jai narayan
jai jai narayan narayan
jai narayan narayan
jai narayan swaami narayan
jai narayan
jai jai narayan narayan hari hari
jai jai narayan narayan hari hari
swami narayan narayan hari hari
swami narayan narayan hari hari
jai jai narayan narayan hari hari
swami narayan narayan hari hari
teri leela sabse nayari nayari hari hari
teri leela sabse nayari nayari hari hari
teri mahima prbhu hain payari pyari hari hari
jai jai narayan narayan hari hari
swami narayan narayan hari hari
jai jai narayan narayan hari hari
swami narayan narayan hari hari
humne dekha to yahi laga
tere jag me hai bhagvan
daga hi daga, daga hi daga
tere jag me hai bhagvan
daga hi daga, daga hi daga
man me socha to ye jana
bin tere yaha par koi na saga, koi na saga
bin tere yaha par koi na saga, koi na saga
hum tujhpe jaye vari vari hari hari
jai jai narayan narayan hari hari
swami narayan narayan hari hari
jai narayan hari hari
swami narayan hari hari
lakashmi narayan hari hari
satye narayan hari hari
jai jai narayan narayan hari hari
sawami narayan narayan hari hari
lakashmi narayan hari hari
satye narayan hari hari
jai jai narayan narayan hari hari
sawami narayan narayan hari hari
jai jai narayan narayan hari hari
sawami narayan narayan hari hari
lakashmi narayan hari hari
satye narayan hari hari
jai jai narayan narayan hari hari
suno re pyare bhai ho o ho o suno re pyare bhai
prabhu ke bharose ab gadi hari ke bharose ab gadi
prabhu ke bharose ab gadi hari ke bharose ab gadi
na jane kab tut pade mathe pe kal kulhadi
prabhu ke bharose ab gadi
prabhu ke bharose ab gadi hari ke bharose ab gadi
panch tatav se bani ye kothariya
jiska naam hai kaya o jiska naam hai kaya
ho har ek jiv rahe is ghar me
dekar sans kiraya o ho dekar sans kiraya
jab lutjayegi jab lutjayegi sans ki punji
pachhtao ge anadi prabhu ke bharose ab gadi
prabhu ke bharose ab gadi hari ke bharose ab gadi
suno re pyare bhai
prabhu ke bharose ab gadi hari ke bharose ab gadi
prabhu ke bharose ab gadi hari ke bharose ab gadi
jisko hum tum kahte hai duniya
vo ek darsan mela vo ek darsan mela
ek din aisa aata yaha re
jab udta hans akela jab udta hans akela
bhakati ke rang me bhakati ke rang me rang lo re jiwan
yahi hai mukati ki nadi prabhu ke bharose ab gadi
prabhu ke bharose ab gadi hari ke bharose ab gadi
suno rey pyare bhai
prabhu ke bharose ab gadi hari ke bharose ab gadi
na jane kab tut pade mathe pe kal kulhadi
prabhu ke bharose ab gadi
prabhu ke bharose ab gadi hari ke bharose ab gadi
kitni hi bar daya nidhi ne
kitni hi bar daya nidhi ne
sansar ko aake ubhar liya
jab jab dharti par dhram ghata
tab tab parbhu ne avtar liya
karo hari darshan, karo hari darshan
karo hari darshan, karo hari darshan
ye kahani bhaynkar kaal ki hai
parachin karodo saal ki hai
shankhasur naam ka tha danav
use darte the sur manav
rakash tha bada vikat bal me
vedo ko chura ke ghusa jal me
fir parbhu mne machhay roop dhara
papi shankhasur ko mara
papi shankhasur ko mara
ye amrit manthan ki hai katha
sur asuro ne sagar ko matha
sur asuro ne sagar ko matha
dubne laga parvat jal me
khalbali machi bhumandal me
tab hari ne kuram avtar liya
mandhrachal peeth pe dhar liya
hari ki lila hai ajab logo
dekho ab drisaye gajab logo
o dhan van tarijan me samandar se
amrit le aaye vo andar se
amrit ke liye danav jhagade
par parbhu nikale sabse tagde
parbhu bane sundar nari
mohini naam ki sukumari
jab matak matak mohini doli
daitayo ki band hui boli
asuro ka aasan hila diya
devo ko amrit pila diya
fir parbhu ka prithu avtar hua
unse dharti ka sudhar hua
sab niyam dharam ko theek kiya
jan jan ka man nirbhik kiya
