Ooo ooo ooooo oooooo
Kuch pal toh theher jaona
Ya phir lautke aaona
Yun kehte nahi alvida
Mudd jao idhar aaona
Tumhe dhoonde meri aankhe
Tumhe khoje meri baahen
Tum bin jeeya jaaye kaise
Kaise jeeya jaaye tum bin
Tum bin jeeya jaaye kaise
Kaise jeeya jaaye tum bin
Kitne the waade kiye
Ik pal mein todd diye
Jhootha nahi tu, mujhko pata hai
Bas thoda rootha sa hai
Tu roothe main manau
Par tum bin kahan jaaun
Tum bin jiya jaaye kaise
Kaise jiya jaaye tum bin
Tum bin jiya jaaye kaise
Kaise jiya jaaye tum bin
Yeh asmaan aur yeh zameen
Bin tere kuch bhi nahi
Saanso se mohlat zara maang lena
Yun uth ke jaate nahi
Ya phir tu mujhe le chal
Sang apne jidhar tu chala
Tum bin jiya jaaye kaise
Kaise jiya jaaye tum bin
Ho tum bin jiya jaaye kaise
Kaise jiya jaaye tum bin
ye kaisi jagah le aaye ho tum
ye kaisi nayi dil gaaye hai dhun
main meera si deewani ho gayi
iss duniya se begaani ho gayi
mere honthon pe jo bhatke
kayi janmon ki pyaas hai
mere amrit ka wo pyala bas tere paas hai
ye kaisi jagah le aaye ho tum
ye kaisi nayi dil gaaye hai dhunn
raat meri aankhon aankhon me kat gayi
roshni mein teri subah si ho gayi
raat mere aankhon aankhon me kat gayi
roshni mein teri subah si ho gayi
chehra hoo main, mera roop ho tum
ye kaisi jagah le aaye ho tum
aaj uss khuda se mujhe kuch na chahiye
sirf tere aage sar jhukna chahiye
aaj uss khuda se mujhe kuch na chahiye
sirf tere aage sar jhukna chahiye
meri har duaa mein ho tum hi tum
ye kaisi jagah le aaye ho tum
tumhe apna banane ka junoon sar pe hai kab se hai
mujhe aadat bana lo ik buri kahna ye tumse hai
tumhe apna banane ka junoon
sar pe hai kab se hai sar pe hai kab se hai
jism ke samandar mein ik lehar jo thehri hai
usme thodi harqat hone do ho shayari sunati in
do nasheeli aankho ko mujhko paas aake padne do
ishq ki khwaahisho mein
bheeg lo baarisho mein aao na
tumhe paakar na khone ka junoon
sar pe hai kab se hai
mujhe nazro mein rakh lo kahi
kahna ye tumse hai
tumhe apna banane ka junoon
sar pe hai kab se hai sar pe hai kab se hai
rokna nahi mujhko zid pe aa gayi hu main
is qadar deewanaapan chadha
dekho na yahan aake mera haal kaisa hai
tootke abhi tak na judaa ab sambhalna nahi hai
jo bhi hai wo sahi hai aao na
tumhe khud se milane ka junoon
sar pe hai kab se hai
mujhe rehne de apne paas hi
kahna ye tumse hai
tumhe apna banane ka junoon
sar pe hai kab se hai sar pe hai kab se hai
raaz aankhe teri sab bayaan kar rahi
sun raha dil teri khamoshiya
kuch kaho na suno, paas mere raho
ishq ki kaisi hai ye gehraiya
saaya bhi jism se hota hai kya judaa
jitni bhi zor ki ho aandhiya
raaz aankhe teri sab bayaan kar rahi
sun raha dil teri khamoshiya
jeene ka tu sahara, tu hi roshni
kehta hai har sitara meri tu chandni
hum judaa ho jaaye aisa mumkin nahi
dhup ho tum meri, chhaanv bhi ho tumhi
