Various Artist : Vishal Dadlani, Shekhar Ravjiani, Vaibhav Gupta, Subhadeep Das Chowdhury, Dipan Mitra, Utkarsh Wankhede, Piyush Panwar, Obom Tangu.
Khaab Nahi Ik Jashan Hai Bharat
Rag Rag Mein Hai Jeet Ki Aadat
Aisa Hunar Dushman Bhi Salami De
Tu Suraj Hum Tere Ujaale
Tujhse Juda Nahi Hone Waale
Akhir Tak Hum Safar Pe Honge Ke
Jai Hind Jo Nas Nas Mein Hai
Har Baazi Fir Bas Mein Hai
Zid Thaan Ke Hindustan Boley
Sujalam Suphalam Malayaja Sheetalam
Shasya Shyaamalam Vande Maataram
Sujalam Suphalam Malayaja Sheetalam
Shasya Shyaamalam Vande Maataram
Na Hi Zameen Na Aasmaano Mein
Na Hi Mumkin Hai Do Jahaano Mein
Jazbe Iraade Aur Ye Junoon
Bante Hain Dil Ke Kaarkhano Mein
Pahunch Gaye Amber Se Aage
Dharti Se Phir Bhi Bandey Hain Dhaage
Rehte Watan Ki Mitti Se Jud Ke
Jai Hind Jo Nas Nas Mein Hai
Har Baazi Fir Bas Mein Hai
Zid Thaan Ke Hindustan Boley
Ishq Thoda Thoda Dono Jagah
Dono Ek Duje Ke Hone Lage
Ab Na Halki Si Bhi Aaye Kabhi Doori
Jaise Patta Koi Paniyon Mein
Behta Jaaye Kahaniyon Mein
Lagti Hai Jo Shuruaat Se
Wo Kisi Pe Aa Raha Hai
Jaise Hawa Mein Ghula Koi Samandar
Ismein Aaj Bahein
Teri Dua Jaisa Lage Hai Jo Ambar
Ismein Udte Rahe
Ik Main Ek Tu Ik Rang Ek Rooh
Baate Sab Main Hi Kyun Kahun
Dil Jaa Raha Hai Ya Kisi Pe Aa Raha Hai
Main Rok Leta Par Kaha Ye Maanta Hai
Dil Jaa Raha Hai Ya Kisi Pe Aa Raha Hai
Main Rok Leta Par Kaha Ye Maanta Hai
Jo Hua Hai Usse Koi Naam Dedo
Bekaar Dil Ko Tum Koi Kaam Dedo
Ya Koi Naam Dedo
Ishq Thoda Thoda Dono Jagah
Dono Ek Duje Ke Hone Lage
Ab Na Halki Si Bhi Aaye Kabhi Doori
Jaise Patta Koi Paniyon Mein
Behta Tairta Jaaye Kahaniyon Mein
Lagti Hai Jo Shuruaat Se Wo Hi
Aaj Kal Toh Ek Pal Ko
Mujhe Tujhse Hai Fursat Kahan
Bas Tu Hai Rubaroo Hai
Door Nazro Se Ab Hai Jahan
Ik Main Ik Tu Ik Rang Ik Sang Ik Rooh
Ik Main Ek Tu Ik Rang Ek Rooh
Baate Sab Main Hi Kyun Kahun
Jaise Hawa Mein Ghula Koi Samandar
Ismein Aaj Bahein
Teri Dua Jaisa Lage Hai Jo Ambar
Ismein Udte Rahein
Ik Main Ik Tu Ik Rang Ek Rooh
Baate Sab Main Hi Kyun Kahun
Dil Jaa Raha Hai Ya Kisi Pe Aa Raha Hai
Main Rok Leta Par Kaha Ye Maanta Hai
Jo Hua Hai Usse Koi Naam Dedo
Bekaar Dil Ko Tum Koi Kaam Dedo
Ya Koi Naam Dedo
Mere Raaste Ki Roshani
Kahaan Pe Le Gaya
Main Thak Gaya Hoon Gin Gin
Ke Too Dard Itne De Gaya
Hai Suna Kismat Ke Rukh
Tujhe Aate Hain Modane
Jo Hai Banaakar Todane
Jo Hai Banaakar Todane
To Dil Banaane Vaaleya Tu
Dil Bana Banaana Chhod De
Jo Hai Banaakar Todane
Jo Hai Banaakar Todane
To Dil Banaane Vaaleya Tu
Dil Bana Banaana Chhod De
Mere Gam Ka Tuhi Ilaaj Kar
Na Tu Chhod Kal Pe Ye Aaj Kar
Tu Tod De Jisaki Dua Vo
Sar Jhukaana Chhod De
Jhoothe Nikale Wo Taare
Dheere Dheere Toote Saare
Khaali Hai Ab Mera Aasama
Rah Gaya Main Raaste Mein
Milo Vaale Phaasale
Pe Jo Mera Tha Kabhi Hai Kahaan
Jo Maane Na Meri Mannate
Kis Kaam Ki Teri Jannate
Tu Kabool Kar Sajade Mere
Ya Vo Aasama Ko Chhod De
Jo Hai Banaakar Todane
Jo Hai Banaakar Todane
To Dil Banaane Vaaleya
Tu Dil Banaana Chhod De
Jo Hai Bana Kar Todane
Jo Hai Bana Karar Todane
Dil Banaane Vaaleya