jan jan ka man nirbhik kiya
ab suno bhagat dhruv ki gatha
bhagwan ko jhuka lo sab matha
jab dhruv ne hari darshan paye
tab uske lochan bhar aaye
ek baal bhagat ne nirakaar
naarayan ko saakaar kiya
jab jab dharti par dhram ghata
tab tab parbhu ne avtar liya
karo hari darshan, karo hari darshan
karo hari darshan, karo hari darshan
jab garah ne gaj ko pakad liya
uske pairo ko jakad liya
tab chakr parani paidal dhaude
aa kar uske bandhan tode
aur chakr se garah ko sanhara
pal me gajraaj ko uddhara
fir parkat hue nar narayan
the maha tapsavi jag taaran
urvashi bhi dekh virakat hui
apsara bhi hari ki bhaqt hui
tab kaam bhi rasta naap gaya
aur karodh bhi man me kaap gaya
aur karodh bhi man me kaap gaya
bhaygriv tapasya karta tha
hone ko amar vo marta tha
tab maha maya saakaar hui
var dene ko taiyar hui
danav ne vachan ye ucchare
keval hari hi mujhe mare
hai shish roop hari ne dhara
aur papi rakshas ko mara
aur papi rakshas ko mara
fir hans roop me hari parkate
kalyan hetu shree hari parkate
bhagwan ne sab ko siksha di
pawan bhagati ki deeksha di
fir jag me yaagh bhagwan aaye
prithvi par parivartan laye
sab dev hawan se pushat huye
parani samshat santusat huye
fir parbhu kapil avtaar bane
shrisati ke tanarhar bane
apni mata ko gayan diya
janata ko sankhaye pardan kiya
janata ko sankhaye pardan kiya
fir sankadik avtar hue
vastav me balak char hue
mat socho vo keval balak the
bade dhram karam ke palak
jai vijai ko dekar shrap
baal bhgwaan ne jag ko taar diya
jab jab dharti par dhram ghata
tab tab parbhu ne avtar liya
karo hari darshan, karo hari darshan
karo hari darshan, karo hari darshan
shrdha rakho jagat ke logo apne dina nath me
hamari jiwan martyu ab uske haat me
marne vala hai bhagwan bachane vala hai bhagwan
marne vala hai bhagwan bachane vala hai bhagwan
bal na baka ho saka uska jiska rakshak nihal
marne vala hai bhagwan bachane vala hai bhagwan
tyag do rey khali phal ki asha svarth bina parit jodo
kal kya hoga iski chinta jagat pita par chhod o
kya honi hai kya anhoni kya honi hai kya anhoni
sab ka usko gayan marne vala hai bhagwan
bachane vala hai bhagwan marne vala hai bhagwan
bachane vala hai bhagwan jal thal aagan akash pawan par
keval uski sata keval uski satta jal thal aagan akash pawan par
keval uski sata parbhu ichha ke bin
yaha hil na sake ek patta hil na sake ek patta
usi ka socha yaha pe hoga usi ka socha yaha pe hoga
uski shkati mahan marne vala hai bhagwan
bachane vala hai bhagwan marne vala hai bhagwan
bachane vala hai bhagwan bhagwan dayavan bhagwan dayavan
bhagwan dayavan bhagwan dayavan marne vala hai bhagwan
bachane vala hai bhagwan bhagwan dayavan bhagwan dayavan
idhar bhi ishwar udhar bhi ishwar
idhar bhi ishwar udhar bhi ishwar
jidhar bhi dekho tidhar hai ishwar
yaha vaha jaha taha kidhar nahi hai
re bhakto parmeshwar jai hari jai shri hari
jai hari shri hari jai jai hari
jai hari shri hari jai jai hari
sath rahe par hath na aave chanchal bada vidhata ho ji
ho chanchal bada vidhata ho chanchal bada vidhata
sab ko khilona samjh khiladi pal pal nach nachata ho ji
hoye pal pal nach nachata hoye pal pal nach nachata
arey bada ajab hai uska chakkar mat lena bhai takkar
jai hari jai shri hari jai hari shri hari jai jai hari
jai hari shri hari jai jai hari idhar bhi ishwar udhar bhi ishwar
idhar bhi ishwar udhar bhi ishwar
jidhar bhi dekho tidhar hai ishwar
bhule bhatke jagat ke logo prabhu sharan me jao ho ji
hoye parbhu sharan me jao ho hoye parbhu sharan me jao
nadi ke kinare khade khade mat pyas pyas chilao ho ji
mat pyas pyas chilao mat pyas pyas chilao
udi ja rahi umar ki chhidiya dekho farar farar far
