People who are crazy enough to think they can change the world are the ones who do. -Apple
Your subscription could not be saved. Please try again.
Your subscription to raagabox has been successful.

A sample of other songs in raagabox lyrics * 8 *

Dil hai chhota sa chhoti si
Music: A.R.Rehman
Lyricist: P.K.Mishra
Album: Roja
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Roja/Chhoti-Si-Aasha/NTE5XhJ6
Dil hai chhota sa chhoti si aashaMasti bhare man ki bholi si aasha
Chaand taaron ko chhoone ki aasha
Aasmaan mein udne ki aasha

Dil hai chhota sa chhoti si aasha
Masti bhare man ki bholi si aasha
Chaand taaron ko chhoone ki aasha
Aasmaan mein udne ki aasha
Dil hai chhota sa chhoti si aasha

Mehak jaoon main aaj to aise
Phool bagiya mein mehke hain jaise
Badalon ki main odhoon chunariya
Jhoom jaoon main banke baavariya
Apni choti mein baabul ughaiya

Dil hai chhota sa chhoti si aasha
Masti bhare man ki bholi si aasha
Chaand taaron ko chhoone ki aasha
Aasmaan mein udne ki aasha
Dil hai chhota sa chhoti si aasha
Masti bhare man ki bholi si aasha

Swarg si dharti khil rahi jaise
Mera manna bhi to khil raha vaise
Koyal ki tarah gaane ka armaan
Bijli ki tarah machloon ye armaan
Jawaani hai laayi rangeen sapna

Dil hai chhota sa chhoti si aasha
Masti bhare man ki bholi si aasha
Chaand taaron ko chhoone ki aasha
Aasmaan mein udne ki aasha
Dil hai chhota sa chhoti si aasha
Ye Hasein Vaadiya
Music: A.R.Rehman
Lyricist: P.K.Mishra
Album: Roja
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Roja/Yeh-Haseen-Vadiyan-Yeh-K
Ye haseen vaadiyaan ye khula aasmaanAa gaye hum kahan ay mere saajna
In bahaaron mein dil ki kali khil gayi
Mujhko tum jo mile har khushi mil gayi

Tere honthon pe hain husn ki bijliyaan
Tere gaalon pe hain zulf ki badliyaan
Tere baalon ki khushboo se mehke chaman
Sangmarmar ke jaisa ye tera badan

Meri jaanejaan ye hai teri chaandni
Chhed do tum aaj koi pyaar ki raagini
Ye haseen vaadiyaan ye khula aasmaan
Aa gaye hum kahan ay mere saajna

Ye bandhan hai pyaar ka dekho toote na sajni
Ye janmon ka saath hai dekho chhoote na sajna
Tere aanchal ki chhaaon ke tale meri manzil mujhe mil gayi
Teri palkhon ki chaaon ke tale mohaabat mujhe mil gayi

Ye haseen vaadiyaan ye khula aasmaan
Aa gaye hum kahan ay mere saajna
In bahaaron mein dil ki kali khil gayi
Mujhko tum jo mile har khushi mil gayi
Ye haseen vaadiyaan ye khula aasmaan
Aa gaye hum kahan ay mere saajna

Jee karta hai saajna dil mein tumko bitha loon
Aa masti ki raat mein apna tumko bana loon
Uthne lage hain toofan kya meer seene mein ay sanam
Tumhein chaahoonga dilon jaan se meri jaanejaan teri kasam

Ye haseen vaadiyaan ye khula aasmaan
Aa gaye hum kahan ay mere saajna
In bahaaron mein dil ki kali khil gayi
Mujhko tum jo mile har khushi mil gayi

