Aapki Nazro Ne Samjha
Pyar Ke Kabil Mujhe
Dil Ki Ae Dhadkan Thaher
Ja Mil Gayi Manzil Mujhe
Aapki Nazro Ne Samjha
Ji Hame Manzoor
Hai Aapka Ye Faisla
Ji Hame Manzoor
Hai Aapka Ye Faisla
Kah Rahi Hai Har Nazar
Banda Parvar Shukriya
Hanske Apni Zindagi Me
Kar Liya Shamil Mujhe
Dil Ki Ae Dhadkan Thaher
Ja Mil Gayi Manzil Mujhe
Aapki Nazro Ne Samjha
Aapki Manzil Hun Mai
Meri Manzil Aap Hai
Aapki Manzil Hun Mai
Meri Manzil Aap Hai
Kyon Mai Toofa Se
Daru Mera Sahil Aap Hai
Koi Tufano Se Kah De
Mil Gaya Sahil Mujhe
Dil Ki Ae Dhadkan Thaher
Ja Mil Gayi Manzil Mujhe
Aapki Nazro Ne Samjha
Pad Gai Dil Par Mere
Aapki Parchhaiya
Pad Gai Dil Par Mere
Aapki Parchhaiya
Har Taraf Bajne Lagi
Saikdo Shahnaiyaa
Do Jahaa Ki Aaj Khushiyan
Ho Gayi Haasil Mujhe
Aapki Nazro Ne Samjha
Pyar Ke Kabil Mujhe
Dil Ki Ae Dhadkan Thaher
Ja Mil Gayi Manzil Mujhe
Aapki Nazro Ne Samjha
Lag Ja Gale Ke Phir Yeh
Haseen Raat Ho Na Ho
Shayad Phir Iss Janam
Mulaqat Ho Na Ho
Lag Ja Gale Ke Phir Yeh
Haseen Raat Ho Na Ho
Shayad Phir Iss Janam Mein
Mulaqat Ho Na Ho
Lag Jaa Gale..ee..eee..!!!
Humko Mili Hai Aaj Yeh
Ghadiyaa Naseeb Se
Humko Mili Hai Aaj Yeh
Ghadiya Naseeb Se
Jee Bhar ke Dekh Lijiye
Humko Kareeb Se
Phir Apke Naseeb Mein
Yeh Baat Ho Na Ho
Shayad Phir Iss Janam Mein
Mulaqat Ho Na Ho
Lag Jaa Gale..ee..eee..!!!
Paas Aaiye Ke Hum Nahin
Aayenge Baar-Baar
Paas Aaiye Ke Hum Nahin
Aayenge Baar-Baar
Baahein Gale Mein Daalke
Hum Ro Lein Zaar-Zaar
Aankhon Se Phir Pyaar Ki
Yeh Barsaat Ho Naa Ho
Shayad Phir Iss Janam Mein
Mulaqat Ho Na Ho
Lag Ja Gale Ke Phir Yeh
Haseen Raat Ho Na Ho
Shayad Phir Iss Janam Mein
Mulaqat Ho Na Ho
Lag Jaa Gale..ee..eee..!!!