jai hari jai shri hari jai hari shri hari jai jai hari
jai hari shri hari jai jai hari idhar bhi ishwar udhar bhi ishwar
idhar bhi ishwar udhar bhi ishwar jidhar bhi dekho tidhar hai ishwar
yaha vaha jaha taha idhar nahi hai rey bhakto paremeshwar
jai hari jai shri hari jai hari shri hari
jai jai hari jai hari shri hari jai jai hari
jai hari shri hari jai jai hari jai hari shri hari jai jai hari
jai jai narayan narayan hari hari
jai jai narayan narayan hari hari
swami narayan narayan hari hari
swami narayan narayan hari hari
jai jai narayan narayan hari hari
swami narayan narayan hari hari
teri leela sabse nayari nayari hari hari
teri leela sabse nayari nayari hari hari
teri mahima, teri mahima
teri mahima prbhu hain payari pyari hari hari
jai jai narayan narayan hari hari
swami narayan narayan hari hari
alakh niranjan bhav bhay bandan
jan man ranjan data
jan man ranjan data
hume saran de apne chran me
kar nirbhaye jag data
kar nirbhaye jag data
tune lakho ki nayia taari taari hari hari
jai jai narayan narayan hari hari
swami narayan narayan hari hari
prabhu ke naam ka paras jo chhu le
vo ho jaye sona, vo ho jaye sona
do aksar ka shabad hari hai
lekin bada salona
lekin bada salona
isne sankat taale bhari bhari hari hari
jai jai narayan narayan hari hari
swami narayan narayan hari hari
teri leela sabse nayari nayari hari hari
teri leela sabse nayari nayari hari hari
teri mahima parbhu hain payari pyari hari hari
jai jai narayan narayan hari hari
swami narayan narayan hari hari
jai jai narayan narayan hari hari
swami narayan narayan hari hari
jai jai narayan narayan hari hari
swami narayan narayan hari hari
mai kahta danke ki chot par mai kahta danke ki chot par
dhayan se sunio lala hari hai hazar haath vala
vo din dayala hari hai hazar haath vala
vo din dayala hari hai hazar haath vala
kya kahna samrath sayi ka kya kahna samrath sayi ka
kya se kya kar dala hari hai hazar haath vala
vo din dayala hari hai hazar haath vala
kon batore kankar pathar kon batore kankar pathar
jab ho hath me hira jab ho hath me hira
kanchan sada rahega kanchan kanchan sada rahega kanchan
or kadhir kadhira or kadhir kadhira sach ke jhut ka nikla
sach ke jhut ka nikala har dam diwala
hari hai hazar haath vala vo din dayala
hari hai hazar haath vala
mai kahta danke ki chot par dhyan se sunio lala
hari hai hazar haath vala vo din dayala
hari hai hazar haath vala
o koi jhuka nahi sakta jag me koi jhuka nahi sakta jag me
apne prabhu ka jhanda apne prabhu ka jhanda
jo usko chhedega uske jo usko chhedega uske sir pe padega danda
sir pe padega danda yugo se yugo se is dharti par
uski ka hai bol bala hari hai hazar haath vala
vo din dayala hari hai hazar haath vala
mai kahta danke ki chot par dhyan se sunio lala
hari hai hazar haath vala vo din dayala
hari hai hazar haath vala vo din dayala hai rakhvala
vo din dayala hai rakhvala vo din dayala hai rakhvala
kya marega marne vala kya marega marne vala
vo din dayala hai rakhvala vo din dayala
vo din dayala hai rakhvala vo din dayala
vo din dayala hai rakhvala vo din dayala
ek bhakt ki bhakti ne dekho
prithvi par swarg utar liya
bhagwan wahi karte hai yaha
jo man me unhone dhar liya
kitni hi baar dayanidhi ne
kitni hi baar dayanidhi ne
sansar ko aake ubar liya
jab jab dharti par dharm ghata
tab tab prabhu ne avtaar liya
karo hari darshan, hari darshan
karo hari darshan karo hari darshan
ab tak leela wa ki dekho
prabhu brahman ki jhanki dekho
brahman ne bali ki pariksha li
bhagwan hokar bhi bhiksha li
phir dattare avtaar hua
sare jag ka udhar hua
mata ansuya dhnay huyi
