Dil Ka Main Woofer Leke Phirta Rahu
Dhadkan Ko Beat Banake Thirka Karu
Ho Lakh Kahi Bhi Shor Sharaba
Koyi Waqt Ho Koyi Bhi Jagah
Dance Akkhe Life Ko Underoof
Get Down To Groove
Get Down To Groove
Hold Up, Hold Up
Get Down To Groove
Get Down To Groove
Get Down To Groove
Get Down To Groove
Get Down To Groove
Beach Teach Like Rythm Of Life
Beach Teach Like Hi Hi-Fi
Beach Sneak Oo World Go Bang Bang
Beach Some Of Wall
Beach Some Attack
Looking For The Dance
Some Looking For **
Because Dance Challenge
Dance Hi Jawab Mera
Dance Hi Proof
Thats Why I Get Down To Groove
Behta Bhi Raha, Behka Bhi Raha
Saath Main Nach Mere Zindagi
Ye Kehta Bhi Raha, Thodi Taal Mail
Thodi Trishnagi
Jitna Bhi Tu Saath De Saki
Thank You Zindagi
Saath Rahi To Saath Rahenge
Sath Nachenge Saath Thakenge
Saath Saath Har Beat Pe Karke Move
Get Down To Groove
Get Down To Groove
Desi Ho Ya Hiphop
Nachna Na Hoga Stop
Sabki Nazre Humko Karti
Approve
Yu Pohuchenge Hum Top
Bina Koyi Bhi Drop
Now Strong The Heart
And Crop The Move
Get Down To Groove
Get Down To Groove
Get Down To Groove.
Gham Mila Hai Kahin To Kahin Hai Khushi
Har Ghadi Chalane Ka Naam Hai Zindagi
Gham Mila Hai Kahin To Kahin Hai Khushi
Har Ghadi Chalane Ka Naam Hai Zindagi
Imtihaan Ke Bina Manzile Hi Nahin
Woh Safar Main Rahe Tham Gaye Jo Kahin
Har Kadam Pe Ab Mein Tere Sang Chalu
Aa Zindagi Tujhe Zara Sa Ji Toh Loon
Aa Zindagi Tujhe Zara Sa Ji Toh Loon
Aa Zindagi Tujhe Zara Sa Ji Toh Loon
Jo Nasib Ne Diya Khushi Se Le Liya
Jo Bhi Pal Hai Mila Use Hasi Bana Liya
Muskurane Lagi Gungunane Lagi
Mujhme Khwahish Nayi Jagmagane Lagi
Dil Kahe Main Dhoon Pe Teri Jhoom Loon
Aa Zindagi Tujhe Zara Sa Ji Toh Loon
Aa Zindagi Tujhe Zara Sa Ji Toh Loon
Aa Zindagi Tujhe Zara Sa Ji Toh Loon
Ji Toh Loon
Chalo geet umeed ka gungunaye,
Yahaan ko khushi ki koi dhun sunayein,
Chalo geet umeed ka gungunaye,
Yahaan ko khushi ki koi dhun sunayein,
Aa baantein hasi aa khuda koi manayein,
Rabb niche aaye…
Nayi ek shuruaat honne do apni,
Bss insaniyat zaat rehne do apni,
Mohabbat mohabbat zubaan pe ho apni,
Lagge chot tumko ho numm aankh apni..
Bhale din bhale lamhein aayenge fir se,
Haseen yaad milkar bnayeinge fir se,
Yeh dunia brhi khoobsurat jagah hai,
Tabhi toh khuda ne humein yeh diya hai..
Aman aur sukoon zindagi ka bhi hakk hai,
Fizayon mein bhikhrayenge inko hum tum,
Zameen aasmaan hai ussi ki nishani,
Milkar inhein fir se jaayenge hum tum,
Samander samander khangalenge hum tum,
Paharhon ko milkar tarashein ge hum tum,
Tarashein ge hum tum,
Yeh tauba hai kall ka chalo denge hum tum…
Andhere ka hai kyu ye darr
Hai mehmaan andhera bhi
Andhere ka hai kyu ye darr
Hai mehmaan andhera bhi
Zara dum lo palak moondo
Abhi hoga savera bhi
Abhi hoga savera bhi
Andhere ka hai kyu ye darr
Hai mehmaan andhera bhi
Sitaron ko zara dekho
Wo tim tim jhil milate hain
Udhar dekho wo chanda mama
Bhi toh muskurate hain
Shama bhi toh badi hai roshan
Ujaalo ka hai ghera bhi
Ujaalo ka hai ghera bhi
Andhere ka hai kyu ye darr
Hai mehmaan andhera bhi
Aye nindiyan zara ghal ja
Mere nanho ki aankhon mein
Haseen sapne bhi le ke
Aa zara kal ke in aankhon mein
Ke jab hogi sabhi khushiyaan
Aman ka hoga dera bhi
Aman ka hoga dera bhi
Andhere ka hai kyu ye darr
Hai mehmaan andhera bhi.
