aaja re aaja aaja re aaja piya tadpe jiya
tere pyar me aaja re aaja piya tadpe jiya
tere pyar me dekh liya hai dil ko jalake
dard mila hai chain gawake
rang nahi hai bahar me
aaja re aaja piya tadpe jiya
tere pyar me aaja re aaja piya tadpe jiya
tere pyar me
pyar me dil ne kya chaha tha
kya paya hai kya manga tha
bite hai din intzar me
aaja re aaja piya tadpe jiya
tere intzar me
aaja re aaja piya tadpe jiya
tere pyar me
khwab hamara tut na jaye
saz se nagma ruth na jaye
dil ki sada hai pukar me
aaja re aaja piya tadpe jiya
tere pyar me
aaja re aaja piya tadpe jiya
tere pyar me
bekhudi me sanam uth gaye jo kadam
aa gaye aa gaye aa gaye pas ham
aa gaye pas ham
bekhudi me sanam uth gaye jo kadam
bekhudi me sanam uth gaye jo kadam
aa gaye aa gaye aa gaye pas ham
aa gaye pas ham
bekhudi me sanam uth gaye jo kadam
aa gaye aa gaye aa gaye pas ham
aa gaye pas ham
bekhudi me sanam uth gaye jo kadam
aag nahee yeh dil kee lagee hai
jitanee bujhayee utanee jalee hai
aag nahee yeh dil kee lagee hai
jitanee bujhayee utanee jalee hai
dil kee lagee naa ho toh kya jindagee hai
sath ham jo chale mit gaye fasle
aa gaye pas ham aa gaye pas ham
aa gaye pas ham
bekhudi me sanam uth gaye jo kadam
khoi najar thi soye najare
dekha tumhe to jage ye saare
dil ne kiye jo dil ko ishare
mil ke chale ham sath tumhaare
aaj khushi se mera dil ye pukare
tera daaman mila pyar mera khila
aa gaye pas ham aa gaye pas ham
aa gaye pas ham
bekhudi me sanam uth gaye jo kadam
dilki kahani pahuchi juba tak
kisko khabar ab pahuche kaha tak
pyar ke raahi aaye yaha tak
jayenge dil ki had hai jahan tak
tum sath do to chale ham aasma tak
dil mein arma liye lakho tufa liye
aa gaye pas ham aa gaye pas ham
aa gaye pas ham
bekhudi me sanam uth gaye jo kadam
o dilabar janie, tere hai ham tere
o dilabar janie, tere hai ham tere
chhupa lege in ankho me, sanam ham gam tere
o dilabar janie, tere hai ham tere
chhupa lege in ankho me, sanam ham gam tere
o dilabar janie, tere hai ham tere
yun bat bat-bat pe tum rutha na karo
dil tod tod-tod maza luta na karo
o jan-e-janan ye to hai rusvai pyar ki
in bato se badh jaegi mahangai pyar ki
dhundhe nahi paogi tum bazar me ashiq
daudege fifty sixty ki raftar se ashiq
phir nam le ke pyar ka tum gaya karogi
sar phod ke divaro se, chillaya karogi
chillaya karogi, chillaya karogi
o dilabar janie, tere hai ham tere
chhupa lege in ankho me, sanam ham gam tere
o dilabar soniye, tere hai ham tere
ek din tumhare dil me bhi ek aag uthegi
tufan uthega, mohobbat jag uthegi
ho jaye aisa haal, to karna mujhko yaad
sar ke bal chal aaunga, sun kar teri fariyad
dil se mere khele ho, ab tum sar se bhi khelo
ye dil jigar ko dat mara hai ab tum hi lelo
ustad hu mujnu ka, farhad ka mai chela
har haal me harega jo dil se mere khela
o dilabar janie, tere hai ham tere
chhupa lege in ankho me, sanam ham gam tere
o dilabar heerie, tere hai ham tere
o bevafa tune mujhe, kahi ka na chhod a
tu gussa jo karati hai, karale pyar bhi thoda
tere bina jina mera jina, hai kya jina
tadapunga mai, jab aega savan ka mahina
ye husn bhi kya husn hai, jo ishq na jane
diladar ko aur yar ko, bilkul na pahachane
meri vafa ek din, aisa rag laegi
ye nazani zalim, hasina man jaegi
hasina man jaegi, hasina man jaegi
o dilabar janie, tere hai ham tere
chhupa lege in ankho me, sanam ham gam tere
o dilabar soniye, tere hai ham tere
chale the saath milke chalenge saath milkar
chale the saath milke chalenge saath milkar
tumhe rukna padega meri aawaaz sunkar
chale the saath milke chalenge saath milkar
tumhe rukna padega meri aawaaz sunkar
chale the saath milke
ho hamari jaan legi tumhari yeh adayen
hume jeene na degi tumhari yeh nigahen
samajh lo baat idl ki tumhe denge duvayen
chale the sath milke chalenge sath milkar
tumhe rukna padega meri aawaz sunkar
chale the saath milke
bada pyasa hai yeh dil isse madhosh kar do
bhadak uthe hai shole inhe khamosh kar do
hamaara hosh le lo hume behosh kar do
chale the saath milke chalenge saath milkar
tumhe rukna padega meri aawaaz sunkar