mata ansuya dhnay huyi
satiyo me sati ananay huyi
satiyo me sati ananay huyi
jab jag me paap prachand badha
anyay badha pakhand badha
tab karne ko leela lalaam
prakate prithvi pe prashuram
prabhu prashuram
ikkis baar shatriy maare
kar diye nashat paapi sare
phir treta me prabhu ram huye
unke dwara kai kaam huye
hanuman unpe aashakt huye
raghupati ke anupam bhakt huye
sita apman ka badla ram ne
jakar sagar paar liya
jakar sagar paar liya
jab jab dharti par dharm ghata
tab tab prabhu ne avtaar liya
karo hari darshan, hari darshan
karo hari darshan karo hari darshan
phir rishav dev avtaar huye
ye mukti ke aadhar huye
inko tum tirthan kar jano
tribhuvan ke mangal gar mano
phir dwapar me nandlala janme
bas gaye wo jan jan ke man me
duniya ko inhi ne di geeta
aur karam yog se jag jeeta
phir jag me vedvyas aaye
bhandar gyan ka munivar laye
mahabharat aur bhagwat rachi
jan sadaran ko bahut jachi
jan sadaran ko bahut jachi
phir sudh budh avtaar huye
darshan se mugdh sansar hua
wo shanti dut bankar aaye aur
mantr ahinsa ka laye
ab ant me kalki janmenge, janmenge
dushto se wo badla lenge, badla lenge
kalyug badlega satyug me
sansar jeeyega navyug me
manav ke liye nij maathe pe
har yug me hari ne bhar liya
har yug me hari ne bhar liya
jab jab dharti par dharm ghata
tab tab prabhu ne avtaar liya
karo hari darshan, hari darshan
karo hari darshan karo hari darshan
hari darshan hari darshan
is duniya mein kaun bada hai
keaho purush ya naari ae ji
soch samjh kar bolo re chatur jan
kiska palla bhari
is duniya me kaun bada hai kaho purush ya naari
soch samjh kar bolo re chatur jan
kiska palla bhari kiska palla bhari ho
ho is sansar me hai do prani jiyo rani jiyo rani
is sansar me hai do prani ek purush ek naari
tumhi faisla karo re bandhu kiska palla bhari
kiska palla bhari ho
ho kalyug me hi nahi kalyug me hi nhi
suno ji satyug dwatar aur treta
sabhi yugo me mana gaya hai purush vishav ka neta
ae ji kal parso ki baat nahi is baat keo barso beete
bade bade sangram jagat kee mardo ne hi jeete
ae ji keaha purush balwan kaha ko malnari sukumaari
soch samjh kear bolo re chaturjan
kiska pallabhari ho kiska pallabhari
balhari jaau mai balhari jau tere pe balhari ho ji ho
ho is darti cham cham kearti jo naari aati
to mard kee dil kee andar hamesha dard uthati
hamesha dard uthati
na hum rakehte na hum rakehte
fauj na paltan na banduke na danda
phir bhi karodo ghar pe dekh lo gada humaara jhanda
ae ji hum to hain he jinki ungli par nache duniya sari
tumhi faisla kar do re bandhu kiska palla bhari
ho chaturjan kes ka palla bhari
balhari jau balhari jau tere pe balhari ho ji ho
ae ji ho nari ko dabbu logo ne suno re bhaiyo
nari ko dabbu logo ne ijjat de di sasti
warna hum mardo ke samne aurat ki kya hasti
ae ji aurat to hai ek bandariya
bas kasar hai dum ki jara pyar se kar ishara
foran leti thumki aji
iska hamara kya mukabala yeh abala bechari
soch samjh kar bolo re chaturjan
kiska palla bhari ho kiska palla bhari
balhari jau balhari jau tere pe balhari ho ji ho
khabardar jo huko kaha hai aaj kisi ne abala
are hum bigde to tum mardo ke sar per baja de tabla
ae ji tum kya bade bade rishiyo ne
tum kya bade bade rishiyo ne naak yahan per ragdi
are saha ansaha ne hamare paaw per rakh di pagdi
ae ji jhuke kitne hamare aage pandit aur pujari
tumhi faisla kar do re bandhu kiska palla bhari
balhari jau balhari jau tere pe balhari ho ji ho
band karo band karo band karo yeh nauk jhok
ab chodo yeh mara maari
are nahi badppan kisi ek ke baap ki thekedari
are wah re budhe wah wah
ae ji nar naari ka mel jol jeewan me bhut jaruri
ek dusre ki dono karte hai jarurat puri
