Maine Agar Ek Aah Bhi Ki Toh
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Saaz-E-Dil/Maine-Agar-Ek-Aah-Bhi-Ki-To/Ql86eBMDb3s
maine agar ek aah bhi ki to
shor machaya logon ne
o maine agar ek aah bhi ki to
shor machaya logon ne
mere labon par puful lagakar
mere labon par puful lagakar
jashn manaaya logon ne
maine agar ek aah bhi ki to
shor machaya logon ne
shor machaya logon ne
maine tera hi naam liya tha
main tujhi ko chaaha tha
o maine tera hi naam liya tha
main tujhi ko chaaha tha
itni jara si baat pe mujhko
itni jara si baat pe mujhko
khun rulaya logo ne
maine agar ek aah bhi ki to
shor machaya logon ne
shor machaya logon ne
chhup chhup kar wo meri tabaahi
ki koshish bhi karte rahe
aa chhup chhup kar wo meri tabaahi
ki koshish bhi karte rahe
aur bazaahir khub hi mujhse
aur bazaahir khub hi mujhse
pyar jataaya logo ne
maine agar ek aah bhi ki to
shor machaya logon ne
shor machaya logon ne
o maine jo puchha kya tha baanse
vaakif ho tum ae logo
maine jo puchha kya tha baanse
vaakif ho tum ae logo
uski basti me hi usko
uski basti me hi usko
gair bataya logo ne
maine agar ek aah bhi ki to
shor machaya logon ne
shor machaya logon ne
mere labon par puful lagakar
mere labon par puful lagakar
jashn manaaya logon ne
maine agar ek aah bhi ki to
shor machaya logon ne
shor machaya logon ne
Apni Ankhon Se
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Saaz-E-Dil/Apni-Aankhon-Se/AiBTV01Yf1k
apni aankho se pilakar dekhiye
apni aankho se pilakar dekhiye
mujhko mastana banakar dekhiye
mujhko mastana banakar dekhiye
apni aankho se pilakar dekhiye
mujhko mastana banakar dekhiye
ha mujhko mastana banakar dekhiye
ishq ko kaamil banane ke liye
ishq ko kaamil banane ke liye
ho sake to gam utha kar dekhiye
ho sake to gam utha kar dekhiye
apni aankho se pilakar dekhiye
mujhko mastana banakar dekhiye
manjile najdik tar ho jayengi
manjile najdik tar ho jayengi
ishq ko rehbar banakar dekhiye
ishq ko rehbar banakar dekhiye
apni aankho se pilakar dekhiye
mujhko mastana banakar dekhiye
raks farmayegi tauba kaayanaat
raks farmayegi tauba kaayanaat
raks farmayegi tauba kaayanaat
saaz-e-dil par geet ga kar dekhiye
saaz-e-dil par geet ga kar dekhiye
apni aankho se pilakar dekhiye
apni aankho se pilakar dekhiye
mujhko mastana banakar dekhiye
mujhko mastana banakar dekhiye
Humsafar Mil Gaya
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Saaz-E-Dil/Humsafar-Mil-Gaya/BDgtQzp6W1k
hamsafar mil gaya, hausla mil gaya
hamsafar mil gaya, hausla mil gaya
mujhko kudrat se hasbe, duaa mil gaya
mujhko kudrat se hasbe, duaa mil gaya
hamsafar mil gaya, hausla mil gaya
ishq ki raah par chalne vaale bata aa
ishq ki raah par chalne vaale bata
tujhko gam ke sivaa aur kya mil gaya
tujhko gam ke sivaa aur kya mil gaya
hamsafar mil gaya, hausla mil gaya
raah me ek nanha deeya mil gaya
raah me ek nanha deeya mil gaya
apni manjil ka mujhko pata mil gaya
apni manjil ka mujhko pata mil gaya
hamsafar mil gaya, hausla mil gaya
ab kisi dar pe jaane ki chaah nahi
ab kisi dar pe jaane ki chaah nahi
sajda re ji ko dar aapka mil gaya
sajda re ji ko dar aapka mil gaya
hamsafar mil gaya, hausla mil gaya
