jhumti hai nazar jhunta hai pyar
jhumti hai nazar jhunta hai pyar
ye najar chin kar le gayi karar
ye najar chin kar le gayi karar
jhumti hai nazar jhunta hai pyar
hum hai azab panchi fizao ke
hath na aa sake hum hawao ke
wade karte nahi hum wafao ke
fir bhi kyu janu dil tum pe hai nishar
ye najar chin kar le gayi karar
jhumti hai nazar jhunta hai pyar
mai tere husn ke geet gaunga
ishk ki arzu lab pe launga
mai tujhe dhadkano me basaunga
ek hai dil jisme hai hasrate hazar
ye najar chin kar le gayi karar
jhumti hai nazar jhunta hai pyar
meri har sans me tera pyar hai
tu mere bage dil ki bahar hai
tu meri jinagi ka singar ka hai
ye najar chin kar le gayi karar
jhumti hai nazar jhunta hai pyar
tum hame ham tumhe dekhte rahe
hale dil ho ya lab na kuch kahe
milke ham pyar ki maujo me bahe
aa jara ched de dil se dil ke tar
ye najar chin kar le gayi karar
jhumti hai nazar jhunta hai pyar