dono me ho payar raam ji
dono me ho payar tabhi chal sakti duniyadari
yehi hamara pach faisla sun lo nar naari
ho sun lo sab nar naari ho
mera kar do re amar suhag war do wat raja
mera kar do re amar suhag war do wat raja
he meri chudiya amar karo bindiya amar karo
chudiya amar karo bindiya amar karo
bhaag me lage na aag war do wat raja
war do wat raja ho mera kar do amar suhag
war do wat raja
mujhpe rakhiyo mamta maya aayi sharan tumhari
aayi sharan tumhari ek suhagan pal pal chin chin
rahe piya ki pyari rahe piya ki pyari
mere vrat ko safal karo path ujjwal karo
vrat ko safal karo path ujjwal karo
sewa me lage na daag war do wat raja
war do wat raja ho mera kar do re amar suhag
war do wat raja
dhan vaibhaw ko dhul samjh ke mai pritam ghar aayi
mai pritam ghar aayi raaj paath ke thath ko chhod ke
pati bhakti apnai pati bhakti apnai
he meri pat ko rakhna sat ko rakhna
pat ko rakhna sat ko rakhna badhta rahe anurag
war do wat raja war do wat raja
mera kar do re amar suhag war do wat raja
ye kusum lo lo ye kumkum shubh din hai bhakti ka
shubh din hai bhakti ka mere pati ki raksha kario
ye hai wachan ek sati ka ye hai wachan ek sati ka
he kuch aisa karo mere purwa janam ke
aisa karo mere purwa janam ke
sab punya jaye jag war do wat raja war do wat raja
ho mera kar do re amar suhag war do wat raja
mera kar do re amar suhag war do wat raja
mera kar do re amar suhag war do wat raja
meri chudiya amar karo bindiya amar karo
chudiya amar karo bindiya amar karo
bhag me lage na aag war do wat raja
mera kar do re amar suhag war do wat raja
mera kar do re amar suhag war do wat raja
mera kar do re amar suhag war do wat raja
chupke chupke chupke chupke
chup chap chup chap char aankho me
achanak batchit ho gayi
kuch tum badhe kuch hum badhe
kuch tum badhe kuch hum badhe
dono me preet ho gayi
chupke chupke chupke chupke
aaj to hum dharti ki dhup se
aaj to hum dharti ki dhup se
pyar ki chaw me aaye
prem ki payal pehen paw me
prem ki payal pehen paw me piya ke gaw me aaye
ek mahal ki sundar maina
ek mahal ki sundar maina
dekho jungle ka geet ho gayi
kuch tum badhe kuch hum badhe
kuch tum badhe kuch hum badhe
dono me preet ho gayi
chupke chupke chupke chupke
kitna hai madhur ye milan ek sath bandhe do man
kitna hai madhur ye milan ek sath bandhe do man
kehne ko to alag alag hum par dono ki ek dhadkan
kehne ko to alag alag hum par dono ki ek dhadkan
ek choti si pehchan ek choti si pehchan
jindagi bhar ki jeet ho gayi
kuch tum badhe kuch hum badhe
kuch tum badhe kuch hum badhe dono me preet ho gayi
chupke chupke chupke chupke
chupke chupke chupke chupke
chupke chupke chupke chupke
chupke chupke chupke chupke
ek ganga kahi se aayi ek jamuna kahi se aayi
jagat ke path pe chalte chalte sangam ban gayi
ek preet ke punit paryag me aake
tirth anupam ban gayi ek ganga kahi se aayi
ek jamuna kahi se aayi jagat ke path pe
chalte chalte sangam ban gayi
aarya desh ki ek beti ne apne dharam ko nibhaya
aarya desh ki ek beti ne apne dharam ko nibhaya
ek janam me koti janam ka punay sati ne kamaya
sankat jo pade sabhi haske sahe
kabhi kisi ko wachan kadwe na kahe
jab do aankho me aamawas thi
ek dulhan poonam ban gayi ek ganga kahi se aayi
ek jamuna kahi se aayi jagat ke path pe
chalte chalte sangam ban gayi
sati ko kuch na pata tha ke usne kya khoya kya paya
sati ko kuch na pata tha ke usne kya khoya kya paya
anjane hi ganga ka man sagar par lalchaya
jab bhagya ne ek palta khaya or tyag ka jab awsar aaya
ek rajmahal ki chanchalta pal bhar me sanyam ban gayi
ek ganga kahi se aayi ek jamuna kahi se aayi