Tu Dil Banaana Chhod De
Mere Gham Ka Tuhi Ilaaj Kar
Na Tu Chhod Kar Teri Aaj Kar
Tu Tod De Jiski Dua
Vo Sar Jhukaana Chhod
Haq Hai Humko Kuch Aaj Karle
Dunia Chahe Aitraaz Karle
Bigde Zyada Sudhre Huye Kam
Ab Todenge Har Kayda Hum
Hosh Nahi Sham Se Kal Milo Kaam Se
Abhi Toh Hum Dekh Lo Bilkul Gaye
Ke Ghar Ke Sare Raste Bhul Gaye
Woh Jo Bhi Hamein Dekhe Woh Kehta Rahe
Ke Ajj Sher Khul Gaye
Ghar Ke Raste Bhul Gaye
Ab Toh Hum Bilkul Gaye
Aaye Aisi Chorh Mein
Ke Jo Bhi Hamein Dekhe Woh Kehta Rahe
Ke Ajj Sher Khul Gaye
Mujhse Nashe Mein Galti Ho Jaani Hai Aaj Toh
Yaara Sambhalna Koi Ho Jaye Naraz Jo
Main Aaj Badmash Ho Raha Hu Kal Shareef Tha
Bigda Hisab Dil Ka Pehle Toh Yeh Thik Tha
Hosh Nahi Sham Se Kal Milo Kaam Se
Abhi Toh Dekh Lo Bilkul Gaye
Ke Ghar Ke Sare Raste Bhul Gaye
Woh Jo Bhi Hamein Dekhe Woh Kehta Rahe
Ke Ajj Sher Khul Gaye
Ghar Ke Raste Bhul Gaye
Ab Toh Hum Bilkul Gaye
Aaye Aisi Chorh Mein
Ke Jo Bhi Hamein Dekhe Woh Kehta Rahe
Ke Ajj Sher Khul Gaye
Umar Ki Raftaar
Waqt Ki Maar Sahenge Chehre
Jism Chale Jayenge Par
Zinda Rahenge Chehre
Khoye Huye Sapno Mein
Bandhe Huye Apno Mein
Jaane Pehchane Se Kuch
Anjaane Se
Pyar Mein Apnate Huye
Gunaah Ko Chupate Huye
Safar Karte Sadiyon Ka
Bahao Jaise Nadiyon Ka
Daulat Ki Aag Mein Jale Jale Se
Aur Inki Raakh Mein Bujhe Bujhe Se
Chehre, Chehre, Chehre
Jism Chale Jayenge Par
Zinda Rahenge Chehre
Masoom Bhi Yahin Hain
Makkar Bhi Yahin Hain
Bikte Bhi Yahin Hain
Khareeddar Bhi Yahin Hain
Bachpan Jawaani Aur Budhapa
Khud Ko Dekh Khud Hi Se Kaanpa
Aaine Mein Khud Ko Niharte
Guzari Soorat Ko Pukaarte
Waise To Duniyan Mein Sabhi Insaan Hai
Waise To Duniyan Mein Sabhi Insaan Hai
Phir Bhi Sabki Alag Pehchan Hai
Alag Alag Pehchan Se
Sharminda Rahenge Chehre
Alag Alag Pehchan Se
Sharminda Rahenge Chehre
Jism Chale Jayenge Par
Zinda Rahenge Chehre
Jism Chale Jayenge Par
Zinda Rahenge Chehre
Ye Khaali Peeli Aise Lafda Kare Hai
Pyar Kam Jyaada Jhagda Kare Hai
Aise Tadpaye Kyun Ego Tu Dikhaye Kyun
Machle Hain Jaise Konkan Ki Machhli
Style Jootha Hai Tevar Hai Nakli
Samajh Kyun Na Paye Tu
Phir Bhi Udd Jaaye Tu
Dil Mera Dil Mera Dil Mera Dil Mera
Tehas Nehas Kar Diya Tune
Tune Ae Ae
Khaali Peeli Aise Lafda Kare Hai
Pyar Kam Jyaada Jhagda Kare Hai
Aise Tadpaye Kyun Ego Tu Dikhaye Kyun
Ek Tu Hi Ton Chikni Chameli
Tujhpe Fisla Hai Dil Mera Daily
Jo Tu Sharmaye Tu Churiyan Chalaye Tu
Dil Mera Dil Mera Dil Mera Dil Mera
Tehas Nehas Kar Diya Tune
Tune Ae Ae
Yeah!
Hai Galti Hai Teri Ismein Kya Galti
Meri Adayein Kuchh Aisi
Nahi Hai Niyate Sambhalti
Hai Bhalti Hai Teri Baatein Saari Bhalti
Chahe Tu Bakk Bakk Bakle
Mere Aage Nahi Chalti
Itne Din Pakad Nikal Jaayegi Re
Ek Na Ek Din Pighal Jaayegi Re
Dil Ko Bhi Tere Akal Aayegi Re
Bheje Mein Bitha Le
Khaali Peeli Aise Lafda Kare Hai
Pyar Kam Jyaada Jhagda Kare Hai
Aise Tadpaye Kyun Ego Tu Dikhaye Kyun
Machle Hain Jaise Konkan Ki Machhli
Style Jootha Hai Tevar Hai Nakli
Samajh Kyun Na Paaye Tu
Phir Bhi Udd Jaaye Tu
Dil Mera Dil Mera Dil Mera Dil Mera
Tehas Nehas Kar Diya Tune
Tune Ae Ae.