hamse nain milana b.a paas karke
hamse nain milana b.a paas karke
hamse preet lagana b.a pass karke
ho b.a pass karke, ji b.a pass karke
b.a pass karke mohe degree dikhaao ji
mohe degree dikhaao ji
ye hai b.a ki degree gori gusse me na aao
ho gori gusse me na aao
apni ye chaar sau bees kisi aur pe chalaao
apni ye chaar sau bees kisi aur pe chalaao
jaao ye hai jhoothi degree
isko koode me phenk aao
ji isko koode me phenk aao
jaaye bhaad me aisa pyaar, tere ye nakhre hain bekaar
hamko gusaa na dilana bakwaas kar ke
hamse preet lagana b.a paas karke
ho b.a paas karke, ji b.a paas karke
b.a nahin hoon, lekin main hoon ishq me m.a paas
b.a nahin hoon, lekin main hoon ishq me m.a paas
aji tum kya jaano mr majnu dost hain mere khaas
aji ustaad the mere khaas
jungle me tum dono jaakar karo ikatthi ghaas
chale aaye ho tum akal ka satyanaash karke
hamse preet lagana b.a paas karke
ho b.a paas karke, ji b.a paas karke
ishq ki haye tune kadar na jaani
degree ke pichhe tu to huyi hai deewani
ishq ki haye tune kadar na jaani
degree ke pichhe tu to huyi hai deewani
good bye good bye good bye o meri rani
maine marne ki hai thaani
mere baalma na jaana dil udaas karke
hamse preet lagana b.a paas karke
ho b.a paas karke, ji b.a paas karke
hamse nain milana b.a paas karke
hamse preet lagana b.a paas karke
ho b.a paas karke, ji b.a paas karke
prit laga ke maine ye phal paya sud budh khoi chain gawaya
prit laga ke maine ye phal paya sud budh khoi chain gawaya
tum ne mujhse pyar kiya tha ulfat ka iqarar kiya tha
apna banake pahle ye bisraya prit ka wada khub nibhaya
prit laga ke maine ye phal paya sud budh khoi chain gawaya
prit laga ke maine ye phal paya sud budh khoi chain gawaya
aa ke jo dekhe tu dukh mere aa ke jo dekhe tu dukh mere
kya na bahenge aansu tere dukh de mujhko
tune kya sukh paya tujhko bedardi reham na aaya
prit laga ke maine ye phal paya sud budh khoi chain gawaya
prit laga ke maine ye phal paya sud budh khoi chain gawaya
ek jhalak phir se dikhla de khwab mein aakar itna bata de
jyot bujha kar in nayno ki kiske man ka deep jalaya
prit laga ke maine ye phal paya sud budh khoi chain gawaya
chain gawaya chain gawaya
hum ishq mein barabad hain, barabad rahenge
dil royega tere liye aansoo na bahenge
ham barabad rahenge, ham barabad rahenge
seene mein chhupa rakhenge hum raz-e-muhabbat
ai jane muhabbat tujhe rusava na karenge
ham barabad rahenge, ham barabad rahenge
hum ishq mein barabad hain, barabad rahenge
dil royega tere liye aansoo na bahenge
ham barabad rahenge, ham barabad rahenge
kisamat se shiqayat hai, gila tujh se nahi hai
tu ne jo diya dard woh hans hans ke sahenge
ham barabad rahenge, ham barabad rahenge
hum ishq mein barabad hain, barabad rahenge
dil royega tere liye aansoo na bahenge
ham barabad rahenge, ham barabad rahenge
dhoondhengi na ab tujh ko ye benur nigahen
tu samane bhi aye to, dekha na karenge
ham barabad rahenge, ham barabad rahenge
hum ishq mein barabad hain, barabad rahenge
dil royega tere liye aansoo na bahenge
ham barabad rahenge, ham barabad rahenge
kisi ki yaad mein ro ro ke apne, din guzarte hai
ye kaisi zindagi hai, hum na jeete hai, na marte hai
