tum mujhe bas yuhi pyar karti raho
tum mujhe bas yuhi pyar karti raho
toh khushi mere dar se kaha jayegi
umrr sari guzarenge ham banho me
umrr sari guzarenge ham banho me
zindgi mere dar se kaha jayegi
nam hontho pe tera subaho sham hai
nam hontho pe tera subaho sham hai
bandagi mere dil se kaha jayegi
tumse pahle koyi bhi hamara naa tha
tumse pahle koyi bhi hamara naa tha
pyar kaa dil me koyi sitara naa tha
chandni banke tum ab toh ghar aa gayi
chandni banke tum ab toh ghar aa gayi
roshni mere dar se kaha jayegi
kitna masum hai pyar kaa silsila
kitna masum hai pyar kaa silsila
jo mere dil ko hai tere dil se mila
dil se dil ki kisi dosti ki kasam
dil se dil ki kisi dosti ki kasam
dosti mere dil se kaha jayegi
tum mujhe bas yuhi pyar karti raho
toh khushi mere dar se kaha jayegi
nam hontho pe tera subaho sham hai
bandagi mere dil se kaha jayegi
tere mere sapne sabhi
tere mere sapne sabhi band aakhon ke taale mein hain
chaabhi kahan dhundhein bata woh chaand ke pyale mein hai
phir bhi sapne kar dikhaoon sach to kehna bas yehi
main tere kaabil hoon yatere kaabil nahi
main tere kaabil hoon yatere kaabil nahi
yeh shararatein yeh mastiyan apna yehi andaz hai
samjhayein kya kaise kahein jeene ka haan ismein raaz hai
dhadkan kahan yeh dhadakti hai dil mein teri awaaz hai
apni sab khushiyon ka ab to yeh aaghaz hai
tere mere sapne sabhi band aakhon ke taale mein hain
chaabhi kahan dhundhein bata woh chaand ke pyale mein hai
phir bhi sapne kar dikhaoon sach to kehna bas yehi
main tere kaabil hoon ya tere kaabil nahi
main tere kaabil hoon ya tere kaabil nahi
sagar ki reit pe dil ko jab yeh banayengi meri ungliyan
tere naam ko hi pukar ke khankengi meri choodiyan
tujhmein adaa aisi hai aaj udti hon jaise titliyan
pheeki ab na hongi kabhi yeh rangeeniyan