dil ka aa dil se aake mil ja
khushiya hi aaye kabhi gam na sataye yahi hai dua
tukda tu mere dil ka aa dil se aake mil ja
gujrenge din jaise chalti pawan waise hoga tu jawan
kuch kar dikhayega duniya pe chhayega banke aasman
gujrenge din jaise chalti pawan waise hoga tu jawan
kuch kar dikhayega duniya pe chhayega banke aasman
aansu tab khusi ke meri aankho se bahenge tum dekhna
tukda tu mere dil ka aa dil se aake mil ja
khushiya hi aaye kabhi gam na sataye yahi hai dua
tukda tu mere dil ka aa dil se aake mil ja
jaan se tu pyara hai maa ka sahara hai fir kyun hai juda
jag to paraya hai tu mera jaya hai tune di saja
jaan se tu pyara hai maa ka sahara hai fir kyun hai juda
jag to paraya hai tu mera jaya hai tune di saja
kis gali jaaun tujhe kaha se main laaun mujhe ye bata
tukda tu mere dil ka aa dil se aake mil ja
khushiya hi aaye kabhi gam na sataye yahi hai dua
tukda tu mere dil ka aa dil se aake mil ja
banna mera aaya hariyala banna aaya
banna mera aaya hariyala banna aaya
banna mera aaya hariyala banna aaya
koi aaye to sahi pyar ki duniya lekar
haye raam kasam mai mar jau
koi aaye to sahi pyar ki duniya lekar
haye raam kasam mar jau
koi aaye to sahi
lo aa gaye hai kya hai irada
gabrana kaisa sang chalo radha
lo aa gaye hai kya hai irada
gabrana kaisa sang chalo radha
lo aa gaye hai
koyal kaali badal kaale
kanha ka man bhi kaala
mai to bijuliya hu badal banu kyu
tan kyu kru apna kaala
koyal kaali badal kaale
kanha ka man bhi kaala
mai to bijuliya hu badal banu kyu
tan kyu kru apna kaala
sun nandlala, sun nandlala
sun nandlala, sun nandlala
hamne tumhe pasand kiya, kya bura kiya
haye kya bura kiya
hamne tumhe pasand kiya, kya bura kiya
haye kya bura kiya
aankho me apni band kiya
kya bura kiya, haye kya bura kiya
pathar ke dil me daal di ulfat ki dhadkane
pathar ke dil me daal di ulfat ki dhadkane
pathar ko dardmand kiya, kya bura kiya
haye kya bura kiya
hamne tumhe pasand kiya
kya bura kiya, haye kya bura kiya
peepal ke patva pe likh di dil ki baat
peepal ke patva pe likh di dil ki baat
aayi hai hawaye leke piya ji ke taar
peepal ke patva pe likh di dil ki baat
aayi hai hawaye leke piya ji ke taar
peepal ke patva pe ho ji o
pyara sandesha mujhe mil to gaya hai
sehre ka phul mere khil to gaya hai
pyara sandesha mujhe mil to gaya hai
sehre ka phul mere khil to gaya hai
itna bata de aau milne kaha par
ya iss jamin par ya aasman par
ya iss jamin par ya aasman par
sanware aayi jaiyo, sanware aayi jaiyo
sanware aayi jaiyo
jamuna kinare mere ganv mera ganv
sanware aayi jaiyo, sanware aayi jaiyo
sanware aayi jaiyo
jamuna kinare mere ganv mera ganv
sanware aayi jaiyo, sanware aayi jaiyo
sanware aayi jaiyo, aayi jaiyo aayi jaiyo
dil ka sahara tera pyar, tera pyar tera pyar hai
mujhko ganwara intejar intejar intejar hai
dil ka sahara tera pyar, tera pyar tera pyar hai
kuch log duniya me nasib le ke aate hai
baki bas aate hai aur yu hi chale jate hai
kuch log duniya me nasib le ke aate hai
baki bas aate hai aur yu hi chale jate hai
baki yu hi aate hai aur yu hi chale jate hai
jane kab aate hai jane kab jate hai
chand log duniya me, baki bas aate hai
aur yu hi chale jate hai
marke bhi laut aayenge ham yaar ke liye
marke bhi laut aayenge ham yaar ke liye
ek janam kam hai sanam pyar ke liye
ek janam kam hai sanam pyar ke liye
marke bhi laut aayenge ham yaar ke liye
marke bhi laut aayenge ham yaar ke liye
is paar nahi to fir, us paar milenge ham
sau baar bichad ke bhi, ek baar milenge ham
is paar nahi to fir, us paar milenge ham
sau baar bichad ke bhi, ek baar milenge ham