mohabbat karne walo ka
mohabbat karne walo ka, yahi anjam hota hai
tadapna un ki qismat mein
tadapna un ki qismat mein
to subah-o-sham hota hai
mohabbat karne walo ka, yahi anjam hota hai
humesha ke liye duniya mein, do dil mil nahi sakte
humesha ke liye duniya mein, do dil mil nahi sakte
do dil mil nahi sakte
nazar milna judai ka
nazar milna judai ka hi, ik paigam hota hai
mohabbat karne walo ka, yahi anjam hota hai
meri barbadiyan bhi dekh li, tumne jahan walo
meri barbadiyan bhi dekh li, tumne jahan walo
are tumne jahan walo
jo karta hai mohabbat wo
jo karta hai mohabbat wo, yu hi nakam hota hai
mohabbat karne walo ka, yahi anjam hota hai
na din mein chain hai humko, na raato ko karar aaye
na din mein chain hai humko, na raato ko karar aaye
na raato ko karar aaye
bata de koi duniya mein
bata de koi duniya mein, kahan aaram hota hai
mohabbat karne walo ka, yahi anjam hota hai
agar mujh se muhabbat hai mujhe sab apne gham de do
in aankho ka har ik aansu mujhe meri qasam de do
agar mujh se muhabbat hai
tumhare gham ko apna gham bana lu to karar aaye
tumhara dard sine me chhupa lu to karar aaye
woh har shay jo tumhe dukh de mujhe mere sanam de do
agar mujh se muhabbat hai
sharik-e-zindagi ko kyun sharik-e-gam nahi karte
dukho ko bant kar kyun in dukho ko kam nahi karte
tadap is dil ki thodi si mujhe mere sanam de do
agar mujh se muhabbat hai
in aankho me na chhupana kabhi aansu najar aaye
sada has ke rahe aankhe sada ye honth muskaye
mujhe apni sabhi aahe sabhi dard-o-alam de do
agar mujh se muhabbat hai mujhe sab apne gham de do
in aankho ka har ik aansu mujhe meri qasam de do
agar mujh se muhabbat hai
main nigahe tere chehre se hatau kaise
main nigahe tere chehre se hatau kaise
lut gaye hosh to phir hosh mein aau kaise
main nigahe tere chehre se hatau kaise
main nigahe
chharahi thi teri mehki huyi zulfon ki ghata
teri aankho ne
teri aankho ne, pilaadi to mein pita hi gaya
tauba tauba tauba tauba tauba tauba
woh nasha hai ke batau kaise
main nigahe
shokh nazare ye shararat se na pas aayegi
kabhi ruthegi
kabhi ruthegi, kabhi milke palat jayengi
tuj se nibh jayegi, nibh jayegi
tuj se nibh jayegi mein inse nibhau kaise
main nigahe tere chehre se hatau kaise
lut gaye hosh to phir hosh mein aau kaise
mein nigahe tere chehre se hatau kaise
main nigahe
yahi hai tamanna tere dar ke samne
meri jaan jaaye, meri jaan jaaye
hay yahi hai tamanna tere dar ke samne
meri jaan jaaye, meri jaan jaaye, hay
tere dar pe aaya to bas aa gaya main
na pichhe hatunga jamane ke darse
abhi aa raha hu abhi kese jau
mila kya hai mujhko abhi tere dar se
jara dekh lu main yeh rukh ke bahare
yeh kad pyara pyara yeh julfon ke saye
hay yahi hai tamanna tere dar ke samne
meri jaan jaaye, meri jaan jaaye, hay
gila hai yehi mujhko tere khuda se
hasin jisne itna banaya hai tujhko
na aata kabhi teri galiyo mein zaalim
tere husn ne khud bulaya hai mujhko
jalakar koi shamma kaise kahega
ke dekho yaha par na parwana aaye
hay yahi hai tamanna tere dar ke samne
meri jaan jaaye, meri jaan jaaye, hay
mohabbat mein teri agar maut aaye
toh woh maut kitni hasin maut hogi
kisi roz main tera daaman pakadkar