chale the saath milke
parvardigar-e-aalam teraa hi hai sahara
tere siwan jahan me koyi nahi hamara
parvardigar-e-aalam teraa hi hai sahara
tere siwan jahan me koyi nahi hamara
nuh kaa safina tune tufan se bachaya
duniya me tu hamesha bando ke kam aaya
mangi khalil ne jab tujhse duwa khudaya
aatish ko tune fauran ek gulsitan banaya
har ilteja ne teri rehmat ko hai ubhara
parvardigar-e-aalam teraa hi hai sahara
tere siwan jahan me koyi nahi hamara
younus ko tune machhli ke pet se nikala
tune hi mushkilo me aayub ko sambhala
ilyas par karam kaa tune kiya ujala
hai do jahan me ya rab teraa hi bol-bala
tune sada ilahi bigri ko hai sanwara
parvardigar-e-aalam teraa hi hai sahara
tere siwan jahan me koyi nahi hamara
yousuf ko tune maula di kuaid se rihayi
yakub ko dubara shakal-e-pisar dikhayi
behati huyi nadi me musa ki raah banayi
tune salib par bhi isa ki jaan bachayi
data tere karam kaa koyi nahi kinara
parvardigar-e-aalam teraa hi hai sahara
tere siwa jahan me koyi nahi hamara
parvardigar-e-aalam teraa hi hai sahara
teraa hi hai sahara, teraa hi hai sahara
teraa hi hai sahara, teraa hi hai sahara
raste ka maal saste me saste ka maal baste me
raste ka maal saste me saste ka maal baste me
aa mere pass mat ho udaas
kardu main bojh halka
kya aitbaar kal ka
raste ka maal saste me saste ka maal baste me
koi chalayein jhagda
koi udayein rocket
pahni kisi ne dhoti
pahna kisi ne jacket
is ke gale me fanda
us ke gale me locket
khali kisi ka batuwa
aur full kisi ki pocket
tere ghar me ho
mere ghar me ho
fark kya hain pyare
aa mere pass mat ho udaas
kardu main bojh halka
kya aitbaar kal ka
raste ka maal saste me saste ka maal baste me
raste ka maal saste me
ae money money tu ru ru ru
money money tu ru ru ru
money money tu ru ru ru
everybody loves money
everybody needs money
everybody wants money
money money money
if you have not got money
you kook so funny
if you have got money
you are nice and bright
and your taste standing
you understand my sunny
to to to
everybody loves money
everybody needs money
everybody wants money
money money money
haye re haye
haye re haye
haye re haye
mera money money
abhi yahi mera money money
kidhar gaya re mera money money
gum gaya re mera money money
lut gaya re mera money money
haye re haye money money
haye re haye money money
sapna dekha rat ke jaise tu hai mere sath
o baliye hatho me hai hath hua kya matlab iska
tera mera sath o chan we jaise ye din rat
ke tu hai badal mai barsat samjh le matlab iska
sapna dekha rat ke jaise tu hai mere sath
o baliye hatho me hai hath hua kya matlab iska
kajal wali aankh sharabi mehendi wale hath gulabi
kajal wali aankh sharabi mehendi wale hath gulabi
ho tera har andaz kayamat teri har ek bat shabaabi
tu jab kano me ras ghole jhum ke mera ang ang dole
tu jab kano me ras ghole jhum ke mera ang ang dole
mai to laj se mar mar jau haye jane dil ye kya kya bole
dil bole ye bat ke chahe din ho chahe rat
rahe tu saya banke sath hua kya matlab iska
sapna dekha rat ke jaise tu hai mere sath
o baliye hatho me hai hath hua kya matlab iska
jab jab dil ka shisha dekhu tab tab tera mukhda dekhu
jab jab dil ka shisha dekhu tab tab tera mukhda dekhu
ho tere gore gal pe shabnam haye jaise kaliyo par ho lali
sun ke teri bat mai jagu sari sari rat samjh le matlab iska
sapna dekha rat ke jaise tu hai mere sath
o baliye hatho me hai hath hua kya matlab iska
le gayi le gayi
aaj mera dil rang bhari ye sham
jhum ke dekho ban gaya kaatil
ye mausam gulfaam
ye mausam gulfaam
le gayi le gayi
aaj mera dil rang bhari ye sham
jhum ke dekho ban gaya kaatil
ye mausam gulfaam
ye mausam gulfaam
moshi moshi are kaise ho ji
moshi moshi kaise ho ji
aankho me chhupi chhupi
bahka dil ki baate
palko pe saji saji sapno ki barate
haale dil kaho magar
phir ruk ruk si jaau
hotho pe dabi dabi rah jaye sab baate
ye tanhai hai ya mehfil
kya hai iska naam
ye chini tumse puchhe
baat me dore sa
le gayi le gayi
aaj mera dil rang bhari ye sham
jhum ke dekho ban gaya kaatil