Meri jaanejaan ye hai teri chaandni
Chhed do tum aaj koi pyaar ki raagini
Ye haseen vaadiyaan ye khula aasmaan
Aa gaye hum kahan ay mere saajna
Ye haseen vaadiyaan ye khula aasmaan
Bharat Humko Jaanse Pyara Hi
Music: A.R.Rehman
Lyricist: P.K.Mishra
Album: Roja
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Roja/Bharat-Humko-Jaan-Se-Pya
Bhaarat humko jaan se pyaara haiJabse nyaara gulistaan hamara hai
Bhaarat humko jaan se pyaara hai
Jabse nyaara gulistaan hamara hai
Sadiyon se bhaarat bhoomi duniya ki shaan hai
Bhaarat maa ki raksha mein jeewan kurbaan hai
Bhaarat humko jaan se pyaara hai
Jabse nyaara gulistaan hamara hai

Ujade nahin apna chaman
Toote nahin apna vatan
Mandir yahan
Masjid yahan
Hindu yahan
Muslim yahan
Milke rahein hum pyaar se
Jaago

Hindustani naam hamara hai
Sabse pyaara desh hamara hai
Janmbhoomi hai hamari shaan se kahenge hum
Sab hi to bhai bhai pyaar se rahenge hum
Hindustani naam hamara hai
Sabse pyaara desh hamara hai

Assam se gujarat tak
Bengal se maharashtra tak
Jaati kai hum ek hain
Bhaasha kai sur ek hai
Kashmir se madras tak
Keh do sabhi hum ek hain
Aawaaz do hum ek hain
Latka Dikha Diya Humne
Music: A.R.Rehman
Lyricist: P.K.Mishra
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Hindustani/Latka/XT0qByReVQI
Video:
fao han yeh mokshi u
maha chhayir maha chhayir, mas chhayir mas chhayir
latka dikha diya hamne, jhatka laga diya tumne tada ho tumko tada
matka ke chal diye ham to khatka hua hai kyu tumko tada ho tumko tada
manch ki jo aurat hai desh kaa sensation
najar milayi najro se sabhi ko temptation
chhod denge chhod denge ham ho ho, old sara chhod denge ham o ho ho
dhin tak dhin tak dhin o ho ho, deviyo ka sath denge ham
latka dikha diya hamne, jhatka laga diya tumne tada ho tumko tada
matka ke chal diye ham to khatka hua hai kyu tumko tada ho tumko tada

ghum le kidhar bhi udhar hi glamour hai
umar bhi javan hai sabhi toh humour hai
hamne woh joke sune censor bhi nahi sune
hamne jo dress pehni filmstar bhi na pehne
chudidar-vudidar bhul jaye hollywood bollywood chhute pichhe
yeh pehan wo pehan bore ho gaye aakhir me ghagra bhi bhaga pichhe
chhod denge chhod denge ham ho ho, old sara chhod denge ham o ho ho
dhin tak dhin tak dhin o ho ho, deviyon kaa sath denge ham
latka dikha diya hamne, jhatka laga diya tumne tada ho tumko tada
matka ke chal diye ham to khatka hua hai kyu tumko tada ho tumko tada

kamariya kamal si lachak hai noodal si
dil ko puncture jo kare najar hai nidle si
apani jo khabare hain, b b c me bhi nahi
ham jaisi sundarata m tv me bhi nahi
mithi-mithi baato ka mukkala, mandi me bhi mahal me bhi mukabala
jhuth nahi bola maine gopala, jhuth hai toh pi le tu cocacola
chhod denge chhod denge ham ho ho, old sara chhod denge ham o ho ho
dhin tak dhin tak dhin o ho ho, deviyon kaa sath denge ham
latka dikha diya hamne, jhatka laga diya tumne tada ho tumko tada
matka ke chal diye ham to khatka hua hai kyu tumko tada ho tumko tada
manch ki jo aurat hai desh kaa sensation
najar milayi najro se sabhi ko temptation
chhod denge chhod denge ham ho ho, old sara chhod denge ham o ho ho
dhin tak dhin tak dhin o ho ho, deviyon kaa sath denge ham
Pyare Panchee
Singer: K.J. Yesudas
Music: A.R.Rehman
Lyricist: P.K.Mishra
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Hindustani/Pyare-Panchi-Baaho
Video:
tanda naa ne ta naa ne aanand me
tanda naa ne ta naa ne aanand me
tanda naa ne ta naa ne aanand me
tanda naa ne ta naa ne aanand me
pyare panchhi baaho me gaati koyal raho me
dharti pe yahi toh kushi hai apni duniya me aansu bhi nahi hai
pyare panchhi baaho me gaati koyal raho me
dharti pe yahi toh kushi hai apni duniya me aansu bhi nahi hai
chhoti chhoti kutiya me svarg hai yaha
aur chhote chhote dil me behta pyar ka yeh jharana
panchhi jo udna chahe toh patta kahe ka
yeh pyar hi kafi hai gori paisa vaisa kya karna
pyare panchhi baaho me gaati koyal raho me
dharti pe yahi toh kushi hai apni duniya me aansu bhi nahi hai