paas ho to dur hai tanhaaiya
main chalunga mushkilo me saaya ban tera
is jahan me, us jahan me bas ek tu mera
khusbuwo se teri mehke jism mera
raat aayegi to main subah laaunga
maut aayegi to lad jaaunga
saaya bhi jism se hota hai kya judaa
jitni bhi zor ki ho aandhiya
kuch kaho na suno, paas mere raho
ishq ki kaisi hai ye gehraiya
raaz aankhe teri sab bayaan kar rahi
sun raha dil teri khamoshiya
kuch kaho na suno, paas mere raho
ishq ki kaisi hai ye gehraiya
saaya bhi jism se hota hai kya judaa
jitni bhi zor ki ho aandhiya
hum me tum me jo tha, wo khatam ho gaya
mod pe aakhiri main reh gaya
maine koshish bahut ki bacha lu magar
pehle dil baad me ghar jal gaya
seene me di jagah, maine jis raaz ko
aankho se wo meri beh hi gaya
hum me tum me jo tha, wo khatam ho gaya
mod pe aakhiri main reh gaya
mere liye tu wahi hai, badla kuch nahi
khel hai ye waqt ka sab, bigda kuch nahi
hai kasam tu akele chal mujhe phir wahi
aye masiha mere aa zakham bhar bhi de
dard me dubi hui gehraaiya
Kaash aisa ho kabhi yunhi tumse milun
Dher saari raat bhar baatein tumse karun
Meri neendon se hai karte mujhko judaa
Saaware se, baaware se do… naina yeh
Saaware se, baaware se do… naina yeh
Naina yeh.. Naina yeh
Naina yeh.. Naina yeh
Bhaage hai ye kahaan
Dhoondhe hai ye kisey
Mann mera yeh pagal ho gaya
Nahin tu jahaan ruke yeh na wahaa
Yeh to jaise baadal ho gaya
Neeche aayega ye, palke kholo zara
Saaware se, baaware se do… naina yeh
Saaware se, baaware se do… naina yeh
Naina yeh.. Naina yeh
Naina yeh.. Naina yeh
Peeche peeche tere
Chale khwaab mere
Main toh teri parchaai si hoon
Sooni raaton mein bhi payega tu mujhe
Main toh teri tanhaai si hoon
Khamoshi se meri baatein karte hai yeh..
Naina yeh…
Saaware se, baaware se do… naina yeh
Naina yeh.. Naina yeh
Naina yeh.. Naina yeh.
Pehle ke jaisa kuch bhi nahi hai
Din raat aankhon mein ik nami hai
Pehle ke jaisa kuch bhi nahi hai
Din raat aankhon mein ik nami hai
Pehle ke jaise mausam nahi hai
Baadal toh hai par barish nahi hai
Iss mod pe aa gaye hum batao
Raahein toh hain, humsafar hi nahi hai!
Aao chalein hum phir se wahaan pe
Jahaan pe kabhi khushbuon se miley the
Shayad wahin pe kahin kuch bacha ho
Jahaan pe kabhi saath hum tum chale thhe
Jisey kho diya hai
Khatam ho gaya hai
Uss pyar ko zindagi denge phir se
Qismat humein leke aayi kahaan pe
Samay chal raha hai magar hum ruke hain
Mere khwaab sab aakhiri saans leke
Gehraaiyon mein dafan ho chuke hain
Na awaaz koi hai hum tak pahuchti
Badi door khud se hum ja chuke hain
Rishton mein khamoshiyan aa gayi hain
Seene mein bhi dhadkano ki kami hai
Pehle ke jaise mere paas aao
Zaroorat hai humko gale se lagaao
Nahin raas aate hain humko andhere
Chalo chheen laayein phir woh savere
Chalo chheen laayein phir woh savere.