jagat ke path pe chalte chalte sangam ban gayi
sangam ban gayi sangam ban gayi sangam ban gayi
hansa rana na jao na jao chhod ke akeli
mujhko na jao chhod ke akeli hansa rana
jagat ki aankho me na banao mujhko piya paheli
na jao na jao chhod ke akeli hansa rana
mat jao he pritam mere pinjra suna karke
pinjra suna karke parwat jaisa bojha mere
jiwan upar dhar ke jiwan upar dhar ke
mai to tumhare sang me saajna
mai to tumhare sang me saajna do din bhi na kheli
na jao na jao chhod ke akeli hansa rana
lambe safar par jana hai to mujhe bhi sang le jaao
mujhe bhi sang le jao piya na chhodo bich bhawar me
mujhe bhi paar lagao mujhe bhi paar lagao
na jao na jao chhod ke akeli hansa rana
na jao na jao chhod ke akeli mujhko
na jao na jao chhod ke akelihansa rana
mehlo ki kothri saja ke putli me palang bichau
fir palko ka dalke parda apne piya ko rijhau
meri dunia badal gayi aaj re ho meri dunia
ho meri dunia badal gayi aaj re aaj re aaj re
maine pehna hai ho maine pehna hai
phulo ka taj re ho meri dunia badal gayi aaj re
ang ang mera karta hai nartan
rom rom mera karta hai kirtan
ang ang mera karta hai nartan
rom rom mera karta hai kirtan
mera to sapna sach ho gaya re
jiwan me mere hua pariwartan mere hari ne
ho mere hari ne rakhi meri laaj re laaj re laaj re
maine pehna hai ho maine pehna hai phulo ka taaj re
ho meri dunia badal gayi aaj re
nach ari ho piya ki pujarin ghadi hai ye raswanti
kabhi kabhi to baat baat me baat yaha hai banti
mere antar man me hai damki mere piya ki jyoti
maine paya hai ho maine paya hai
tirbhuwan ka raaj re raaj re raaj re
maine pehna hai ho maine pehna hai phulo ka taaj re
meri dunia ho meri dunia badal gayi aaj re aaj re aaj re
maine pehna hai ho maine pehna hai phulo ka taaj re
insan ka ho insan se bhaichara
yahi paigam hamara
yahi paigam hamara
naye jagat me huya purana
unch nich ka kissa
sabko mile mehnat ke
mutabik apna apna hissa
sabke liye sukh ka barabar ho bantwara
yahi paigam hamara
yahi paigam hamara
harek mahal se kaho ke
jhopdiyo me diye jalaye
chhoto aur bado me ab
koi phrak na rah jaye
is dharti par ho pyar ka
ghar ghar ujiyara
yahi paigam hamara
yahi paigam hamara
insan ka ho insan se bhaichara
yahi paigam hamara
yahi paigam hamara
aisa lagta hai garibo ka jag me
aaj rakhwala koi nahi
aisa lagta hai dukhiyo ke aansu
pochhne wala koi nahi
o amiro ke parmeshwar
hum garibo ki bhi le khabar
dekho hum lut rahe hai tere raaj me
kuch hamara bhi insaf kar
o amiro ke parmeshwar
kis adalat me hum nayay mange
aaj to band sab dwar hai
aaj tu bhi gwah hai unka
jo yaha par gunehgar hai
bol dhaniyo ke bhagwan hum kya kare
bol dhaniyo ke bhagwan hum kya kare
is andhere me jaaye kidhar
o amiro ke parmeshwar
sari kudrat hi ruthi hai humse
aaj hum kyu na aahe bhare
jab hai naraz bagiya ka mali
phul fariyad kis se kare
aaj dikhti hai humko dhadhkti huyi
aaj dikhti hai humko dhadhkti huyi
apni ma ki chita dur par
o amiro ke parmeshwar
hum garibo ki bhi le khabar
dekho hum lut rahe hai tere raaj me
kuch hamara bhi insaf kar
o amiro ke parmeshwar
kahan hai ham ye mat puchho
ek jhutha dilasa hai
hame mat is tarah talo hamara pyar pyasa hai
javani ke akelepan ki ghadiyan hamako na bhaen
ijazat ho to ham aae
hamari bhi ye hasarat hai kisi ka pyar ham paen
ijazat ho to ham aae
kisi ke pas hai ham to
magar hai ab talaq duri
kisi ke pas hai ham to
magar hai ab talaq duri
hukum de do to ham kar de tumhari ye kami puri
hukum de do to ham kar de tumhari ye kami puri
agar tum sa mile koi to ham jannat ko thukaraen
ijazat ho to ham aae
javani ke akelepan ki ghadiyan hamako na bhaen
ijazat ho to ham aae
ye dhadakan kyun ye tadapan kyun
