Iss Zameen se Falak tak
Tere Kadmon ke nishaan hein
Tere nagmein (2) Tere Jalwe (2)
Goonjte har taraf hein (2)
Is Hawa mein (2) Is Fizaa mein (2)
Is Hawa mein Is Fizaa me azmatein hein bas teri
Saare mausam saara alam rehmatein bas teri
Har soch mein humari, har baat mein humari
Har saans mein humari, Jazbaat mein humari
Har dhadkan se hum karein tera sajdaa
Sajda (2) Karein tere kadmo pe hum sajdaa x2
Sajdaa Sajdaa tera Sajdaa (2)
Tere pyaar ke hum kissey hein
Teri meher ki hum daastan x2
Is Jag me hum ko jo mila
Teri rehem hai teri raza x2
Farhat jo tune hai diya (2)
Mili ruh ko hai ab panah x4
tere daware aaye hai chodke sabka sath
jholi bhar de aapji bhejo na khali hath
tere daware aaye hai
sajda mera kabul karle sajda mera kabul karle
banke sawali tujhse karu iltza
sajda mera kabul karle
banke sawali tujhse karu iltza
mera bichada yaar mila de mera bichada yaar mila de
meri bigdi baat bana de mujhe chehara zara dikha de
mehbub ka sajda mera kabul karle
banke sawali tujhse karu iltza
jine na dega darde zudai is gam se de de mujhko rihai
manga hai bas ek mehbub apna mangi nahi hai tujhse khudai
ek aag me jalti jaan hai sine se utha dhua hai
kis haal me aur kaha hai mere dilruba
sajda mera kabul karle
banke sawali tujhse karu iltza
ya tod de har bandhan jafa ka ya chhod de phir dava wafa ka
ho jaunga khakh aur kakh meri le jayega kal jhonka hawa ka
na milega nishan kahi par takra ke sar ko zami par
de dega jaan yahi par dilbar tera sajda mera kabul karle
banke sawali tujhse karu iltza
mera bichada yaar mila de meri bigdi baat bana de
mujhe chehara zara dikha de
mehbub ka sajda mera kabul karle
banke sawali tujhse karu iltza
sajda mera kabul karle sajda mera kabul karle
banke sawali tujhse karu iltza
mera bichada yaar mila de meri bigdi baat bana de
mujhe chehara zara dikha de mehbub ka