jo mar jau kyaa dilnashin maut hogi
agar koi aisi ghadi aa rahi hai
toh meri dua hai woh jaldi se aaye
hay yahi hai tamanna tere dar ke samne
meri jaan jaaye, meri jaan jaaye, hay
ek matwala aaj chala apni manzil ko
ek matwala aaj chala apni manzil ko
kismat ne aasan kiya hai har muskil ko
in aankho me jhum rahe hai sapne
in aankho me jhum rahe hai sapne
gale milenge has has kar sab apne
aaj ye dil pa lega apno ki mahfil ko
ek matwala aaj chala apni manzil ko
jisne in ankho ko pyar sikhaya
jisne in ankho ko pyar sikhaya
jisne pyar ka pehala git sunaya
aaj unske kadmo pe rakh dunga is dilko
ek matwala aaj chala apni manzil ko
tufano ki god me kismat kheli
khub ladi maujo se jan akeli
char kadam par dekh araha hu ab sahil ko
ek matwala aaj chala apni manzil ko
kismat ne aasan kiya hai har muskil ko
jab tak hai aakash pe chand aur sitare
bhagwan salamat rahe maa bap hamare
jab tak hai aakash pe chand aur sitare
bhagwan salamat rahe maa bap hamare
maa bap hai dil kisi tirth se bhi pyara
maa bap hai dil kisi tirth se bhi pyara
ho has has ke uthate hai wo dukh dard hamara
fir kyu na har ek sans banke dua pukare
bhagwan salamat rahe maa bap hamare
kahte hai ke maa bap ka dil jisne dukhaya
aakash pe bhagwan ko usne rulaya
kahte hai ke maa bap ka dil jisne dukhaya
aakash pe bhagwan ko usne rulaya
dunia ki har ek chiz se maa bap hai pyare
bhagwan salamat rahe maa bap hamare
jab tak hai aakash pe chand aur sitare
bhagwan salamat rahe maa bap hamare
jab tak hai aakash pe chand aur sitare
bhagwan salamat rahe maa bap hamare
kabhi ithla ke chalte ho, kabhi balkha ke chalte ho
bhala ji kaise jiyenge duniya wale
ho duniya wale, ho duniya wale
ho duniya wale, ho duniya wale
jo karna hai woh kar lo ji chalenge hum to aise hi
hamara kya hai marenge duniya waale
ho duniya wale, ho duniya wale
ho duniya wale, ho duniya wale
kabhi ithla ke chalte ho, kabhi balkha ke chalte ho
leja aankhen gulabi gulabi
aise ghur na jaise ke sharabi
leja aankhen gulabi gulabi
aise ghur na jaise ke sharabi
aiji aankhon ke jab maikhaane khule hain
phir to aa ke piyenge duniya wale
jo karna hai woh kar lo ji chalenge hum to aise hi
hamara kya hai marenge duniya wale
kabhi ithla ke chalte ho, kabhi balkha ke chalte ho
apne qaidi ko de na rihayi o mujhe jine na degi judayi
apne qaidi ko de na rihayi o mujhe jine na degi judayi
tune aisa kaha to muskura muskura ke
tujhe chheda karenge duniya wale
kabhi ithla ke chalte ho, kabhi bal kha ke chalte ho
bhala ji kaise jiyenge duniya wale
jo karna hai woh kar lo ji chalenge hum to aise hi
hamara kya hai marenge duniya wale
ho duniya wale, ho duniya wale
ho duniya wale, duniya wale
kabhi ithla ke chalte ho, kabhi balkha ke chalte ho
bhala ji kaise jiyenge duniya wale
hello hello gentleman
milate kyun nahee hamse nain
tabiyat kaisi hai kaisi hai
kaisi hai tabiyat tabiyat tabiyat
kaisi hai kaisi hai
kaisi hai hello hello hello hello
hello hello
hat to hamne phenk diya
hat to hamne phenk diya
tum pheko necktie
tum pheko necktie
chala gaya angrez
kah do in sab ko good bye
kah do in sab ko good bye
english chije kar do ban
english chije kar do ban