ye dhadakan kyun ye tadapan kyun
dard mitha sa kya hai ye
jo sach mano to ham kah de javani ki saza hai ye
bina karan ye zurmana aji ham kyun na ghabraen
ijazat ho to ham aae
javani ke akelepan ki ghadiyan hamako na bhaen
ijazat ho to ham aae
mai kyu na nachu aaj kaho ji mera jiya lehraya
jate jate koi mere pas laut aaya mai kyu na nachu aaj kaho
ji mera jiya lehraya jate jate koi mere pas laut aaya
mai kyu na nachu aaj kaho ji
aaj khub jhumungi mai koi nahi roke koi nahi roke
anhoni bat dekho rahi aaj hoke rahi aaj hoke
ek dur ke rahne wale ne lo
ek dur ke rahne wale ne lo
mujhko aaj apnaya
jate jate koi mere pas laut aaya
mai kyu na nachu aaj kaho ji
meri zindagani kar di jisne suhani jisne suhani
meri sabha me wo baithe badi mehrbani badi mehrbani
lo bat meri ban gayi suno ji lo bat meri ban gayi suno ji
maine kisi ko paya jate jate koi mere pas laut aaya
mai kyu na nachu aaj kaho ji
ab to yaha roz hongi pyari mulakate pyari mulakate
isi ke sang hogi meri mithi mithi bate mithi mithi bate
ek pardeshi ne suno achanak
ek pardeshi ne suno achanak
mujhpe pyar barsaya jate jate koi mere pas laut aaya
mai kyu na nachu aaj kaho ji
mera jiya lehraya
jate jate koi mere pas laut aaya
mai kyu na nachu aaj kaho ji
kaise divali manae ham lala
apna to barah mahine diwala
ham to hue dekho than than gopala
apna to barah mahine diwala
apna to barah mahine diwala
mar-mar ke ham roz mehnat kare
aur yaro ko dekho tijori bhare
din-rat ham to gulami kare
phokat me ye sand kheti chare
dhan pe hamare hai saitho ka taala
apna to barah mahine diwala
apna to barah mahine diwala
kaise divali manae ham lala
apna to barah mahine diwala
apna to barah mahine diwala
ham to khichadi hi khate rahe
are halava lafage udate rahe
ham muft me jhadu lagate rahe
ganga me ganga me gadhe nahate rahe
data teri akl ko
data teri akl ko hai kay jhala
apna to barah mahine diwala
apna to barah mahine diwala
kaise divali manae ham lala
apna to barah mahine diwala
apna to barah mahine diwala
hey suno suno re bhaiya hum laye hai
ek khabar mastani aaj kisi jalim ki marne wali hai nani
arey nani arey nani ho nani suno re bhaiya hum laye hai
ek khabar mastani aaj kisi jalim ki marne wali hai nani
arey nani arey nani ho nani
bahut dino tak mal udaya ullu hume bnaya
chhupke chhupke gap gpa gap kya
chhupke chhupke gap gpa gap baith ke
halwa khaya gap gpa gap
gap gpa gap baith ke halwa khaya
arey ab to khulegi beta ji ki sari beimani
aaj kisi jalim ki marne wali hai nani
arey nani arey nani ho nani
kah do daulat ke andho se kare na humse jhagda
arey bado bado ke sar pe padta samay ka juta tagda ho padta
ho padta samay ka juta tagda nahi chlegi yaha kisi bhi
bachche ki saitani aaj kisi jalim ki marne wali hai nani
arey nani arey nani ho nani suno re bhaiya hum laye hai
ek khabar mastani aaj kisi jalim ki marne wali hai nani
haye nani haye nani ho nani
hum rang rangili jobanvan ki titliya re
hum rup nagar ki hansti gati putliya re
hum rang rangili jobanvan ki titliya re
hum rup nagar ki hansti gati putliya re
dhund rahi hai aaj kisi ko ye aankhe mastani
nazaro se nazare takra de nazaro se nazare takrade
chamka de bijliya hum rang rangili jobanvan
ki titliya re hum rup nagar ki hansti gati putliya re
aji jawani wali hoti umar badi ras man ki
aji jawani wali hoti umar badi ras man ki
kabhi kabhi to bat bat me bat yaha hai banti
anjane hi dil walo ki anjane hi dil walo ki
mil jati kundliya hum rang rangili jobanvan
ki titliya re hum rup nagar ki hansti gati putliya re
bade chalo biradaro kisi se mat daro
agar ho mot samne us se mukabla karo