main jise darbadar dhundhata tha kabhi
main jise darbadar dhundhata tha kabhi
main jise darbadar dhundhata tha kabhi
main jise darbadar dhundhata tha kabhi
mere dil me wo tauba basa mil gaya
mere dil me wo tauba basa mil gaya
hamsafar mil gaya, hausla mil gaya
hamsafar mil gaya, hausla mil gaya
mujhko kudrat se hasbe, duaa mil gaya
Zindagi Tu HI Bata
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Saaz-E-Dil/Jab-Bhi-Purvaai/OhotXy11cAQ
zindagi tu hi bata, kaise tujhe pyar karun
tera har saans, meri umar ghata deta hain
jab bhi purvaai gugudaati hain
jab bhi purvaai gugudaati hain
bite lamho ki yaad aati hain
jab bhi purvaai gugudaati hain
tumse milne ki aarju ae dost
tumse milne ki aarju ae dost
tumse milne ki aarju ae dost
umar shayad meri badhaati hain
umar shayad meri badhaati hain
jab bhi purvaai gugudaati hain
unki phurkat me ye khula ham par
unki phurkat me ye khula ham par
unki phurkat me ye khula ham par
chaandani kis tarah jalaati hain
chaandani kis tarah jalaati hain
jab bhi purvaai gugudaati hain
haadso ke tvaaf karne se, tavaaf
haadso ke tavaaf karne se
haadso ke tavaaf karne se
ghar ki raunak to badh hi jaati hain
ghar ki raunak to badh hi jaati hain
jab bhi purvaai gugudaati hain
zindagi hain wo hi jo hain tauba
zindagi hain wo hi jo hain tauba
zindagi hain wo hi jo hain tauba
jakhm kha kar bhi muskuraati hain
jakhm kha kar bhi muskuraati hain
jab bhi purvaai gugudaati hain
bite lamho ki yaad aati hain
jab bhi purvaai gugudaati hain
Mere Lab Tak
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Saaz-E-Dil/Mere-Lab-Tak/HjIsfB1qUlc
mere lab tak, na mere haath me jaam aata hai
mere lab tak, na mere haath me jaam aata hai
maikasho me magar ab bhi, mera naam aata hain
maikasho me magar ab bhi, mera naam aata hain
mere lab tak, na mere haath me jaam aata hai
nek aamaal se banati hain, ye duniya jannat
nek aamaal se banati hain, ye duniya jannat
achcha kirdaar hi insaan ke kaam aata hain
achcha kirdaar hi insaan ke kaam aata hain
mere lab tak, na mere haath me jaam aata hai
jis musafir ka yaki hota hai, pukhta ae dost
jis musafir ka yaki hota hai, pukhta ae dost
usko har kaam pe manjil ka salaam aata hain
usko har kaam pe manjil ka salaam aata hain
mere lab tak, na mere haath me jaam aata hai
yun to hone ko zamana hain, magar ae tauba
yun to hone ko zamana hain, magar ae tauba
yun to hone ko zamana hain, magar ae tauba
apna wo hain, jo bure waqt me kaam aata hain
apna wo hain, jo bure waqt me kaam aata hain
mere lab tak, na mere haath me jaam aata hai
maikasho me magar ab bhi, mera naam aata hain
maikasho me magar ab bhi, mera naam aata hain
mere lab tak, na mere haath me jaam aata hai
Muddat Se Intezaar Hai
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Saaz-E-Dil/Muddat-Se-Intezaar-Hai/SQMecyVdYgA
ye abr, ye bahaar, ye hansti hui fiza
kis kis ko intjaar hain, ab aa bhi jaaiye
ab aa bhi jaaiye
muddat se intjaar hain, ab aa bhi jaaiye
dil mera bekraar hain, ab aa bhi jaaiye
dil mera bekraar hain, ab aa bhi jaaiye
muddat se intjaar hain, ab aa bhi jaaiye
muddat se intjaar hain, ab aa bhi jaaiye
hosh-o-havaasho, akl sabhi mujhse dur hain