be an indian if you can
be an indian if you can
hello hello gentleman
milate kyun nahee hamse nain
tabiyat kaisi hai kaisi hai
kaisi hai tabiyat tabiyat tabiyat
kaisi hai kaisi hai
kaisi hai hello hello hello hello
hello hello
aankhe kholo, aankhe kholo
badal gaya hai india kaa map
badala india kaa map
bhag gayi angreji topi
rah gayi gandhi cap
bhag gayi angreji topi
rah gayi gandhi cap
rah gayi gandhi cap
rah gayi apani gandhi cap
down down angreji topi
down down angreji topi
up up gandhi cap, up up gandhi cap
khaddar pahano aji tum khaddar pahano
khaddar pahano gentleman
phenko english phenko phenko
phenko phenko phenko
hello hello gentleman
milate kyun nahee hamse nain
tabiyat kaisi hai kaisi hai
kaisi hai tabiyat tabiyat tabiyat
kaisi hai kaisi hai
kaisi hai hello hello hello hello
hello hello
pritam meri duniya me do din to rahe hote
pritam meri duniya me do din to rahe hote
ham prem ke sagar me ik sath bahe hote
pritam meri duniya me do din to rahe hote
pritam meri duniya me
gar yuhi bichhadana tha hamse tujhe o zalim
hamse tujhe o zalim
do bol mohabbat ke hamse na kahe hote
pritam meri duniya me
bedard agar tujhako gairo hi ka hona tha
gairo hi ka hona tha
vade vo vafaao ke hamse na kie hote
pritam meri duniya me do din to rahe hote
ham prem ke sagar me ik sath bahe hote
pritam meri duniya me
kamata hu bahut kuch par kamayi dub jati hai
kamata hu bahut kuch par kamayi dub jati hai
kuch income tax le jata kuch biwi udati hai
kuch income tax le jata kuch biwi udati hai
kamata hu bahut kuch par kamayi dub jati hai
achha kaho tum kuch bhi
lekin ye samjhdaro ka kahna hai
kaho tum kuch bhi lekin
ye samjhdaro ka kahna hai, kya
luta dete hai ghar ko mard aurat ghar banati hai
luta dete hai ghar ko mard aurat ghar banati hai
aa teri in saadiyo ne jamfaro ne maar dala hai
aa teri in saadiyo ne arey jamfaro ne maar dala hai
teri diwali ki khatir mera nikala diwala hai
mai kadka hu mai kadka hu mai kadka jeb se
tu shent kapdo me lagati hai
mai kadka jeb se tu shent kapdo me lagati hai
kamata hu bahut kuch par kamayi dub jati hai
base bhi shehar me chalti hai kyu texi me jate ho
cinema dekhte ho hotlo ke bil chukate ho
kamayi aadhi bahar aur aadhi ghar me aati hai
kamayi aadhi bahar aur aadhi ghar me aati hai
luta dete hai ghar ko mard aurat ghar banati hai
kamata hu bahut kuch par kamayi dub jati hai
kamata hu bahut kuch par kamayi dub jati hai
ubal jata ho chahe dud chahe roti jal jalti ho
pehan kar reshmi sadi tu hai nipat nari
pehan kar reshmi sadi tum aise aise chalti ho
tum aise aise chalti ho tum aise aise
mai bate jab sunata hu tujhe aankhe dikhati hu
mai bate jab sunata hu tujhe aankhe dikhati hu
kamata hu bahut kuch par kamayi dub jati hai
uda dete hai paisa bad me phir hath malte hai
dabake muh me cigrette aap aise aise chalte hai
musibat sar pe jab aati hai biwi kam aati hai
musibat sar pe jab aati hai biwi kam aati hai
luta dete hai ghar ko mard aurat ghar banati hai
kamata hu bahut kuch par kamayi dub jati hai
dil me hamare kon samaya khud hi samjh lo mai kya bolu
kisne mujhe diwana bnaya khud hi samjh lo mai kya bolu
dil me hamare kon samaya khud hi samjh lo mai kya bolu