Maula maula mere maula maula
Maula maula mere maula maula
Maula maula mere maula maula
Maula maula mere maula maula
Maula maula mere maula maula
Mere maula mere maula
Mere maula mere maula
Mere maula mere maula
Mere maula mere maula
Mere maula mere maula
Mere maula mere maula
Mere maula mere maula
Mere maula mere maula
Mere maula mere maula
Mere maula mere maula
Tu rahim hai tu karim hai
Teri jaat sabse azim hai
Tu rahim hai tu karim hai
Teri jaat sabse azim hai
Tu rahim hai tu karim hai
Teri jaat sabse azim hai
Sab adhoorey tu hi salim hai
Sab adhoorey tu hi salim hai
Maula mere harsu tere nishaan
Maula mere harsu tere nishaan
Mere maula mere maula
Mere maula mere maula
Mere maula mere maula
Mere maula mere maula
Mere maula mere maula
Mere maula mere maula
Mere maula mere maula
Mere maula mere maula
Gair bhi apna sa paaye
Zindgi khusboo ban jaaye
Dosti wo shabnamm barssaye
Ek dil ko hi de de aisa jahan
Maula mere harsu tere nishaan
Mere maula mere maula
Mere maula mere maula
Mere maula mere maula
Mere maula mere maula
Mere maula mere maula
Mere maula mere maula
Mere maula mere maula
Mere maula mere maula
Dekh auro ki khushi ko
Rok paaye na bekhudi ko
Dekh auro ki khushi ko
Rok paaye na bekhudi ko
Yu bhi samjha hai bandgi ko
Unse hi toh hai kayam hai ye jahan
Maula mere harsu tere nishaan
Nafraton ke darmiyan bhi
Koyi nikle meherbaan bhi
Jo luta de apni jaan bhi
Aise bhi toh dilwale hain yahan
Maula mere harsu tere nishaan
Mere maula mere maula
Mere maula mere maula
Mere maula mere maula
Mere maula mere maula
Mere maula mere maula
Mere maula mere maula
Mere maula mere maula
Mere maula mere maula.
Chalo geet umeed ka gungunaaye
Jhaan ko khusi ki koyi dhun sunaayein
Chalo geet umeed ka gungunaaye
Jhaan ko khusi ki koyi dhun sunaayein
Aa baatein hasi aa khuda ko manayein
Rab lijiye aaye
Nayi ek shuruaat hone do apni
Bas insaaniyat jaat rahne do apni
Mohabbat mohabbat jubaan pe ho apni
Lage chot tumko ho nam ankh apni
Bhale din bhale lamhe aayenge fir se
Hasi yaad milkar banyenge fir se
Ye duniya badi khoobsurat jagah hai
Tabhi toh khuda ne hame ye diya hai
Aman aur sukoon zindgi ka bhi haq hai
Fizaon mein bikhrayengey inko hum tum
Zameen aasmaan hai usi ek nishani
Milke inhe fir sajayenge hum tum
Samande samander khangalengey hum tum
Pahadon ko milkar tarashengey
Ye tohfa hai kal ka
Chalo milke denge hum tum.
Hmmmmm…..
Khabon ko tarash ke duniya sazayein
Diye mein doobi baati se sooraj ugaayein
Khabon ko tarash ke duniya sazayein
Diye mein doobi baati se sooraj ugaayein
Chhod ke kaliyaan ke gam ko khushiyaan manaayein
Tod ke ander ke raaven ko fir se jalaaye
Kuch maade hain kuch changey hain
Hum sab rab ke bandey hain
Kuch maade hain kuch changey hain
Hum sab rab ke bandey hain
Rab de bandey rab de bandey
Rab de bandey rab de bandey
Hoslon ke pankhon se udte jaayein
Manzilon ke aagey bhi rastey banaye
Hoslon ke pankhon se udte jaayein
Manzilon ke aagey bhi rastey banaye
Thhan le apni zid ko khud se haraaye
Kaat de apni ……
Kuch maade hain kuch changey hain
Hum sab rab ke bandey hain
Kuch maade hain kuch changey hain
Hum sab rab ke bandey hain
Rab de bandey rab de bandey
Rab de bandey rab de bandey
Rab de bandey rab de bandey
Kadmon ko na roke ho jaisi hawayein
Aandhiyon ko rok de ho aisi adaayein
Kadmon ko na roke ho jaisi hawayein
Aandhiyon ko rok de ho aisi adaayein
Bhatke mann ko kaabu kar de de dishayein
Galat walat jo hone de wo ankhon waale andhe hain
Kuch maade hain kuch changey hain
Hum sab rab ke bandey hain
Kuch maade hain kuch changey hain
Hum sab rab ke bandey hain
Bandey rab de bandey
Bandey rab de bandey
Bandey rab de bandey
Bandey rab de bandey
Bandey rab de bandey
Ho rab de rab de rab de
Bandey.
Maee re,
Chhedein hai logaan,
Maee re,
Ghoorein hai logaan,
Maee re,
Taadein hai logaan,
Taana marey hai logaan,
Daiyaa,
Vairi bhaei hain ye angddayi re,
Bacchi,
Tera aanchal dhal ke
Bacchi,
Chal sambhal-sambhal ke,
Bacchi,
Yahaan majnoo dil ke,
Fhasna nahin enn se mil ke,
Warna karti firengi,
Maee maee re,
Maee re chhedein hai logaan,
Maee re ghoorein hai logaan,
Solah toh geya hain pichhein,
Aaya saal sattrah,
Hariyar jawaani pe chaddha hain,
Bhaari khatraa,
Rasiyaan humaarein rash ke,
Bhawaron hai sarey,
Fhans geyi main toh raama,
Kar ke eshaarey,
Chhankaai paayal kaahein,
Tunne dagar mein,
Sonne ki pagdi kaahein,
Baandhi kammar mein,
Ghar se akeli kaahein,
Neekli goozariyan,
Essiliyein latoo tujjh pe,
Sabb ki nazariyaan,
Machhli kaantein mein aan ke,
Kabb bacch paayi re,
Arey nahin re chhedein hai logan,
Maee re ghoorein hai logan,
Are maee-maee re..