hosh-o-havaasho, akl sabhi mujhse dur hain
mahaul saajgaar hain, ab aa bhi jaaiye
mahaul saajgaar hain, ab aa bhi jaaiye
muddat se intjaar hain, ab aa bhi jaaiye
muddat se intjaar hain, ab aa bhi jaaiye
suna pada hain dil ka chaman aapke bagair
suna suna suna suna
suna pada hain dil ka chaman aapke bagair
suna pada hain dil ka chaman aapke bagair
har jakhm sogbaar hain, ab aa bhi jaaiye
har jakhm sogbaar hain, ab aa bhi jaaiye
muddat se intjaar hain, ab aa bhi jaaiye
muddat se intjaar hain, ab aa bhi jaaiye
tauba ki zindagi hain, qyaamat ki zindagi
aa tauba ki zindagi hain, qyaamat ki zindagi
har lamha sogbaar hain, ab aa bhi jaaiye
har lamha sogbaar hain, ab aa bhi jaaiye
muddat se intjaar hain, ab aa bhi jaaiye
muddat se intjaar hain, ab aa bhi jaaiye
dil mera bekraar hain, ab aa bhi jaaiye
muddat se intjaar hain, ab aa bhi jaaiye
muddat se intjaar hain, ab aa bhi jaaiye
Tha Unko Mujhse Pyar Abhi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Saaz-E-Dil/Tha-Unko-Mujhse-Pyaar-Abhi/RzdYBzpWDx4
tha unko mujhse pyar, abhi kal ki baat hain
tha unko mujhse pyar, abhi kal ki baat hain
dil ko tha ek karaar
dil ko tha ek karaar, abhi kal ki baat hain
tha unko mujhse pyar, abhi kal ki baat hain
ab to wo chashm-e-lutf bhi vaj hai, sukun nahi
ab to wo chashm-e-lutf bhi vaj hai, sukun nahi
tha gam bhi khushgavaar
tha gam bhi khushgavaar, abhi kal ki baat hain
tha unko mujhse pyar, abhi kal ki baat hain
ab koi hamnashi hain, na mera koi rafi aa aa
ab koi hamnashi hain, na mera koi rafi
ab koi hamnashi hain, na mera koi rafi
duniya thi gam-o-saar
duniya thi gam-o-saar, abhi kal ki baat hain
tha unko mujhse pyar, abhi kal ki baat hain
tauba nahi hain aaj koi apni aabru
tauba nahi hain aaj koi apni aabru
tauba nahi hain aaj koi apni aabru
ham hi the baavkaar
ham hi the baavkaar, abhi kal ki baat hain
tha unko mujhse pyar, abhi kal ki baat hain
dil ko tha ek karaar
dil ko tha ek karaar, abhi kal ki baat hain
tha unko mujhse pyar, abhi kal ki baat hain
kal ki baat hain, kal ki baat hain
Zulm Sehte Rahe
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Saaz-E-Dil/Zulm-Sehte-Rahe/P10lbjNnems
zulm sahte rahe, gam uthaate rahe
zulm sahte rahe, gam uthaate rahe
fir bhi ahele vafa, muskuraate rahe
fir bhi ahele vafa, muskuraate rahe
zulm sahte rahe, gam uthaate rahe
zulm sahte rahe
jis kadar aap mujhko sataate rahe
jis kadar aap mujhko sataate rahe
hausale aur mere badhaate rahe
hausale aur mere badhaate rahe
zulm sahte rahe, gam uthaate rahe
zulm sahte rahe
mujhko naakamiyon ke har ek mod par
o mujhko naakamiyon ke har ek mod par
mujhko naakamiyon ke har ek mod par
doston ke kara yaad aate rahe
doston ke kara yaad aate rahe
zulm sahte rahe, gam uthaate rahe
zulm sahte rahe
mashali raah bankar mere jakhm-e-dil
jakhm-e-dil, jakhm-e-dil
mashali raah bankar mere jakhm-e-dil
mujhko manjil ki raahe dikhate rahe
mujhko manjil ki raahe dikhate rahe
zulm sahte rahe, gam uthaate rahe
zulm sahte rahe
pyar ke dip tauba rahe ishq me
o pyar ke dip tauba rahe ishq me
pyar ke dip tauba rahe ishq me
wo bujhaate, rahe ham jalaate rahe
wo bujhaate, rahe ham jalaate rahe
zulm sahte rahe, gam uthaate rahe
zulm sahte rahe