Yahin rahoge tum mujhme mujhme
Tumhe basa lungi dil me dil me
Nazdeeqiyan le jaao apne saath me
Yeh dooriyan rehne do mere paas me
Yahin rahoge tum mujh mein mujh mein
Tumhe basa lungi dil mein
Dekho toh pyaar ye le aaya hai kahaan
Reh kar ke door bhi tum rehte ho yahan
Kar lungi zindagi main tera saamna
Mujhko toh mill gaya chahat ka aasmaan
Iss dard ko beh jaane do barsaat mein
Ikk saans ban ke reh jaao na paas mein
Yahin rahoge tum mujh mein mujh mein
Tumhe basa loongi dil mein dil mein…
Yahin rahoge tum mujh mein mujh mein
Tumhe basa loongi dil mein dil mein…
Yahin rahoge tum mujh mein mujh mein
Tumhe basa loongi dil mein dil mein…
Main jitna tumhe dekhun
Mann yeh na bhare
Main jitna tumhe sochun
Mann yeh na bhare
Inn aankhon mein chhalakta hai
Mera pyar tera pyar
Kahin tujh mein dhadakta hai
Mera pyar tera pyar
Mera pyar tera pyar
Mera pyar tera pyar…
Main jitna tumhe dekhun
Mann yeh naa bhare
Main jitna tumhe sochun
Mann yeh naa bhare
Thoda sa mera hai thoda tumhara
Mila-jula sa yeh khwaab humaara
Ek meethi dhunn sunaayi
de rahi hai aaj kal
Hans ke saare gham humaare
dega khushiyon mein badal
Mera pyar tera pyar
Mera pyar tera pyar…
Main jitna tumhe dekhun
Mann yeh na bhare
Main jitna tumhe sochun
Mann yeh na bhare
Koi nahi sau saal jiya hai
Pyar magar kaayam rehta hai
Dhoop khushboo aur hawayein
Banke yeh reh jaayega
Baad apne bhi humaare
Yeh jahaan mehkayega
Mera pyar tera pyar
Mera pyar tera pyar
Main jitna tumhe dekhun
Mann yeh na bhare
Main jitna tumhe sochun
Mann yeh na bhare.
Tum paas aaye to hum paas aayenge
Saanso se hum teri saansein milayenge
Jo bhi hai iss dil mein tumko batayenge
Sach keh rahe hain hum kuch na chupayenge
Duniya ko bhool ke tujhmein kho jaayenge
Waapas naa aayenge waapas naa aayenge
Zara jaldi jaldi zara jaldi jaldi
Ho zara jaldi jaldi haanko yaara bailgadi
Tez bhagane lagi hai dhadkan humari
Dekhenge hum tumko dekhe hi jaayenge
Aise hi saara din sang sang bitayenge
Phoolon ki bagiyan mein tumko le jaayenge
Khusboo ki duniya se tumko milayenge
Haath pakad ke hum chalte hi jaayenge
Vaapas naa aayenge waapas naa aayenge
Mann bhar aaya mann bhar aaya
Mann bhar aaya ho mann bhar aaya
Mann bhar aaaya baatein sunke tumhari
Dekho humne bhi kar li hai taiyari
Kismaat ne ho likha jinke
Ishq unko hi milta yahan
Jitni bhi koshishein karlo
Mangne se yeh milta kahan
Ho khel yeh naseebon ka
Karvaan ummeedon ka
Chaal pada toh rukta hai kahan
Labon pe naam joh hoga
Use dil dhoond hi lega
Laqeeron ka saafar shaayad
Mohabbat pe khatam hoga
Labon pe naam joh hoga
Use dil dhoond hi lega
Laqeeron ka safar shayad
Mohabbat pe khatam hoga
Dhoop me chhaon me
Chalte hai saath sehraon me
Dil ki baato se donon
Fir kyun anjaan hai
Jaise barsaat me
Baadal hamesa hai saath me
Ek duje ke hoke
Phiir bhi hairan hain
Ho joh khuda ne socha hai
Bas wahi toh hota hai
Zor koi chalta hai kahan
Labon pe naam joh hoga
Use dil dhoond hi lega
Laqeeron ka saafar shayad
Mohabbat pe khatam hoga
Labon pe naam joh hoga
Use dil dhoond hi lega
Laqeeron ka saafar shayad
Mohabbat pe khatam hoga
Kismaat ne ho likha jinke
Ishq unko hi milta yahan
Jitni bhi koshishein karlo
Mangne se yeh milta kahan
Ho khel yeh naseebon ka
Karvaan ummeedon ka
Chaal pada toh rukta hai kahan
Labon pe naam joh hoga
Use dil dhoond hi lega
Laqeeron ka saafar shayad
Mohabbat pe khatam hoga
Labon pe naam joh hoga
Use dil dhoond hi lega
Laqeeron ka saafar shayad
Mohabbat pe khatam hoga