Umar Ki Raftaar
Waqt Ki Maar Sahenge Chehre
Jism Chale Jayenge Par
Zinda Rahenge Chehre
Khoye Huye Sapno Mein
Bandhe Huye Apno Mein
Jaane Pehchane Se Kuch
Anjaane Se
Pyar Mein Apnate Huye
Gunaah Ko Chupate Huye
Safar Karte Sadiyon Ka
Bahao Jaise Nadiyon Ka
Daulat Ki Aag Mein Jale Jale Se
Aur Inki Raakh Mein Bujhe Bujhe Se
Chehre, Chehre, Chehre
Jism Chale Jayenge Par
Zinda Rahenge Chehre
Masoom Bhi Yahin Hain
Makkar Bhi Yahin Hain
Bikte Bhi Yahin Hain
Khareeddar Bhi Yahin Hain
Bachpan Jawaani Aur Budhapa
Khud Ko Dekh Khud Hi Se Kaanpa
Aaine Mein Khud Ko Niharte
Guzari Soorat Ko Pukaarte
Waise To Duniyan Mein Sabhi Insaan Hai
Waise To Duniyan Mein Sabhi Insaan Hai
Phir Bhi Sabki Alag Pehchan Hai
Alag Alag Pehchan Se
Sharminda Rahenge Chehre
Alag Alag Pehchan Se
Sharminda Rahenge Chehre
Jism Chale Jayenge Par
Zinda Rahenge Chehre
Jism Chale Jayenge Par
Zinda Rahenge Chehre
Ye Khaali Peeli Aise Lafda Kare Hai
Pyar Kam Jyaada Jhagda Kare Hai
Aise Tadpaye Kyun Ego Tu Dikhaye Kyun
Machle Hain Jaise Konkan Ki Machhli
Style Jootha Hai Tevar Hai Nakli
Samajh Kyun Na Paye Tu
Phir Bhi Udd Jaaye Tu
Dil Mera Dil Mera Dil Mera Dil Mera
Tehas Nehas Kar Diya Tune
Tune Ae Ae
Khaali Peeli Aise Lafda Kare Hai
Pyar Kam Jyaada Jhagda Kare Hai
Aise Tadpaye Kyun Ego Tu Dikhaye Kyun
Ek Tu Hi Ton Chikni Chameli
Tujhpe Fisla Hai Dil Mera Daily
Jo Tu Sharmaye Tu Churiyan Chalaye Tu
Dil Mera Dil Mera Dil Mera Dil Mera
Tehas Nehas Kar Diya Tune
Tune Ae Ae
Yeah!
Hai Galti Hai Teri Ismein Kya Galti
Meri Adayein Kuchh Aisi
Nahi Hai Niyate Sambhalti
Hai Bhalti Hai Teri Baatein Saari Bhalti
Chahe Tu Bakk Bakk Bakle
Mere Aage Nahi Chalti
Itne Din Pakad Nikal Jaayegi Re
Ek Na Ek Din Pighal Jaayegi Re
Dil Ko Bhi Tere Akal Aayegi Re
Bheje Mein Bitha Le
Khaali Peeli Aise Lafda Kare Hai
Pyar Kam Jyaada Jhagda Kare Hai
Aise Tadpaye Kyun Ego Tu Dikhaye Kyun
Machle Hain Jaise Konkan Ki Machhli
Style Jootha Hai Tevar Hai Nakli
Samajh Kyun Na Paaye Tu
Phir Bhi Udd Jaaye Tu
Dil Mera Dil Mera Dil Mera Dil Mera
Tehas Nehas Kar Diya Tune
Tune Ae Ae.