Oh bandeya dhoondhe hai kya
Raahein teri hai ghar tera
Chalna wahaan, jaana wahaan
Khud tak kahin pahunche jahaan
Kadam utha aur sath mein ho le
Shehar shehar yeh tujhse dekho bole
Tukar tukar yun apne naina khole
Zindagi pee le zara
Behti hawaaon ke jaise hain iraade
Udte parindon se seekhi hain jo baatein
Anjaani raahon pe koi main chala
Main safar mein hoon, khoya nahi
Main safar mein hoon, khoya nahi
Main safar mein hoon, khoya nahi
Main safar mein hoon, khoya nahi
Thoda aage badhein
Maine jaana yeh
Sach hai to kya hai
Uljhe uljhe sab sawaal
Zindhgi hai ye kya
Main kaun hoon
Maine yeh jaana
Mujhe mil hi gaye sab jawaab
Dekho na hawa kaanon mein mere kehti kya
Boli vekh farida mitti khuli
Mitti utte farida mitti dhulli
Chaar dina da jee le mela duniya
Phir jaane hona kya…
Behti hawaaon ke jaise hain iraade
Udte parindon se seekhi hain jo baatein
Anjaani raahon pe koi main chala
Main safar mein hoon, khoya nahi
Main safar mein hoon, khoya nahi
Main safar mein hoon, khoya nahi
Main safar mein hoon, khoya nahi
Yeh kaisa safar hai jo yoon dooba raha
Jata hoon kahin main ya laut ke aa raha
Woh chehre woh aankhein, woh yaadein purani
Mujhe poochhti
Yeh nadiya ka paani bhi behta hai kehta yehi
Main safar mein hoon, khoya nahi
Main safar mein hoon, khoya nahi
Main safar mein hoon, khoya nahi
Main safar mein hoon, khoya nahi
Khoya nahi, khoya nahi
Khoya khoya khoya khoya nahi
Main safar mein hoon, khoya nahi.
Akhiyon Se Haye Meri Door Na Jana
Dil Se Ve Haye Mere Door Na Jana
Ke Tu Hi Zamana Mera Dunia Thikana Mera
Tu Subah Har Shaam Ki
Maine Zindagi Tere Naam Ki
Maine Zindagi Tere Naam Ki
Tujhse Na Boli Hai Jo
Baat Labon Pe Thi Woh
Aaj Woh Sareyaam Ki
Maine Zindagi Tere Naam Ki
Maine Zindagi Tere Naam
Sargam Sargam Teri Aankhein
Paas Bulaye Door Se Haaye
Marham Marham Mere Dil Pe
Ishq Sajaye Paas Bulaye
Tere Dil Mein Bhi Dhadak Rahi Hai
Dhadkane Mere Naam Ki
Maine Zindagi Tere Naam Ki
Maine Zindagi Tere Naam Ki
Haaye Tu Hi Na Maana Mera
Dunia Thikana Mera
Tu Subah Har Shaam Ki
Maine Zindagi Tere Naam Ki
Dhadkan Ka Chhupana
Aur Dil Se Jatana
Par Tera Hi Fasana
Phir Tumse Batana
Tumhare Nazaare
Ishaare Tumhare
Dhadkan Ka Chhupana
Aur Dil Se Batana
Sitaare Bahaare
Tumhare Hi Naam Ki
Maine Zindagi Tere Naam Ki
Maine Zindagi Tere Naam Naam Aa Aa
Maine Zindagi Tere Naam Ki
Hai Pata Koi Ho Na
Per Tum Saath Ho Na Mere
Bheed Mein Aake Thamonge
Khohne Doge Na Tum Mujhe
Mera To Jo Kuch Bhi Hai
Roshni Hai Teri
Tere Bina Main Hoon Kya
Kuch Bhi Nahi
How Does One Get Succeed In Love
By Not Expecting Anything In Return
Jo Tu Na Ho Tou Lamha Lamha Ek Saza Hai
Jo Tu Hai Saath To Hai Isme Zindagi
Jo Tu Na Ho Lamha Lambha Bhi Kahaan Hai
Jo Tu Hai Saath To Hai Isme Zindagi