kisne mujhe diwana bnaya khud hi samjh lo mai kya bolu
meri nazar se milte hi kyu teri nazar jhuk jati hai
meri nazar se milte hi kyu teri nazar jhuk jati hai
o ho teri nazar se sharmakar kuch kahne se ruk jati hai
humse ye kahna chahti hai kya khud hi samjh lo mai kya bolu
dil me hamare kon samaya khud hi samjh lo mai kya bolu
kisne mujhe diwana bnaya khud hi samjh lo mai kya bolu
dekh ke humko jhum rahe hai dekho in nazaro ko
dekh ke humko jhum rahe hai dekho in nazaro ko o ho
samne ho jab surat tumhari dekhe kon baharo ko
aisi rut ka kya hai ishara khud hi samjh lo mai kya bolu
dil me hamare kon samaya khud hi samjh lo mai kya bolu
kisne mujhe diwana bnaya khud hi samjh lo mai kya bolu
dil me hamare kon samaya khud hi samjh lo mai kya bolu
kisne mujhe diwana bnaya khud hi samjh lo mai kya bolu
zindagi hasin hai ye zindagi hasin hai
zindagi se pyar kar mai hu teri zindagi
mujhpe etabar kar, mujhpe etabar kar
zindagi hasin hai ye zindagi hasin hai
zindagi se pyar kar mai hu teri zindagi
mujhpe etabar kar mujhpe etabar kar
kitni hansi hai dekh le ujde chaman ki
ye kali kitni hansi hai dekh le ujde chaman ki ye kali
mere chaman me aa ghuli tere chaman ki
ye kalichahti hu mai ise tu bhi isko pyar kar
mujhpe etabar kar, mujhpe etabar kar
zindagi hasin hai ye zindagi hasin hai
zindagi se pyar kar mai hu teri zindagi
mujhpe etabar kar mujhpe etabar kar
tu to mere sajan ki ek chhoti si tasvir hai tu
aankho ki roshani tu meri takdir hai
prit meri bar bar kahti hai pukar kar
mujhpe etabar kar, mujhpe etabar kar
zindagi hasin hai ye zindagi hasin hai
zindagi se pyar kar mai hu teri zindagi
mujhpe etabar kar mujhpe etabar kar
maine tumhare pyar ko aaj aajma liya
hanste ek raz ko sine me chhupa liya
tum na gale laga sake maine gale laga
liya tum na gale laga sake maine gale laga liya
meri jit ho gayi aaj tujhse har kar
mujhpe etabar kar, mujhpe etabar kar
zindagi hasin hai ye zindagi hasin hai
zindagi se pyar kar mai hu teri zindagi
mujhpe etabar kar, mujhpe etabar kar
zindagi hasin hai ye zindagi hasin hai
tum sang lagi balam mori ankhiya
tum sang lagi balam mori ankhiya
lagi mori ankhiya balam tose ankhiya
tum sang lagi balam mori ankhiya
tujhe kaise batau balam
teri hu main teri kasam
tujhe kaise batau balam
tune jani na sanam mere man ki batiya
tum sang lagi balam mori ankhiya
tum sang lagi balam mori ankhiya
lagi mori ankhiya balam tose ankhiya
tum sang lagi balam mori ankhiya
tere geeto ne jadu kiya
sun sun ke mera dole jiya
tere geeto ne jadu kiya
sun sun ke mera dole jiya
tere geeto ne jadu kiya
mohe nindiya na aaye piya sari sari ratiya
tum sang lagi balam mori ankhiya
tum sang lagi balam mori ankhiya
lagi mori ankhiya balam tose ankhiya
tum sang lagi balam mori ankhiya
hello hello hello are hello haidrabadi
culcutta tum aankh lada aur bambai hogi shadi
hello hello hello are hello haidrabadi
culcutta tum aankh lada aur bambai hogi shadi
hello hello hello
adaye muskuraye adaye muskuraye najar me jhume
ki dil ki gali me tum chori chori ghume
bolo jo hera fera kisne sikha di
culcutta tum aankh lada aur bambai hogi shadi
hello hello hello are hello haidrabadi