aasmano me aanand mitti me bhi hai aanand
yeh dharti chir ke ugne vale ankur me aanand
dhup ka sardi me aanand nadi ka varsha me aanand
aur varsha me badle bhumi ke rango me aanand
jivan ka yeh aanand sau barso ka aanand sajani
duniya me har dil ki dhadkan me aanand aanand
pyare panchhi baaho me gaati koyal raho me
dharti pe yahi toh kushi hai apni duniya me aansu bhi nahi hai

teri sanso me rah ke dhalti umar ka aanand
tum agle janam me phir se milo toh aur bhi aanand
thandi rato me tere badan ki garmi ka aanand
aur jivan bhar jo tumne diya hai jine ka aanand
apnepan me aanand rishto me bhi aanand
chhalke auro ki khatir jo aansu hai aanand aanand
pyare panchhi baaho me gaati koyal raho me
dharti pe yahi toh kushi hai apni duniya me aansu bhi nahi hai
pyare panchhi baaho me gaati koyal raho me
dharti pe yahi toh kushi hai apni duniya me aansu bhi nahi hai

chhoti chhoti kutiya me svarg hai yaha
aur chhote chhote dil me behta pyar ka yeh jharana
panchhi jo udna chahe toh patta kahe ka
yeh pyar hi kafi hai gori paisa vaisa kya karna
pyare panchhi baaho me gaati koyal raho me
dharti pe yahi toh kushi hai apni duniya me aansu bhi nahi hai
Telephone Dhun Me
Music: A.R.Rehman
Lyricist: P.K.Mishra
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Hindustani/Telephone/GgoxCUJW
Video:
telephone dhun me hansane vaali
melbourne machhali machalane vaali
digital me sur hai tarasha
madonna hai yaa natasha
zaakir husain tabala tu hai kyaa
sonaa sonaa teraa chamake rup salonaa

sonaa sonaa cellular phone tum to ho naa
computer ko le kar bramhaa ne rachaayaa kyaa
telephone dhun me hansane vaali
melbourne machhali machalane vaali
tum naa hote to dhup nahi hoti rimajhim bhi naa hoti
tum naa hote to chaand nahi hotaa sapanaa bhi nahi sajataa
tum ko pukaaraa saanse khushbu phailaa rahi meri

tumase bichhada to bahati havaaye bad ho gai kyun
paani na hota jharane naa hote ye vaadi naa hoti
milata naa tu to meri jaan nahi hoti ye pyaas nahi hoti
gori nadiyaa apane me har din mujhako dubaanaa
tum naa sharmaanaa zulfo me apani khud ko chhupaa lenaa
telephone dhun me hansane vaali
melbourne machhali machalane vaali

naam tera kisi ko lene nahi dunga vo sukh bhi nahi dungaa
gajara tumhara girane nahi dunga murajhaane nahi dungaa
mere alaavaa kisi aurat ko naa paas bulaanaa
tum naa kabhi bhi mother teresa ko chhod ke naam naa lenaa
teri galiyo me koi mard na chhod ungaa aurat bhi naa chhod ungaa
teri hansi ko udane nahi dungaa mere dil me basaa lungaa

