jigar ke tukde
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Aiye/Jigar-Ke-Tukde/RDgiRAMHc
jigar ke tukde jigar ke tukde ae dil ke tukade
jo aanshu ban ban ke aa rahe hai
karar apna karar apna lutane wale
ab apni hasti mita rahe hai jigar ke tukde
ye kaisi halchal machi huyi hai
ye kaisi halchal machi huyi hai
ajib uljhan jindagi hai
teri mohabbat teri mohabbat nawaj rahi hai
mere badan tak gaa rahe hai
jigar ke tukde ae dil ke tukade
jo aanshu ban ban ke aa rahe hai jigar ke tukde
padi musibat to haal badla
padi musibat to haal badla
ummid tuti khyal badla khyal badla
kabhi milaye tujhe samajh
ab unse daman bacha rahe hai
jigar ke tukde ae dil ke tukade
jo aanshu ban ban ke aa rahe hai jigar ke tukde
Kar Sakega Na Juda Tumko
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Aiye/Kar-Sakega-Na-Juda-Tumko
o baad muddat ke hua
dur andhera gam ka
o aaj se phir meri
kismat ka sitara chamaka
kar sakega na juda tumko
kabhi humse zamana
kar sakega na juda tumko
kabhi humse zamana
chal sakega na kisi ka bhi
koi humse bahana
kar sakega na juda tumko
kabhi humse zamana
kar sakega na juda tumko
kabhi humse zamana
jo sharte lagai thi, hui aaj wo puri
ki hui aaj wo puri
sachchi hai mohabbat to, rahe kaise adhuri
to rahe kaise adhuri
pad ke duniya ke jhamelo me
kahi bhul na jana
pad ke duniya ke jhamelo me
kahi bhul na jana
chal sakega na kisi ka bhi
koi humse bahana
kar sakegaa na juda tumko
kabhi humse zamana
o kaliyaan hai kahi, phul kahi chand sitare
diwana hua jata hain, dil pyaar ke mare
aao phir gaye gale mil ke
mohabbat ka tarana
aao phir gaye gale mil ke
mohabbat kaa tarana
chal sakega na kisi ka bhi
koi humse bahana
chal sakega na kisi ka bhi
koi humse bahana
kar sakegaa na juda tumko
kabhi humse zamana
kar sakegaa na juda tumko
kabhi humse zamana
aa aa aa bhi ja aa bhi ja o aane wale
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Aiye/Aa-Bhi-Ja-O-Janewale/NAs
aa aa aa bhi ja aa bhi ja o aane wale
ji bahut ghabraye hai aa bhi ja
aa bhi ja aa bhi ja o aane wale
ji bahut ghabraye hai aa bhi ja
roop andhere me ho tum
ikrar se ho tum bekhabar
roshni hoti hai kya najro se milti hai najar
roshni hoti hai kya najro se milti hai najar
najro se milti hai najar
aag lag uthti hai jis dam dil se dil takraye hai
aa bhi ja aa bhi ja o aane wale
ji bahut gabraye hai aa bhi ja
tum kaha ho ya nahi tum the mere dil ki pukar
ae mere dil ke sahare jindagi hai bekarar
fir bhi in aankho me aansu
nain lab per aaye hai
aa bhi ja aa bhi ja aa bhi ja o aane wale
ji bahut gabraye hai aa bhi ja
Jiya Dole Kisi Ke Khayal Me
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Aiye/Jiya-Dole-Kisi-Ke-Khayal
jiya dole ho jiya dole jiya dole ho jiya dole
kisi ke khyaal me jiya dole
panchi phadhke o panchi phadhke
panchi phadhke o panchi phadhke
jiya dole ho jiya dole
kisi ke khyaal me jiya dole
tumko paaya to pate hi dil kho gaya
aankho aankho me kya jane kya ho gaya
ab se pahle to ab se pahle to
dil to na tha iss haal me jiya dole
kisi ke khyaal me jiya dole
jiya dole ho jiya dole jiya dole ho jiya dole
kisi ke khyaal me jiya dole
aankho aankho ka
aankho aankho ka ye mel hota raha
baaji lagti rahe khel hota rahe hum to filhal
hum to filhal mohabbat ke jaal me
panchi phadhke o panchi phadhke
panchi phadhke o panchi phadhke
jiya dole ho jiya dole jiya dole ho jiya dole
kisi ke khyaal me jiya dole