culcutta tum aankh lada aur bambai hogi shadi
hello hello hello
kisi se kah rah hai kisi se kah rahi hai najar mitti mitti
mai tumpe luta du bahare jindagi ki
ye kaisi pyari pyari lagan si laga di
culcutta tum aankh lada aur bambai hogi shadi
hello hello hello are hello haidrabadi
culcutta tum aankh lada aur bambai hogi shadi
hello hello hello
hume jo dil diya hai hume jo dil diya hai
tumhari maharbani na vapis denge tumhari ye nishani
tumhari ye nishani to humne chupaa di
culcutta tum aankh lada aur bambai hogi shadi
hello hello hello are hello haidrabadi
culcutta tum aankh lada aur bambai hogi shadi
hello hello hello
kagva re ja balma ke desva
kagva re ja
man ko suna unka sandeshva
man ko suna unka sandeshva
man ko suna unka sandeshva
balma ke desva
kagva re ja balma ke desva
kagva re ja
dur koyaliya bol rahi hai
dur koyaliya bol rahi hai
pawan ghunghat pat khol rahi hai
pawan ghunghat pat khol rahi hai
preet ki naiya dol rahi hai
preet ki naiya dol rahi hai
dil ro raha kismat khafa
vo hai juda
kagva re ja ja ja
kagva re ja balma ke desva
kagva re ja
pankh jo hote main ud jaati
pankh jo hote main ud jaati
nirmohi ko aap manati
nirmohi ko aap manati
ro ro seene se lag jaati
ro ro seene se lag jaati
kahti bata meri khata jaalim piya
kagva re ja ja ja
kagva re ja balma ke desva
kagva re ja
man ko suna unka sandeshva
man ko suna unka sandeshva
man ko suna unka sandeshva
balma ke desva
kagva re ja ja ja
kagva re ja balma ke desva
kagva re ja
aap yu hee agar ham se milte rahe
dekhiye ek din pyar ho jayega
aisee bate na karo hasin jadugar
meraa dil teree aankho me kho jayega
pichhe pichhe mere aap aatee hai kyon
meree raho me aankhe bichatee hai kyon
aap aatee hai kyon
kya kahu aap se yeh bhee ek raj hai
ek din iska ijhar ho jayega
me mohobbat kee raho se anjan hu
kya kahun kya karun me pareshan hu
hai, pareshan hu
aap kee yeh pareshaniya dekh kar
meraa dil bhee pareshan ho jayega
kaisee jadugaree kee aare jadugar
tere chehere se hatthee nahee yeh najar
hai meree yeh najar
aisee najaro se dekha agar aap ne
sharam se rang gulnar ho jayega
aap yu hee agar ham se milte rahe
dekhiye ek din pyar ho jayega
aisee bate na karo hasin jadugar
meraa dil teree aankho me kho jayega
mai pyar ka raahi hu
teri julf ke saye me, kuchh der thahar jau
tum ek musafir ho, kab chhod ke chal doge
yeh soch ke ghabarau, mai pyar ka raahi hu
tere bin ji lage na akele, ho sake toh mujhe sath le le
najani tu nahi ja sakegi, chhod kar jindagi ke jhamele
najani
najani tu nahi ja sakegi, chhod kar jindagi ke jhamele
jab bhi chhaye ghata, yad karna jara
sat rango ki hu mai kahani, mai pyar ka raahi hu
teri julf ke saye me, kuchh der thahar jau
tum ek musafir ho, kab chhod ke chal doge
yeh soch ke ghabarau, mai pyar ka raahi hu
pyar ki bijaliya muskuraye, dekhiye aap par gir na jaye
dil kahe dekhta hi rahu mai, samane baithakar yeh adaye
dil kahe
dil kahe dekhta hi rahu mai, samane baithakar yeh adaye
na mai hu najani, na mai hu mahjabin
aap hi ki najar hain diwani, mai pyar ka raahi hu
teri julf ke saye me, kuchh der thahar jau
tum ek musafir ho, kab chhod ke chal doge
yeh soch ke ghabarau, mai pyar ka raahi hu
