tukda tu mere dil ka aa dil se aake mil ja

khushiya hi aaye kabhi gam na sataye yahi hai dua

gujrenge din jaise chalti pawan waise hoga tu jawan
kuch kar dikhayega duniya pe chhayega banke aasman

aansu tab khusi ke meri aankho se bahenge tum dekhna
tukda tu mere dil ka aa dil se aake mil ja
khushiya hi aaye kabhi gam na sataye yahi hai dua
tukda tu mere dil ka aa dil se aake mil ja
jaan se tu pyara hai maa ka sahara hai fir kyun hai juda
jag to paraya hai tu mera jaya hai tune di saja

kis gali jaaun tujhe kaha se main laaun mujhe ye bata