Dil Me Rehte Hain
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Actress/Dil-Mein-Rehte-Hain/M
majnu bane hain
laila ko pehchaante nahin
laila pe kya gujarti hai
ye jaante nahi
dil mein rehte hain
dil mein rehte hain
unhen dil ki khabar nahin
kya unse apna haal
main keh dun magar nahin
dil mein rehte hain
dil mein rehte hain
unhen dil ki khabar nahin
kya unse apna haal
main keh dun magar nahin
dil mein rehte hain
dil deke unko chain se
dum bhar na reh sake
dil deke unko chain se
dum bhar na reh sake
nazren kabhi mili thi
nazren kabhi mili thi
magar ye na keh sake
magar ye na keh sake
dil mein siwaaye unke
dil mein siwaaye unke
kisi ka guzar nahin
kya unse apna haal
main keh dun magar nahin
dil mein rehte hain
dil mein rehte hain
dil ki to kya khabar unhen
itna nahin pata
dil ki to kya khabar unhen
itna nahin pata
chhup chhup ke dekhta hai
chhup chhup ke dekhta hai
koi unki har adaa, koi unki har adaa
wo bekhabar samajhte hain
wo bekhabar samajhte hain
main bekhabar nahin
kya unse apna haal
main keh dun magar nahin
dil mein rehte hain
dil mein rehte hain
jee chaahta hai
unse kahen dil ki aarzu
jee chaahta hai
unse kahen dil ki aarzu
ho jaaye aaj unse, ho jaaye aaj unse
mohabbat ki guftgu, mohabbat ki guftgu
dil dil se mil gaya
dil dil se mil gaya
to zamaane ka dar nahin
kya unse apna haal
main keh dun magar nahin
dil mein rehte hain
dil mein rehte hain
unhen dil ki khabar nahin
kya unse apna haal
main keh dun magar nahin
dil mein rehte hain
dil mein rehte hain
Ae Dil Meri Aahon Me
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Actress/Ae-Dil-Meri-Aahon-Mei
ai dil meri aahon mein ai dil meri aahon mein
itna to asar aaye ai dil meri aahon mein
jab aankh khule unki tasvir nazar aaye
ai dil meri aahon mein
bekaar mohabbat hai jab tak ke mohabbat mein
jab tak ke mohabbat mein jab tak ke mohabbat mein
armaan na ho pure ummid nazar jaaye
jab aankh khule unki tasvir nazar aaye
ai dil meri aahon mein
jis waqt meri unki nazaron se mile nazarein
nazaron se mile nazarein nazaron se mile nazarein
koi na idhar dekhe koi na idhar aaye
jab aankh khule unki tasvir nazar aaye
ai dil meri aahon mein
puchho to mohabbat ki manzil se guzarna hai
manzil se guzarna hai manzil se guzarna hai
socho to mohabbat ki manzil se guzar aaye
jab aankh khule unki tasvir nazar aaye
ai dil meri aahon mein
tufaan se bachane ki ummid na thi lekin
ummid na thi lekin ummid na thi lekin
aa hi gaye sahil par jo lakh bhanvar aaye
aa hi gaye sahil par jo lakh bhanvar aaye
ai dil meri aahon mein ai dil meri aahon mein
jab aankh khule unki tasvir nazar aaye
Hum Apne Dil Ka Fasana
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Actress/Hum-Apne-Dil-Ka-Fasan
ham apne dil kaa fasana unhe suna na sake
lagi hai aag jo lagi hai aag jo
dil me use bujha naa sake
ham apne dil kaa fasana unhe suna na sake
teri talash me dar dar kee thokare khayi
teri talash me dar dar kee thokare khayi
meri wafa ke kadam phir bhi dagamaga na sake
jara sochiye es dil ka haal kya hoga
jo dur rah na sake
tere pas a na sake
lagi hai aag jo lagi hai aag jo
dil me use bujha na sake
ham apne dil kaa fasana unhe suna na sake
ham unko yad naa karte par isko kya kije
par iskoa kya kije
hazar bhulana chaha magar bhula na sake
lagi hai aag jo lagi hai aag jo
dil me use bujha na sake
ham apne dil ka fasana unhe suna na sake