look at my eye, tell me a lie
give me a try bye bye
let me a role, give me control
leave the whole bye bye
this is the time do the crime
we are otta line bye bye
let me a role, give me control
leave the whole bye bye
hello, na ishq me chale udhaar yaha kabhi
jo hai abhi mera, de de tu
hello, ye nindo ka nasha
jo aankho me bhara tera hai tera, le le tu
ye titliya hai jo udd gayi toh
jo mud gayi toh phir kabhi na mile
labo ke pyaale tere hawale, ye pal gulaabi
libaas ye haya ka tu utaar de zara zara
yahi bas yahi raat hai zindagi
kal tu hoga kahi, mai kahi aur
yaha bas yaha banti hai kismate
khatam hote hai tishnagi ke ye daur aaha
hello, yeh raate jo gayi toh naa mile kabhi
ye hai teri abhi, jee le tu
hello, yeh husn ki gali hai chaand ki dali
ye jaam sharbati, pee le tu
ye titliya hai jo udd gayi toh
jo mud gayi toh phir kabhi na mile
labo ke pyaale tere hawale, ye pal gulaabi
libaas ye haya ka tu utaar de zara zara
ada har ada me bhari shokhiya
husn kehte jise hai reshmi dor
ha yahi bas yahi hai zameen pe jannate
waqt ye keh raha aa meri or aaha
hello, ameer ho rahi fakiriya meri
jo kho raha mera khone de
hello, ye khwabo ka safar fakat hai raat bhar
jo ho raha tera hone de
ye titliya hai jo udd gayi toh
jo mud gayi toh phir kabhi na mile
labo ke pyaale tere hawale, ye pal gulaabi
libaas ye haya ka tu utaar de zara zara
rehunma tu jo mila sab mil gaya
dil ki namaaze jaake pahunchi falak se aage
toh jaake paaya tujhko mere rehnuma
mujhko mera rabb mil gaya
baaho se aage tere duniya nahi hai meri
rakhle yahi tu mujhko mere rehnuma
jo naa bhaaye teri nazar ko
dekhungi naa mai phir woh nazara
tu jo mile toh chhod du khud ko
tujhme kahi hai mera kinara
bas tu hi tu mujhe yaad hai
dil ki namaaze jaake pahunchi falak se aage
toh jaake paaya tujhko mere rehnuma
guzri hu jab se main tere dar se
hasne lagi hu khul ke main rehbar
dard se tere rishta juda toh
ab muskuraate hai mere manjar
haan rabb ki mujhe saugaat hai
dil ki namaaze jaake pahunchi falak se aage
toh jaake paaya tujhko mere rehnuma
baaho se aage tere duniya nahi hai meri
rakhle yahi tu mujhko mere rehnuma
le aayi hai bite hue lamho ko phir ha ye zindagi
yu beraham si ho gayi, lene chali jaan ye zindagi
khuda kyu ruth gaya mujhse, nahi tha bair mera tujhse
kyun tune chhin liya mujhse mera jahaan
aye khuda khuda tu bata bata

yeh kya kiya khuda haaye yeh kyu kiya khuda
bata mere khuda thi kya meri khata
bejaan si hai zindagi, har saans hai ghamzada
yeh kya kiya khuda haaye yeh kyu kiya khuda
bata mere khuda thi kya meri khata
ummid hai tooti hui, tanhaiyo ka daur hai
hai khwaishe bikhri hui, khamoshiyo ka shor hai
bula le apne paas mujhe, naa aaye jina raas mujhe
kyu tune chhin liya mujhse mera jahaan
aye khuda khuda tu bata bata
yeh kya kiya khuda haaye yeh kyu kiya khuda
bata mere khuda thi kya meri khata
bejaan si hai zindagi, har saans hai ghamzada
yeh kya kiya khuda haaye yeh kyu kiya khuda
bata mere khuda thi kya meri khata
le aayi hai bite hue lamho ko phir ha ye zindagi
yu beraham si ho gayi, lene chali jaan ye zindagi
khuda kyu ruth gaya mujhse, nahi tha bair mera tujhse
kyun tune chhin liya mujhse mera jahan
ae khuda khuda tu bata bata
ummid thi armaan the, khushiya bhi thi behisaab si
baaho me thi duniya meri, thi zindagi jaise khwaab si
har ik pal roshan roshan tha, mehakta dil ka aangan tha
tha jannat se badh ke pyaara mera jahaan
ae khuda khuda tu bata bata
ye kya kiya khuda haay ye kyun kiya khuda
bata mere khuda thi kya meri khata
bejaan si hai zindagi, har saans hai ghamzada
ye kya kiya khuda haay ye kyun kiya khuda
bata mere khuda thi kya meri khata
ummid hai tuti hui, tanhaiyo ka daur hai
hai khwahishe bikhri hui, khamoshiyo ka shor hai
bula le apne paas mujhe, na aaye jina raas mujhe
kyun tune chhin liya mujhse mera jahan
ae khuda khuda tu bata bata
ye kya kiya khuda haaye ye kyun kiya khuda
bata mere khuda thi kya meri khata
bejaan si hai zindagi, har saans hai ghamzada
ye kya kiya khuda haay ye kyun kiya khuda
bata mere khuda thi kya meri khata
paalne me chand utra khubsurat khwaab jaisa
god me usko uthata toh mujhe lagta tha waisa
saara jahan mera hua, saara jahan mera hua
subah ki wo pehli dua yaa phul resham ka
masoom sa masoom sa, mere aas pass tha masoom sa
mere aas pass tha masoom sa, ho masoom sa
ek kamra tha magar saara zamana tha waha
khel bhi the aur khushi thi, dostana tha waha
chaar diwaro me rehti thi hazaro mastiya
the wahi patwar bhi, sagar bhi the aur kashtiya
the wahi patwar bhi, sagar bhi the aur kashtiya
meri to wo pehchan tha, meri to wo pehchan tha
ya yu kaho ki jaan tha wo chand aangan ka
masoom sa masoom sa, mere aas pass tha masoom sa
mere aas pass tha masoom sa, ho masoom sa
meri ungli ko pakad wo chaand chalta sheher me
zindagi ki beraham si dhup me, dopahar me
main sunaata tha use afsaane rangin shaam ke
taaki wo chalta rahe, chalta rahe aur na thake
taaki wo chalta rahe, chalta rahe aur na thake
na manzilo ka tha pata, na manzilo ka tha pata
thi zindagi ik raasta, wo saath har pal tha
masoom sa masoom sa, mere aas pass tha masoom sa
mere aas pass tha masoom sa, ho masoom sa