kisi se mat daro chalo biradaro
dolat ne pasine ko aaj laat hai maari
hargij na rukegi ab hadtal hamari
dolat ne pasine ko aaj laat hai maari
hargij na rukegi ab hadtal hamari
aaye hamare samne jisme bhi ho taakat
zulmo ke hai khilaf ye mehnat ki bagaawat
jag me kabhi majdur ne
jag me kabhi majdur ne bazi nahi haari
hargij na rukegi ab hadtal hamari
dolat ne pasine ko aaj laat hai maari
hargij na rukegi ab hadtal hamari
ab aayi hai aayi hai insaf ki baari
dolat ne pasine ko aaj laat hai maari
hargij na rukegi ab hadtal hamari
dolat ne pasine ko aaj laat hai maari
hargij na rukegi ab hadtal hamari
ab aayi hai aayi hai insaf ki baari
zamana ja chuka paise ke shikari
ab aayi hai aayi hai insaf ki baari
har julm ko har julm ko
lagayenge hum chot karari
hargij na rukegi ab hadtal hamari
dolat ne pasine ko aaj lat hai mari
hargij na rukegi ab hadtal hamari
dolat ne pasine ko aaj laat hai mari
hargij na rukegi ab hadtal hamari
suno suno hey pandat logo suno suno molana, arey apna
ye sansar huya hai, kya bilkul pagalkhana
badla sara zamana babu badla sara zamana babu
badla sara zamana babu badla sara zamana babu
satynarayan ki katha me ab to bazta filmi gana
o filmi gana o filmi gana badla sara zamana babu
badla sara zamana babu
aaj ka majnu sikh gaya hai kya laila ke pav dabana
o pav dabana o pav dabana badla sara zamana babu
badla sara zamana babu badla sara zamana babu
badla sara zamana babu arey kajat bhaiya re bhai
haye haye haye chela guru ko chuna lgaye
janta ko jyotshi ullu bnaye
arey dudh wala dudh me pani milaye
jisko na jadu pakdna bhi aaye
wo beta apna hi dhandha udaye
aadmi bhi kaisa kaji hai haye
mauka mile to bhagwan bech khaye
mauka mile to bhagwan bech khaye
o haye haye haye kuch logo ka dhandha huya hai
kya mandir me jute churana
o chhapal churana o but churana
badla sara zamana babu badla sara zamana babu
ho badla sara zamana babu badla sara zamana babu
ae sharad punam ki raat hai, hey ji re
aaj chandar uga hai aakash
are kanchan warini saheliyo
jara jamkar khelo raas
ho punam ki pyari pyari raat
ho punam ki pyari pyari raat
ho raat ho punam ki pyari pyari raat
meri saajan se hai mulakat
aaj tu mat jana
mat jana, mat jana
o punam ki pyari pyari raat
mat jana
suraj se kahde wo kal nahi nikle
kal nahi nikle ho
o suraj se kahde wo kal nahi nikle
kal nahi chamke gagan me
ho kal nahi chamke gagan me
aaj ki bela hai badi albeli
badi albeli ho
o aaj ki bela hai badi albeli
laakh laakh sapne hai man me
o laakh laakh sapne hai man me
tu hone na dena prabhat
meri saajan se hai mulakat
aaj tu mat jana
mat jana, mat jana
o punam ki pyari pyari raat
mat jana
aaj mujhe pana hai ek janam me
ek janam me ho
ho aaj mujhe pana hai ek janam me
aanand sau sau janam ka
o aanand sau sau janam ka
pahle pahli baar mujhe pyar milega
pyar milega ho
o pahle pahli baar mujhe pyar milega
ek anokhe balam ka
o ek anokhe balam ka
jara kar lu main preetam se baat
meri saajan se hai mulakat
aaj tu mat jana
mat jana, mat jana
o punam ki pyari pyari raat
mat jana
o punam ki pyari pyari raat
meri saajan se hai mulakat
aaj tu mat jana
mat jana, mat jana
o punam ki pyari pyari raat
mat jana
he jagat ke maalik raam
tujhko mere laakh parnaam
chithiyaa main likhti patiya
main likhti tere naam
he jagat ke maalik raam
tujhko mere laakh parnaam
chithiyaa main likhti patiya
main likhti tere naam
bachapan se hi main hu abhagan
kisi ke sang na kheli
kisi ke sang na kheli
is lambi chaudi duniya me
is lambi chaudi duniya me
main hu aaj akeli
main hu aaj akeli
hua hain jivan ab sangram
bula le mujhko apne dham
chithiyaa main likhti patiya
main likhti tere naam