People who are crazy enough to think they can change the world are the ones who do. -Apple
Your subscription could not be saved. Please try again.
Your subscription to raagabox has been successful.

A sample of other songs in raagabox lyrics * 2 *

Rukte Rukte Chali Re
Singer: Suraj Jagan
Music: Sagar Desai
Lyricist: Neeraj Pandey
Album: Mrs.(2025)
Tag: hindi
Audio: https://music.youtube.com/watch?v=CXgbCw_EBXc&list=OLAK5uy_kemCCQrllkM5jPwvrJRxxbTDkykoEgFqk
Video:
Ghatte Badhte Badhte Ghatte
Kaise Paar Ho Naiya?
Baatein Hi Baatein Hain Baatein Banate Hain
Kya Sab Theek Hai Bhaiya?

Jaane Jo Bole Na
Bole Jo Jaane Na
Yahi Humne Samjhi

Rukte Rukte Chali Re
Rukte Rukte Chali Re
Rukte Rukte Chali Re

Ghis Ghis Ghis Ke
Kab Se Suni Hai
Lagti Hai Woh Sahi


Raja Ki Rani Hai
Chalti Kahani
Sabne Wahi Ratti Ji

Chali Re Chali Re
Chali Re Chali
Rukte Rukte Chali Re
Rukte Rukte Chali Re
Itna Hai Tumko Batana
Tag: hindi
Audio: https://music.youtube.com/watch?v=r971i92zsXs
Video:
Itna Hai Tumko Batana
Ghul Jaaon Tujh Mein Kahin
Tum Bhi Yeh Mujhko Batana
Agar Mil Jaoon Tujh Mein Kahin

Main Rang Hoon
Chahe Tu Jis Tarah Mila
Main Sang Hoon
Rahein Masoom Si Dila

Shaamon Mein Fado Mein
Sagar Kinaron Mein
Goa Se Rio Se Lisboa
Dhalte Sitaaron Mein
Likha In Saaron Mein
Aasundi Mog Moga

Kuch Hai Apni Baatein
Baaton Se Hai Jo Parein
Sapno Ki Jo Saansein
Ahsas Hai Woh Mere

Kuch Hai Apni Baatein
Baaton Se Hai Jo Parein
Sapno Ki Jo Saansein
Ahsas Hai Woh Mere

Kyon Na Aisa Karein
Khwabon Mein Baatein Bunein
Aao Aisa Karein
Khamoshiyon Ko Sunein

Iitna Hai Tumko Batana
Dhoondoon Zubaan Main Nayi
Labzon Ki In Koshishon Mein
Khwaish Meri Kho Gayi

Shaamon Mein Fado Mein
Sagar Kinaron Mein
Goa Se Rio Se Lisboa
Dhalte Sitaaron Mein
Likha In Saaron Mein
Aasundi Mog Moga