People who are crazy enough to think they can change the world are the ones who do. -Apple
Your subscription could not be saved. Please try again.
Your subscription to raagabox has been successful.

A sample of other songs in raagabox lyrics * 3 *

Saathiya Saathiya(Remix)
Music: Pritam
Lyricist: Sameer
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Darling/Saathiya-Mukhda-By-Ad
sathiya sathiya sathiya sathiya
ishq bedardi mujhko pata hai iski chahat me milti saza hai
ishq bedardi mujhko pata hai iski chahat me milti saza hai
bekarari me mar hi na jau, na samjh ko mai kaise samjhau
dil hai ke manta nahi hai bechaini janta nahi hai
mai karu kya bata zara sathiya
dil hai ke manta nahi hai bechaini janta nahi hai
mai karu kya bata zara sathiya
sathiya sathiya sathiya sathiya

naram khawabo ki baho me jagegi aankhe
garam yado ke saye me bitengi rate
naram khawabo ki baho me jagegi aankhe
garam yado ke saye me bitengi rate
yaad to aayegi bekhudi chhayegi
dard de jayegi tanhai tadpayegi
dil hai ke manta nahi hai bechaini janta nahi hai
mai karu kya bata zara sathiya
dil hai ke manta nahi hai bechaini janta nahi hai
mai karu kya bata zara sathiya
sathiya sathiya sathiya sathiya

sare aalam pe aaho ka chhyega jadu
apne hi zazbo pe to hoga nahi kabu
sare aalam pe aaho ka chhyega jadu
apne hi zazbo pe to hoga na kabu
zakham lega jigar hoga aisa asar
na rahegi khabar bichda hoga safar
dil hai ke manta nahi hai bechaini janta nahi hai
mai karu kya bata zara sathiya
dil hai ke manta nahi hai bechaini janta nahi hai
mai karu kya bata zara sathiya
sathiya sathiya sathiya sathiya
Saathiya Saathiya
Lyricist: Sameer
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Darling/Saathiya-Remix/EgExSR
sathiya sathiya
ishk bedardi mujhko pata hai, isaki chahat me milati saja hai
ishk bedardi mujhko pata hai, isaki chahat me milati saja hai
bekarari me mar hi na jau, na samajh ko me kaise samajhau
dil hai ki manata nahi hai, bechaini janata nahi hai
me karu kya bata jara sathiya
dil hai ki manata nahi hai, bechaini janata nahi hai
me karu kya bata jara sathiya
sathiya sathiya

narm khwabo ki baho me jagengi aankhe
garm yado ke saye me bitengi rate
narm khwabo ki baho me jagengi aankhe
garm yado ke saye me bitengi rate
yad toh aayegi, bekhudi chhayegi
dard de jayegi, tanhayi tadpayegi
dil hai ki manata nahi hai, bechaini janata nahi hai
me karu kya bata jara sathiya
dil hai ki manata nahi hai, bechaini janata nahi hai
me karu kya bata jara sathiya
sathiya sathiya

sare aalam peh aaho ka chhayega jadu
apne hi jajbo peh toh hoga na kabu
sare aalam peh aaho ka chhayega jadu
apne hi jajbo peh toh hoga na kabu
jakhm lega jigar ho gaya aisa asar
na rahegi khabar bichda hoga safar
dil hai ki manata nahi hai, bechaini janata nahi hai
me karu kya bata jarasa yar
dil hai ki manata nahi hai, bechaini janata nahi hai
me karu kya bata jarasa yar
sathiya sathiya
Saathiya Saathiya
Music: A.R.Rehman
Lyricist: Gulzar
Album: Saathiya
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Saathiya/Saathiya/PSUufQ1KUgU
Saathiya ... Saathiyamaddham maddham teri ye geeli hansi
saathiya ... saathiya
sun ke ham ne saari pee li hansi

hansti rahe tu hansti rahe hayaa kee laalee khilatee rahe
zulf ke neeche gardan pe subah-o-shaam milatee rahe
hansti rahe tu hansti rahe hayaa kee laalee khilatee rahe
zulf ke neeche gardan pe subah-o-shaam milatee rahe
sondhee see hansi teree khilatee rahe milatee rahe

peelee dhoop pahan ke tuum dekho baag mein math jaana
bhanware tum ko sab chhedenge phoolon mein math jaanaa
maddham maddham hans de phir se
sona sona phir se hans de
taazaa gire patte ki tarah sabz lawn par lete huey
saath rang hain bahaaron ke ek adaa mein lapete huey
saawan bhaadon saare tujh se
mousam mousam hanste rahnaa
maddham maddham hanste rahnaa
saathiya ... saathiya
maddham maddham teri ye geeli hansi
saathiya ... saathiya
sun ke ham ne saari pee li hansi

kabhee neele aasmaan pe chalo ghoomanein chalein ham
koi abr mil gayaa to zameen pe baras lein ham
teri baalee hil gaee hai kabhee shab chamak uthee hai kabhee shaam khil gayee hai

tere baalon kee panaah mein is siyaah raath guzare
teri kaalee kaalee aankhein koi ujalee baath uthare
teree ik hansee ke badale meree ye zameen le le meraa aasmaan le le
saathiya ... saathiya
maddham maddham teri ye geeli hansi
saathiya ... saathiya
sun ke ham ne saari pee li hansi

barf giree ho vaadee mein
oon mein lipatee simatee huyee
barf giree ho vaadee mein aur hansee teree goonjee
oon mein lipatee simatee huyee baath kare dhuvaan nikale