maharaja maharaja maharaja maharaja
hira hu kohinur hu mai maharaja ki hur hu mai
tu johari ban dil me sama ja aaja aaja
maharaja maharaja
hira hu kohinur hu mai maharaja ki hur hu mai
tu johari ban dil me sama ja aaja aaja
maharaja maharaja
nili pili roshni me chamku mai aise
kale kale badlo me bijali ho jaise
nili pili nili pili roshni me chamku mai aise
kale kale badlo me bijali ho jaise
nazaro se dil ko chura ja
mahfil me hulchal macha ja aaja aaja
maharaja maharaja maharaja maharaja
dhundhega chirag leke dilbar jaani
milegi na tujhe aisi reshmi jawani
dhundhega chirag leke dilbar jaani
milegi na tujhe aisi reshmi jawani
julfo ke saye me aaja
rato ko rangeen bana ja aaja aaja
maharaja maharaja
hira hu kohinur hu mai maharaja ki hur hu mai
tu johari ban dil me sama ja aaja aaja
maharaja maharaja maharaja maharaja
maharaja maharaja maharaja maharaja
chal diye sab chhodkar humko hawaon ki tarah
ab jalenge jindagi bhar hum chitaon ki tarah
jindagi ka karwan hum le ke jaye kahan
jindagi ka karwan hum le ke jaye kahan
har taraf chhaya hua hai aansuo ka dhua
jindagi ka karwan
duniya mein pyar ke liye hum na kaha kaha phire
duniya mein pyar ke liye hum na kaha kaha phire
apno se kha ke thokare gairo ki god me gire
gairo ki god me gire
bas yahi tak jante hai hum to ye dastan
jindagi ka karwan hum le ke jaaye kahan
jindagi ka karwan
jeene ki chah ka ilaaj mar mar ke kar rahe hai hum
jeene ki chah ka ilaaj mar mar ke kar rahe hai hum
yaani ke jakhum phool ke kaanto se bhar rahe hai hum
kanto se bhar rahe hai hum
aaj kya kya rang laayi kal ki nadaniyan
jindagi ka karwan hum le ke jaye kahan
jindagi ka karwan
ab is jahan ki hawa humko na raas aayegi
ab is jahan ki hawa humko na raas aayegi
rishto ki tarah sans ki dori bhi tut jayegi
dori bhi tut jaayegi
hum mitenge to mitega rang ka naam o nishan
jindagi ka karwan hum le ke jaye kahan
jindagi ka karwan hum le ke jaye kahan
har taraf chhaya hua hai aansuo ka dhua
jindagi ka karwan
bebasi ka maila aanchal bebasi ka maila aanchal
aansuo se dho saari duniya doob jaaye
aaj itna ro bebasi ka maila aanchal
kaanch ka tukda samjh kar tera dil toda gaya
kaanch ka tukda samjh kar tera dil toda gaya
kaun sa wo teer hai jo tujhpe na chhoda gaya
bebasi ka maila aanchal
teri khushiyaan mit chuki hai tere sapno ki tarah
teri khushiyaan mit chuki hai tere sapno ki tarah
ab dil ae gam ko lagaale bhar ke apno ki tarah
bebasi ka maila aanchal
aadmi bhagwaan kismat tujhse roothe hai sabhi
aadmi bhagwaan kismat tujhse roothe hai sabhi
ye wo pathar hai jo pighale hai na pighle ye sabhi
bebasi ka maila aanchal bebasi ka maila aanchal
aansuo se dho saari duniya doob jaaye
aaj itna ro
bebasi ka maila aanchal
jaane kaun aa gaya mastiyaan luta gaya
main andheri rain thi mujhko jagmagaa gaya
jane kaun aa gaya
dhadkano mein hai ek naya nasha
ang ang hai thartharaa raha
dhadkano mein hai ek naya nasha
ang ang hai thartharaa raha
pas aaiye chhodiye hayaa
jal raha hai dil sard raat ka
jaane kaun aa gaya mastiyaan luta gaya
main andheri rain thi mujhko jagmagaa gaya
jane kaun aa gaya
dil ko saaf kar apni har khushi
bekaraar hai aaj jindagi
dil ko saaf kar apni har khushi
bekaraar hai aaj jindagi
ab to saans bhi hai ruki ruki
hdd se badh gayi apni bebasi
jaane kaun aa gaya mastiyaan luta gaya
main andheri rain thi mujhko jagmagaa gaya
jane kaun aa gaya