showroom me saajan aurat ki murat chhune naa dungi
jivan me pritam tumhe pyaar ki rekhaa paar karane naa dungi
telephone dhun me hansane vaali
melbourne machhali machalane vaali
digital me sur hai taraashaa
madonna hai yaa natasha
zaakir husain tabalaa tu hai kyaa
sonaa sonaa teraa chamake rup salonaa
sonaa sonaa cellular phone tum to ho naa
computer ko le kar bramhaa ne rachaayaa kyaa
Kashtiyan Bhi Ladh Gayi
Music: A.R.Rehman
Lyricist: P.K.Mishra
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Hindustani/Kashtiyan-Bhi/RV4E
Video:
kashtiya bhi lad gayi, mastiya bhi mil gayi janeman
rat kali so gayi, roshani bhi ho gayi janeman
subah tak ham ladte rahe, jine ko ham marte rahe
ghas bani hai talvare, phul bane hai angare janeman
janeman aayenge abb toh badal bhi
bhigege abb toh aanchal bhi, jindagi hogi apni jindagi
kashtiya bhi lad gayi, mastiya bhi mil gayi janeman
rat kali so gayi, roshani bhi ho gayi janeman

palko me phulo ke rang barse, galo pe aansu ki rangoli
mai yaha too vaha ladte rahe, khatm yeh jang jane kab hogi
maine tujhko yeh dil jabse diya, kaanto pe gujara tab se kiya
mera jivan tere bin suna khvabo me rah gaya
ha sajan se bichhd ke
ab to kashtiya bhi lad gayi, mastiya bhi mil gayi janeman
rat kali so gayi, roshani bhi ho gayi janeman

janeman janeman tere vaste aaya hu udd ke havao me
phulo me hoti hai jo khushbu vaisi hi too meri sanso me
tere paavo ki payal ban jau, tere naino ka kajal banke rahu
mere dil ki too hai rani
le lu aa baaho me, tujh me hi mil jau mai
ab to kashtiya bhi lad gayi, mastiya bhi mil gayi janeman
rat kali so gayi, roshani bhi ho gayi janeman
subah tak ham ladte rahe, jine ko ham marte rahe
ghas bani hai talvare, phul bane hai angare janeman
janeman aayenge abb toh badal bhi
bhigege abb toh aanchal bhi, jindagi hogi apni jindagi
Maayaa Maschindraa
Music: A.R.Rehman
Lyricist: P.K.Mishra
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Hindustani/Maya-Machindra/NhE
Video:
maya machhidra mujh pe mantar mat karana
jadu mantar se mujh ko pagal mat karana
pyasa dil ho to pagal ho jaye mistari dil ka shastari
banho me teri bitegi meri raatari sari ratari
phulvari-phulvari divyadham ki phulvari
aaunga sab kuchh de dunga
tu bhi hai mardana mai bhi hun mastani
pyaar ki baja le dholaki
hotho se chhu le tu banho me bhar le tu
sundari baja le bansuri
maya machhidra mantar padane tu aaya
jadu mantar se pagal karane tu aaya

tune kya kar diyaa o mere jaan-e-jaan
dhadakan me tu hi tu hai balam
jabase pyar ho gaya o meri dilaruba
khabo me tu hi tu hai janam
bantane se shahad kam hoga to kya
chumane se shakkar rog aaye to kya
har din yun hi milana hai
na dhin dhinna karana hai
sundari baja le bansuri
vaqt pyar ka hai sajana minamekh tu mat karana
chhokara baja le khajara
maya machhidra mantar padane tu aaya
jadu mantar se pagal karane tu aaya

na janun mera naam naa janun mera ganv
puchhun mai tujhako mere raja
bhasha bhi bhula mai jivan bhi bhula
mai bhula hun sab kuchh meri rani
pyar me saval karake fayada nahi
kamadev der tak rukata nahi
barf ki tarah pighalege pighal ke
kavita likh dege sohini meri mohini
dono mil ke duniya ka naqsha ham ban jayege
jalama o mere balama
maya machhidra mantar padane tu aaya
jadu mantar se pagal karane tu aaya