ye mausam gulfaam
ye mausam gulfaam
moshi moshi kaise ho ji
moshi moshi kaise ho ji
gulshan me yaha waha titli bankar ghumu
masti me idhar udhar kali klai ko chumu
ji chahe yahi kahi phulo me so jaau
shabnam me juda juda nind khule to jhumu
mil gayi mujhko pyar ki manzil
pyar ki subaho sham
saayo nara chal de dil ke
sath me dore sa
le gayi le gayi
aaj mera dil rang bhari ye sham
jhum ke dekho ban gaya kaatil
ye mausam gulfaam
ye mausam gulfaam
moshi moshi are kaise ho ji
moshi moshi kaise ho ji
moshi moshi kaise ho ji
moshi moshi kaise ho ji
moshi moshi kaise ho ji
zindagi pyasi hai pyas bujha de koi
yu machalti raanto me pyar ki barsaato me
paas nikli baato me aa aa aa aa
zindagi pyasi hai pyas bujhe na ye kabhi
aa na baato me pyar ki in ghatoon me
jal na jana raato me aa aa aa aa
zindagi pyasi hai
dil me tere kya hai iski khabar hai mujhay
dil me tere kya hai iski khabar hai mujhay
dil me mere kya hai kah na saku mai tujhay
dil me mere kya hai kah na saku mai tujhay
ye jawani shaam par zindagi ki naam par
hoth rakh de jaam par aa aa aa aa
zindagi pyasi hai pyas bujha de koi
yu machalti raanto me pyar ki barsaato me
paas nikli baato me aa aa aa aa
zindagi pyasi hai
meri sada kya hai dilbar mere jan le
meri sada kya hai dilbar mere jan le
meri ada kya ye bhi to pahchan le
meri ada kya ye bhi to pahchan le
ajnabi hai daawo me matlabi nigaaho me
kho na jana raanho me aa aa aa aa
zindagi pyasi hai pyas bujhe na ye kabhi
aa na baato me pyar ki in ghatoon me
jal na jana raato me aa aa aa aa
zindagi pyasi hai
raato ki siyahi hai aur din ka ujala hai
teri aankho ka rang nirala hai
teri aankho ka rang nirala hai
raato ki siyahi hai aur din ka ujala hai
sadhke tumhari najro pe
gussa bhi hai inme pyar bhi hai
mate pe baal hotho pe hasi
inkar bhi hai ikarar bhi hai
in palko ki chilman to utha
samjhu to ye raaj hai kya
raato ki siyahi hai aur din ka ujala hai
haye pyar hami se hoga tumhe
ye rukne wali baat nahi
aag lagi hai hoga duaa
ye chupne wali baat nahi
ab chhod bhi de gusse ki ada
ab maan bhi ja mere ruthe khuda
raato ki siyahi hai aur din ka ujala hai
na na garam mijaji thik nahi
is pyar ki thandi chav me
itlakar chalne wali
kahi moch na aa jaye panv me
tumko to kisi se pyar nahi
to hum bhi kisi ke yaar nahi
raato ki siyahi hai aur din ka ujala hai
teri aankho ka rang nirala hai
teri aankho ka rang nirala hai
raato ki siyahi hai aur din ka ujala hai
i love you, you love me
i love you, you love me
o mere jivansathi
o mere jivansathi
i love you, you love me
kehne ko kuch nigahe
uthte huye jhukti jaye
jaise mere sath raahe
chalte huye rukti jaye
jane ye kya dekhti hai
madhosh si jindagi hai
i love you, you love me
o mere jivansathi
o mere jivansathi
i love you, you love me
jaagi hui jindagi me
arman badalne lage hai
soyi hui roshani me
sapne machalne lage hai
nagme ko tum saaj de do
aise me aawaj de do
i love you, you love me
o mere jivansathi
o mere jivansathi
i love you, you love me
kal ajnabi banke aaye
aaj hamsafar ban gaye ho
najaro se dil me samaye
meri najar ban gaye ho
baho ke de do sahare
reh reh ke dhadkan pukare
i love you, you love me
i love you, you love me
o mere jivansathi
o mere jivansathi
i love you, you love me
i love you, you love me
i love you, you love me
i love you, you love me
kya soch rahe ho tum nahi kuch nahi
sochta hu ki tumhe maine kahi dekha hai
yaad karta hu magar yaad nahi aata
mere humraj mujhe tumne vahi dekha hai
dil jaha hosh me reh kar bhi behek jata hai
jane kya baat hai hum jab mila karte hai
dil me chupke se koi chot ubhar aati hai
dil se dil milte hai afsane bana karte hai
or takdir mohabbat ki savar jati hai
apne chehre pe mere khawabe paresha ki tarah
aaj in reshmi julfo ko machal jane do
dil me uthte hue jazbaat ke tufa ki tarah
aaj har khawab hakikat me badal jane do
vo jo ehsaas tha halka sa ke tum gair nahi
aaj vo ek yaki banta sa nazar aata hai
kho diya jo kabhi yaad ki surat me kahi
aaj vo pyar mujhe milta nazar aata hai
aaj vo pyar mujhe milta nazar aata hai