kalpana to nahi aata hume tadpana aata hai
ji aane do agar koi yaha diwana aata hai
aa ye diwano ki mehfil me hazamat ho hi jati hai
hazamat ho hi jati hai
hazamat ho hi jati hai
ye diwano ki mehfil me hazamat ho hi jati hai
hazamat ho hi jati hai
hoye ye diwano ki mehfil me hazamat ho hi jati hai
hazamat ho hi jati hai
jo dekhe pyar se koi mohabbat ho hi jati hai
mohabbat ho hi jati hai
jo dekhe pyar se koi mohabbat ho hi jati hai
mohabbat ho hi jati hai
nigaho par nigaho ki inayat ho hi jati hai
mohabbat ho hi jati hai, mohabbat ho hi jati hai
mohabbat ho hi jati hai, mohabbat ho hi jati hai
na nind aayegi dil ko tham logi dard ke maare
judai me kisi ki tum ginogi raat bhar taare
na nind aayegi dil ko tham logi dard ke maare
aji ha dard ke maare suno ji dard ke maare
judai me kisi ki tum ginogi raat bhar taare
ginogi raat bhar taare
ginogi raat bhar taare
ke jab dil se dil milte hai
ye halat ho hi jati hai
ye halat ho hi jati hai
ke jab dil se dil milte hai
ye halat ho hi jati hai
ye halat ho hi jati hai
aa hoye ke jab dil se dil milte hai
ye halat ho hi jati hai
ye halat ho hi jati hai
aa jo dekhe pyar se koi mohabbat ho hi jati hai
mohabbat ho hi jati hai
nigaho par nigaho ki inayat ho hi jati hai
mohabbat ho hi jati hai, mohabbat ho hi jati hai
mohabbat ho hi jati hai, mohabbat ho hi jati hai
jane wale o jane wale
jane wale khuda ki rahmato ka tujh pe saya
jane wale khuda ki rahmato ka tujh pe saya
jhume jhume khushi se aasma wo din hai aaya
jhume jhume khushi se aasma wo din hai aaya
jane wale o jane wale jane wale o jane wale
jaha tera allah ho wali dil tera ho gum se khali
martaba tera ho aali ho teri duniya matwali
pyar tera acha ho wali dil tera ho gum se khali
martaba tera ho aali ho teri dunia matwali
ho teri duniya matwali
ulfat bhare dilo ne jhum ke ye nagma gaya
jane wale khuda ki rahmato ka tujh pe saya
jhume jhume khushi se aasma wo din hai aaya
jane wale o jane wale jane wale o jane wale
dusmano ki har hui naaw teri par hui
jindagi bahar hui pyar se guljar hui
pyar se guljar hui
chalte chalte dilo ka karwa manjil pe aaya
jane wale khuda ki rahmato ka tujh pe saya
jhume jhume khushi se aasma wo din hai aaya
jane wale o jane wale jane wale o jane wale
jhumti hai nazar jhunta hai pyar
jhumti hai nazar jhunta hai pyar
ye najar chin kar le gayi karar
ye najar chin kar le gayi karar
jhumti hai nazar jhunta hai pyar
hum hai azab panchi fizao ke
hath na aa sake hum hawao ke
wade karte nahi hum wafao ke
fir bhi kyu janu dil tum pe hai nishar
ye najar chin kar le gayi karar
jhumti hai nazar jhunta hai pyar
mai tere husn ke geet gaunga
ishk ki arzu lab pe launga
mai tujhe dhadkano me basaunga
ek hai dil jisme hai hasrate hazar
ye najar chin kar le gayi karar
jhumti hai nazar jhunta hai pyar
meri har sans me tera pyar hai
tu mere bage dil ki bahar hai
tu meri jinagi ka singar ka hai
ye najar chin kar le gayi karar
jhumti hai nazar jhunta hai pyar
tum hame ham tumhe dekhte rahe
hale dil ho ya lab na kuch kahe
milke ham pyar ki maujo me bahe
aa jara ched de dil se dil ke tar
ye najar chin kar le gayi karar
jhumti hai nazar jhunta hai pyar